Saas ko Muaaf Nahi Kar Pa Rahi hun | Emotional Heart Touching Video | Mugheera Luqman

Saas Bahu ki ladayi
Saas ko kaise Muaaf kare
Koshish Karne ke Bawjood Saas ko muaaf nahi kr pati
Ek Khatoon ka sawaal
heart touching video
life changing bayan
family conflicts
ressolve family issues
toxic Mother inlaw
Saas Bahu ke jhagde
Islamic bayan
Speaker- Mugheera Luqman
#lifechangingbayan#saasbahukiladai #toxicmotherinlaw #husbandwife #miyabiwikejhagde #familyconflicts #islamicbayan #jointfamilysystem #youthclub #allah#islamickhwateen

Пікірлер: 295

  • @bakhtawarzaman3537
    @bakhtawarzaman35378 ай бұрын

    So true susral waly itna bura krty hain k ap chah kr b maaf nai kr skty,wo hamaru zendagi ka sb sy achy waqt ko azab bna daity hain.insan chah k b nai maaf kr skta

  • @bushralam78

    @bushralam78

    8 ай бұрын

    I wish forgiving others become as easy as it seems to others.

  • @noreenfaisal6782

    @noreenfaisal6782

    8 ай бұрын

    Waqie nai dull karta maaf

  • @abidsaeed286
    @abidsaeed2868 ай бұрын

    معاف کر بھی دیا جائے ان رویوں کو بھولنا بہت مشکل ہوتا ہے انسان پتھر بن جاتا ہے بے حسی ہو جاتا ہے

  • @binasfoodsecrets4532

    @binasfoodsecrets4532

    8 ай бұрын

    Exactly

  • @sonia197171

    @sonia197171

    8 ай бұрын

    Bilkul sahi kaha aapney 😢

  • @nailaaftab4444

    @nailaaftab4444

    8 ай бұрын

    True like me

  • @Saima_ch789

    @Saima_ch789

    8 ай бұрын

    ایسا ہی ہوتا ہے پتہ نہیں کیوں

  • @cheetahjobs-vi6cw

    @cheetahjobs-vi6cw

    8 ай бұрын

    دراصل وقت گزرنے کے ساتھ معاف کرنا نہ کرنا بے معنی ہو جاتا ہے سچ یہ ہے کہ وہ باتیں وہ روئے کچھ بھی نہیں بھولتا

  • @khadijaasim5793
    @khadijaasim57938 ай бұрын

    بلکل درست فرمایا میرے ساتھ بھی ایسا ہی ہوابہت مشکل ہے معاف کرنا میری تو سگی خالہ ہے حد سے زیادہ سخت

  • @mohsinakhan1511
    @mohsinakhan15118 ай бұрын

    In my opinion, May Allah forgives me if I am wrong that, whoever has hurt me in my worst, betrayed me, hampered my respect, then I will forgive him/her for the sake of Allah only. But yeah, i will definitely keep in mind how that person is and deal with them by maintaining safe distance. Will help them in time of need, but will never maintain any kind of close relations with them.

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    Amazing Thinking...

  • @nidaiqbal2731

    @nidaiqbal2731

    8 ай бұрын

    She says a she wants to forgive her but can’t.it’s a lesson for those mother and son who thinks they can get away making someone else daughter suffer and how long it’s going to be only girls duty to be suffer by in laws and husband then forgive them after they die ? when these husbands and in laws going to learn that these actions has consequences.

  • @fahadali3604
    @fahadali36047 ай бұрын

    Bilkul sahi relate kia waqia ap ny smjany k liy.Allah ap ko jaza dy

  • @mohammad4548
    @mohammad45488 ай бұрын

    Muaaf karna afzal hai but farz nahi kiunkeh sirf Allah ko pata hota hai keh kisi ney kitni aziyat bardaasht ki ,isi lye hukam hai keh,,"mazloom ki buddua sey bacho......."...agar koi mazloom dil bada ker ke budua nah bhi dey tou kabhi kabhi wo itni takleef mein hota hai keh uski Aah hi kaafi ho jati hai..aur Allah insaaf karta hai..

  • @fandomworld3634

    @fandomworld3634

    8 ай бұрын

    Zaberdst msg 👍 jazak Allah

  • @musfirahfatima1286
    @musfirahfatima12868 ай бұрын

    بہت خوبصورت باتیں اللہ تعالی اپ کے علم و عمل اور عمر میں برکت دے امین

  • @naureenaamir6039
    @naureenaamir60398 ай бұрын

    Some pains r not easy to forgave,it depends how much pain a person gave u,intentionally takleef ko maaf karna not easy......

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Gents jitney lecture ladies ko ghalat honey k detey hain agr apni aadhi effort bhi baqi gents ko sudharney pr laga dain tou maashrey mey divorce km ho jaey infact yey rishta hi aik dusrey ko ehmyat deney ka hai na k hr wqt aik dusrey k nuks nikaltey raho Allah ney inko kafeel bnaya hai jo k uski apni khubi hey kash mardon ko yey bat samajh aajaey jitna barha maqam ho utna hi barha kirdaar hota hai aur agr us maqam ka ghalat use ho tou ghr tabah hotey hain

  • @naureenaamir6039

    @naureenaamir6039

    8 ай бұрын

    ​@@sehrbano4255dear,I am a women but never takes unnecessary favor of a women,for me right is right and wrong is wrong, kehtey hain aurat hee aurat ka dukh samajhti hai but this is also true that aurat hee aurat ki dushman bhi hoti hai, I am not saying always saas is kharaab,kaheen saas kharaab tou kabhi bahu,kabhi nand tou kabhi bhabhi,aurat hee aurat ko tough time deti hai,and makes men fool in all relations,kabhi maa ban kay,kabhi wife tou kabhi behan ban kay,the more Jealousy u find in women u cannot find in anyone.Sometimes wife gave tough time to husband and sometimes husband gave tough time to wife, every relation is a 2 way traffic.

