Vehicle ownership Transfer Purchased in Auction/नीलामी मे खरीदे वाहन का नाम हस्तानान्तरण

Автокөліктер мен көлік құралдары

Parivan Sandarshika Book
Amazon - amzn.eu/d/58RQ3mR
Flipkart - dl.flipkart.com/s/GdI0bquuuN

Пікірлер: 135

  • @ahasankhan2165
    @ahasankhan21654 ай бұрын

    Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai

  • @shreeshyamsanglive
    @shreeshyamsanglive26 күн бұрын

    Sir where I find auction for two wheeler (governmental)

  • @ShreeGanesh-xc9nu
    @ShreeGanesh-xc9nuАй бұрын

    Thank you sir apke is video se mujhe kaphi jankari mili

  • @mvikailash

    @mvikailash

    29 күн бұрын

    Welcome 🙏

  • @SureshKumar-pk9pc
    @SureshKumar-pk9pc5 ай бұрын

    Thanks so much sir for your support ❤

  • @mvikailash

    @mvikailash

    5 ай бұрын

    Always welcome

  • @PINKUMEDHI.
    @PINKUMEDHI.5 ай бұрын

    Sir is it ilegile to carry a passenger 4 ya 6 in mini pickup truck if rto take can they can challan

  • @mvikailash

    @mvikailash

    5 ай бұрын

    Yes you can’t carry more person then mention in RC

  • @NarendraHousedevelopment
    @NarendraHousedevelopment9 ай бұрын

    Vehical tax is not up-to-date ,you can't proceed online

  • @POOJASharma-rd7fv
    @POOJASharma-rd7fv4 ай бұрын

    kotak bank noida sa ak loan vali car purchase ki agent ka thrue but vo car black listed hai CAR IS ON BAIL ON CJM CRIME CASE 19/36 ab gadi name nahi ho rahi or kuch pata bhi nahi chal raha bank na loan ki noc tho de de but RC nahi de or ab gadi k paper court main jama hai ab kya kiya jay

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Koi rasta nahi hai court matter hai court se aadesh ke baad hi transfer hogi.Financier ko vapas se do

  • @ksiva3962
    @ksiva39629 ай бұрын

    Thanku so much sir for your support

  • @ksiva3962

    @ksiva3962

    9 ай бұрын

    Please upload more videos related to mv act

  • @mvikailash

    @mvikailash

    9 ай бұрын

    Welcome

  • @vikasgautam7460
    @vikasgautam74605 ай бұрын

    Sir, sold delhi car to Karnataka through an agent feb 23. The buyer got the NOC issued in April 23 but has still not got the ownership transferred to his name even after multiple reminders to the agent . Last month he renewed car insurance in my name . Pls help advice procedure to proceed ahead.

  • @mvikailash

    @mvikailash

    5 ай бұрын

    Sir if NOC is issued in the name of buyer you just duly fill Form 29 and send to concern RTO you will be safe in manner of any liability

  • @srirajmohan7082
    @srirajmohan70822 ай бұрын

    Good information thnk u sir 😊

  • @mvikailash

    @mvikailash

    2 ай бұрын

    Welcome 🙏😊

  • @Aj-se3cj
    @Aj-se3cj4 ай бұрын

    Sir m ek insurance company ka employee hu. Theft claim paid 2wheeler maine company se kharida tha auction me par company ne purane owner ko claim dene ke baad RC company ne apne naam nahin karbaya aur vehicle mujhe bech Diya aur ab mujhe apne naam par RC transfer karvNe me samsya aa rhi hai . Kripa karke koi samadhan bataye kyoki company apne naam par RC transfer karvane ko hi taiyar nahi hai.

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Agar government department ke dwara public auction me vahan kharida hai to aapke naam sidha hoga agar private company se kharida hai to pahale company ko apane naam karana chaihiye

  • @ideababavideo5359
    @ideababavideo53593 ай бұрын

    Hlo sir jii sir main finance se seez kiya hua bike liya hu aur sir ji bike pe trafic police fine kr diye hai aur sir transfer karne ke liye sir NOC aur document bhi de diye hai aur transfer ke kiye ek rashid kta kr bike ka chechis number number bhi lelliya gya hai sir ji to aage ka process kya hai sir ji transfer to ho jayega sir please reply dejiyega sir ji

