Saas Aur Bahu Ke Taluqat Kaise Hona Chahiye - Relationship Between Daughter In Law & Mother in Law

𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
- Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
- Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
- Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSCompleteLectures #LuqmanHakeemKiApneBeteKoNaseehatein #BaapKiNaseehat #BeteKoNaseehat #Naseehat #FathersAdvice #GoodAdvice #Nasihat #BhaliBaat #AcchiBaat #AcchiSalah #AcchiRaye #NekMashora #Taleem #Educate #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00250

Пікірлер: 2 400

  • @IRCTV
    @IRCTV4 жыл бұрын

    Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI

  • @prencesalisha6820

    @prencesalisha6820

    4 жыл бұрын

    Marya sawal hi

  • @ruhiansari9477

    @ruhiansari9477

    4 жыл бұрын

    Aap ne bahut sahi kaha jab bachche paisa hote hai to saas bhi to bahu k kaam karti hai aur baad me bahu na ahsaan mane to wo bahu kya kare

  • @razzakcalling

    @razzakcalling

    4 жыл бұрын

    As'salaamu alaikum. Faiz bhai meri shaadi hoke 17 yrs hogaye. Aaj bhi meri ammi mujhse aur meri wife se khush nahi hai. Paise unhe time pe detau and my wife unki shuru se aaj tak khidmath kare jabke ammi mere kaam almost nahi karte. Sirf mujhe n wife ko gaaliya dete rehte. Ghar se niklo bolte aaj bhi magar main aisa nahi chahta kyunki mere waalid ka meri shadi se pehle inteqal hogaya. Wife ku bahut gaaliya tonche dete aaj bhi. What shall I do. Please suggest. My number +971-55-2411186. Abdul Razzak.

  • @iaeducation7726

    @iaeducation7726

    4 жыл бұрын

    Alag se question kahan pooche

  • @shahids79

    @shahids79

    4 жыл бұрын

    Adv. Faiz has protrayed Mother in laws in a very bad light in this video. The worst part is he has conveyed daughter-in-law is 'ghulam'. I somehow dont agree. This is a cultural difference between Arabs & Indian. There are quite a few things practised in Arabs which is wrong however Adv. Faiz what I can see is just praising the Arab culture & considering our own culture a toilet paper. This is absolute incorrect. I would love to meet him & discuss with him on this subject. Let's wait and watch how he works in his own house if it goes through the same situation.

  • @Priya-rf7ov
    @Priya-rf7ov5 жыл бұрын

    Im not a Muslim but I am impressed. Well explained. Thank you.

  • @aranmk7903

    @aranmk7903

    5 жыл бұрын

    You read Quran with translation

  • @ashfaquesayyed7600

    @ashfaquesayyed7600

    4 жыл бұрын

    Priya Pratap Sister..Please follow Mr Faiz Syed..for more videos..May Allah guide through Imaan...

  • @shitalmanohar8780

    @shitalmanohar8780

    4 жыл бұрын

    I am also impressed.. Such a simple solution for the most complicated topic

  • @habibamisbah1449

    @habibamisbah1449

    4 жыл бұрын

    Aap inka lecture suna kro na sister

  • @mdneyaz2369

    @mdneyaz2369

    4 жыл бұрын

    Jisne asman or zamin ko banaya wo ap ko sidhe raste pe chala de sister

  • @rukhsarshaikh6236
    @rukhsarshaikh62364 жыл бұрын

    Allah yeh bayan har saas tak pahunchaye Allah hm jaisi bahuo ko sabr karne ki taqat de

  • @abdulr8827

    @abdulr8827

    4 жыл бұрын

    Ameen

  • @seemiali6385

    @seemiali6385

    3 жыл бұрын

    Aameen

  • @nusratjamadar6997

    @nusratjamadar6997

    3 жыл бұрын

    Aamin

  • @nazmataj7451

    @nazmataj7451

    3 жыл бұрын

    Ameen

  • @000alok

    @000alok

    3 жыл бұрын

    Ameen

  • @kapiljoshi6861
    @kapiljoshi68612 жыл бұрын

    Superb. I am not a muslim but this is beautifully explained. Every man and women along with their parents marrying should listen to this before getting married.