  • @foodtarka1

    @foodtarka1

    8 ай бұрын

    Bilkul aisa he hay, it depends on the level of pain mother in law gave her.

  • @786sundus
    @786sundus8 ай бұрын

    jazakAllah brothers...I cried a lot watching this video...Allah Paak hamse raazi hojae aur bas ham wase ban jaen jaisa Allah hamse umeed kerta ha ameen 🤲

  • @User-zy8wy

    @User-zy8wy

    8 ай бұрын

    You are absolutely right,r Allah b to hmari Kai choti badi ghltio ko maf krta h to hme b ek dusre ki ghlti r taqleef ko Dr guzar krna chahiye usse duae b qubul hoti h gr apka Dil saf ho it's my personal experience

  • @saramansoor156

    @saramansoor156

    8 ай бұрын

    Ameeen suma ameen

  • @user-so3tu4wz3o

    @user-so3tu4wz3o

    8 ай бұрын

    Ameen suameen

  • @sadiqa5524

    @sadiqa5524

    8 ай бұрын

    Aameen

  • @fahadanwar3018
    @fahadanwar30188 ай бұрын

    جزاك الله خيرا ❤

  • @tahoorkhan4643
    @tahoorkhan46438 ай бұрын

    Mai bhi saas ko maaf nhi krskti😢😢😢bht dil dukhya hai mera jb k mai seedhi saadi aurt thi

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    Allah Aapko Zulm krne walo se door rakhe...

  • @ashapanchal5822

    @ashapanchal5822

    8 ай бұрын

    Meri saas or nand dusro ke samne mujhe kala Baddsurat or apne bete ko fasane wala btati hai Or bhi na jaane kya kya bolti hai Aaj tk ek suit or chudi tak unhone mujhe nahi pehnayi Yaha tak aaj tak unhone mere sir pr hath tak nahi rkha or dua karti hai ki ya to main unke ladke ko chod du ya mar jau Main filhal unse bat nahi kr rhi Kya mujhe unhe maaf krna chahiye Bahut dil dukhane wali baat kehti hai wo😢😢😢😢

  • @hooriahassan9758

    @hooriahassan9758

    8 ай бұрын

    maaf kr dain plz

  • @qasimshah8638

    @qasimshah8638

    8 ай бұрын

    ​@@binasfoodsecrets4532g bilkul

  • @mepu_146
    @mepu_1468 ай бұрын

    it happened with me too, mai itni fed up hogai thi us aziyat se , then finally i said these words khuda tu gawah rehna k maine mauf kardia hai, chahe mera dil amada na ho laiken maine tere bande ko maauf kardia hai, ab mere dil ko tu sambhal, maine apne hisay ka kaam kardia. jaise maine dil ko manaye bina or zehn se talk baton ko bhole bina bohat si zindagi badal dene wali bari ziyatiyon ko isliyay mauf kardia k roz e jaza us insan ki pakar na ho aise tu bhi mujh p rehem farmana.

  • @Naz-jg7hu
    @Naz-jg7hu8 ай бұрын

    Thanks for sharing your sweet knowledge,

  • @shafaqhijabivlogs2579
    @shafaqhijabivlogs25798 ай бұрын

    Jazakallah Khair bhai 😢

  • @nazneenabdullah9132
    @nazneenabdullah91328 ай бұрын

    MASHA ALLAH simple n best solution 🎉 JAZAKALLAH khyr

  • @AbdulWahab-mk8jy
    @AbdulWahab-mk8jy8 ай бұрын

    Great talk..👍and great people can do this for The sake of Allah..es incident sy bara takleef da waqqya koe ho hi nahi sakta jo k Hazrat Abu bakar r.a k sath pesh aaya but unho ny labbaik kaha..muaf krna her insan k bas ki bat b nahi lekin muaf krna phir darguzar krna waqae main bohat bari akhlaqi jurrat hai..lekin agr koe kic ko constantly takleef dey raha ho zuban sy tou darguzar bohat hi mushkil ho jata hai,or Islam main major sins ki saza ki muafi nahi koe ghlat mat samjhy jese zina,chori qatal waghera,muafi optional hai..

  • @kiransohail4082
    @kiransohail40828 ай бұрын

    Subhan Allah beautiful video. My heart cries after watching this video.. Allah pak hm sb sy razi ho ja bs.

