When Husband Refuse to Sign on Khula in Court

In this video Lecture i will share a information regarding When Husband Refuse to Sign on Khula in Court.
#khulainabsenceofhusband
#KhulainIslam
#Khula

Пікірлер: 435

  • @shabirhussain4367
    @shabirhussain43672 ай бұрын

    سب سے پہلے اسلام پھر قانون جو میرے نبی کانہیں وہ کسی کا نہیں

  • @abu-yousuf
    @abu-yousuf Жыл бұрын

    Good information. Many thanks. Jazakallah

  • @adeelhussain5214
    @adeelhussain5214 Жыл бұрын

    JAZAK ALLAH O KHAIRAN KASIRA

  • @FahadKhan-tw7mw
    @FahadKhan-tw7mw8 ай бұрын

    Very good lecture

  • @uzmanoor7606
    @uzmanoor7606 Жыл бұрын

    Thanks for great info

  • @nainakhan9192
    @nainakhan9192 Жыл бұрын

    Bro great seech for ladies

  • @chg847
    @chg847 Жыл бұрын

    ویری گڈ

  • @accollect9726
    @accollect9726 Жыл бұрын

    Hashar ka din ho ga adalat ALLAH ki ho gi or pesh dunia k judges hon gay Or faisla ALLAH ka ho ga

  • @jimzoart8940
    @jimzoart8940 Жыл бұрын

    Thank you for great explanation

  • @babbershah7966

    @babbershah7966

    Жыл бұрын

    .v

  • @alidailyvolog4919
    @alidailyvolog49194 ай бұрын

    سر ماشاءاللہ سے اپ نے بہت ہی معلوماتی ویڈیو بنائیں اور اس سے ہم جیسے ینگ ورڈز کو بہت فائدہ پہنچ رہا ہے ہم اپ کے بہت شکر گزار ہیں مزید ایسی ویڈیو کی توقعات ہیں

  • @cupofteatea8123
    @cupofteatea8123 Жыл бұрын

    Plz guid, kia union consl s 3 talq ek 7 deskta h kia hasbnd????

  • @CarsandMarketing
    @CarsandMarketing Жыл бұрын

    Sir agr koi property istaam pr sale ho rai hy or us ka owner kahy k ma is ka pehla maalik hu to aysi condition me us k pas aysa kon sa document hona chiye jo ye show kry k ye waqai malik hy?

  • @iramarif4825
    @iramarif4825 Жыл бұрын

    Salam .sir plzz mjhy zrurr jwab dijy ga .. Mera adalt mm khula ka case chl rha ... Mera shohr khta naa churna na rkhnaa ....mjy pichy gaon chur kr khud shehr rehta ....shadi sy phly taang m. Raad tha hmy ni btya shadi k bd msla zeada hoa opret hoa jo k ab zeada msla bn gya ab wo ajwaji taluq k qabil nhi rha ...shadi k 4 mah bd e usy ak jhgry mn knaya talqa k alfaz kh diy thy ..ab nhi man rha .or mjh sy ak bar rabta ni kia na mnya adalt mn solua nama dy jata ...khula ka procec ksy chlu ga agy us ka bta dijy

  • @sabeenali8612
    @sabeenali8612 Жыл бұрын

    Bht Zbrdst video h sb clearly defin kia h

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    Thanks

  • @rukhsarjaved9858
    @rukhsarjaved9858 Жыл бұрын

    agar shohor khula ka case ma apna dawa dayir karday or apna wakeel engaged karday to phr kya hota ha kindly reply plz?

  • @syedadil5234
    @syedadil5234 Жыл бұрын

    Mere 2 sawal hy.. 1)Wakeel talaq nama my 3 Baar talaq likhte hy phir sign krne k Baad ye 3 talaq mana jata hy tu phir certificate issue kiya jata hy wo Eik talaq kese huwa??? 2) divorce certificate my ye details nhi likhi hoti k ye Aik talaq hy ya 2 talaq hy ya 3 talaq hy??

