The Poet's Voice - Asrar-ul-Haq Majaz - Etiraaf

Комедия

Asrar-ul-Haq Majaz Lakhnavi (1911 - 1955) was part of the Progressive Writers Movement in India, and one of the most celebrated Urdu poets of the 20th century.
This poem - Etiraaf (Confession) - is a searing example of the authenticity that characterized all of Majaz' poetry. It also demonstrates the beauty of his languange and the lyrical romanticism for which he is best known, though here it is used in the painful context of a regretted love.

Пікірлер: 6

  • @haroonahmadsyed
    @haroonahmadsyed4 жыл бұрын

    Ab mere paas tum aayee ho to kya aayi ho Maine maana ke tum ek paikar-e-raanaai ho Chaman-e-dahr mein rooh-e-chaman-aaraai ho Talat-e-mahr ho, firdaus ki barnaayi ho Bint-e-mahtaab ho, gardoon se utar aayi ho Mujhse milne mein ab andesha-e-ruswaai hai Maine khud apne kiye ki ye sazaa paayi hai Un dinon mujh pe qayamat ka junoon taari tha Sar pe sarshaari-o-ishrat ka junoon taari tha Maahpaaron se mohabbat ka junoon taari tha Shahryaaron se raqaabat ka junoon taari tha Bistar-e-makhmal-o-sanjaab thi duniya meri Ek rangeen-o-haseen khwaab thi duniya meri Kya sunogi meri majrooh jawaani ki pukaar Meri faryaad-e-jigar-doz, mera naala-e-zaar Shiddat-e-karb mein doobi hui meri guftaar Main ke khud apne mazaaq-e-tarab-aageen ka shikaar Wo gudaaz-e-dil-e-marhoom kahaan se laaun Ab main wo jazba-e-maasoom kahaan se laaun

  • @jawadhaider5902
    @jawadhaider59024 жыл бұрын

    All India Radio Urdu Service must have some of Majaz's poetry recordings in his own voice.

  • @danmalinga5301
    @danmalinga53012 жыл бұрын

    अरे वाह वाह क्या

  • @muhammadqasimrana4387
    @muhammadqasimrana43876 жыл бұрын

    Ali minai sab, thanks a lot for uploading such a beautiful poem. Do you have other audios of Majaz or Jigar Muradabadi ?

  • @talatkhan8949
    @talatkhan89495 жыл бұрын

    Na Jane kiyun Majaz se Unsiyaat Badti hi Jati hai

  • @mohdsaleemzaki8949
    @mohdsaleemzaki89496 жыл бұрын

    ali minai sb. please upload some of majaz. sb original voice ghazals if u can pl. thx

Келесі