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Ha ho jayegi

  • @AmanPratapSingh-nc5mg
    @AmanPratapSingh-nc5mg4 ай бұрын

    Sir private company ne Bike ki Full NOC kit dedi hai. All forms ke sath but trasfer mai 6 thousand ka karcha hai bike ka or owner yeh khta hai uska mai aunga nhi trasfer karne FIR kr dunga Kya 1st party ki FIR legal hogi

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Ha

  • @JAIDEEPAKSHAY
    @JAIDEEPAKSHAY3 ай бұрын

    sir army auction gypsy rvsf catogary me auction ho rahi ho kya wo vehicale rto me register ho sakati he kya

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Ho jayegi

  • @bestmlmearningplatform3501
    @bestmlmearningplatform35016 ай бұрын

    Sir नीलामी का bike han dushra se liya hai but plate dushra model ka hai kya karna hoga plz help

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Agar false registration hai to isaka vapas registration hoga

  • @ateeqahmed7536
    @ateeqahmed753626 күн бұрын

    Sir me apni car ki emi nahi de paya to bank wale jabardasti meri car le gae aur bech di kam rate pe aur us car ko woh kaise transfer kar paenge dusri party ko kya meri signature ki jarurat nahi ladegi transfer karwane me aur agar ae bhi to transfer karwane to me mana kardunga to isme kya hoga guide kare plz

  • @mvikailash

    @mvikailash

    25 күн бұрын

    Aapkae signature ki koi jarurat nahi financier FRC nikalwaakar sell kar sakate hai

  • @mamamananews
    @mamamananewsАй бұрын

    Hi sir i purchased 2 wheelar vehicle from Telangana police public auction And RTA OFFICER'S Saying to me pay 18% gst Im ready to pay gst But where i pay GST?

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Ай бұрын

    You may contact to GST department to pay and get challan for paid GST

  • @himmatsingh7723
    @himmatsingh77234 ай бұрын

    Sir aapke dwara Di gai jankari bahut acchi hai, auction bank ne kiya ho to RC transfer kase karye,kya kya document required rahega🎉🎉🎉

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Agar bank se auction hai to ye process nahi rahega simple TO hoga

  • @himmatsingh7723

    @himmatsingh7723

    4 ай бұрын

    @@mvikailash thanks sir 🙏

  • @RajuTiwari-cs5kd
    @RajuTiwari-cs5kdАй бұрын

    Sir ji Lucknow U.P me Police Station ke unclaimed vehicle auction/nilami se Bike kharidi hai uska registration apne naam par rto se ho jayega (purane owner ka kuch pta nhi hai kon hai kaha hai) Aur sir ji ek swift car bhi kharedna chaha rha hu Police Auction se lena shi rahega ya nhi ?? Kripya mahodaya reply kijiyega......

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Ай бұрын

    हा हो जाएगा जो बताया है हो डॉक्युमेंट्स ज़रूर ले ले

  • @najirhossainkabiraj.2546
    @najirhossainkabiraj.25467 ай бұрын

    Sir ji ,, other's states se agar auction ki bike kharid ti hu to name transfer hoga ya nehi hoga🤔🤔🤔 please reply me sie Love from WB ❤❤❤❤

  • @mvikailash

    @mvikailash

    7 ай бұрын

    Is state se NOC lani padegi tab transfer hogi

  • @najirhossainkabiraj.2546

    @najirhossainkabiraj.2546

    7 ай бұрын

    @@mvikailash okay thank you sir for your reply 🤩🤩

  • @marxvadi3695
    @marxvadi36953 ай бұрын

    Sir mai police station se nilami gadi liye hai jis ka original number jharkhand hai aur Mai up ka sir uska rc kaise banega

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Jharkhand se NOC lekar jana padega

  • @Lucky.tailors
    @Lucky.tailors5 ай бұрын

    Bahut lamba process hai sir aise me nilami ka gari koi bhi nahin lega

  • @popatbabar7845
    @popatbabar78453 ай бұрын

    सर गाडी 2व्हिलर aucation मे हे 8month कि पर उस्का rto passing नही हुआ हे? तो वो गाडी passing ho जायगी क्या?mutooth फायनस कि यार्ड मे गाडी हे? Our passing हू तो किसके नाम पर होगी??

