DIL KI AWAAZ 12 Sajjad Husain

DIL KI AWAAZ - 12 . The genius of Sajjad Husain

Пікірлер: 29

  • @himmsingz
    @himmsingz6 ай бұрын

    Roopak taal masterpiece, ye hava ye raat.. and the tender, velvety voice of young Talat. Almost ethereal.

  • @rameshdiwan183
    @rameshdiwan1836 ай бұрын

    Thanks for Awesome microsurgery of music of Sajjad saab.100 so salam from bottom of heart.

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    6 ай бұрын

    Thanks for liking

  • @manjushrivastava5420
    @manjushrivastava54204 ай бұрын

    सर, कार्यक्रम बहुत पसंद आया. 🙏

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    3 ай бұрын

    thank you very much

  • @kaybsubramanya
    @kaybsubramanya5 ай бұрын

    Sajjad scored music for Khel (1950) with songs by G M Durani singing. Perhaps, it would have been nice to recollect in this forum.

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    5 ай бұрын

    true, thanks for reminding. in some next program i will

  • @himmsingz
    @himmsingz6 ай бұрын

    Meena sounded quite like her good friend Geeta.

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    6 ай бұрын

    she did

  • @user-re2vt7dl3u
    @user-re2vt7dl3u6 ай бұрын

    Aap ki badi mehrbani hai jo aapne itna achha programme Sajjad Husain Sahib ke baare pesh kiya. Hum ye music director ko bahut great maante hein Jin ka apna hi alag style tha. Sajjad sahib kabhi kisi ki dhun nakal nahi krte the. Rusme Sohrab mein "ye kaisi ajab dastan ho gyi hai" bhi kamal ka geet hai. Saiyan film ka gana tau kmal hi hai, Kali Kali raat re dill bda staye,Mera favourite song hai aur doosra Ye hawa ye raat ye Chandni of Sangdill (used Sur of Rag Darbari ) beautifully sitar played in this song byUstad Abdul Halim Zaffar.Sajjad Sahib ne kaha tha ki jis tarah mein chahta tha uss tarah se iss geet mein sajindo ne bajaya nahi, hala ki iss gane ke music bahut hi shandar aur sureela hai. Kisi ne ye bhi bataya tha ki kisi singer ne unka gana koi theek se nahi gaya tau unho ne singer ko thappad mar diya tha. Agar koi producer kehta tha ki vaisi dhun bna do jo us music director ne bnayi, tau Sajjad sahib kehte ki aap usi music director ke paas chle jao, mein tau apne hisab se music doo ga. Kehte hein ki OP Nayyar unke bahut fan the. Sajjad sahib ka ek gana film Khel se "Jaate ho tau jao, hum bhi yaha" by Lata ji, hzaar baar suno tau bhi dill nahi bharta. Kya intro music diya hai, kmal hai, mushkil dhun hai, dill ko chhoo jata hai. Vo zuban ke kadve prantu sache insan the. Aaj kal vo kamyab hai jo ha mein ha milaye, jhoothi tareef kre, hus hus ke bole. Anil Kumar

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    6 ай бұрын

    so very true Anil ji. He was temperamental. So many stories about him circulate all the time, who knows what is true. But his music stands out and we love every bit of it.

  • @meenaagrawal1279
    @meenaagrawal12796 ай бұрын

    Sajjad ki 2 aur filmon ke gaane milte hain Mera Shikar & Ziyarat e gaahe Hind( Apne bete Mustafa Yusuf ka naam diya aur khud ko Music Supervisor bataaya)

  • @nafisaamin742
    @nafisaamin7427 ай бұрын

    Very nice and best program!! Great favorite songs from the old times ❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    6 ай бұрын

    thanks for appreciating. join in live

  • @faisalchaudhary7258
    @faisalchaudhary72586 ай бұрын

    Nice program. Madam noor jehan mentioned many time sjad sahb in her interviews as her favorite music director.

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    6 ай бұрын

    yes even Lata named him as her favorite

  • @meenaagrawal1279
    @meenaagrawal12796 ай бұрын

    Rafi ka sath Rooplekha aur Magroor se huwa tha

  • @kadambaridc
    @kadambaridc3 ай бұрын

    nice program

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    3 ай бұрын

    thanks ji

  • @jyotsnadate7138
    @jyotsnadate71385 ай бұрын

    The most versatile composer with utmost sweetness

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    5 ай бұрын

    so true

  • @mokammelkarim4100
    @mokammelkarim41004 ай бұрын

    I think Anil's assessment is not right. Probably Anil was not aware of those type of music. Sazzad was influenced by Western and Persian music, and it is evident in his compositions.

  • @geethajayaram2530
    @geethajayaram25308 ай бұрын

    Thank you peeyushji. I had missed some songs yesterday🙏

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    7 ай бұрын

    Thanks for listening

  • @vijaybhainakum1160
    @vijaybhainakum11605 ай бұрын

    Insan jitna nahan tha lakin Vivek nahi tha abhiman kub tha ayhi uske patan ki kahani he

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    5 ай бұрын

    very true

  • @jawaharlalbansal1062
    @jawaharlalbansal10626 ай бұрын

    Sjjad was a good MD but egotistical that is why many producers avoided him

  • @srborade6360
    @srborade63605 ай бұрын

    सर क्या आप हिंदी में बात करने मे शरमाते है,जबरदस्ती इंग्लिश घूसडते रहते है ,जोभावना,जो प्रवाह मय बात हिंदी में होती हैं वो इंग्लिश में कहा...फीर भी इंप्रेशन झाडने के लिए अ..अ..अ.कर कर के इंग्लिश बोलकर बात को तोड देते हैं कृपया ध्यान रखेंगे..... धन्यवाद

  • @peeyushsharma346

    @peeyushsharma346

    5 ай бұрын

    thank you. mera natural flow jo hai main wohi follow karta hoon. kuchh bhi jhadane ki koshish nahin karte, na language na gyan. Main English mein writer raha hoon magar bolna Hindi hi prefer karta hoon