  • @ZahidRajpot-kz6nt
    @ZahidRajpot-kz6nt8 ай бұрын

    yaqtrfa degri khola ko celanj kya ja skta ha ak mudat me ya k agr mehar ki Raqam wapas na ki gyi ho Rol 21 Act 32

  • @miangee1911
    @miangee1911 Жыл бұрын

    Sir notic send na keya jaye or jhoot bola jaye larki ki terf sy ky send keya hy or khola ho gai hy or digree bi ho gai hy to ky sach myn khola ho jati hy or keya krna cahye iss therah ky case myn

  • @mirzasheharyar-st8bs
    @mirzasheharyar-st8bs Жыл бұрын

    Is date py larki ny or usk gawah ny khula ky papers sign kr diye thy court ny husband k sign k liye next date di hy per us sy date sy phly husband or uski family aa kr sulah kr k larki ko ly ja skty hn ya nai plz reply kr den

  • @MuhammadAsif-io9bo
    @MuhammadAsif-io9bo Жыл бұрын

    Thanks

  • @ALLAHsemohabbat29
    @ALLAHsemohabbat292 ай бұрын

    Assalam o alaikum kia zor zabrdsti se sign kraye jaye paper pr talak ky to kia talak hjati hai niyat na ho na bndy moo se kahy bas talak ky paper pr zbrdsti sign kraye jaye plz rehnumai kry

  • @majidashiq1752
    @majidashiq17529 ай бұрын

    Sir meri biwi ne khola liya ha meri 2 betiya ha me us ko talaq nai dena chata tha us khodi cort se khola ka ek notice beja me nai gya mandi bahodin me bad diggri bej di final khola ki cort se me abi b rekna chata ho 2sal ho ge ha is bat ko meri biwi ne shadi nai ki me abi b sola krna chata ho wo nai manti ap bataye kya kro?

  • @Razi791
    @Razi7918 ай бұрын

    Sir g 1 bat plzz batay k.. Khula k wakt orat ka cort mai hona zrori h k nhi... Agr wo nhi aati or lrka kehta h k agr orat ko adalt mai pesh kary to mai khula deny kaliye razi hu... To kya orat adalt mai pesh ho gi

  • @user-hp4oc6zo3j
    @user-hp4oc6zo3j4 ай бұрын

    Aslam o alikum sir m ny puchna tha k khula k bd aghr urat dusri shadi nh krti tu phr bi wo bhly husband k nikha m h phr bi wo akthy rh skty hin k nikha o ga dubara

  • @user-us3py6qk8t
    @user-us3py6qk8t24 күн бұрын

    Agar talaq dai gya ho shohar gwaho ki mujodgi mai lakin ab notus na bhej rha hu tu kiya kry???

  • @hydragaming0987
    @hydragaming0987 Жыл бұрын

    Aur Sar matlab ham log mein ek lakh rupaye usko diye hai Abhi ham log kese dalne Wale Hain court mein lekin kya ham log ko hamara Jo Diya hua Paisa Ho bhi nahin wapas milega agar ham log kaise jante ho to

  • @Aura90pindda
    @Aura90pindda Жыл бұрын

    Thanks Bhai jan good information

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    Welcome

  • @ImranSheikh-pk2lp
    @ImranSheikh-pk2lp2 ай бұрын

    Good very Good Allah ko jawab du gay

  • @shahanshahhazratbabagaftab6755
    @shahanshahhazratbabagaftab675510 ай бұрын

    Agar shohar out of country ho to fir bhi khula ho saktay ha sir g

  • @SANA-ml4yy
    @SANA-ml4yy Жыл бұрын

    Union concile wale husband ko bulwa kr signature krwaty hn ya wesy hi after 3 months degree issue krty hn,,, plz kindly reply.

  • @hashim6886

    @hashim6886

    Ай бұрын

    Mard talaq na de tou talaq ho hee nahi sakti

  • @mahdiyamahdiya2137
    @mahdiyamahdiya21375 ай бұрын

    Sir khula lena ke liye husband Ki signature Ki zarurat hoti hi

  • @AliRaza-bs8ds
    @AliRaza-bs8ds2 ай бұрын

    Allah pak se daru sr Allah pak se daru Allah pak Hidayat Dy Ap LoGo Ko Kia yr Allah pak ko jwab dena he ja ky Ap logo ny kia jwab do gy ap Aysa koi quran pak me ni h jasy ap keh rhy ho

  • @jjlovebirds
    @jjlovebirds9 ай бұрын

    Good information

  • @muhammadarshadsufi4722
    @muhammadarshadsufi47223 ай бұрын

    Sir Usman sahb Meri wife NY khula Liya or mujhe 2 betiya Han . Tu mujhe betiya kesi milegi unho se plz rehunmaee farmyen

  • @happyrose9614
    @happyrose9614 Жыл бұрын

    Bahiy mujy 3 sal ho gy tallaq maly muo sy to us ne sy di 3 talqy Par lakh kr ni du rha tha.bhot araa magte rhi ni pher ma ne majbur ho gy adlat ma kes kia ab 2 sal ho gy degre ni mil rhi...is surat ma kia khi ur jhga shde kr skte hu.

