Blade and jali problem 2024 ll 107 ll prakash kety vlog

blade or jali adjustable problem,
solve it yourself,
kaise thik kare yanha par gap ho raha hai,
10hp diesel Engine Huller set,
chahe belt chahe bina belt essa samasya ataa hai,
7,8,10,12,14 hp Diesel Engine,
Dhan Kutaie ka machine,
prakash kety vlog Hindi me,

Пікірлер: 10

  • @fancypigeonsganderbal3412
    @fancypigeonsganderbal34123 ай бұрын

    Sir ustad z plus 8no huller ko kitne hp ka diesel engine pe chala sakte hai

  • @prakashkety2269

    @prakashkety2269

    3 ай бұрын

    8number ostad huller kam se kam 12 se 15hp ka motor ya to Diesel engine use kar sakte hai production hoga 3 sse 4 quintal per hrs par ye dhan k upar v depend karta hai, belt se chalane k liye 10*5 ka pulley use kar sakte hai 900 RPM k sath, huller price wholesale 14500 hoga market price jyda hoga. thank q

  • @rojiyolmo
    @rojiyolmo3 ай бұрын

    6 nember huler me problem bhusa jaya que ata he

  • @prakashkety2269

    @prakashkety2269

    3 ай бұрын

    6 number me hi nahi, 8number huller me bhi ataa hai, app chahte hai ki bhusa kam nikle to production kam karna hoga.etna hi set karna hoga ki chawal k sath bhusi kam nikle, par productiome me prabhaw par sakta hai. dhan par v depend karta hai kavi kavi.

  • @mkgaming8766

    @mkgaming8766

    3 ай бұрын

    Huller me fan fettling kaise kare bro

  • @prakashkety2269

    @prakashkety2269

    3 ай бұрын

    Bhai sahab Huller me fan nahi lagta Fan air-cooled Engine me lagta hai, fan install karne ke liye pahle huller connectioin hatana hoga fir chaki me ek lock laga hua hai nikal kar chaki ko bahar nikalna hoga or fan chaki me fitting hoga. @@mkgaming8766

  • @mkgaming8766

    @mkgaming8766

    3 ай бұрын

    Video banao bro kaise fan banaye or install kaise kare Taki sawal shaf sutra nikale. Sawal ke shat bhusi na aye...

  • @prakashkety2269

    @prakashkety2269

    3 ай бұрын

    thora sa wait karna mere bhai video banata hun jhjarur bataunga.@@mkgaming8766

Келесі