  • @hiraejaz3790
    @hiraejaz37908 ай бұрын

    Subhanallah❤ mashaAllah

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @hamidaakmal6994
    @hamidaakmal69948 ай бұрын

    SUBHAN ALLAH, YA ALLAH tu hum say razi ho ja

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    InshaAllah...Aameen❤

  • @user-sd1ud1xu4y
    @user-sd1ud1xu4y8 ай бұрын

    اللهم صل على محمد وعلى آل محمد كما صليت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد اللهم بارك على محمد وعلى آل محمد كما باركت على ابراهيم وعلى ال ابراهيم انك حميد مجيد

  • @saminaakbar5404
    @saminaakbar54048 ай бұрын

    SubhanAllah

  • @kanwalkashif7959
    @kanwalkashif79598 ай бұрын

    SUBHAN ALLAH ❤

  • @sumzs8526
    @sumzs85268 ай бұрын

    We have a cultural issue of abusing good relatives in the hope they will forgive us because forgiving people is part of the deen, well not making life hell for people is also part of deen. Instead of hoping everyone will forgive you or your mum or your wife, perhaps guide the people you can in this life to do better, instead of expecting victims of bad behavior to be the bigger person. Its unfortunate so many households have the same issue and children grow up hating their extended families. May Allah guide us all to good actions and to actually take action when we see something wrong instead of expecting others to tolerate it.

  • @marianaaz354
    @marianaaz3548 ай бұрын

    Allah to hi reham karde hum ladkiyu par jis pe ziadati horahi hai allah to insaaf kar mere maula

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    InshaAllah...Aameen...

  • @Yasrab779
    @Yasrab7799 ай бұрын

    Bilkul maaf karna darguzar karna insaan ki sab se badi naiki hain

  • @aafreenjahan1663

    @aafreenjahan1663

    9 ай бұрын

    Or Dil halka bhi hojata he Aisa krne pr wrna Dil pr bojh rehta he .. wese bhi raat ko sb ko maaf krke suna chahiye

  • @mehwishmalik9658
    @mehwishmalik96588 ай бұрын

    Masha Allah

  • @wowshorts519
    @wowshorts5198 ай бұрын

    Comments par k ansu a gae ankhon main k log jeeny q ni dyty orat sb say zayada apny shohar sy mohabat karti ha lakin 2sron ki wajah sy wo na kush rehti ha sari zindagi👀

  • @EshaalArtwork
    @EshaalArtwork8 ай бұрын

    Main Bhi Ek bar Cher jaon na To Bhot mushkil se Dil Main Jagah Banana Mushkil Hota Hai Meri saas Bhi Tang krti hai Phir Dil Bara krti hun then phir Again Jhoot Bolna Larna etc Phir bhi m koshish krti hun Maf kr saku Har bar bar Takleef Jo di jati hai wo Bhooli Nhi Jati Q k Shadi ka Waqt Bar bar nhi Ata na pal

  • @searchofALLAH
    @searchofALLAH9 ай бұрын

    SubhannAllah well explained

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    9 ай бұрын

    JazaakAllah...❤

  • @amberatifzuni
    @amberatifzuni9 ай бұрын

    With due respect sir agar aap zulm karny waly shakhs k hawaly se be baat karty....ghalat rawayyun ko bhe be sath he condemned karty tu buhat acha hota...beshak maaf karna buhat acha hai...maaf karny wala Allah ki nazar mai buhat pasandeeda hota hai laikn is ka yeh matlab tu nahe k hum sirf tasveer ka aik he rukh dhekhain aur bus maaf karny ki naseehatain karty rahain....saari saari umer shohar aur susral walo k hathon zaleel hony wali aurton ko yeh diye jaye k maaf kar do Allah buhat khush ho ga....

  • @deadshotjet3476

    @deadshotjet3476

    8 ай бұрын

    Bilkul sahi kaha

  • @user-ex3wg8dy7s

    @user-ex3wg8dy7s

    8 ай бұрын

    Sahi kaha dil jalta hai sonch sonchke k kya kya zulm seh gayi main is saas ka aur kuch na keh saki😢

  • @aishaishrat3910

    @aishaishrat3910

    8 ай бұрын

    جو لوگ بد لحاظی، بد اخلاقی اور اپنی زبان اور روںےء سے دوسروں کو ایذا رسانی کے عادی ہوں ان کو معاف کرنا ظالم کے ہاتھ مظبوط کرنے کے مترادف ہوگا ۔ ظلم کے خلاف آ واز اٹھانا مسلمانوں کا فرض ھے۔ایسا کرنے کی وجہ سے جو مشکلات آ ںیں ان پر صبر کرنا دین کا تقاضا ہے۔وتواصو بالحق وتوا صو بالصبر

  • @amatul83asma11

    @amatul83asma11

    8 ай бұрын

    U r wrong brother

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Bilkul behter andaz mey apna difa bhi krna bht zruri hota hai but agr husband sath na dey tou wahan apna difa bhi nai ho sakta

  • @perveendemral8199
    @perveendemral81998 ай бұрын

    Allah sab zalam log ko hadeyat de. Amen. Ase log zindige karab ker te he.