  • @obaid653

    @obaid653

    2 ай бұрын

    Mun sy 3 talaq de hai to hogaye hai. Kahin or nikkah kr sakte Hain ap

  • @user-js2ln6ic6z
    @user-js2ln6ic6z11 ай бұрын

    Khula K paper per ager dhoke say singe le leye jae to Khula ho jata he

  • @muhamaadibrar666
    @muhamaadibrar666 Жыл бұрын

    Jo khuLLa adaLat k zrye miLta ha wo 1 dfa taLaq count hoti ha. Phr 2nd and 3rd k Lye dobara case krna hoga or isme saaL se ziada time Lg jaay ga. Kia krna hoga?

  • @user-wv5ms1iy6r

    @user-wv5ms1iy6r

    Жыл бұрын

    Mard k pas 3 bar talaq dene ka ikhtiyar hai , matlb ye hai k ab mard chahe aek hi bar me dede ya sirf aek bar kahe k mene tujhe talaq di to talaq ho jati he

  • @theblasterman4963
    @theblasterman49636 ай бұрын

    Sir mai ny apni bive to talaq salasa dia phr hm ruju hwy phr meri bive ny khula liye dono ny signitur kiye pr union consail sy digry nahi li 6mahiny hwye hain hm abi tk ruju bi nahi hwye to kia hm dubara nikha kr sakty hain

  • @visiblek106

    @visiblek106

    5 ай бұрын

    No

  • @letsdiscuss5846
    @letsdiscuss5846 Жыл бұрын

    My age is about 17 years in smart card and also in my metraq documents and I want to change it to 19 years to apply for visa .how can I do it sir ? Waiting for your answer

  • @hafeezmughalofficial

    @hafeezmughalofficial

    11 ай бұрын

    😂

  • @Meergul9878
    @Meergul98786 ай бұрын

    Sir mara kase 3 ma hona wala kass ko simple kase ha only devorce. To kuch log khtay hn nh 3 ma or lga ga time lgta kaya ya sachhh kanoni krwaiya hoye etc??? In Punjab Gujrat

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    6 ай бұрын

    1 to 2 month may ho jati hai khula

  • @Meergul9878

    @Meergul9878

    6 ай бұрын

    @@TheLawStudy lakin. Sr mara 3 month o gaya a lakin nh howa abhi tak. .q

  • @hussainyasir8465
    @hussainyasir8465 Жыл бұрын

    Usman bhai agr biwi bila wajha ilzam laga kr ya vakeel khud say kuch b likh kr adalat mein case daerr krta hai mia shohar ghar bsana chahta hai ise halat mein agr biwi kisi or say nikaah krly to konsa nikaah baki rahy ga ghar pr notice nahi aya sirf news paper mein tanseekh nikaah ka kalam bheja ghar 30.01.2023 ko talb kia tha lekin mera vakeel mera case defend kr raha hai kya biwi dusra nikaah krskti hai kya? Wo 2nd nikaah halal hoga ya haraam

  • @farihasumreen6990

    @farihasumreen6990

    8 ай бұрын

    Did you stop your divorce same situation with my brother

  • @hussainyasir8465

    @hussainyasir8465

    8 ай бұрын

    @@farihasumreen6990 ab to boht dayer hogai bhai

  • @Sultan_Khan_Kharal
    @Sultan_Khan_Kharal29 күн бұрын

    Sir Allah pak apko Khush rakhe sir larki ko apne rishtedaaron me khulaa ke Baad rehney ka koi agar Chans na ho to kya woh khulaa Lene wali larki kaheen rent pey reh sakti hei ya no

  • @aqscience
    @aqscience Жыл бұрын

    Sir agar court say notice aye for minor meeting but bacha baimar ho r plaintiff notice receive karnay k bawajud na ja sakay toh Kya phr koi karwai Hoti hai?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    court may medical report bejay aur court ko bataye baki father ko ghar kay andar bchay ko melay ki court may kah de kay baap ghar aa kay mel sakta hai

