No video

Majaz reciting his ghazal

kuchh tujh ko Khabar hai ham kya kya ai shorish-e-dauraN bhul gaye
vo zulf-e-pareshaN bhul gaye vo dida-e-giriya bhul gaye
.
ai shauq-e-nazara kya kahiye nazron men koi surat hi nahin
ai zauq-e-tasavvur kya kahiye ham surat-e-janaaN bhul gaye
.
ab gul se nazar milati hi nahin ab dil ki kali khilati hi nahin
ai fasl-e-bahaaraaN ruKhasat ho ham lutf-e-baharaN bhul gaye
.
sab ka to madaava kar Daala apana hi madaava kar na sake
sab ke girebaaN si Daale apna hi girebaaN bhul gaye
ye apni vafa ka alam hai ab un ki jafa ko kya kahiye
ek nishtar-e-zahr-e-aagahi rakh kar nazdik-e-rag-e-jaaN bhul gaye

Пікірлер: 97

  • @americandoctor5356
    @americandoctor53562 жыл бұрын

    Such an honor and privilege to hear the voice of a legendary poet, thanks to all who made this possible. Much love.

  • @aagamjain1395
    @aagamjain1395 Жыл бұрын

    Jitna umda shayar utni hi umda awaz ❤️

  • @sheikhshahrukh4333
    @sheikhshahrukh43337 жыл бұрын

    I am fortunate to listen to mazaz's voice.. Lucknow ki Shaan.. truly mesmerizing.. thanks to the uploader

  • @fawziasurve102
    @fawziasurve1024 жыл бұрын

    What a great feeling to hear the great man himself.. MAJAZ.. Tk you for letting us hear and see his picture. Adaab 🙏🏼

  • @BabarImam

    @BabarImam

    4 жыл бұрын

    most welcome

  • @fawziasurve102

    @fawziasurve102

    4 жыл бұрын

    Babar Sahib shukriya. Ur reply means alot

  • @mayanktiwari4056
    @mayanktiwari40563 жыл бұрын

    Mazaz Sahab ki yaadgaar...Salute to legend

  • @surenderbhutani3470
    @surenderbhutani34707 жыл бұрын

    All India Radio had his recordings. I had heard them many years ago in Delhi. Dr Surender Bhutani Warsaw (Poland)

  • @muhammadqasimrana4387

    @muhammadqasimrana4387

    6 жыл бұрын

    are they uploaded online somewhere ? or not yet ?

  • @kawishabbasi9459

    @kawishabbasi9459

    4 жыл бұрын

    Surender Bhutani Pls. is this HIS voice???

  • @vipulkumarjohnny3690
    @vipulkumarjohnny36902 жыл бұрын

    One of my favorite ❤️ Mazaj 🌹🌹🌹🌹🤗👌🏼😘

  • @alimohammed410
    @alimohammed4104 жыл бұрын

    मजाज़ बस नाम ही काफी है उर्दू अदब के एक महान शायर

  • @shah6909
    @shah69094 жыл бұрын

    اک نشتر زهر آگیں رکھ کر نزدیک رگ جاں بھول گئے ۔۔۔کمال کا مصرع ھے۔۔

  • @noorulislam

    @noorulislam

    2 жыл бұрын

    بالکل بجا

  • @redstar1287
    @redstar1287 Жыл бұрын

    Wahwah Majaz Sahab. Memorable ghazal in his voice.

  • @rajahasan4442
    @rajahasan44425 жыл бұрын

    Wah Asrar ul haq mazaz saheb. Dil jeet liya. Apka amu tarana bhi bemishal h

  • @junaidbutt2073
    @junaidbutt20737 жыл бұрын

    Majaz will always remain in our hearts. ♥️

  • @khwajashahid8777
    @khwajashahid87777 жыл бұрын

    majaz will always remain alive through the emotions he shared with us in his jis ghazals

  • @kharikeaton8221

    @kharikeaton8221

    3 жыл бұрын

    instaBlaster.

  • @shobhitsaxena472
    @shobhitsaxena4727 жыл бұрын

    सब के गिरेबां सी डाले, अपना ही गिरेबां भूल गये। Majaz will always remain in our hearts.

