Aap Qabar Parasti ka Shirk Ziyada Bayan Kyon Nahi Kartay ? |Dr. Israr Ahmed R.A | Question Answer

آپ قبر پرستی کا شرک زیادہ بیان کیوں نہیں کرتے؟ ۔ ڈاکٹر اسرار احمد رحمہ اللہ
#Drisrarahmed
#shortClip
#QuestionAnswer
#swalojawabdrisrar
May Allah (S.W.T.) shower blessings on the Founder of Markazi Anjuman Khudam-ul-Quran and Tanzeem-e-Islami, Dr. Israr Ahmed (R.A.A.), who communicated this holistic view of the Holy Qur’an on a large scale in the present age. We sincerely hope that this series of Question Answer will help you understand the true teachings of the Qur’an with greater precision and clarity. We pray to Allah (S.W.T.) that may this service of Islam help Dr. Israr Ahmed (R.A.A.) to get loftier ranks in the Hereafter. Aameen!
Instagram Account : / drisraroffi. .
Visit Our Official website: drisrar.com/
Follow to our twitter account: / tanzeemorg
Visit Tanzeem e Islami Official website: tanzeem.org/
Visit Khuddam ul Quran Official website: khuddamulquran.org/

Пікірлер: 152

  • @tajmuhammad2166
    @tajmuhammad216610 ай бұрын

    شاہ ولی اللہ مرحوم کا یہ قول کہ بزرگوں کی ارواح لوگوں کی مدد کرتی ہیں ۔۔۔۔ یہ شائید انکا ابتدائی قول ھو گا بعد میں آپ قرآن اور سنت کی خالص توحید کا پرچار کرتے تھے ۔۔۔۔۔

  • @Virgopink
    @Virgopink Жыл бұрын

    Allah Dr sab k Darjat Buland Farmaye Ameeeeen

  • @user-ye2sw9sk2d
    @user-ye2sw9sk2d Жыл бұрын

    سبحان الله ذبردست

  • @MuhammadAbdullah-ws8hz
    @MuhammadAbdullah-ws8hz Жыл бұрын

    سبحان اللّٰہ 🤲💞🤲

  • @basharatladla224
    @basharatladla224 Жыл бұрын

    SubhanAllah

  • @ahmednaeem3358
    @ahmednaeem3358Ай бұрын

    Jazak Allah bilkul theek farmaya

  • @shahjee675
    @shahjee6755 ай бұрын

    اللہ جنت میں جگہ دے۔ غیر اللہ کے لئے دروازہ نہیں کھولنا چاہئے

  • @HaQ.kA-Ghulam

    @HaQ.kA-Ghulam

    2 ай бұрын

    Mery pyare Muslim Bhai Allah Pak k sachy wali apni qabro me zinda hoty Hy Hum Allah k walio ka wasila de kr Allah Pak se hajit pori krva sakte hY

  • @hatim4859

    @hatim4859

    2 ай бұрын

    Haq ka ghulam bhai ye kesi Na-Haq bt kr rahe ho aap Olia wali apni kabron me zinda hote hen ye bt konse Quran o Hadees se kr rahe hen aap Nahin ye bilkul ek garhi hui bt he jo aap kr rahe hen Or agr rahi wasila ki bt to kia wasila bhi Quran o Hadees se is trha se sabit he k Allah ko chor kr aap kabron or mazaraat pr jakr mange jo k asal tameer hi Hadees k khilaaf hui he Han Nabi Pak (S.A.A.W) mna farmaya he (qabron ko pka krne se or un pr imarat or gunbad bnane se or un pr majawer bnke bethne se)

  • @HaQ.kA-Ghulam

    @HaQ.kA-Ghulam

    2 ай бұрын

    Hatim Bhai Quran or hadees ko parh k Jo Amal b krty Hy aisy logo ko Allah Pak ki tarf se walayat b mil sakti Hy Nabovat khatam hony k bad walayat ka silsila chal rha Hy

  • @hatim4859

    @hatim4859

    2 ай бұрын

    @@HaQ.kA-Ghulam G mere bhai wilayat ko me galat Nahin keh ra wo wali hote hen pr jb tk wo zinda hen to wo Allah k naik banday hen aap chaho to unse keh skty ho k dua karo mere liye q k aap ki dua Allah qubool jaldi karenge pr jb wo is duniya se chale gae to ab wo (Alam e burzakh) me he jahan do maqam hen (maqam e eliyyeen or maqam e sijiyeen) ab jo naik roh hongay wo maqam e eliyyeen me hongay yani ALLAH ki rehmat me or jo bd roh hongay wo maqam e sijiyeen me hongay. Asal me wo wahan roh unke zinda honge or duniya se unka rabta Nahin hoga na k wo qabr me zinda hongay jo k aap ne pehle comment me kaha he Or ye Alam e burzakh ki Hadees yan galiban Quran Pak me ayat mojud he is k bare me pr mujhe abhi Nahin pta wo me dekhke aap ko batonga Inshallah.