  • @allkKhan-tq8iy
    @allkKhan-tq8iy Жыл бұрын

    Awesome lecture

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    Thank you

  • @mohammadkakar238
    @mohammadkakar238 Жыл бұрын

    Assalam walekum agar mard adalat na aye sign na kare to kiya khula sharayi liaz se sahi hein please replay me

  • @W.C.AbdullahButt

    @W.C.AbdullahButt

    Жыл бұрын

    Khula ho jati hai beshak mard sign na kry infact court b na jaye tb b aurat ki statement ky according court decsn dy deti hai aur marriage dissolve ho jati hai . Aur aurat iddat ka time complete kr ky shadi kr skti ksi aur ky sath .. aurat ki apni personal will ky according court eis chez ki paaband rehti hai ky jo aurat ki will hai jo uski mrzi hai us py implement kiya jaye (lkn mention that esa tb hota hai jb aurat khulah ki appeal krti hai through court )..

  • @saludd8237
    @saludd8237 Жыл бұрын

    Salam , mene khula k liay case kia tha,last month court ne kaha k grant krdi h ,Baqi settlement coming days me h ... husband hr hearing pe ay h ..I want to ask k mujhe written me divorce chaheay..kia court WS likheakr degi...plus aesa hone k baad kia ur El divorce shumar hogi ? Me already 2.5 years se physically separate hhun or last four months se parents k ghr hun

  • @mehreeniqbal4631

    @mehreeniqbal4631

    Жыл бұрын

    AP ka nmbr ml skta hy

  • @AijazuddinShaik-ti9qu
    @AijazuddinShaik-ti9qu2 ай бұрын

    Alag raheti hai kiraye ke makaan me aakhir kar usne talaq nama bheja hai Islami tarike se ye sahi hoga ya galat 3 bachche bhi legyi apne 7 Jo galat huwa use sahi kiya hai

  • @saqibsahab8694
    @saqibsahab8694 Жыл бұрын

    Maine bhi khula li hai lekin ab ma or mere hasbend dobara sath rehna chahte hain to kia dobara nikkah zruri hai ya aesy hi ja sakte hun unk pas 30 August ko last sing kiya ths mene khula k paper pe

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    Жыл бұрын

    Nikah zaroori hain kio k ek haiz iddat tee jo k guzar gaye hain

  • @Islamic_Hub670
    @Islamic_Hub6705 ай бұрын

    Agr ksi lrki ka nikah hwa ho r rukhsti na hoe ho. Na jsmani koe relation husbnd sy. Agr biwi khula ly. To uska kya proces ha.

  • @user-ei5ml2en1q
    @user-ei5ml2en1q3 ай бұрын

    agr nikah hua ho or ik sal bad ruksati ki shart rakhi jaye larki walo ki trf sa or fr ik sal k bad larki ko koi or psnd aa jaye or wo khula leny ka boly bina waja k to kia ik trfa khula ho jaye ge ???

  • @Choudhry-12
    @Choudhry-12 Жыл бұрын

    🤔🤔🌿

  • @ABDULSALAM-sg9rj
    @ABDULSALAM-sg9rj Жыл бұрын

    Aa.o.a bhai jan bhai jan aj kal ke kanon ke mutabik agr orat khud khula to haq mahr jo le chuki he us ka kya bna ga reply plz

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji aap kay second comment may answer de chuka ho

  • @zeeshanarian2317
    @zeeshanarian2317 Жыл бұрын

    Usman sahb mujhe khula pe Kuch puchana hai AP se AP se Mai call. Pe rabta karon ga mande ko

  • @islamictuch7214
    @islamictuch7214 Жыл бұрын

    Sir agr mrd pashgi py na hazir ho to koi adalti karwai hoti hy kya mard py

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    court ex-party decree kar de gi

  • @luqmanmaniluqmanmani9314
    @luqmanmaniluqmanmani9314 Жыл бұрын

    Adv sb plz ksi alme deen se rai ly

  • @pervaizafzal1279
    @pervaizafzal1279 Жыл бұрын

    Sr mere khula howa hy lekin mere pass koi notice ni aya aur hum ne to thane me gumshuda ke fir katwa rakhe the ab pata chala k us ne nikah kr leya hy to ye kise ho gya

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ye aap kay pass jo documents hai us say dekay , aurat kay khula court say le kay agay kisi say shadi kar li ho gi

  • @mrsirfan8629
    @mrsirfan8629 Жыл бұрын

    Assalamualikum qhula k degree yany k qhula ka proof koi paper hota h kia ???aur aurat jab dusra nikah karnaa chatte h tw usku nikah k waqt qhula lia se kuch proof batana padta h kia sir pls help

  • @AliRaza-pt3yz

    @AliRaza-pt3yz

    Жыл бұрын

    G khulla ka proof paper (page) HOTA hai.... Ar iss paper ko apni union council Mai diya jata hai... Ar union council wale phir marriage khtm kr dety Hein... Isky baad ap ... You can marriage with any one other.