  • @amanabbas7875
    @amanabbas78757 жыл бұрын

    maza aagaya aisa laga kisi mehfil me ho jese shukrya

  • @jabeenzehra
    @jabeenzehra7 жыл бұрын

    Kuchh tujh ko Khabar hai ham kyaa kyaa ai gardish-e-dauraan bhuul gaye Vo zulf-e-pareshaan bhuul gaye vo diidaa-e-giriiyan bhuul gaye Ai shauq-e-nazaaraa kyaa kahiye nazaro.n mein ko_ii suurat hii nahin Ai zauq-e-tasavvur kyaa kijiye ham surat-e-jaanaan bhuul gaye Ab gul se nazar miltii hii nahin ab dil kii kalii khilatii hii nahin Ai fasl-e-bahaaraan rukhasat ho ham lutf-e-bahaaran bhuul gaye Sab ka to madaavaa kar Daalaa apanaa hii madaavaa kar na sake Sab ke to gariibaan sii Daale apanaa hii gariibaan bhuul gaye Ye apaniivafaa kaa alaam hai ab un kii jafaa ko kyaa kahiye Ek nashtar-e-zehra gee rakh kar nazdik-e-rag-e-jaan bhuul gaye

  • @BabarImam

    @BabarImam

    5 жыл бұрын

    Thank you 🙂

  • @atulsarkar39

    @atulsarkar39

    5 жыл бұрын

    Ae fasl-e baharan rukhsat ho Hum lutf-e baharan bhool gaye Ae zaauq-e tassavur Kyla kijiye hum surat-e jaanan bhool gaye... I am proud to be a Lakhnavi where poetry is found in blood. Amazing Majaaz, amazing indeed!

  • @syedmadhatali1127

    @syedmadhatali1127

    5 жыл бұрын

    Where can I find more recordings of majaz?

  • @atulsarkar39

    @atulsarkar39

    5 жыл бұрын

    @@syedmadhatali1127 I got it from a friend of mine, let me check with him

  • @syedmadhatali1127

    @syedmadhatali1127

    5 жыл бұрын

    @@atulsarkar39 yes please do and tell me. I'm in search of these golden era recordings.

  • @shauky9222
    @shauky92222 жыл бұрын

    Behad umdah. Thanks for sharing this gem

  • @kaleemjavediqbal
    @kaleemjavediqbal7 жыл бұрын

    An unforgettable ghazal of Majaz.

  • @lesilraj3700
    @lesilraj37002 жыл бұрын

    Pure & spiritual type of rendering

  • @ahmadraza-lr7ke
    @ahmadraza-lr7ke2 жыл бұрын

    What a mesmerising voice. Thanks for the upload 🖤

  • @KHIWALA3
    @KHIWALA3 Жыл бұрын

    What a remarkable poet and a tragic one too

  • @mohammadmirza7217
    @mohammadmirza72177 жыл бұрын

    Majaz was a unforgettable poet

  • @jameelfaridee6719

    @jameelfaridee6719

    7 жыл бұрын

    Majaz is majaz.

  • @ahmediftekhar7170
    @ahmediftekhar71706 жыл бұрын

    Majaz was a poet of natural talent.

  • @DelawarLadakhi786
    @DelawarLadakhi7862 жыл бұрын

    Always in our Heart❤ Goosebumps

  • @baldevkumar5589
    @baldevkumar55892 жыл бұрын

    हम गमजदा हैं लायें कंहा से खुशी के गीत देंगे वही जो पायेंगे इस जिंदगी से हम

  • @keynstar

    @keynstar

    7 ай бұрын

    Yeh shayer Sahir Ludhianvi ka hai

  • @tihorjar8997
    @tihorjar89973 жыл бұрын

    Kuchh tujhko hai khabar ham kya kya ai shorish-e-dauraan bhool gaye Woh zulf-e-pareeshan bhool gaye, woh deedae-giryan bhool gaye Ab gul se nazar milti nahin, ab dil ki kali khilti nahin Ai fasl-e-bahaaran rukhsat ho hum to luft-e-bahaaran bhool gaye Ai shauq-e-nazaara kya kahiye, nigahon mei koi surat hi nahin Ai zauq-e-tasavvur kya kahiye hum to surat-e-jaanan hi bhool gaye Sab ka madawa kar daala apna madawa kar na sake Sab ke gireban see daale apna hi girebaan bhool gaye Ab apni wafa ka yeh aalam hai, unki wafa ko kya kahiye Ek nashtar-e-zeher aageen rakh kar sarhaane, rag-e-jaan bhool gaye ......................................................................................................................................................................................................... Do you have any idea of the flow of commotion, the locks of distress, glimpses of the beloved that I have forgotten? Now my eye never meets the rose, the bud of my heart never blooms. Oh springtime now leave for I have forgotten the enjoyment of springtime. Now what can I say of the enjoyment of the scenery, for there is no more vision in my eyes. Now what can I say of the flavour of the imagery, for I forgot the appearance of my beloved. I have given a cure to everyone, but I'm not able to cure myself. I repaired everyones wounds, but I was not able to repair my own wounds. Now this is the state of my loyalty, what can I say about their loyalty? After putting a blade full of poison under my head, I have forgotten the essence of life