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Agar BS 4 ya usase niche ki hai to nahi hogi isliye pahale confirm kare

  • @rahu74
    @rahu744 ай бұрын

    Sir if we purchase in private banks or finance auction than what

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    It will be transfer as process of normal transfer of ownership with Form 29 and 30

  • @user-li1rq1tt2t
    @user-li1rq1tt2t6 ай бұрын

    Sir auction vehicle me insurance kenke name per hoga

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Jisake naam auction hui hai usase naam ho jayega

  • @Satyajitbera35
    @Satyajitbera353 ай бұрын

    SIR MAINE EK TRACTOR LIYA THA BIDDER SE 5 MONTH HO GYE USNE MERE NAAM PE TRANSFER NHI KARAYA HAI ISME MAI KYA KAR SAKTA HUN

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Kooch nahi

  • @saidusabtahasildar7138
    @saidusabtahasildar7138Күн бұрын

    Hi Kailash Sharma, sir I have purchased one vehicle from court, which was auctioned and seized by police. I have ordered copies from the court and other list of documents. -Court auction order -recipient of money received( form Q rule 21 account rule 1967) -form 32 -form 27 I don't have RC card. 1) How can I transfer that bike to my name. 2)Can share a few information

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Күн бұрын

    Sir if vehicle is registered and showing online no problem whether RC you have or not vehicle may transfer. And if vehicle is not registered court should issue Form 21 and vehicle may register

  • @kirtigraphics3505
    @kirtigraphics35052 ай бұрын

    Sir Namshkar, Sir maine bank ki ek car auction me li hai. us car ka Number DL hai aur main Punjab ka rehne wala hu, bank ne muje meri state ki NOC mere naam par lekar di hai. Sir bank ka letter mere ghar aya usme car ki puri detail aur uski auction price v likhi hui hai. Par jab main transfer ke liye apni registration authority me gya to sir v uska tax new car ki hisab se le rhe hain. sir maine auction letter dekhia but vo keh rhe hain is se hame koi matlab nahi. sir maine car 1,25000 me li hai par vo 8,50000 ke hisab se tax le rehe hain. Sir meri is problem ka koi solution kare. Thanks

  • @mvikailash

    @mvikailash

    2 ай бұрын

    Sir RTO tax state matter hota hai har state ka taxation act alag alag hota hai isliye is bare me mai jyada nahi bata sakata ha cost aaj ki le sakate hai lekin usase model ke hisab se rebate honi chahiye

  • @HindustaniFarmer
    @HindustaniFarmer9 ай бұрын

    License renewal me fine ka video banaye

  • @mvikailash

    @mvikailash

    8 ай бұрын

    Ok

  • @dssh5609
    @dssh5609Ай бұрын

    I Purchased vehicle from nationalized bank auction, no Rc card, how i transfer ownership, please tell me sir.

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Ай бұрын

    Apply in form 32 with duplicate RC Form 26 with auction authority latter given by bank

  • @rajankumar-rf1bu
    @rajankumar-rf1bu6 ай бұрын

    नमस्ते सर, रेलवे पार्सल से एक 2 व्हीलर का ऑक्शन होने वाला हैं जो की मैं खरीदने का सोच रहा हूं। मै गाड़ी के कागज कैसे बनवा पाऊंगा एवम मुझे किन बातों का ध्यान रखना पड़ेगा। और लगने वाले टैक्स की भी जानकारी दे। मार्गदर्शन के लिए धन्यवाद

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    आप बोली जिसके नाम से लगायेंगे गाड़ी उसी के नाम पहले ट्रांसफ़र होगी गाड़ी के चेसिस नंबर सही होम चाहिए

  • @AsifShaikh-ls1mm
    @AsifShaikh-ls1mm3 ай бұрын

    Sir agr koi bank seized bike bech rhi hai to ky uski authority hai ki wo owner transfer kr ske ? Kyu jis owner ki bike seize hui hai wo to na transfer krega na RC dega..

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Bank pahale apane naam Fresh RC banvaayega phir vah vehicle aage auction ya sell kar sakata hai

  • @vaibhavrajput2530
    @vaibhavrajput2530Ай бұрын

    Sir bank commercial vehicle ka auction kar rahe hai vehicle ka permit stage permit hai. Kya ownership transfer ho sakti hai ?

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Ай бұрын

    Pahale vehicle bank apane naam transfer karaye tabhi auction kar sakati hai aur aap bhi purchase kar sakate hai

  • @vaibhavrajput2530

    @vaibhavrajput2530

    Ай бұрын

    Sir bank walo ne sale notice isshu ke hai aur e auction ke site pe bhe post kiya hai ,par online ownership purane owner ke dikha raha hai .aur bank is saying ke vehiche is hypothecated .sir is it safe to buy the vehicle ?