  • @BasitKhan-wy5br
    @BasitKhan-wy5br Жыл бұрын

    According to Islamic law. Agar orat par wakai zulm hua ha ar orat sabit kr day to shor divorce paper par sign nhi krta to court ko haq ha nikha faskh kr skti ha. JSA k Saudi Arabia India ki courts may HOTA hai even turkey b. Ar agar orat NY sabit na kia srf jhoty daway han ais base PHR b court nikha khtm kr dyte ha without consent of husband. Jo k 100% ghlat ha ais base py orat yh one sided jhota khula LY k kahin nikha kry gi 100% Khalis Zina ha. Jhot py kbi khula nhi hota na without any reason khula hora hai. Yh srf Pakistan ki Gandi courts han Jin may asa hota ha.ku k assembly may Jo bill pas hory han jsy humjins prasti ka bill pass krywa aisi tra khula ka right divorce la judge ka hath may dy dia yh ku HOTA hai Pakistan may. Jo ghulam mulk hoty han ASA hi hota hai. FATF k pressure may nam na ajy black list na ho jay Pakistan. Krwa kon rha USA UK isreal mil kr. Bago yahn sy Islamic shariat ko

  • @kfatima8098

    @kfatima8098

    Жыл бұрын

    Agar orat ne sirf uk visa lene k liye shadi ki or uk mei aa k apne husband or os k ghar walon se kabi bana k na rakhi or end pe apne husband pe galat ilzam lagaya or court mei sirf ye kaha k hatred ki base pe wo khulla lena chahti hai or husband kahe k wo is ko basana chahta hai. Phir b orat na mane or khula le or husband ki razamandi shamil na ho or ne khula paper pe sign b na kiye hon or na hi zuban se divorce di ho or khula k bad wo orat 1 month k bad hi dosri shadi kr le to is sorat mei kia wo sab jaiz hai

  • @cgarena1446

    @cgarena1446

    Жыл бұрын

    @@kfatima8098 Iss main koi qanooni tor pe na jaez baat nahin hey, as far as that nikah and khula is concerned, woh nikah b durust that aor yeh khula b. Yeh Qanoonan jurm nahin hey lakin its a moral crime. however that lady has committed a fraud all in all, uss k leay Allah k haan jawab deh hogi, bewafai ka gunah kia misuse kia nikah ko aor family sanctity ko.

  • @furqanali6612
    @furqanali661220 күн бұрын

    Yes

  • @anfalkhan429
    @anfalkhan429 Жыл бұрын

    Bhai Mera help .krdo bhai

  • @muhammadkhalidmuhammadkhal3948
    @muhammadkhalidmuhammadkhal3948 Жыл бұрын

    Sr khula k bad UC certificate ab zrori h kia??? Ya 90 din bad bger UC certificate k nikah kr skti h???

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    certificate lazmi le

  • @jamilzia4676
    @jamilzia467611 ай бұрын

    بھائی یہ بتائیں کہ خلع کے کیس کے دوران اگر ابھی فیصلہ نہیں ہوا، تو کیا مرد خود بیوی کو طلاق دے سکتا ہے۔ اس بارے میں کوئی قانونی رکاوٹ تو نہیں ہے۔

  • @Erum971
    @Erum971 Жыл бұрын

    mujhY ye pouchna tha k agr merY pas solid reason ho merY shohar sy khula leny k lea or agr wo phr bhiii mUjh khula leny ka right na dy to is surat main kia karoo

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    us kay right denay ya na denay say koi fark ni parta aap khud ja kay court may khula ka case file kar sakti hai

  • @user-yd9ws9in8h
    @user-yd9ws9in8h5 ай бұрын

    Sunty hn k Aaeen a Pakistan mn khalaf a Quraan Sunnat ko Qanoon nafis nahee h sakta aap jo khuch kah rahy kia Quraan aur Sunnah mn aysa he likha hi , Rahnomaee farmaee ay , SHUKRIYA>???????????????????