  • @HaQ.kA-Ghulam

    @HaQ.kA-Ghulam

    2 ай бұрын

    @@hatim4859 Bhai G me NY hadees parhi thi k Momin ki qabar jannat k bagho me se aik Bagh hY

  • @ahmadwaqasbutt2230
    @ahmadwaqasbutt2230 Жыл бұрын

    Wowww 💕 Great ❤

  • @shumailarashid8392
    @shumailarashid8392 Жыл бұрын

    اللہ پاک آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین جزاک اللہ خیر

  • @AtifKhan-qm7pv

    @AtifKhan-qm7pv

    Жыл бұрын

    😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

  • @AtifKhan-qm7pv

    @AtifKhan-qm7pv

    Жыл бұрын

    😊😊😊😊😊😊😊

  • @AtifKhan-qm7pv

    @AtifKhan-qm7pv

    Жыл бұрын

    😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

  • @AtifKhan-qm7pv

    @AtifKhan-qm7pv

    Жыл бұрын

    😊

  • @AtifKhan-qm7pv

    @AtifKhan-qm7pv

    Жыл бұрын

    😊

  • @noumanchaudhry3432
    @noumanchaudhry3432 Жыл бұрын

    Masha Allah

  • @muhammadnauman9128
    @muhammadnauman9128 Жыл бұрын

    MashahAllah

  • @dilshadahmad8808
    @dilshadahmad88089 ай бұрын

    Mashaallah maaool jawab,

  • @basheerahmedkhatib4974
    @basheerahmedkhatib4974 Жыл бұрын

    Subhanallah,

  • @user-pi6gy5el6p
    @user-pi6gy5el6pАй бұрын

    A real scholar and Allah Ka wali

  • @SamirKhan-dh9ri
    @SamirKhan-dh9ri6 ай бұрын

    Subhanallah

  • @mustfakhan1161
    @mustfakhan1161 Жыл бұрын

    Asrar saheb ko allah magferat kare amin

  • @ranakafeel352

    @ranakafeel352

    11 ай бұрын

    Ameen

  • @masoodpervaiz7719
    @masoodpervaiz7719Ай бұрын

    آمین یارب العالمین

  • @murtazamohiuddinhussainita3464
    @murtazamohiuddinhussainita3464 Жыл бұрын

    Dr sahb ki Allah Khush rakhe

  • @uzmafakhar5660

    @uzmafakhar5660

    Жыл бұрын

    Allah un k darjat buland farmaye

  • @muhammadkhalil9753

    @muhammadkhalil9753

    Жыл бұрын

    De.saib.ko.Allah.pak.kas.Al.kas.Mokam.men.khush.rakay❤

  • @user-dp1vh1ec3p
    @user-dp1vh1ec3p3 ай бұрын

    قبر پرستی، قبر پر طواف، مجاور بن کے بیٹھنے ، قبر پر کچھ لکھنے، قبر کو پختہ بنانے کے خلاف جو چیزیں احادیث میں موجود ہیں ، وہ ڈاکٹر صاحب کے علم میں نہیں ؟؟؟؟؟؟؟ فلاں بزرگ کا قول ، فلاں کی بات، اپنی رائے کی بجائے قرآن و حدیث سے رہنمائی حاصل کرنیا چاہیے نہ کہ ایسے اور ایسے جواز تلاش کریں کہ چلہ بھی ٹھیک لگنے لگے۔۔۔بیت المقدس اور انبیاء کی ارواح والی بات کا اس معاملے سے کیا تعلق ؟

  • @zohaibshaikh5158
    @zohaibshaikh515820 күн бұрын

    اللہ تعالیٰ سوال کرنے والے کی صحبت سے نظریے سے افکار سے اور سائے سے بھی محفوظ رکھے خارجییت کی بو آرہی تھی

  • @mddawood6153
    @mddawood6153 Жыл бұрын

  • @rajanajam7433
    @rajanajam74336 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @wajahatalam1161
    @wajahatalam11616 ай бұрын

    Me dr sahab ka bada fan hu die heart fan But yahan par dr sahab ne kis wajah se ahtiyat barti h yeh unko hi pta hoga Mjhe hairat h k dr sahab intihai bold the Lkn itne nazuk muamley par ahtiyat se kaam le Rahe hn Mjhe yaqeen h k dr sahab ne yeh kisi maslihat k tahat hi kia hoga ALLAH dr sahab ki maghfirat farmaye Unko jannat me aala muqaam ata farmaye😢

  • @zohaibshaikh5158

    @zohaibshaikh5158

    20 күн бұрын

    آپ لوگوں کی طرح کسی کو بھی اٹھ کر مشرک اور کافر بنا دیتے تو وہ صحیح تھا آپ ڈاکٹر صاحب کے نہیں اپنے نفس کے فین ہیں جو مرضی کی بات سن کر خوش ہوتا ہے بس

  • @SalamSalam-jv4kl
    @SalamSalam-jv4kl9 ай бұрын

    مرحبا مليون ماشاء الله تبارك الله ماشاء الله تبارك ٦٦٦٦٦ من كل شي في الدنيا والآخرة اللهم صل وسلم على نبينا محمد وعلى آله وصحبه أجمعين اللهم امين يارب العالمين سبحان الله وبحمده سبحان الله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم الذي لاإله إلا الله محمد رسول الله صلى الله عليه وسلم وبارك على سيدنا محمد وعلى آله وصحبه أجمعين اللهم امين يارب العالمين سبحان الله وبحمده سبحان الله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم واتوب اليه استغفرالله العظيم الذي لاإله إلا الله محمد رسول الله صلى الله عليه وسلم وبارك على سيدنا محمد وعلى آله وصحبه أجمعين اللهم امين يارب العالمين سبحان الله وبحمده سبحان الله العظيم رب العرش العظيم