  • @naveenkrsingh8122

    @naveenkrsingh8122

    2 жыл бұрын

    Ty so much

  • @SajidKhan-jg8bk
    @SajidKhan-jg8bk4 жыл бұрын

    Zabardast, bohot khoob.RIP Majaz,aameen. 🤲🤲🤲

  • @007manvendra
    @007manvendra5 жыл бұрын

    What a voice !!!! Aaj samjh aaya ki kyun AMU ki ladkiyan inki diwani thi

  • @sohailahmadkhan3848

    @sohailahmadkhan3848

    2 жыл бұрын

    AMU ki larkiyan unki deewani thi but jis shehnaz k wo deewane the afsos wo na mil saki unhe..

  • @shah6909
    @shah69094 жыл бұрын

    uffffff...mar dalaaa..kiya kehnay

  • @shammeirfanofficial5670
    @shammeirfanofficial5670 Жыл бұрын

    wahhh bhot bhot khubsurt

  • @hameedurrehmankhan8922
    @hameedurrehmankhan89226 жыл бұрын

    Feeling proud to be an Alig

  • @ecoboostzone3765
    @ecoboostzone37655 жыл бұрын

    Ek ache shayar ko hmne bht zldi kho diya...

  • @seemgupta
    @seemgupta5 жыл бұрын

    Enjoyed listening....

  • @mohd.iqbalameer
    @mohd.iqbalameer6 ай бұрын

    Kya baat hai, bahut khoob hai

  • @sachingupta-tt1bh
    @sachingupta-tt1bh3 жыл бұрын

    Agar koi dusri ghazal ya nazm majaz sahab ki aawaj mein ho to please upload kar dijiye❣️

  • @sayeedmohammad8398
    @sayeedmohammad83983 жыл бұрын

    Bahut khoob.. Thanks for uploading..

  • @abdulmughni9334
    @abdulmughni93345 жыл бұрын

    Bahut achchi awaz hai

  • @ranjivsingh3931
    @ranjivsingh3931 Жыл бұрын

    Great effort...appreciable 👍

  • @vijaybharat4089
    @vijaybharat40895 жыл бұрын

    Majaz Sahab...

  • @arshadrazvi5728
    @arshadrazvi5728 Жыл бұрын

    Beautiful ❤️

  • @anasahmad1117
    @anasahmad11172 жыл бұрын

    Gem 💎💎

  • @jaggathe
    @jaggathe3 жыл бұрын

    what a beauty

  • @jamilaparvez8301
    @jamilaparvez83013 жыл бұрын

    Great poet

  • @grocerewe1935
    @grocerewe19356 жыл бұрын

    Nazron mein koi suurat hi nahi Sapna hai, kuch.

  • @akshramishra871
    @akshramishra8714 жыл бұрын

    Aisi or recordings kaha milegi

  • @ahmadshakilshah8484

    @ahmadshakilshah8484

    2 жыл бұрын

    Aap Talat Mahmood sb ne Majaz ki Ghazl A ghame dil kya karun ai wahshate dil kya karun.Apko you tube pe mil jaegi.

  • @uniqueurdupoetry6966
    @uniqueurdupoetry69664 жыл бұрын

    awesome

  • @uniqueurdupoetry6966

    @uniqueurdupoetry6966

    4 жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/fGFlpMSxhqmtqJM.html

  • @matiurrahmanhanfi1023
    @matiurrahmanhanfi10233 жыл бұрын

    Thanks for uploading

  • @ShailzaTiwari
    @ShailzaTiwari5 ай бұрын

    When was this recorded? And are there other recordings of Majaz as well?