  • @shabnamalipakistanisuits4408
    @shabnamalipakistanisuits4408 Жыл бұрын

    Sir sine agar ho gyi h khula ke to khula ho jata h gawah ke zarurat to nhi

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji ni ghawa ki zarorat ni hoti khula kay liye

  • @dexentkhan2497
    @dexentkhan24979 күн бұрын

    Or agr Court me judge or lawyer paisy ly kr husband ko notice he na bejy... Lrky ko pta he na ho ky khulaa ho gai hai to us ka kia hota hai kindly ye b bta dyn

  • @user-ff3bb5vh2y
    @user-ff3bb5vh2y6 ай бұрын

    Mera 1 msla ha kindly help .. mera husb naa mjy chor rha ha naaa apna rha ha .. or bol rhy. . Court jao gi tou mai sign nh kru ga . Kia meri khulla hojaye gi?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    6 ай бұрын

    ji ho jaye gi

  • @user-ff3bb5vh2y

    @user-ff3bb5vh2y

    6 ай бұрын

    Ok

  • @kashikhanrizvi7268
    @kashikhanrizvi7268 Жыл бұрын

    Sir ap ne galat sara beyan kea Khula pa mard agr razi nh to kaise khula ho gee Quran ki ayat ka mafhoom galat beyan kr rha hn. Tanseekh nikah kaise ho G is pa 1400saal ka dalil majood hn

  • @Rajakiyani-mg2nr
    @Rajakiyani-mg2nr9 ай бұрын

    agr kulla lany k bad agr apni galti ka issas ho to wo donu pir sy ak ho sakty han

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    9 ай бұрын

    ji as topic pay detail video bano ga

  • @AlphaBravoCharlie777
    @AlphaBravoCharlie77713 күн бұрын

    Agar mard sey bar bar talaq ka mutalba kiya jaye aur jab woh pressure mein aa kar aik talaq zabani dey dey aur aurat uss kay baad khula court sey ley ley. Iss kay baray mein aap kaya kehte hain.

  • @KhanZamin-yj2om
    @KhanZamin-yj2om Жыл бұрын

    Khola leny ki fees

  • @Soomro83
    @Soomro83 Жыл бұрын

    Salam sir Sir agar BAP ki dath ho jayee to buchy MAA k pass jayege ya DADA k pass jayenge Kya sir DADA zabardasti Bucho ko rok sakta he ya MAA ka Haq he plzz sir reply

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji first right maa ka hai baqi bacho ki welfare b dekna hoti hai

  • @syedmohammadali6495
    @syedmohammadali6495 Жыл бұрын

    Assalmwalkum sir kya khula.k.baad bache ka khacha dena parta hey ya nahi?? Reply

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji lazmi dena paray ga

  • @defendersofislam3361

    @defendersofislam3361

    Жыл бұрын

    @@TheLawStudy wo kyun,kya tum KO shariat Ka Kuch ilm BHI he ya ya is mulk ke napak qawaneen ka hi pta he...

  • @drtalhasaeed3266
    @drtalhasaeed326610 ай бұрын

    Khula agr 1 talaq consider hoti ha to aurat dosri shadi kesy kr skti ha??

  • @shahidhussain410
    @shahidhussain410 Жыл бұрын

    Fiqa jafria ky mitabiq khula ky bary batain aur sohar agar bahir mulk sy kiya khula ho jaiy gi ,kukeh sohar mulk sy bahir hi ,

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    noted inshAllah bohat jaldi as topic pay video bano ga

  • @zainabBeautylish6564
    @zainabBeautylish6564 Жыл бұрын

    Kiya khula ky bad AGr Galti ka ahsas hojae or dubara usi Sy nikah krna honto Kiya Halala Karna hoga? Or agr shuhr AK bar bhi court nhi Aya to Kiya Ak tarfa khula hojati Hai ya nikah rehta Hai ?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji bina halal kay nikkah ho jaye ga ager aurat nay khula li hoi hai baki as topic per detail say video bana kay apnay channel per upload kar chuka ho