  • @amazontopproducts2253
    @amazontopproducts22538 ай бұрын

    Allah bless you

  • @tayibatabbassum1063
    @tayibatabbassum10638 ай бұрын

    Muaf kr b dn Kisi Tarah tou b pehly wala relation kbi b nah bn skta phr sy

  • @israr-ul-haq4837
    @israr-ul-haq48378 ай бұрын

    Bht mushkil ha no doubt kew k hum bht gunahgar log ha ,allah us behan samait hum aub k dil saf ker dan ameen

  • @nashkhan5655
    @nashkhan56559 ай бұрын

    Correct✅maaf karne ka motivation hona chahiye... Allaah sbko ata kre

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    9 ай бұрын

    Jii Zaroor...Hm sbko ye Motivation mile...Aameen...SummaAameen

  • @KarahiMial

    @KarahiMial

    8 ай бұрын

    Maff karna achi bat h lekin sab ni kr paty

  • @teddy5835
    @teddy58358 ай бұрын

    سبحان الله

  • @shabanaraja6340
    @shabanaraja63408 ай бұрын

    Allah bless you breather ❤🤲

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

  • @osmanertugrulfans7447
    @osmanertugrulfans74478 ай бұрын

    Subhaan ALLah

  • @lami_nami3585
    @lami_nami35859 ай бұрын

    Masha allah, ye bayan sun k mein bohat roye, 😂 q k hum logo ko maf nahi karte

  • @gabolayaz

    @gabolayaz

    8 ай бұрын

    Write ALLAH PAK in capital letters out of respect.

  • @masoomabaloch1395
    @masoomabaloch13958 ай бұрын

    Great

  • @muhammadsaim8089
    @muhammadsaim80898 ай бұрын

    Same like me because she don't want to change your attitude. Every time disgrace me.

  • @ALLthings-786
    @ALLthings-7868 ай бұрын

    Subhan Allah... I m new

  • @nosheenamir2038
    @nosheenamir20388 ай бұрын

    Sahi keh rahy Han Jo insan itna dill dukha k gya ho osy maaf Karna Asan nhi yeh ma janti hun

  • @mehwishfaisal7981
    @mehwishfaisal79818 ай бұрын

    sas ban kr khawatain firon ban jati hain i have lost my beautiful married years in bearing and suffering.

  • @asimiqbal1749
    @asimiqbal17498 ай бұрын

    Main jab b maaf karti hon pata nai phr Sy wo Sab yaad ajata. Sab bhol jati lakin phr sy yaad ajata

  • @TaqiHaider-gp4tp
    @TaqiHaider-gp4tp8 ай бұрын

    Bhai agr zulm krny wala zulm k bad muafi b na mangy to btaye usy kasy muaf kua jye?

  • @noshilakausar4439
    @noshilakausar44398 ай бұрын

    MashaALLAH bohat acha beyan kiya but hum maaf to ker dety hai lekin bhoolty ni baat dil mn rakhty hai 😢😢😢dil sey baat ko kaisy nikaly

  • @SilaeyKarhai
    @SilaeyKarhai8 ай бұрын

    Ye sawal maire dil ko salon se bechain rakhta hai bilkul yahi sawal maira b hai k bohot bohot koshish k bawajood main apni sas ko muaf nahi kr sakti main ne Allah se dua b ki hai mgr bekar Maire sat to jo kia wo kia mgr maire baite r baiti k sat jo salook kia k chand mah r sal k bachon ko b nahi bakhsha sare ghar walon ne Maire sas sussar ab hayat nahi hai

  • @shamimakhter1544
    @shamimakhter15448 ай бұрын

    same feeling here.

  • @razayaz1424
    @razayaz14248 ай бұрын

    But waqai aksar saas esi hi hoti h bahu ko itna majboor kar deti h k bahu maaf nhi kar pati h fir saari hadith sirf bahu k lye reh jati h 😢

  • @fashion2288
    @fashion22888 ай бұрын

    Maaf kr dana chaia Allah pak say us ka fazel mangna chaia.ager humain ksi na maaf na kia tu

  • @nasimkureshi3417

    @nasimkureshi3417

    8 ай бұрын

    Sahi hey wo to chale jate hey par unki wahjse se mia bibi me forever darrar pad jati hey .

  • @fashion2288

    @fashion2288

    8 ай бұрын

    Allah pa sub chor do.1 time ata h ka waqat ap ka hota h.aur ap bdlaa lany ki taqqat bi rakhty hn.aur badlaa lany ka bajay Allah kalia maaf kr daty hn.tu es ka sila Allah ka haan bahut bra h...

  • @sumiakarim6959
    @sumiakarim69598 ай бұрын

    Hm kamzor iman waly itna bara dil kaha sy lain😭😭

  • @kitchenest2452
    @kitchenest24529 ай бұрын

    اللہ پاک ہم سب بیٹیوں کو امی عائشہ صدیقہ رضی اللہ عنہا اور حضرت فاطمتہ الزہرا رضی اللہ عنہا کے نقش قدم پر چلنے والیاں بنا دیں ۔ اور ہمیں اپنے خاص فضل وکرم سے جنت الفردوس کا حقدار بناکروہاں پر امھات المؤمنین کی ہمسائیگی عطا فرمائیں۔ آمین ثم آمین یارب العالمین 🥰❤

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    9 ай бұрын

    MashaAllah...Aameen Summa Ameen

  • @sayedimran1153

    @sayedimran1153

    9 ай бұрын

    Ameen sumameen

  • @muhammadhuzaifamuhammad7742

    @muhammadhuzaifamuhammad7742

    9 ай бұрын

    AAMEEN

  • @M.AmmarJoiya-ih2kh

    @M.AmmarJoiya-ih2kh

    9 ай бұрын

    Ameen summa Ameen

  • @vampiregamingyt4475

    @vampiregamingyt4475

    8 ай бұрын

    ​@@islamickhwateen00⁸

  • @saddafwaseem4172
    @saddafwaseem41728 ай бұрын

    میں بھی ایک عورت ہوں کیا کیا نہیں سنا پڑھتا ہے سب اللہ ہے جب تک ہے زندگی ہے آج ہیں کل نہیں پھر کیا تھا کیا ہے بس اللہ ہے

  • @gjkarachi42-lr6pg
    @gjkarachi42-lr6pg8 ай бұрын

    Ya Allah jo zewr.mujhy use nai krny diya mera haq tha chori kia SAS NY us sas k pass na rahy koi usay b sb cheen le

  • @nidaiqbal2731
    @nidaiqbal27318 ай бұрын

    It’s not her fault . Her mother in law should’ve know what she is doing and I believe it’s her husband she shouldn’t forgive because he is the one who let it happened . He is the real culprit who couldn’t protect his wife .