  • @hydraraghav1889
    @hydraraghav18894 ай бұрын

    Agar shree ram finance two wheeler lete hu bhar sell krne ke liye toh voh transfer kaise hoti hai uska process kya hota hai

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Please watch my video TRANSFER OF OWNERSHIP

  • @geetanjalichaudhary9104
    @geetanjalichaudhary91044 ай бұрын

    Sir 5 mahine se RTO me apply kia hua hai , auction me car li thi , na rto reject kr rha h file na jawab de rha h , koi sunwayi nhi ki ja rhi h , kagaj saare poore hai , bank manager ko v sath me le gye the rto me , 5 mahine se chakkr kat rhe h na hi cancel kr rhe h na reason bta rhe h , kya kiya jaye ?

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    You may complain to higher authority

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    You may complain to higher authority

  • @YaadavNitin
    @YaadavNitin9 ай бұрын

    Hlo sir Mere papa army m h unki duty uttrakhand m h To hmne uk se gadi nikali hai Or uk ka hi number Agar hamari gadi up m chalegi to koi problem to nhi aayegi sir

  • @mvikailash

    @mvikailash

    9 ай бұрын

    Army person hai to koi dikkat nahi hai chahe to aap BH number bhi le sakate hai

  • @YaadavNitin

    @YaadavNitin

    9 ай бұрын

    @@mvikailash thnq sir ❤️

  • @YaadavNitin

    @YaadavNitin

    8 ай бұрын

    @@mvikailash 1--sir BH number wali gadi ko baad m bech skte h kya kisi ko bhi 2-- BH number change to normal number Pls sir reply 🙏

  • @manorifarms
    @manorifarms2 ай бұрын

    2012 की फ़ोर्स ट्रेवलर प्राइवेट नम्बर की गाड़ी को caravan में रजिस्टर करना है।

  • @mvikailash

    @mvikailash

    2 ай бұрын

    3 years se jyada purani vehicle nahi honi chahiye

  • @MassoudaAshraf
    @MassoudaAshraf3 ай бұрын

    Sir bank walu ne mere gadi ko 3saal pehle auction kiya hai but uska balance abi b mere he naam par dikha raha hai aur gadi b abi mere he naam par hai agar us gadi se koi accident hoga to uska zimedar kaun hoga

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Agar bank ne lahal auction ki hai to bank hi jimmedar hogi

  • @MassoudaAshraf

    @MassoudaAshraf

    3 ай бұрын

    Sir fitness permit Polustion ka kitna challan hai

  • @activeentertainmentcomedy
    @activeentertainmentcomedy9 ай бұрын

    Sar Mujhe MP se Shri Ram vahan nilami se tractor kharidna hai to main Maharashtra mein rahata hun to tractor Mere Naam per ho jaega kya Sar ji please batao

  • @mvikailash

    @mvikailash

    9 ай бұрын

    Pahale ji sake naam se nilami chhutti hai usase naam hoga baad me kisi anya ke naam ho sakati hai

  • @sanskritiyadav7367
    @sanskritiyadav73674 ай бұрын

    Sir maine UP se Scorpio police station se nilam me liya tha lene ke bad pta chla wo blacklist hi aur Jharkhand number gadi hi UP me transfer nhi ho rha ab uske liye kya karna padega sir plz koi samadhan btyea plz sir

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Wo black list kis liye ki gayi hai

  • @sanskritiyadav7367

    @sanskritiyadav7367

    4 ай бұрын

    @@mvikailash Chori ke fir hi uspe JH01BH3108

  • @sanskritiyadav7367

    @sanskritiyadav7367

    4 ай бұрын

    @@mvikailash Sir fir bihar me huwa hi lekin UP me gadi nilami me liye the hm

  • @sanskritiyadav7367

    @sanskritiyadav7367

    4 ай бұрын

    @@mvikailash Chori ke fir hi isliye blacklist hi

  • @kanhucharanmurmu3889
    @kanhucharanmurmu38896 ай бұрын

    Sir mereko bank taraf se form 35 mili he Auction vehicle ko Individual ownership transfer kar saktehe ?