  • @sifathayat8360

    @sifathayat8360

    Жыл бұрын

    Halal Islam main Hay he nahe Kuch Haram khor molana is ko appreciate kartay hain

  • @sifathayat8360

    @sifathayat8360

    Жыл бұрын

    Khula kayy bad dobara nikah ho sakhta hay

  • @cgarena1446

    @cgarena1446

    Жыл бұрын

    @@TheLawStudy Brother, video ka link sath de dia karen. Aap khush rehen

  • @SardargujjerkhanSardargujjerkh
    @SardargujjerkhanSardargujjerkhАй бұрын

    Myra do beyty hayn Jen ki Umar 13 15 Saal hay dushmani key baes ahlia gehr sey chali Gai hay Mera Bhai iun ka sat dey rha hey mery sab khelaf 18 mheeny ho gay meyn mjbour hwoun Kuch nhnn karsakta

  • @sabanaveed3095
    @sabanaveed30954 ай бұрын

    1 ya 2 talaq k bd kya kiya jaye

  • @zahidyounas741younas4
    @zahidyounas741younas4 Жыл бұрын

    Agr mard nay 5 mah phly khyla de par paper work nahi diya phr aurat ny curt se khula le to kya aurat phr kb tk shadi kar sakte hai

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    3 months kay bad , certificate le le union council say

  • @dawoodimam7563
    @dawoodimam75637 сағат бұрын

    Ya haq mehar Kaha Likha hai ..229 Aayet Ka phala part read kro

  • @muhammadkhalidmuhammadkhal3948
    @muhammadkhalidmuhammadkhal3948 Жыл бұрын

    Or kia jis city ma shadi hui osi city se UC certificate milega ya jidr khula Lia osi city se b mil skta h??

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    jab divorce li us waqat aurat jis union council ki hadood hai andar rah rahi ho gi waha say certificate le gi

  • @muhammadkhalidmuhammadkhal3948

    @muhammadkhalidmuhammadkhal3948

    Жыл бұрын

    Boht shkria sr

  • @murtazashahid

    @murtazashahid

    Жыл бұрын

    I was married in karachi, my wife applied for khula in lahore. Does union council send notice mandatory or it can be by passed by paying some money?

  • @IslamikVideos422
    @IslamikVideos4229 ай бұрын

    پلیز مجھے اس کے بارے میں بتائیں

  • @rajabtayyaberdugan4858
    @rajabtayyaberdugan4858 Жыл бұрын

    Sir k khola ka bad husband jahez ka Saman wapis nhe karte he ya bacho ka kharcha bhi nhe deta es condition me kia qanoon he kese jahez wapis lia jaye please es pr bhi ek Video banale.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji as per video bani hoi hai aap court may case file karay

  • @yasirbukhari9039
    @yasirbukhari90397 ай бұрын

    Sir 3 month k ander agr solah ho jati h to talak nhi hogi ya confirm h

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    6 ай бұрын

    ji

  • @nisarjunejo9861
    @nisarjunejo9861 Жыл бұрын

    khula is granted ka kiya matlb hy granted or desolve ka kiya frq hy😊

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    court marriage ko dissolve kar sakti hai so marriage ko dissolve karti hai on the bases of khula means as marriage ko dissove karnay kay liye aurat ki taraf say demand ti as liye marriage ko dissolve karti hai court.

  • @imtiazahmed-ph8tu
    @imtiazahmed-ph8tu5 ай бұрын

    Khula ki soorat m bachey ka kia ho ga jb k shohar bd kardar h or sabat b ho jata h k us k bahar ki khwateen se relation han or jua b khelta h rat bahar rehta h or khrcha b nhi deta

  • @mohammadrafiq6043
    @mohammadrafiq604318 күн бұрын

    Agar b v courat me apna akele ka Dua hua fatwa pesh kre or khula Lena chahe pir kanon kia khta h is bare m koi details Shar kre

  • @user-qi9cy9jb3n

    @user-qi9cy9jb3n

    Күн бұрын

    kesa fatwa

  • @amnamehndidesigns1115
    @amnamehndidesigns1115 Жыл бұрын

    A o A sir husband out of country ho or us ke biwi Pakistan main ha or biwi US sa devorce Lana chahity ha or us ka husband us ko devorce nahi dana chahita to kia treeka ho ga sir lazme ic ka jawb jldi da dan Thanks

  • @hashim6886

    @hashim6886

    Ай бұрын

    mard talaq nahi dena chahta tou nahi hosakti talaq

  • @nidamadni2109
    @nidamadni2109 Жыл бұрын

    Aslmu alaikum 😊 kia kise lrki ko 14 sal ki age m mjbor kia jay k nikah ky liy qboll ho or lrki na chati hon or sb uspy dbao. Dein to nikah ho jay ga mera ho chula h or m aj tk ni khushh m yahn sy tlaq chati meri abhi tk rukhsti ni hoe h to is ky liy kia hukm h