  • @jaffarsamoon6711
    @jaffarsamoon671111 ай бұрын

    Assalamualaikum va REHMATULLAH 🌹 Almighty Allah has prohibited to pray near, on, in the promises of graveyard, Shah Waliullah sb had abandoned this belief in his old age, and Dr sb should not have propogated this bougus belief in Ummah Muslims . After all almost every great religious leader has made some mistakes or blunders on some occasions in their lives. They are all ""bashar"". Only the prophets of Almighty Allah are true representatives who have been safeguarded from mistakes or their mistakes have been rectified on spot by Almighty Allah. Allahumma Salli alaa Muhammad SAWAWS va alaa aali Muhammad SAWAWS va ashaabi hee ajmaeen Ila youmi d Deen.🤲

  • @radd-e-nasibiyat
    @radd-e-nasibiyatАй бұрын

    I wasn't expecting this kind of answer from Dr Israr Rahima hu Allah, Allah unki qabr ko noor see bhar dey. He started with a basic mistake, "Arwah k zarye rohani faiz", I don't understand k ye kia hota hai? insan ki mout k baad roh kesy kisi dosry insaan inetract kr skti through any visible or invisible means, Quran tu kehta hai k Barzakh hail hai Qayamat tak k lye. Quhan o Hadees se koi daleel milti hi nahi k Roh (kisi wali ya prophet ki etc) kisi zinda insaan se interact kr skti hai. Rahi Baat Shah Wali Ullah ki tu uski kahi hui baat hamary lye daleel nhi hain, he gave his opinion which had no religious backing, kisi naik logo ki roh marny k baad farishta ban jati hai, where is it written? Mery naqis ilm k mutabiq quran ki ayat ya sahih hadees se baat sabit hi nhi hoti ki k marny k baad roh koi faiz jari kr skti ya kisi kisi se rohani interact kr skti, khwb k zarye ya whatsoever. Waqaye Miraaj aik miracle that hr chez jo us duran hui sab Mojza tha, ur mojza qanoon nhi hota ur qanoon se balatar hai, ur daleel hota hai. Nabi Kareem ny sab ambiya ki arwah ko namaz parhai, tu weo arwah wahan baiqyu ko nazar kiu nahi ayi? This all hapanned in another diemension of the world (Gaib).

  • @lechevalierpro2483
    @lechevalierpro2483 Жыл бұрын

    🦁 🦁 🦁

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed9929 ай бұрын

    Hanzla Habib,Nihayet ehtram say Arez hay .Quran say aek ayet quote ker den jiss say yeh zaher hota ho keh mernay Kay bahd Rohen Aalam E berzekh kee bajaey kahen aor jaty hen .Ya dobara apnay gheron men aaty hon ,Ya zameen per apny Azad merzy say kahen aaw ja sakty hon,Ya koi Aamil Arwah ko qabo ker Kay unsay apny Merzy Kay kaam lay sakta ho .Quran say koi aek ayet Koi aek hawala day den men aapka mashkoor hon Ga Jinnat Kay mutalliq to aesy KahanIan mansoob hen,Arwah Kay mutalliq hergiz nahen.Arwah mot Kay baad Aalam E Berzekh men muntaqil ho jaty hen.Jahan unnkay 2 mukhtalif khanay hen nekon ka Alag aor Burron ka Alag .Wahan woh Qiamet Tak rahen gay.Aor Roze Mehsher Rohen jismon say Mila Dee Jaen gee.

  • @SafdarDurrani
    @SafdarDurraniАй бұрын

    Shirk aik asa gunah hay jis ki Allah ka han koi buxish ni hay agr kisi ki deeni khidmat or nekion say zameen o asman hi kion na bharay paray hn agr wo kisi bhi qism ka shirk ka murtakib raha hay to thikana abdi jahannam hay or yehi Allah ka aelan hay ko jo gunah marzi hay lekar a jana bux dun ga lekan shirk ,,, ab sab jantay hn k qabrain ya qabristan ya mazarat hi shirk ka sab say bara markaz hn shirk o beddat ka thanx

  • @ShaheenParveen-ng3yp

    @ShaheenParveen-ng3yp

    Ай бұрын

    Koi aisa gunnah nhe Jo Allah maaf na karee

  • @mohammedmuslim950
    @mohammedmuslim9502 ай бұрын

    صرف قبر سے ہی الرجی ہے اور بھی بہت کچھ جاننے کی ضرورت ہے

  • @user-ed9vq9yy8s
    @user-ed9vq9yy8sАй бұрын

    Allah aap pr raham kre

  • @mohsinmarkani126
    @mohsinmarkani126Ай бұрын

    Kya ruh se fayda utha sakte hai Ye quran aur sahi hadis se sabit hai? Bahut ajib jawab diya hai Dr.sahab se ye umeed nahi thi

  • @VIBGYOR9
    @VIBGYOR9 Жыл бұрын

    dil tod diya dr sb ne aaj

  • @sarimhijazi7987

    @sarimhijazi7987

    11 ай бұрын

    کس بات سے

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed99211 ай бұрын

    Arwah berzekh say Baetul Maqdas namaz Kay lieay kesay aaen .Kia Rasool E Karem Arwah ko dekh saytay thay aor unhen shaklon aor naamon say pechantay thay Aor Asraa aek Rohya nahen tha.?

  • @muhammadobaidullahhashmi4334

    @muhammadobaidullahhashmi4334

    Ай бұрын

    aara rooya nhi tha...agar huta tu wazahut s quran m zikar huta....balkae aik muajza tha...