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Bilkul thk mrd hi ka kaam hota hai apni wife and morher ki respact krwana but unfortunately wo is ko drust tareeqey sey nahi krta aur shaid deen sey duri ki waja sey bhi nai krta at the end aurat hi aurat ki dushman bn jati hai

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

  • @queenofking5919

    @queenofking5919

    8 ай бұрын

    U said right

  • @queenofking5919

    @queenofking5919

    8 ай бұрын

    Ye sab husband ki wajha se hota hai

  • @sairaamin2140

    @sairaamin2140

    8 ай бұрын

    U r right. boht se cases mein esa hota he k mard mein itni courage nae hoti k apni mother k against kuch kr paen, family pressure ko berdasht kr paen. Per kuch arsy bad unko deal krna ajata he, kuch position b strong ho jati he us mard ki. Shuru mein nae smjh ata unko ek dam se k kese krna he balance. Husband k sath sath i think jo us ka jo father he usko b chahye k wo apni wife ko control kre. K wo apni bahu k sath zyadati na kre. Jb wo head of the family he. To wo balance qaim b kre ghar mein. Per mostly wo bazurg baap khud kuch nae kr pa raha hota apni bivi k agay uski koi wuqat nae hoti na chalti he. Unhon ne apni begum ko hi head of the family bnaya hua hota he.

  • @SalmanAli-ni7zk
    @SalmanAli-ni7zk8 ай бұрын

    Sas ko asal ma maf na kr sakny ke asal vaja i think apka husband hota ha jb jb b vo apka sath bura krta ha apko sas ke zayatian yad ati hain r dil sa ahh niklti ha k kisi ke bati la k apny asy nakamy r zalim baty k hawaly ke jiske asi buri tabeyat ke unho na

  • @SamsungACore-wz7iu
    @SamsungACore-wz7iu8 ай бұрын

    Just mantian safe distance between their in laws and forgot every thing in life with softened heart ❤❤❤❤❤

  • @maliksaleem7574
    @maliksaleem75748 ай бұрын

    Bhai dua kry k mery hubby Malaysia sy wapis a jaye 3 dino mai mujy asa lgta hy un k bagair meri sansy band hy

  • @maliksaleem7574

    @maliksaleem7574

    8 ай бұрын

    Bhai apni saas ki wja sy bari perichan ho allha ki qasmy bas mujy zehni aziyat deti hy hubby b out of country hy ami ko mai kuch btati nai ho paggal ho chuki ho mai qasmy kbi ami ghar aao tu ami meri terf dekh k rony lgti hy 28 ki ho 40 ki lgti ho buhat perichan ho mai mai apni saas ko maaf nai kro gi

  • @gjkarachi42-lr6pg
    @gjkarachi42-lr6pg8 ай бұрын

    Pak k qanoon k.mutabiq jo zewr milta h sisral se bahu ka huta h bt onye yr bd sas ny chori krliya eleven yr se nai diya ek chez nai hubby se mili zewr k naam pr even haq mehr b nai three kid hn

  • @samiuelsami1238
    @samiuelsami12388 ай бұрын

    The main problem for us as women is that we keep on blaming every other person than the one who’s the real culprit . If the husband is such :.,?:!:$&! He’s gonna listen to every shitty advice from the other person no matter his mother, dad , friend a neighbor . Main thing to keep in mind is we have to forgive one person no matter how harsh bad or worst he or she did to us the reason can only be that won’t you like to be forgiven on the day of judgement by الله سُبحَانَهُ تعالٰى so if we keep this in our mind we can forgive that other person … just fear الله سُبحَانَهُ تعالٰى and the state of being answerable to him inshaAllah the rest will become easy

  • @shamilaamjad8017
    @shamilaamjad80179 ай бұрын

    Meri shadi ko 13 saal hogy h mere husband kbi mjse hush ni hoty .ab mera dil b sakhat hogya h m khamoosh hogai hu or dil mai socha tha maaf ni krongi roze mehshar tumsy puchongi .Jo mere dil ka hal vo kisi ko ni bta skti bss mera darad ALLAH hi jnta h

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    9 ай бұрын

    Allah Taala Aapke Dil ko Sukoon de...