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    14 year may marriage ni hoti ager koi karwata hai to as per saza hai

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    Жыл бұрын

    Shariat meh yeh nikah ho gaya hain, qanoon aur shariyat alag masly hain. Ap balig tee, ap ko haiz arahy hain, doh gawa maujood teh, mahr fix hua, ehjab qabool hua toh yeh poory ka poora nikah hain. Aur 14 ki age meh ghalat hua aaj k zamany k lihaz se. Is meh asool yeh hain k nikah torna hoga, talaq leni hogi. Zabardasti toh hue lekin jo gawa teh aur jin logo ne shadi meh shirkat ki unho ne yeh apny ankho se dekha k shadi ho rahi hain dulhan ki marzi se. Aur woh apna hi dekha hua peh qaim rehyngy. Is liye nikah hua hain aur ab talaq leni hogi.

  • @m.tanveersaghar8333
    @m.tanveersaghar8333 Жыл бұрын

    سر جی اگر سسرال والوں کی جانب سے دعویٰ ہو گیا ہو اور تین سے چار تاریخ بھی ہو چکی ہو کیا پھر بھی شوہر گھر بسانے کا دعویٰ کر سکتا ہے کہ نہیں

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji ager abi tak khula ni hoi to kar sakta hai

  • @user-fm5zk3vq2v
    @user-fm5zk3vq2v7 күн бұрын

    Sir b v 2 saal ka bacha father ke pass chor kar chali jaye to kia kary plzzz replyeee plzzzzzzzzz

  • @user-qi9cy9jb3n

    @user-qi9cy9jb3n

    Күн бұрын

    dosri shadi karlo aur kea kroge

  • @EmanInsights
    @EmanInsights9 ай бұрын

    Assalam o Alaikum... Agr Urat out of country he ..uska husband Pakistan he Tu kia wo whn se court k through khula ly skti ??? Ya uska Pakistan ana must he?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    9 ай бұрын

    waha say us country kay laws ka hissab say waha say khula le sakti hai

  • @ranazahid2187
    @ranazahid2187 Жыл бұрын

    Meri bewi mj se talaq Lena chati hai tu us main jo B shart hi kiya mujhey deni paringi jesy Keh Palat wagherah or g han m us ko talaq ni dena chahta

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji ni

  • @iqraghani9612
    @iqraghani9612 Жыл бұрын

    Assalamualaikum sr apsy kch pochna ta

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji pochay

  • @qaisarabbas7716
    @qaisarabbas7716 Жыл бұрын

    Kia appeal ki ja sakty hy kuhla k bad

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ager marriage dissolve hoi ho on the base of khula to ni ho sakti appeal as ki

  • @hukhan9266

    @hukhan9266

    Жыл бұрын

    @@TheLawStudy . Ye dekh Len kzread.info/dash/bejne/pGqFo9ZroNineqg.html

  • @nimraarif7084
    @nimraarif7084 Жыл бұрын

    I have question can i connect you??

  • @tubashahzaibshahzaib8553

    @tubashahzaibshahzaib8553

    Жыл бұрын

    Sir m apne husband se khula cehti ho lakin wo ni de raha to m cuort se le sakti or nikah kitne waqt m kar sakti ho

  • @tubashahzaibshahzaib8553

    @tubashahzaibshahzaib8553

    Жыл бұрын

    Kitna waqt lagta h khula mai plzzz sir reply me

  • @waheedpahat5556
    @waheedpahat5556 Жыл бұрын

    Sir dowry b wapis ho ga ya ni?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji wapas karna paray ga

  • @naseemshaikh2257
    @naseemshaikh22575 ай бұрын

    Betaa agar aurat khula deti hai or usne shoharse kuch rakam mangi to kya wo maang sakti hai ...q k shohar khud khula k liye muje bol raha hai

  • @mainasifmainasif3210
    @mainasifmainasif32107 ай бұрын

    Agar adalt Sy case degree ho jay to dobara nikah lazmi ha

  • @zahidwadhen
    @zahidwadhen4 күн бұрын

    خلع کے بعد رجوع کا کیا طریقہ ھے؟؟