Mehdi Hassan sings abdul hamid Adam Jab tere nain muskurate hain(Private mehfil)best version

Enjoy.

Пікірлер: 39

  • @vichitram7037
    @vichitram70373 жыл бұрын

    Pehli baar sunn rahi hun, nihayat hi khubsurat ghazal, jisei Mehdi Hassan saheb ne, apni aalishaan gaayiki se, aur bhi nikhaar diya. Itne piyaare ash'aar....Jab tere nain muskraate hain, ziist ke ra.nj bhool jaate hain. ...Kyuun shikan daalte ho, maathe par, bhuul kar aa gaye, jaate hain. ...Itne saade lyrics, phir bhi dil ko chuu lete hain. ..Kashtiyaan yuun bhi doob jaati hain, nakhuda kis liye daraate hain....Kyaa laajavaab layakaari aur adakaari dikhayi hai iss ghazal mein, Mehdi Hassan ji ne. Ruh ko chuu liya unki ruhani awaaz mein gaayi ye sunehri ghazal ne, subhaan allah hi keh sakte hain. Tareef mein bayan karne ke liye toh lafz hi nahin mil rahe. Aur ye aakhiri ash'aar, dil ko chuu lene waale hain....Ik haseen aankh ke ishaare par, Qaafile raah bhuul jaate hain.....Iss khubsurat upload ke liye aapka dhanyavaad. ..Sehatmand aur surakshit rahein.! 👍👌🙂

  • @amarendraborah6941
    @amarendraborah69413 жыл бұрын

    The great Mehdi Hassan Saab was a master craftsman in so far as ghazal gayiki is concerned! During his illustrious career spanning over almost six decades, as an excellent exponent of ghazal gayiki, the great Khan Saab had mastered almost 38+ ragas though deft handling and their appropriate application in his divine creations ! What's so special with the great Mehdi Hassan Saab was the fact that he had an uncanny ability to make even the most difficult of the ragas look pretty simple - for instance - Raag Darbari and Raag Sahera - to name a few ! Perhaps, the great Mehdi Hassan Saab was the finest improvisation artist in the World of Ghazal Gayiki ! How right was Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Saab in his assessment in saying - "No one can ever compete with Mehdi Hassan Saab in so far as his control over sur was concerned"! What an incredible singer the great Khan Saab was ! What a colossal loss it was to the World of Ghazal Gayiki ! The void, created by his sad demise, will ever be filled ! The great Mehdi Hassan Saab had given ghazal gayiki a pedestal, which will be difficult to surpass !

  • @Shujaaology
    @Shujaaology3 жыл бұрын

    Dhairon Mohabbteen Saurav Suman Bhaya ,, Waah Waah Kia Version Hai

  • @masaudjavaid
    @masaudjavaid Жыл бұрын

    Khan sahb Mehdi Hassan Khan sahib legend of his time and leading ghazal composer, thanks for uploading suman bhai, I always will remember you sir

  • @anilkamble3602
    @anilkamble3602

    कशतिया यू भी डूब जाती है, नाखुदा किसलीये डराते है... Abdul Hamid Adam.. sahab.. Excellent lyrics. Excellent composition and singing by Mehdi Hassan Sahab. Saurav ji, thanks for upload 👍🌹🙏

  • @survandanamusicclasses5117
    @survandanamusicclasses5117 Жыл бұрын

    Great Khan Sahab 👌👌👏👏👏

  • @munirgill9001
    @munirgill9001 Жыл бұрын

    Wah Khan sb kia knolage hai ap ka ilam sada jari rahy ga aur ham sekhty rahaen gy.

  • @narendralodhia
    @narendralodhia

    1 Sun 1 Moon 1 Mehdi Hassanji (Peace Be Upon His Musical Devine Soul) Great Solfull Voice.

  • @Abhisheksingh-rw2rg
    @Abhisheksingh-rw2rg3 жыл бұрын

    Saurabh, Humko yaad nhi hai abhi ki maine pahale kahi suna tha ya nahi...par aaj se ye favorite ghazals ke list me samil ho chuka hai...aur ek behtarin poetry ke saath..

  • @arjuntanwer.
    @arjuntanwer.2 жыл бұрын

    बहुत ही शानदार ghazal hai

  • @ShortsByAB257
    @ShortsByAB2573 жыл бұрын

    Wah kya kehny bht e ala

  • @rashidmehdi2037
    @rashidmehdi20373 жыл бұрын

    Ustad e mohtram Allah pak apko jannat me jaga Dr,aaaaaaammmmmmeeeeeeeeeenmnmm

  • @asifsorathiya6501
    @asifsorathiya65012 жыл бұрын

    Wah... Saurav bhai.... Very good collection you are uploading. 👌👌👌💖

  • @mrramzanmusic8285
    @mrramzanmusic82852 жыл бұрын

    वाह वाह खां साहब आपका कोई शानी नहीं आप तो आप हीं हैं और सौरव सुमन बहुत ही अच्छा क्लेकशन दिया है बहुत बहुत शुक्रिया भाई आपका मोहम्मद रमजान सिंगर श्रीडूंगरगढ़ बिकानेर राजस्थान हाल मुंबई 🙏🙏

  • @mubinkhan7537
    @mubinkhan75373 жыл бұрын

    Bohot khoob kya baat h

  • @RatanSingh-kd6pr
    @RatanSingh-kd6pr2 жыл бұрын

    Maine dus saal pahle suna tha aur iska dusra verson 14 saal pahle cd mein mila tha-ratan singh

  • @praveensahay
    @praveensahay2 жыл бұрын

    Great.

  • @arjuntanwer.
    @arjuntanwer.2 жыл бұрын

    Miss you khan sahab

  • @ShilpaRaoLive
    @ShilpaRaoLive2 жыл бұрын

    What pure knowledge, Khan Saheb 🙌.

  • @praveensahay
    @praveensahay2 жыл бұрын

    Ye aap hee kar sakte the. Aao jaisa na koi hua aur na hoga. 🙏