  • @ibrahimrasheed992

    @ibrahimrasheed992

    Ай бұрын

    @@muhammadobaidullahhashmi4334 Issy surah E Bani Israel kee Ayet 60 mulahiza fermaen ,ISS men kiss ruhya ka ziker hay Jo Allah Kareem nay Nabi SAW ko dikhaya .? Aor Issy surah kee Ayet 90,91,92,aor93 Jin men Rasool E Karem say Kuffar nay mohjzaat talab kieay.Ken hum USS waqat tak emaan nahen laen gay jab tak yeh mohjzaat hamen nah dikha do .aor Ayet 93 men mutalibah Kia ,ken ya tumhara gher Sonay ka ho ,ya to aasman per cherrh jaey .Aor ager to hamaray samnay cherrh bhy jaey to ham nahen manen gay ,jab tak to hamaray aoper koi kitab nazil nah keray ,jissay hum khud perrhen.(To Allah Karem nay Fermaya,Kaho Mera Rub Pak hay ,men to SIRF aek Basher hon Jo pegham pohnchnay Wala hon .)Zara ghor Karen, wohee surah Asra, jiss kee pehlay Ayet men Asra ka ziker hay ,Ayet 60 men Rohya ka ziker hay ,Aor Ayaat 90 ta 93 men talab kerdah mohjzaat dikhanay say mahzoory ka izhaar hay ,aor Ayet 93 men to Aasman per cherrh Janay Aor wohan say kitab nazil kernay say wazeh izhaar mahzoory hay ,keh men to sirf aek Basher aor Rasool hon ,men Aesa nahen ker sakta .Men tumharay yeh mutalbaat poray kernay say Qasir hon .Ab ager koi sahib Rasool E Karem ko Arsh E Moallah per lay ja ker Allah say BAAT kerwa day to ISS ka jawaab bhy USs nay hee Dena hay .Aor Jin ko gumrah Kia unn ka bohjh bhy USSy Kay Sur ho Ga.

  • @hamidmehmod7976
    @hamidmehmod79764 ай бұрын

    Ambia ki Tasdeeq to ALLAH ne Quran me kr di ha aur Nabion par eman Laye Bina hmara eman complete nahi hota.... Lkn Aulia k baray me ikhtilaf ha... Aik firqay ka wali ya buzurag ho skta ha Kisi doosray firqay k leay zyada ahmiat ya muqam na rakhta ho

  • @syedanabirah2023
    @syedanabirah2023Ай бұрын

    Merhoom kai khilaf jis terah zahar ugla gaya hai, kiya ek Musalman ko yahi hukum hai k kelma go Musalman ki wafat kai baad uss kai khilaf apna bughz paish kero, kiya Aap sai kuch na poochha jaie ga, Aap sub nai kon si tehqeeq ki hai k Aap apnay aqeeday bilkul sahi hain. 'Allah Taala', hum sub ko samajh dai aur hidayat dai aur gumrahi sai bacha lai aur Shirk kai naam per Musalmanon mai nafrat phailanay sai bacha lai aur Sirat e Mustaqeem per chelnay ki toufeeq Aata fermaie. Aameen. Summa Aameen.

  • @Farooqbutt-du4md
    @Farooqbutt-du4md9 ай бұрын

    docter sahab par Allah rehm kary haq biyan karty to log unain gar tak chor kar aty darbaro par shirkiya activities ho rhi hai aur ye bazurg in ki bazurgi ki koi daleel bhi nhi

  • @alauddinkhilji3955
    @alauddinkhilji3955 Жыл бұрын

    Kiya wali Allah ke mazaro par taseer hoti hai

  • @Muhammadali-dz6ji
    @Muhammadali-dz6jiАй бұрын

    Aik rawayat màin hai ke Nabi Kareem Hazrat Muhammad s ne arshad farmaya ke tum kisi kabar par uske magfrat dua Karne jao to usse choma na karo or uske itne qareeb na jao ke kisi ko yeh guman na ho ke tum usse (sajda) Astagfaar yani shirk kar rahe ho......

  • @Dialogue313

    @Dialogue313

    Ай бұрын

    Ahmed Raza ne bhi yehi fatwa diya he lekin tumhara kaam sudharna he na ke iljamat lagana

  • @Muhammadali-dz6ji

    @Muhammadali-dz6ji

    Ай бұрын

    @@Dialogue313 Main ne yeh video puri nahi suni maine Hadees shreef byan ki hai or yeh Hadees Allah Tala ke naik bandon keliye hai mean like Darga unki magfrat ki Dua keliye jate hain log Maine jitni unki Shan pari or dekhi hai wo Allah ke pyare bande hain wo kehte hain na Allah Wale hain jo Allah se mila dete hain ham bas un ki nigahon ko Dua dete hain Or yeh chilla Kashi wgaira Shirak hai or har Musalman shirak ki saza janta hai or yeh aaj kal ke babe peeron ke mezaron par jana theek nahi main to un walion ki bat kar raha hon Jinhon ne Islam phelaya Allah or uske Rasul s ki khatir apni puri Zindagi sarf kar di or Zameen ne khud kaha hai dunya ki or Jannat ki Zameen k sirf yahi log waris hain baba Farid gi ke bare main maqadmain main Zameen ne khud gawahi di thi.

  • @Dialogue313

    @Dialogue313

    Ай бұрын

    @@Muhammadali-dz6ji yeh video dekho sab samajh aajayenga

  • @Muhammadali-dz6ji

    @Muhammadali-dz6ji

    Ай бұрын

    @@Dialogue313 dekhi hai sahi keh rahe hain or ham Musalman shirak nahi karte Allah Tala ke siwa kisi ko nahi pukarte jesa ke unhon ne kaha jaga ka faraq hota hai wahan ja kar unki bakhshish ki dua karain Allah Tala se dua mangain Allah Tala sunta jesa ke Hazra Mujhe unka naam yad nahi araha unki Koshish thi ke khana kaba Khali mile to main Allah Tala se Akele dua mangon aik din barish ho rahi thi unhon ne apne liye dua ki Allah Tala ne Farmaya dosron keliye mango phir ki phir jawab aya Allah Tala ne jawab diya darasal jo tum dusron keliye mangon gai tumhare liye bhi Kabul kya jaye ga mujh se mere bando ki bat karo.