  • @mrsaqibjaved4773

    @mrsaqibjaved4773

    2 жыл бұрын

    Please read more about Islam . You will embrace it one day in Sha Allah

  • @beautifulsoul7107
    @beautifulsoul71075 жыл бұрын

    Baap re that man who asked this question looks in high depression...n v serious in this matter...Allah humsab ko alag alag rehna naseeb karre ameen

  • @sanoberf4072

    @sanoberf4072

    2 жыл бұрын

    Ameen 🤲😭💔

  • @misssunshine7408

    @misssunshine7408

    2 жыл бұрын

    don’t go on anyone else’s physical appearance. There must be some other issues so don’t jump your guns

  • @muhammadmeerzaki57

    @muhammadmeerzaki57

    2 жыл бұрын

    Ameen

  • @syed880

    @syed880

    2 жыл бұрын

    Ameen

  • @sahibayasmeen6666

    @sahibayasmeen6666

    Жыл бұрын

    Ameen🥹

  • @noorjahanshaikh1657
    @noorjahanshaikh16576 жыл бұрын

    Mashaallah, kya bola aapne.... Aap ki biwi kitni khushnaseeb hongi...

  • @qayyyumkhan2569

    @qayyyumkhan2569

    6 жыл бұрын

    noorjahan shaikh aap NE sach Kaha mam

  • @shabnamshaikh9367

    @shabnamshaikh9367

    5 жыл бұрын

    Issi ka naam toh islam hai mashallah

  • @Khang-zh6pr

    @Khang-zh6pr

    5 жыл бұрын

    Q ap

  • @Victor-dx91

    @Victor-dx91

    5 жыл бұрын

    Mashallah, kya bola Appne....... aap ki Biwi kitne khushnaseeb hogi................

  • @FaizanKhan-ex3qp

    @FaizanKhan-ex3qp

    5 жыл бұрын

    Assalamualaikum warahmtullahe wabarkathu apko kaise maloom feeamanullah

  • @GOD_Gamer40
    @GOD_Gamer405 жыл бұрын

    M bhi ek Hindu hu par ye sab baate har Ghar m Hoti h par aapki baate bilkul sahi h agar sab log aapki baate sune or samjhe to I hope ki ladai na ho

  • @smokeykitchen3723

    @smokeykitchen3723

    3 жыл бұрын

    Alhamdulillah aap faiz bhai ko follow kry inshallah aap bohat kutch knowledge payngi

  • @ranakhan45

    @ranakhan45

    3 жыл бұрын

    Dear sister baat hindu muslim hone ki nahi ye ek samajik masla hai,achchi baat jahan se bhi mile le leni chahiye. Love n peace ❤️

  • @vanisathejoshi4138
    @vanisathejoshi41383 жыл бұрын

    Not muslim. But highly impressed. Such complicated issue beautifully solved. 🙏

  • @rubinanaaz636

    @rubinanaaz636

    3 жыл бұрын

    Thax mam

  • @amnasalman3407
    @amnasalman34075 жыл бұрын

    Sass ka kaam kro, puray ghar ka kaam Karo, puri zindagi, phir bhi koi dil nahi sass ka peghalta. Only wife becomes a mental case.

  • @hassanabdullah5360

    @hassanabdullah5360

    4 жыл бұрын

    Same here

  • @momikhan4281

    @momikhan4281

    4 жыл бұрын

    Same here

  • @khanmed8120

    @khanmed8120

    4 жыл бұрын

    Same as mine aur saas kbhi beti ni smjhti Zara si galti par sab kara karaya bekar

  • @maketheworldabetterplace7588

    @maketheworldabetterplace7588

    4 жыл бұрын

    Right, but who cares...the husbands do not.