  • @deadshotjet3476

    @deadshotjet3476

    8 ай бұрын

    Allah aap ko achcha ajar de Aameen

  • @danishahmadmansoori5262

    @danishahmadmansoori5262

    8 ай бұрын

    Ya lateefu and ya wadoodo padho 313 baar

  • @sanaimi2731
    @sanaimi27318 ай бұрын

    Muaf karna chahye ye boht achi bat he, but sir I want explanation about, agar kisi ko ghalti ka ehsaas hojae wo shirminda ho usne zyadti be shak bpht bari ki ho but phir shirminda ho usko muaaf karna samajh men ata he, boht mushkil he but kar sakte hen muaaf. Lekin jo saas or susraal ki kahaniyan hen jo zyaadtiyan hen ye to musalsal hoti hen her waqt ki zehni aziyyat hoti he, wo shirminda b ni hote unko ehsaas b nai hota unho ne muafi maangi b nai hoti, is baarey men ek video bana len plz

  • @aishaishrat3910

    @aishaishrat3910

    8 ай бұрын

    ایسے لوگوں سے فاصلے رکھنے کا پورا حق ہے تاکہ انکی زیادتیوں سے بچا جاسکے اور ان کے لئے ہدایت کی دعا کریں ۔

  • @sanaimi2731

    @sanaimi2731

    8 ай бұрын

    @@aishaishrat3910 bilkul true, kabhi kabhi faasley rakhna orat k liye mushkil hojata he, joint family ki waja se,

  • @786shum

    @786shum

    8 ай бұрын

    ​@@aishaishrat3910 Je aik bar bhau alg tu ho jaiye...bus phir WO insaan nai hai Susral wle us ko apni dushman. Smjte hain. Her wqt baton Kay teer chlye jte hain😢

  • @jamilaqureshi2313
    @jamilaqureshi23138 ай бұрын

    Meri ammi ko allah aasani shafa de

  • @foodtarka1
    @foodtarka18 ай бұрын

    Kbhi kbhi hmari society main mother in law itnay bray bray zulm kr daiti hain apni fironiyat main k un ko maaf krna kci insan k bs ki baat nhain hoti.

  • @SaimaShahbaz-mb2hv
    @SaimaShahbaz-mb2hv8 ай бұрын

    Infact you must narrate "what a person bears when he does not get forgiveness". May be the consequences he bears will soften the heart of the person who suffered because of him, and he forgives.

  • @khadijafatima9240
    @khadijafatima92408 ай бұрын

    اے اللہ! میں تجھ سے دنیا و آخرت کی ساری بھلائی کی دعا مانگتی ہوں جو مجھ کو معلوم ہے اور جو نہیں معلوم، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں دنیا اور آخرت کی تمام برائیوں سے جو مجھ کو معلوم ہیں اور جو معلوم نہیں، اے اللہ! میں تجھ سے اس بھلائی کی طالب ہوں جو تیرے بندے اور تیرے نبی نے طلب کی ہے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں اس برائی سے جس سے تیرے بندے اور تیرے نبی نے پناہ چاہی ہے، اے اللہ! میں تجھ سے جنت کی طالب ہوں اور اس قول و عمل کی بھی جو جنت سے قریب کر دے، اور میں تیری پناہ چاہتی ہوں جہنم سے اور اس قول و عمل سے جو جہنم سے قریب کر دے، اور میں تجھ سے سوال کرتی ہوں کہ ہر وہ حکم جس کا تو نے میرے لیے فیصلہ کیا ہے بہتر کر دے

  • @gjkarachi42-lr6pg
    @gjkarachi42-lr6pg9 ай бұрын

    Esy log k liye Islam me bs yehi h maaf krdu sb ko maaf krdu kia itna asaaan huta h mere parents ghr nai askty mujhy milny ssisral se bdtreen tashadud b mila police ko b bulaya Bina ref police fir b darj nai krti SAS ko bs zrhr nai diya maloom h jail hujaegi still SAS Sath h Kisi or Betay k Sath nai rehti na Meri Zindagi me asaaani ayegi ghr ka asar olaad mahool sehat sb pr prta h

  • @aafreenjahan1663

    @aafreenjahan1663

    9 ай бұрын

    ALLAH paak sbki or aapki or hmari Life me bhi Aasaniya paida farmade or hm sbki Tamam beemari or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen

  • @atiqakhan2509
    @atiqakhan25098 ай бұрын

    Maa k qadmo k neechy janat hy lakin saas ban k wo janat phisal sakti hy

  • @trytryagain8129
    @trytryagain81298 ай бұрын

    Ma na bapni saas or susraalo fmly sa itni zehni azyat brdasht key h k Dil ni krta k uneh maaf kru.

  • @abidamushtaq6618
    @abidamushtaq66188 ай бұрын

    Salam agr koi hmari raqam harap ly jb k hm zroorat mand hn r wo dy skta ho phir bhi usko maaf krden?

  • @brimax38
    @brimax388 ай бұрын

    اپنوں کو بار بار معاف کرنا بھت مشکل ہے

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Yehi imtehan hota hai agr pass kr lia tou khushyan aapki muntazir

  • @mariaB23

    @mariaB23

    8 ай бұрын

    Maaaf kerna q bohtt Zada mushkil h

  • @user-uf7vh4sq8b
    @user-uf7vh4sq8b8 ай бұрын

    Me aik question krna chati hun ksy kron is ka kia tareeka ha

  • @gjkarachi42-lr6pg
    @gjkarachi42-lr6pg8 ай бұрын

    Ye khi ki baat h kisi village ki nai educated ppl hn bht izat waly

  • @shahidiqra6233
    @shahidiqra62338 ай бұрын

    Sir ak bat ha ky Qur'an Pak to phly nazil ho Chuka ha ye ayt to sb insanyat ky lye ha