  • @ZaheerAhmedAbdulMajeed-ed5xl
    @ZaheerAhmedAbdulMajeed-ed5xl Жыл бұрын

    صحابہ کرام کس غیر نبی کی قبر کے قریب جا کر عبادت اللہ کی عبادت کیا کرتے تھے؟ حنفیوں کی حنفیت کبھی جاتی نہیں

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    ویسے میں حنفی (بریلوی) ھوں آپ کس کی تقلید کرتے ھو؟؟؟؟؟

  • @VIBGYOR9

    @VIBGYOR9

    Жыл бұрын

    dil tod diya dr sb ne

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    @@VIBGYOR9 bhai kesy dil toota apka

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    @@VIBGYOR9 ap kis jamaat se hain

  • @Elimination1011
    @Elimination1011 Жыл бұрын

    بہت ہی عجیب دلائل دیے ہیں ڈاکٹر صاحب نے، حیرت ہو رہی ہے ۔ شاہ ولی دہلوی رحمۃ اللہ علیہ کی ارواح سے متعلق بات کیسے حجت ہو سکتی ہے، کیا ان پر وحی آتی تھی؟ پھر قبر ہے چلہ کشی یا عبادت کو مسجد حرام یا مسجد نبوی میں عبادت سے کیسے تشبیح دی جا سکتی ہے جبکہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے قبرستان میں نماز پڑھنے سے منع فرمایا ۔

  • @multifoldvideos

    @multifoldvideos

    Жыл бұрын

    Doctor Sahab ne koi fatwa nahi diya. Apne zehen ke hisab se samajh lo. Aur rahi baat Namaz ki to Dr Sahab ne yahi kaha hai ki Jis tarah Masjid Haram ya Masjid Aqsa me Namaz padhne se zyada sawab milta hai Jabki Ibadat to Allah ki hi ki jati hai har jagh usi Tarah kabr ke paas ibadat krna gunah bhi ho sakta hai Yakeen kbr ke paas bhi Ibadat log Allah ki hi karte hain lekin ye gunah bhi ho sakta hai.

  • @ltafhumraz

    @ltafhumraz

    Жыл бұрын

    یہ ایک طاغوت پرست ہے

  • @drIsraAhmad

    @drIsraAhmad

    Жыл бұрын

    Lovrrr

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    ڈاکٹر وھابی ھے مگر بات ہماری کر گیا ھے تم کو کیا اعتراض ھے؟؟؟

  • @HaQ.kA-Ghulam

    @HaQ.kA-Ghulam

    2 ай бұрын

    Dr sahb ko ilm Hy k Allah Pak k sachy wali apni qabro me zinda Hy

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed99211 ай бұрын

    Quran men to SIRF 2 jagah azzab ka ziker hay.Azaab udunya aor Azabul Aakhira koi tesra azaab nahen hay.Quran say Bian Kia Karen.

  • @saheb2900

    @saheb2900

    11 ай бұрын

    Jab apne Quran padli hai malum hogaya 2jagah azaab ka zikr hai tu phir aur bhi jo Allah Subhanahutaala kah raha hai maloom hogaya hoga. To phir dars ka kaam shuru kardo bhai.

  • @ibrahimrasheed992

    @ibrahimrasheed992

    11 ай бұрын

    @@saheb2900 My dear Brother,men bhy aek suited booted aadmy Tha.Quran ko naazray perrha aor phir chorr dea .Mulazemet Kay Doran Aek Allah Kay banday say mail mulaqaat shuruh Huey.Woh Hafiz E Quran aor Som o Salaat Kay pabund thay ,unn ka Naam Hafiz Basher Tha aor woh Zeenat Textile Printing factory GWA Kay Malik thay .Unn kee sohbet ka aser huwa Quran ko terjma say perrhna shuruh kia.kafy dafa perrha. Shoq berrhta gea agahy barrhty Gaey kuchh paray hifz bhy kiay .Ikhtelafay masail ko ulama kee raey kee Roshny men samjhnay kee koshish jary rakhy.Her barray Aalim ka TV aor U Tube per lecture Sunna aor unnhen Quran kee kasoty Yehny Ayaat kee Roshny men perkhta raha.Aor Quran say Jo saheh nateja hasil huwa USS per dobara ulama Kay nazeriat ghor say sunay.phir aek raey Qaim kee.Iss ka izhaar men apnay ahlo ayaal say kerta rehta hon.Sab say Berra masla Toheed ka hay.aor Quran ko haqeqy makhez E Deen man,nay ka hay.Aor sunnet E Rasool per karbund rahna hayTesray No per saheh Ahadees say istefadah kerna hay.Aapnay Daras kholnay kee BAAT kee hay.jin Kay Dillon per molvy Hazrat nay Bachpan say ghaer Islamy Aqaid naqash ker dieay hen unn say behas fazool hay.Han Albattah apnay Azeez o Aqreba say Qurany Dalail kee Roshny men BAAT kerta rehtay hon .*Shayed keh utter jaey teray Dil men mery BAAT*Men apny BAAT Kay asbaat men Quran say Baher nahen jata.Quran mery side table per rakha hota hay.aor men USS Kay siwa koi dosray kitab nahen perrhta .Bohut Salam o Adaab qabool ho.