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Nahi pahale bank apane naam FRC karayega phir aap apane naam kar sakate hai

  • @MohsinKhan-ji3pt
    @MohsinKhan-ji3pt8 ай бұрын

    sir maharashtra k liye bhi chalegi kya ye book

  • @mvikailash

    @mvikailash

    8 ай бұрын

    Sir isame Rajasthan transport department se sambandhit orders hai

  • @MohsinKhan-ji3pt

    @MohsinKhan-ji3pt

    8 ай бұрын

    Maharashtra k liye konsi book lene

  • @vikasmandal5536
    @vikasmandal55368 ай бұрын

    नमस्कार sir मेरा पास e Rickshaw हैं। शोरूम मालिक मेरा RC card में गलती किया है। और सुधार नहीं कर रहा हैं। मैं बहुत परेशान हूं। इसका उपाय क्या हैं मुझे बताए 🙏🙏🙏

  • @mvikailash

    @mvikailash

    8 ай бұрын

    सर शो रूम को सुधार की शक्तिया नहीं है अब आपको सुधार के लिए संबंधित RTO से संपर्क करना पड़ेगा

  • @vikasmandal5536

    @vikasmandal5536

    8 ай бұрын

    @@mvikailash RTO के पास जा रहे हैं तो बड़ा बाबू कहते हैं। फ्रॉम 23 दिखाने के लिए जो शोरूम मालिक के पास हैं जो मुझे नहीं दे रहा है । अगर कागज नही देगा तो सुधर कैसे होगा । मैं अब DC के पास शिकायत करेंगे। तब शोरूम मालिक समझेगा । मैं बहुत परेशान हूं। मुझे कुछ समझ नहीं आता है। आप मुझे कुछ सुझाव दीजिए।🙏🙏

  • @user-lh8je7zj3g

    @user-lh8je7zj3g

    8 ай бұрын

    @@vikasmandal5536 Form 23 RC ko hi kahate hai ye un necessary pareshan kar rahe hai aap high authority Co complain kare

  • @ajaysanchala1382
    @ajaysanchala13823 ай бұрын

    hello sir i m form gujrat my question is ki muje 1 gadi leni he bank ne japt ki hui ab vo dealer boll rha he ki aap abhi pese dijiye gadi le jaiye bank aapko bechan krar krke dega abhi orr 1 mahine k andar aapko n.o.c or rc milegi badme aap apne nam par krva skte ho bike .kya kre sir plzz suggest me ....plzzz rply

  • @mvikailash

    @mvikailash

    3 ай бұрын

    Nahi pahale bank apane naam transfer karayegi phir aap kharid sakte hai anyatha vah khiri galat hogi

  • @ajaysanchala1382

    @ajaysanchala1382

    2 ай бұрын

    Thankyou so much❤

  • @gajanandpandeynikhil4697

    @gajanandpandeynikhil4697

    Ай бұрын

    ​@@ajaysanchala1382sir did u bought the bike coz I am facing the same condition now Please reply

  • @gajanandpandeynikhil4697

    @gajanandpandeynikhil4697

    Ай бұрын

    ​Hmse bhi dealer pura Paisa mang rha h

  • @gajanandpandeynikhil4697

    @gajanandpandeynikhil4697

    Ай бұрын

    Is there any problem after paying whole amount?

  • @rajeevranjansingh4044
    @rajeevranjansingh4044Ай бұрын

    Sir mene uttar pradesh se up govt. ki major jeep auction me li thi.nov 2022 me, mere jeep lene ke baad RTO Ka software NIC par shift hone laga jiskaran se meri jeep ka registration nhi ho paya us time mere jeep ki RC Active thi, july-2023 me RC Cancel ho gyi.Ab me jeep ko kaise apne naam par transfer kara sakta hu.agar koi rasts ho to mera margdarshan kare.jeep ka registration 19 july-2008 tha .

  • @mvikailash

    @mvikailash

    Ай бұрын

    Koi nahi RC transfer ke saath renew ho jayegi

  • @girirajsharma1930
    @girirajsharma19307 ай бұрын

    Sir, bank Auction ke liye kya trika hoga

  • @mvikailash

    @mvikailash

    7 ай бұрын

    No provision in MV act

  • @m.jiqbal219

    @m.jiqbal219

    7 ай бұрын

    ​@@mvikailashthanks sir

  • @alokranjann

    @alokranjann

    6 ай бұрын

    @@mvikailash to sir bank aucton ki car transfer kasie hogi if its commercial vehicle like car in delhi

  • @user-li1rq1tt2t
    @user-li1rq1tt2t6 ай бұрын

    Sir mene auction vehicle 2016 me kharda he per paper transfer nahi ho rha ,but mara auction vehicle ka details online show ho Raha hai, Sir Mara petrol vehicle he

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Kis karan se nahi ho raha hai

  • @chintuchalaiit270
    @chintuchalaiit27026 күн бұрын

    Kitna din lagta hai sir ??