  • @gjkarachi42-lr6pg
    @gjkarachi42-lr6pg8 ай бұрын

    Khidmat krwalu shadi r jitna kharch hua sb pura hugya huga

  • @fidahussain5456
    @fidahussain54568 ай бұрын

    sir mere sth b kch aesa hoa h or mein kbi apny rishtydaron or apne sasural ko muaf nahi kro ga chahy mein jestni b koshish krlo

  • @ShaziaShoaib-gy1fv
    @ShaziaShoaib-gy1fv8 ай бұрын

    بھائی صاحب اتنی بڑی کہانی سنانے کے بجاے اس خاتون کو حل بتائیں اور وہ یہ ہے ک اس خاتون کا شوہر اپنا رویہ بہتر کرے جب رویہ اچھا ہو جائے گا تو وہ خاتون خود بخود معاف کر دے گی

  • @jaweriaibrahim6087

    @jaweriaibrahim6087

    8 ай бұрын

    وہ آپ کو نبی کی زوجہ کا واقعہ بتا رہے ہیں اور آپ کہہ رہی ہیں کہ کہانی سنا رہے ہیں۔ شرم کا مقام ہے۔

  • @shehnazkhan9710

    @shehnazkhan9710

    8 ай бұрын

    It's not a kahani dear

  • @SufiyaM-tu2mu

    @SufiyaM-tu2mu

    8 ай бұрын

    Ye behan Kuch zada saas se tapi hui Hain. Ye bandi ki Kahani meri jc Hain aur aaj bhi Allhumdolillah saas zinda Hain aise aise alfAz sahay Hain ab aisa nahi k muaf na kare. At least marey hue log apnay aimal tak pohach gaye Hain kyu nahi muaf karti wo

  • @sanagull10

    @sanagull10

    8 ай бұрын

    اگر سارےحل آپ کے پاس جائیں وہاں بیٹھ کر دیں قرآن و حدیث کی روشنی میں...

  • @Aven2025

    @Aven2025

    8 ай бұрын

    Masha Allah, very motivational. We all go through very tough, hard and difficult situations. We must forgive as we are seeking forgiveness from our Creator Allah swt 🤲

  • @legendarymuaz
    @legendarymuaz8 ай бұрын

    Ma'am krna Afzal hai mgr is pe jbr nhi...badla bhi Islam mei hai ankh Ka badla ankh hath Ka badla hath ap maaf kr bhi dain TB bhi Allah ki mrzi wo maaf kray na kray..Allah Al Haq hai

  • @Rehmanmalik-ko6fu
    @Rehmanmalik-ko6fu8 ай бұрын

    13 sal ki takleef bhul k main apni sas ko maf krti hu😢

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Bht khub sbko esey maaf krain jesey Allah sey chahti hain k wo hmey maaf krey

  • @mariaB23

    @mariaB23

    8 ай бұрын

    Mjjj C apnii sokan ko maaf nhiii Kia jaaa raaa, she's ill from last 12 years . Can't walk from more than 1 year, but she's made my life hell😢

  • @Rehmanmalik-ko6fu

    @Rehmanmalik-ko6fu

    8 ай бұрын

    @@mariaB23 Allah ki raza k liy maaf kr dain dil bra krin😭

  • @saminaakbar5404
    @saminaakbar54048 ай бұрын

    Allah Taala Apna bandon sa boht ziada mohubbat krta ha Wo apna bandon ki bahshash b kai tra sa frma data ha .maslan kisi ko Allah ki hatar maaf kia to Allah na usa maaf ker dia .Kabi kisi payara k marna per Allah ki Raza k lia Sabar kia to Allah na us k badla man Jannat ka Waada frmaya ha .Ab Yahan bat ya ha k hamara cheeho pukar krna aur Allah ki nashukri krna sa ya Allah RubulAlameen k bara man ghult kalmat kahna sa hummara payaron na wapis to thora ana ha bulka ak din hum na b ya dunya chorni hi ha magar sabar krna prr Allah taala na Jannat Ka Waada frmaya ha .Aur hummara Rub kitna Ziada Maharban ha k us na hummari taqat k mutabiq hi hummay aamal krna ko kha Sochiye k ager koi asa hukam hota k bhi koi tummara aziz ya rishtadar is dunya sa chala jaye aur tum na Aista b ni rona Ansoo bilkul ni bahana to hummara hal kia hota .

  • @ShahidaSabir-vn6bg
    @ShahidaSabir-vn6bg8 ай бұрын

    I dont know about forgiveness, but how to take out the pain and affect on our minds of cruel and selfish behaviours

  • @Amal-fg4px
    @Amal-fg4px8 ай бұрын

    Har ruz maaf kar lety hu har ruz wo pher se del dukati hi .

  • @gulbanhassan421
    @gulbanhassan4218 ай бұрын

    Muaf krna chachye sirf yeh Soch K agar hum muaf Ni krty tu Allah sy muafi Ki umeed kesy krty Hain Allah fermata ha muaf kro K ma muaf krny waly ko passand krta hn simple bt ha samjhny ki

  • @User-zy8wy
    @User-zy8wy8 ай бұрын

    I always try to follow this bcoz agr Allah hmari Kai ghlti ko maf krta h r uspe pardh b dalta h to kya hm ek dusre ko maf ni kar skte also I do believe k saf dil Allah ka ghr hota h

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    MashaAllah...