  • @ducamzdubai
    @ducamzdubai3 ай бұрын

    Kisii rooh ne kisi ghaire nabi ki madad ki ho esi koi ayat ya hadees me nahi he

  • @mirahmedalikhan7055
    @mirahmedalikhan7055 Жыл бұрын

    Ye kise na kise ke Muqalid hi thay ...

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    hanfi thy fr wahabi huy fr deobandy ban gay tum kis k muqalid ho

  • @mirahmedalikhan7055

    @mirahmedalikhan7055

    Жыл бұрын

    @@knowlege976 Allaha ke...Aur Allaha ki kitab Quran ke..

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    @@mirahmedalikhan7055 allah to khud quraan me hukm deta hy k ilm waloon se pocho???? ab tum kis alim e deen pr aitmad karty ho????

  • @mirahmedalikhan7055

    @mirahmedalikhan7055

    Жыл бұрын

    @@knowlege976 Ab is waqath koe bhi Quran ka ilm rakhne wala nahee hai ..Bas inke pass ilm hai to Hadees ka .. Hanafi .shafi .hanmbali aur malki ka aur inke khud saqta mullaoon ka .inke Buzrugane Deen ka .. . isse leay Khud se Quran padho aur samjho , Amal karo, aur Dosaroon tak Quran ka hukum ponchaoo...

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    @@mirahmedalikhan7055 sharm karo kesy muslman ho jo tum ko koi b alim e deen acha nahi lagta sharm karo jahil

  • @HafijSiddiqui-hx6xe
    @HafijSiddiqui-hx6xeАй бұрын

    Kabar yani single kabar jahan majar hai mannat manana yeh shirk hai usame koi shak nahi lekin kabar me inshan jinda kiya jata hai unse teen swal kiya jata hai yeh sabhi mashlak firka wale mante hai to nek log bhi jinda hote hai to sabhi firka wale kahte hai han leki unme se kuchh kahate hai ki wah ibadat karte to kuchh kahte hai wah soye hai kuchh kahte hai wah parda kar gaye isme teen tarah ke akida hai kuchh mashlak wale bralvi aur shiya akida galat hai sabhi firka wale mante hai ki kabar me inshan jinda hote hai fir wahi mashlak wale shiya bralvi ko shirk karne wale kahte hai pata nahi yeh mashlak aur firka walo ne kaun si khichdi banai hai ki sar me dard hone lagta hai sukar hai Allah pak ka jisne inshano yani Muslimo ko kuran Pak eisi kitab diya jis kuran ne momin ko shirk se bachaya aur firka mashlak se bachaya Mushrik se bachaya Munafik se bachaya aur Munkar o se bachaya ya allah Tera sukar hai tune kuran Pak diya jiske wajah se mashlak firka tahas nahas ho jata hai

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed992 Жыл бұрын

    Shah Wait ullah Kay pass iss baat Ka kia istadlal tha keh bahz nek Bandon kee rohon ko frishton Ka Roop day dia jata hay. Aor Woh Allah Kay ahkaam frishton hee kee Tarah poray kertay henfrishtay to Rohen bhy qabza kertay hen. Kia Woh muqalib shudah frishtay bhy aesa kertay Aor Aor apnay kissy Azeez kee jaan bhy qabaz kee ho. Aesa mumkin nahen. Yeh beseropa aqeedah hay chahay shah Wali ullah kahee kion nah ho . Aor Dr Israr SB ko iss Ka rudd kerna chahyay tha. Job Rasoolullah say pochha GIA to Allah nay fermaya *Qulirroho min amray Rabby , Wamaa ootetum Minal ilmay illa qaleela,*Mera nahen khial keh Dr. Israr SB ko yeh Ayet Yaad nah ho. Woh akser bahz hustion Ka ehtramun lihaaz Rakh jatay hen jeesa iss shehar kee wazahet men kia.

  • @hanzladev

    @hanzladev

    9 ай бұрын

    Daikho saaf pukarny sai inkar kiya hai unho nai kuo ka wo shirk ho jata hai, mai practically aisy logo ko janta hn jinka kafi arwah sai guidance hoti hai

  • @shoaibakhtar1406

    @shoaibakhtar1406

    5 ай бұрын

    ​@@hanzladevexplain karain kese hoti ha

  • @zaidakhtar-gg7ns
    @zaidakhtar-gg7ns Жыл бұрын

    Allah tala aap ke magferat kare molana sab fout shudah buzurgon ki arwaah madad karti hai galat bol gaye yeh to shirk ki dawat hai

  • @HaQ.kA-Ghulam

    @HaQ.kA-Ghulam

    2 ай бұрын

    Bhai G shirk wo krte Hy Jo Allah Pak ko nhe manty Or Jo Allah Pak ko manty Hy wo Muslims Hy or Jo Allah Pak k walio ki izzat or Adab nhe krty wo jahil or by adab Hy

  • @user-xl4ex4oq8d
    @user-xl4ex4oq8dАй бұрын

    ULLMAH HUQ AISY HOTY HIN KH KISI HANIN HAN NHI MILATY BLK JO QURAN O HADEES MIN HEY WOH BIYAN KRTY HIN ALLH PAK DR SAHAB KO JANAT UL FIRDOS MIN AALA MAQAM AATA FARMAY ..AMIN