  • @mvikailash

    @mvikailash

    25 күн бұрын

    2_ 3 days

  • @rudranathsahu6378
    @rudranathsahu63786 ай бұрын

    अगर नीलामी bike में number plate नहीं लगा हो तब - 1 RC(number plate) कैसे मिलेगा ? 2 ownership transfer होगा या नहीं ?

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Agar vehicle ke chassis number genuine hai to registration ho jayega

  • @rudranathsahu6378

    @rudranathsahu6378

    6 ай бұрын

    @@mvikailash RC( number plate) kaise pta kre?

  • @vishnujangir1834
    @vishnujangir18349 ай бұрын

    Sir, एक शंका दूर करो। क्या मैं पंजाब जहां BH नंबर नहीं मिलते, वहां से कार खरीद कर राजस्थान या चंडीगढ़ के किसी आरटीओ से BH नंबर ले सकता हूं क्या? मैं राजस्थान का रहने वाला हूं और पंजाब में रेलवे में इंजीनियर हूं।

  • @mvikailash

    @mvikailash

    9 ай бұрын

    Nahi janha par aapaki posting hai vanha par aap le sakate hai

  • @vishnujangir1834

    @vishnujangir1834

    9 ай бұрын

    @@mvikailash okay sir thanks 🙏

  • @hydraraghav1889
    @hydraraghav18894 ай бұрын

    Sir shree ram finance wale gaadi transfer kaise hoti hai iska process kya hota hai

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Normal transfer kits tarah sell letter 29 30 se

  • @omyadav1557

    @omyadav1557

    4 ай бұрын

    भाई प्राइवेट फाइनेंस नीलामी वाली गाड़ी लेने पर फाइनेंस कंपनी वाले ट्रान्सफर लेटर नहीं देते जिसके नाम गाड़ी है उसी से समझौता करना पड़ता है तभी ट्रांसफर होगी,मैं फंस चुका हूं सामने वाली पार्टी से समझौता किया, इसलिए भाई प्राइवेट फाइनेंस से नीलामी से बचें,

  • @narayan7753

    @narayan7753

    2 ай бұрын

    To kya ho gyi bhai transfer

  • @omyadav1557

    @omyadav1557

    2 ай бұрын

    @@narayan7753 हो गई पर पार्टी से समझौता करना पड़ा, फायदे की सौदा नहीं सिरदर्द ज्यादा भाई,,

  • @akshaykumar-it5cn
    @akshaykumar-it5cn4 ай бұрын

    sir Maine bank auction se two wheeler liye hai but is per challan ho rakhe hain

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Ab aapko hi bhugatana padega

  • @vikashniranjankopofficial
    @vikashniranjankopofficial8 ай бұрын

    महोदय नीलामी में खरीदी गई गाड़ी को अपने नाम पर ट्रांसफर करवाने में लगभग कितना खर्च लगता है और कितना समय लगेगा

  • @mvikailash

    @mvikailash

    8 ай бұрын

    Tax state ke hisab se alag alag hota hai.Agar documents pure hai to 3-4 din me transfer ho jati hai

  • @vikashniranjankopofficial

    @vikashniranjankopofficial

    8 ай бұрын

    @@mvikailash Thank you Sir

  • @prakashnaik837

    @prakashnaik837

    7 ай бұрын

    Sir finance form 36 ka jankari dijiye

  • @ahasankhan2165
    @ahasankhan21654 ай бұрын

    Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai

  • @ahasankhan2165
    @ahasankhan21654 ай бұрын

    Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai

  • @mvikailash

    @mvikailash

    4 ай бұрын

    Jab tak Finanace nahi hatega tab tak kuchh nahi kar sakate hai

  • @shepherdsparadise3231
    @shepherdsparadise32316 ай бұрын

    Sir mujhe aap se ek jankari chahiye thi Sir mai ek bank auction vali bike kharidna chah rha tha jo karnataka me khadi hai Mai chhattisgarh se hu mujhe usko yha la ke new registration karwani hai To mujhe janna tha ki kya kya process hogi or mujhe kya kya document lage gi Mai es question ka jawab khoj kar pareshaan ho chuka hu plz meri madad kare

  • @mvikailash

    @mvikailash

    6 ай бұрын

    Bike ki nilami aapa ke naam honi chahiye nilami letter RC yadi ho to aap apane naam karawa sakate hai

Келесі