  • @mariaB23

    @mariaB23

    8 ай бұрын

    Lekin yeh kmm bhtt zeyada mushkil hai

  • @naseemakhtar6854
    @naseemakhtar68548 ай бұрын

    Zalim shohar aur zalim sad ko kabhi maaf Karna bhi NAHI chahye mere pe bhi buht buri guzri hai

  • @naseemakhtar6854
    @naseemakhtar68548 ай бұрын

    Kisi ke Sath itna zulm na karo ke woh chahny ke bawajod maaf na karsakty

  • @user-hm7dg9vr4m
    @user-hm7dg9vr4m8 ай бұрын

    Ana ka masala nahi us takleef ka masala hai jo bholti nahi aik dafauaf kary do dafa kis kis nat ko bholay

  • @sanobersheraz6033
    @sanobersheraz60338 ай бұрын

    Salam mra sawal ye h k abu bakar r.a ko Allah ka ye pegham kis ne pohchaya jb onho ne kharch band kia to ye ye pegham aya to akhir aya ksy

  • @neeli30
    @neeli308 ай бұрын

    If someone doesn’t ask for forgiveness and continue to harm you and hurt you.

  • @islamictalkwithsubtitles5998
    @islamictalkwithsubtitles59988 ай бұрын

    Marhoom ko tou muaaf karna asaan hai magar jo zinda hai aur har roz humari jaan pe musallat hotey hai, Ek ghar me rehte huye, qidmat kartey huye, mu na lagna chaho fir b zabardasti mu lagtey hai, hukum chalatey hai unka kya karein??😢 Insaan kitna he ignore kar sakta hai😢

  • @hiraanwer5024
    @hiraanwer50248 ай бұрын

    Assalam o alaikum aisay logo k baray m b aik topic rkh lyn sir jo apni walda behn k bolny p talaq de dyty hain tou kia aisay logo ko b maaf krdena chahye ?

  • @binasfoodsecrets4532

    @binasfoodsecrets4532

    8 ай бұрын

    😢😢😢😢 Or sas apny bhateji k leay jo k ous ki bahou bhi hy apny dosrey bety ki bv ko 20 sal es leay aziyatien dey k woh apni bv sy zayada ous bhateji ki ji hazuri nhi krta..

  • @ummhamid8951
    @ummhamid89518 ай бұрын

    Apki sab baat sir ankhon per hai ..... per ye ghalat hai k loog samjhaty Hain k maaf Kernay se chotay ho Jain gay .....nhiiiiiiii kese ka Dil Etna bura dukhta hai uski life etni mutasir hoti hai kese k zulm se ...k wo maaf kerna b chahy to nhi Ker sakta ....duniya nai zulm boht hai ap 1 room Mai beth Ker ye samjh nhi saktay Bhai

  • @kidsenjoyment2896
    @kidsenjoyment28968 ай бұрын

    Or me apne shohkr ko kabhi maaf nhi kr sakti😢

  • @ayeshashahid3252

    @ayeshashahid3252

    8 ай бұрын

    😢

  • @bushralam78
    @bushralam788 ай бұрын

    Same here, I didn't even forgive my saas. She is no more but she has ruined not only my life and my kids life rather many upcoming generations.

  • @gjkarachi42-lr6pg

    @gjkarachi42-lr6pg

    8 ай бұрын

    Same here

  • @zebazeba786

    @zebazeba786

    8 ай бұрын

    Same here

  • @salmaarahad5947
    @salmaarahad59478 ай бұрын

    Maaf krna asan ho jata h jub ap ny kisi shakhas ko bht kum milna ho ya dykhna ho. Lykin jo daily bandha sath rhy aur zaleeel kry vah maafi nai apna difa krna chachy respectfully. Because Allah tala ny ye b kaha apny ap ko bus mera muhtaaj bnao na ky logo ka. Jub ky shadi ky bad shoher kehty h tm hamri maaa ki gulam bna jao. Jo ky islam me kahi nai h. Apna point of view rkhna chachy aur apny Allah py bharusa rkhna chachy. Ta ky log choti choti baat py zaleeel na kry aur ky bad jo zahin aziat hoti vo bht mushkil sy berdasht hoti h. Aj kal to vasy b depression aur anxiety itni zaidha ho gae h. To saas ko b chachy positive rkhy aur acha salook kry

  • @rubabfatima6606
    @rubabfatima66068 ай бұрын

    I wont forgive because i know in mine or their last moments the person who has wronged me will come and ask for forgiveness with a lit if emotional blackmailing and manipulation....this is why they are continuing with the abuse because they know that i am a kindhearted and fearful person and i m likly to forgive them in the last moments so they dont care

  • @shaziashabbir7142
    @shaziashabbir71428 ай бұрын

    Mujy koe batayga k koe aap pa bohtan lagay aor apne galte be na many mafe be na mangy to banda usy kasy maaf kar sakta ha

  • @horainkhan560
    @horainkhan5608 ай бұрын

    Same is the case with my mom , my baba is asking mom to forgive his mother but she said shi can't

  • @sehrbano4255

    @sehrbano4255

    8 ай бұрын

    Kia unho ney kabhi apni mother sey kaha plz talk with politeness with her daughter in law?

  • @DesicookingandLifewithBala
    @DesicookingandLifewithBala8 ай бұрын

    Mery b sawal kaysay karsakti hon ?😢me boht disturb hon 😢

  • @islamickhwateen

    @islamickhwateen

    8 ай бұрын

    Aap Sawal Kariye...Koshish hogi ki Aapko Aapke Masle ka hal mil jaye

Келесі