  • @abdulqadeermohammed966
    @abdulqadeermohammed966Ай бұрын

    Apne dil ko kushada rakhne se to itne fitne sur firqe paida hue, aur bhi paida honge. Bohot se maamlon mein, itne jayyad aalim hone ke bawajood, Israar Ahmed sahab majority ka nuqta nazar zahen mein rakhkar gol Mol taweelaat karte hain. Ek to ye qabar parasitic kamaamla hua doosre Huzoor salam ke bashar ya noor hone ka maamla. Asli Islaam to Huzoor ke baad kahin kho gaya, ab jo Islaam hai wo kyi taraha ke aqaayed ka majmua hai. Sahi ghalat sub gudmud hogaya hai. Jab hum hi haqeeqat nahin jaante to doosron ko dawat kis cheez ki denge. Shaayad guzre buzrugon, maulviyon ne muslamaanon ki sirf tedaad badhaane islaam ko milaawat karke phailaaya jo aslan Islaam ke liye nuqsaan ka ba,as bana. Nateeja saamne hai, naam ke muslaan to karodon hain asli musalmaan shaayad hi koi ho.

  • @firozsiddiqui7304
    @firozsiddiqui7304Ай бұрын

    Jawab nahi aata to taal dia

  • @iqbalahmedkhan3338
    @iqbalahmedkhan3338Ай бұрын

    Pahle qabar parasti to sabit karen. Aap qabr par jane walon ki niyat kaise jaan jate hain?

  • @ranazaheer4373
    @ranazaheer4373Ай бұрын

    سب سے بڑا شرک یا نافرمانی قران پاک کی آیات کا انکار ھے مثلا اللہ کریم (ج) آیت تطھیر جن اعلی' ترین ھستیوں کی شان میں نازل فرمائے درود پاک خود اللہ ج پڑھتا ھے اور فرشتے پڑھتے ھیں اور اللہ اھل ایمان کو پڑھنے کا حکم دیتا ھے جن ھستیوں کو عالین اللہ کہتا ھے ان عظیم ترین ھستیوں آل رسول اللہ(علیہ السلام) کے مقابلے دنیا کے اپنی پسند کے لوگوں کو لے آتے ھیں حالانکہ یہ گمراھی پھیلانے اور اللہ ج کی آیات کا انکار کا حساب ایک دن عادل اللہ ج کی عدالت میں دینا ھی پڑے گا اس لئے اب بھی اللہ جل جلالہ سے ڈرو اور اللہ کریم سے توبہ کرلو اللہ بڑا معاف کرنے والا ھے 🌷💖اللہ اکبر اللہ اکبر💞🌹 اللھم صل علی' محمد و آل محمد و عجل فرجھم

  • @MajidMajid-rr4rg
    @MajidMajid-rr4rgАй бұрын

    کیا ہم فرشتون سے مانگتے ہین ؟۔ عذر گناہ بد تر از گناہ۔ مولانا کا جواب ٹھیک نہین اللہ تعلی انہین معاف کرے۔

  • @Dialogue313
    @Dialogue313Ай бұрын

    Iron dom ko Allah se jod sakte he😄😄

  • @greatindia5183
    @greatindia5183 Жыл бұрын

    کیا کوئی صحیح حدیث یا صعیف حدیث ہے۔۔ جس میں یہ آیا ہو کہ نیک لوگوں کی ردہوں سے دنیاں والوں کو فیض پہنچتا ہے؟ اس مسلے کی کوئی بھی حدیث نہیں ہے سب عقلی گھوڑے ہیں ۔۔ یا اللہ ڈاکٹر صاحب کی بخش فرماں ۔۔۔آمین

  • @RogueRevolt14847

    @RogueRevolt14847

    Жыл бұрын

    Sallam. Jee may bhi inkay jawab say mutmaeen nahi huwa.

  • @emadyousaf2232

    @emadyousaf2232

    Жыл бұрын

    جب ہم نے سلیمانؑ کو موت دے دی تو ان (جنات) کو اس کی موت کی خبر تب تک نہ ہںوئی جب تک زمین کا کیڑا سلیمانؑ کا عصا کھاتا رہا۔ پھر جب (سلیمانؑ کا جسم) گر پڑا تو واضح ہںو گیا کہ اگر جن غیبی علم رکھتے تو اس ذلت کے عذاب میں نہ رہتے۔ (سورۃ سباء 14) (اگر قبروں میں انبیاء، شہید، زندہ، سنتے، جواب دیتے ہیں تو سلیمانؑ قبر سے باہر جنوں کے سامنے نہ حلے جلے، نہ بولے اور جسم گر پڑا ان کو کیا ہںوا تھا؟)

  • @knowlege976

    @knowlege976

    Жыл бұрын

    تم سارے جاھل ھو تم کو قرآن اور حدیث کا کیا علم اسرار وھابی ہی تھا مگر بات ہم بریلویوں کی کر گیا ھے

  • @Ibrahimrazakhan595

    @Ibrahimrazakhan595

    Жыл бұрын

    ​@@emadyousaf2232Murdo ke sunne ke Mualliq bahut si Ahadees aayii hain Jaise Murda Pairon ki Aahat sunta hai(Sahi Bukhari)

  • @faridahmad2013
    @faridahmad2013Ай бұрын

    دراصل ڈاکٹر صاحب باقاعدہ عالم نہ تھے۔۔۔انکی قرآنی خدمات اپنی جگہ ھیں۔۔۔اللہ مغفرت فرمائے

  • @usmanahmad7332

    @usmanahmad7332

    Ай бұрын

    Alhamdolila he was scholar not alam.