  • @MultiAjay7
    @MultiAjay76 жыл бұрын

    Urdu shair our assets

  • @ahmedmir7151
    @ahmedmir71514 жыл бұрын

    Wonderful very nostalgic

  • @annazmalaiz4472
    @annazmalaiz44724 жыл бұрын

    Iske baad maut bhi aa jaye to gham nahin! Mujassam jadu ka naam Majaz hai

  • @ahmedabbas7616
    @ahmedabbas76164 жыл бұрын

    Masa Allah Josh Malihabadi kay sathi Gazal me Aaj Doray Hazer me bhi sab say acchi Gazal Majaz khud sabha Na sakay inka gum inki saEri me dhalta gaya Bharat sarkar nay wzearay NasrayYat ka Ohda bhi diya Josh Maliha Badi kuch yun kaha hai agar Majaz ko zada zindagi Milti Urdu Zaban Mazead Taraqqi karti kistara ye Nahi Likha !!!! Date.18.07.20.20.🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩🐩

  • @ShailzaTiwari
    @ShailzaTiwari5 ай бұрын

    How was this recorded, there must be a story behind it. I am curious to know. Where and when was this recorded.

  • @coolmusicyt3087
    @coolmusicyt30873 жыл бұрын

    Who is after this ghazal is on Urdu notebook 😄😄😄

  • @gmnasir8477
    @gmnasir84776 жыл бұрын

    Wah majaz sb

  • @mhuzaifa1766
    @mhuzaifa1766 Жыл бұрын

    اس میں یہ آواز کس کی ہے اس کی جانکاری مل جائے گی شکریہ

  • @AshiQBaazi
    @AshiQBaazi5 жыл бұрын

    mashah Allah

  • @MdSamir-hv2kr
    @MdSamir-hv2kr Жыл бұрын

    Jewel

  • @sirajpasha205
    @sirajpasha2054 жыл бұрын

    Assalamualaikum is ghazal ki tashri banaye plz

  • @zubairbloging7044
    @zubairbloging70445 жыл бұрын

    umda

  • @youtubetach1742
    @youtubetach17425 жыл бұрын

    My name is majaz

  • @gemcarver3507
    @gemcarver3507 Жыл бұрын

    Pure wine..

  • @trueindian2234
    @trueindian22344 жыл бұрын

    Great poet indeed but very unlucky

  • @shahnawazansari8187
    @shahnawazansari81873 жыл бұрын

    Bhai ye gazal jio savn par kaise caller tune banaye

  • @sheikhtalal2319
    @sheikhtalal231910 ай бұрын

    kiya yeh waqa'i Majaaz ki aawaaz hai?

  • @AliAhmad-pr2ji
    @AliAhmad-pr2ji5 жыл бұрын

    Majaz livening a Rudauli shareef

  • @naveenkrsingh8122
    @naveenkrsingh81222 жыл бұрын

    Lyrics plzz

  • @BabarImam

    @BabarImam

    2 жыл бұрын

    Check the comments. One of the viewers has commented the ghazal

  • @naveenkrsingh8122

    @naveenkrsingh8122

    2 жыл бұрын

    @@BabarImam plzzz pin to that comment

  • @KHIWALA3
    @KHIWALA3 Жыл бұрын

    💘💝💖💗💔❤🩷💚🩵💜

  • @annazmalaiz4472
    @annazmalaiz44723 жыл бұрын

    Iske baad har lafz bemaani ho jaata hai

  • @ahmedabbas7616
    @ahmedabbas76163 жыл бұрын

    Dunyan badi Univertiyon me Majaz ka kaha HooA Tarana paraya Jaraha Hai Masqat mins Oman U K Besumar Universtiyon me Laykin Pakistan me Nahi Allma Aqbal serf India pakistan Eran Sam tak hai Majaz Comnist sahi Laykin saree dunyan me hai ak wahid SaEr Hai Jo Bharat me pad tak poncha Sarab berah rah Ravi Laydobi .40. Sal ki age bimar hoo A 45 age Pharbho ko payyaray hogaye Urdu Language Adhori Rahgayee Nahi tov Urdu Language San kuch aur hoti Film ki Language kuch aur hoti sandar Noha Marsiya Nazm ki Aan Ban San pur kasis sandar hoti Afsos Acchay Logon ki zarorat Allah ko zada Rahti Hai ak Soora Fateh A Hidu khaton nay kamyabi Hasil yani zindagi kamyabi hasil karnay ki Laykin Muslim aurten Majaz ki dili Tamanna Nahi puri kar saki

  • @naveenkrsingh8122
    @naveenkrsingh81222 жыл бұрын

    Seems like azaan ❣️