  • @faheemarifke4351
    @faheemarifke4351Ай бұрын

    استغفر اللہ ، کیا بونگے دلائل دئیے ھی۔ ،اپنے موقف کے حق میں، یہ تو بزرگوں کے تقرب کی باطل دلائل ھیں، بہت افسوس کی بات ھے،کہ قرآن فہمی کی بات کنے والے ایسی بات کر رھے ھیں

  • @ashrafibagban7487
    @ashrafibagban74873 ай бұрын

    ye dr.israr AALIM E DEEN NAHI he

  • @azhariqbal1390
    @azhariqbal1390Ай бұрын

    ڈاکٹر اسرار مرحوم و مغفور یقیناً ایک بہت بڑے عالم تھے لیکن ایک انسان ہونے کی حیثیت سے انہوں نے بہت سی غلطیاں کیں اور فاش غلطیاں کیں۔ اس معاملے میں بھی انہوں نے گول مول باتیں کر کے اور بڑی کمزور دلیلیں دے کر ایک کھلے شرک کو جائز قرار دینے کی کوشش کی ہے جو افسوسناک ہے۔ اسی طرح انہوں نے نظریہِ وحدت الوجود کو بھی درست قرار دینے کی کوشش کی ہے جو کہ شرک کی ایک بدترین صورت ہے۔ لیکن ان تمام غلطیوں کے باوجود ان کی دین اسلام کے لئے خدمات کو فراموش نہیں کیا جا سکتا۔

  • @user-ri9uv2kf7r

    @user-ri9uv2kf7r

    Ай бұрын

    Saram ker Wahbi.....

  • @abm1188

    @abm1188

    Ай бұрын

    Dr SB ka asal kaam tarjuma-e quran hai, baaki baatein subsidy hai. Asal kaam me Masha allah koi Kami nahi hai. Kuch chizon me ikhtalaaf hai khas kar ibadaat wa rasoomaat me, ye aap apne local aalim k mashware se kijiye lekin dusron se nafrat mat rakhiye...yahi sahi hoga mere samajh se.

  • @Azharhussain-bn9rr

    @Azharhussain-bn9rr

    Ай бұрын

    God bless him.I am fully agree with u.

  • @nadflower

    @nadflower

    Ай бұрын

    ​@@user-ri9uv2kf7r جب سچ بات کی جائے تو آگے سے یہی بکواس کی جاتی ہے شخصی پرستش ہمارے لوگوں کا پسندیدہ کام ہے۔

  • @nadflower

    @nadflower

    Ай бұрын

    بلکل درست بات کی آپ نے ، ہمارے یہاں بہت مسائل ہیں اور انہی میں سے ایک بہت بڑا مسلہ علما کی غلطی کو اجاگر کرنا ہے کیونکہ علما کو لوگوں نے اندھا دھند فالو کرنا ہوتا ہے وہ یہ بات بلکل نظر انداز کردیتے ہیں کہ علما بھی انسان ہیں اور ان سے غلطی ہو سکتی یے ، ڈاکڑ اسرار بیشک بہت بڑے سکالر تھے لیکن تھے انسان ، ان کی ایک اور بہت بڑی فاش غلطی ایک انسان کو یہودی ایجنٹ قرار دینا تھا ، عمران خان کے خلاف کھلے عام وہ یہ فرماتے تھے ، جبکہ دین کیمطاق آخر ان کے پاس کیا ثبوت تھا اور کسی انسان پہ الزام لگانا اور اس کو ثابت ناں کر پانا اللہ کے سامنے اسکا جواب دینا پڑے گا ، صرف اللہ کے رسول ، پیغمبر غلطیوں سے پاک تھے ۔ اللہ ہم سب کو ہدایت عطا فرمائے ، آ

  • @ltafhumraz
    @ltafhumraz Жыл бұрын

    سوال گندم جواب چنا😅😅

  • @drIsraAhmad

    @drIsraAhmad

    Жыл бұрын

    Everything is clear Why you are blaming

  • @ahmadwaqasbutt2230

    @ahmadwaqasbutt2230

    Жыл бұрын

    Ye janab zyada hi aqalmand hein.. Shaid inhain Apni marzi ka jawab nahi mila..

  • @shakeelshaikh6876

    @shakeelshaikh6876

    3 ай бұрын

    Bass duniya ki chizo me pade raho..... Chawal chahiye aapko deg me pake huye 😅😅😅

  • @ltafhumraz

    @ltafhumraz

    3 ай бұрын

    @@ahmadwaqasbutt2230 اندھے مقلد نہ بنو مشرکوں😄

  • @ltafhumraz

    @ltafhumraz

    3 ай бұрын

    @@shakeelshaikh6876 جب جواب نہ ہو تو ہاٸیں باٸیں شاہیں😄😄

  • @ghazalatirmazi4613
    @ghazalatirmazi4613Ай бұрын

    Khuda tughey gharat karey. Tughey to Deen ki alif baa bhi naheen maaloom. Allah hamain tumharey jaisa honey sey bachaey.

  • @ahmadsameeh9640
    @ahmadsameeh9640 Жыл бұрын

    کاش ڈاکٹر اسرار احمد مرحوم اس موضوع پر کھل کر بات کرتے۔ بہت افسوس ہوا ان کی یہ مصلحت انگیز گفتگو سن کر۔قبر کا شرک تو حضرت نوح علیہ السلام کے عہد سے چلا آ رہا ہے۔اس موضوع پر گول مول بات کرنا ڈاکٹر صاحب کو زیب نہیں دیتا۔اللہ ان کی یہ غلطی معاف ئ

Келесі