  • @kingfire9014

    @kingfire9014

    3 жыл бұрын

    Sahi kaha 👍👍

  • @ruqaiyaanjum1895
    @ruqaiyaanjum18955 жыл бұрын

    Oh my dr Faiz.....mera mood kharab tha mere sasurali jhagdo se but you made me laugh pet pakad k.... JazakAllah Khair thank you

  • @sumamat5093
    @sumamat50937 жыл бұрын

    Two queens cannot rule the same kingdom

  • @iram841

    @iram841

    5 жыл бұрын

    Exactly they have their own different ways ...others there confusion

  • @sabs4491

    @sabs4491

    5 жыл бұрын

    Yes right.. But why two queen in jannah

  • @sana1006

    @sana1006

    5 жыл бұрын

    nahin aisa na bole app donon ko apni apni zimmedari nibhani hogi saas bahu ko beti samaj na chahiye aur bahu saas ko maa donon aziz hein beta ke liye muskilain paida na karein beton ke liye

  • @SanaKhan-tl5du

    @SanaKhan-tl5du

    5 жыл бұрын

    Sasu mom is gud alhamdolilah.

  • @sahirasaleem78dubai69

    @sahirasaleem78dubai69

    5 жыл бұрын

    Hehahaha....u r ryt..

  • @aishafaisal9099
    @aishafaisal9099 Жыл бұрын

    Alhumdullillah Meri saas bhot achi hai. Allah unhe Bhot lambi or achi sehat de or apne amaan mei rakhe or Allah esi saas sabko de..Ameen

  • @56IHQ
    @56IHQ3 жыл бұрын

    Very important topic covered newly weds girls are brought for work and take care of old parents More videos should be made for educate our society in this matter

  • @pratibhashah5876
    @pratibhashah58766 жыл бұрын

    Bahut sahi h Bhai .is desh me aurto ko shadi k baad Nokrani hi samjha jata h

  • @mariyamkhan5727

    @mariyamkhan5727

    4 жыл бұрын

    Exactly I'm really agree with you

  • @asaifi3876

    @asaifi3876

    4 жыл бұрын

    Sahi kaha

  • @tahurajabeen5445

    @tahurajabeen5445

    4 жыл бұрын

    Right

  • @sanasiddiqui7107

    @sanasiddiqui7107

    4 жыл бұрын

    Bilkul sahi

  • @ashgamer5163

    @ashgamer5163

    4 жыл бұрын

    Free ki noukrani

  • @katibkatib9821
    @katibkatib98216 жыл бұрын

    Insha allah mai saas banungi to apne beto ko phle hi alag krdugi ke wo aapni zindagi me khush rahe... Dur rahene se mahabbat raheti h

  • @abdulmuneeb3447

    @abdulmuneeb3447

    4 жыл бұрын

    Maa b INSHAALLAH

  • @ziaulhaq1701

    @ziaulhaq1701

    4 жыл бұрын

    Main bhi yhi karongi insha Allah Apney pori Khushi dongi

  • @nehask4075

    @nehask4075

    4 жыл бұрын

    Well done👍👍👌👌

  • @sanasiddiqui7107

    @sanasiddiqui7107

    4 жыл бұрын

    Bhot achi baat h

  • @mussuyussu6833

    @mussuyussu6833

    4 жыл бұрын

    Insha allah meri bhi yhi soch he

  • @shahinbaig6047
    @shahinbaig60473 жыл бұрын

    Jazakallah khair i was staying in a guilt that i was d reason to seperate a son but hearing your bayan i am relieved that my husband has taken a correct decision and doing all his duties towards his parents

  • @RajeshSingh-zj5uq
    @RajeshSingh-zj5uq3 жыл бұрын

    Sir I like ur speech very much but m a hindu, by lessing ur words I will a lot of knowing thk u so much sir may god bless ur for ever.

  • @smokeykitchen3723

    @smokeykitchen3723

    3 жыл бұрын

    Subhan Allah aap read quran allahamdollilha aap bohat Or sb kutch paa layngy in shallah

  • @UmmeSafwaan

    @UmmeSafwaan

    3 жыл бұрын

    Aameen

  • @ayeshasyed7330
    @ayeshasyed73307 жыл бұрын

    wow faiz bhai aap to kamaal ho agar sab Islam par chale to sare masle hi khatam ho jay jazakallah khair u r my real hero u r just like eye opener .

  • @rukhsarkhan4326

    @rukhsarkhan4326

    7 жыл бұрын

    Ayesha Syed mine too...💖 faiz bhai is ma sha Allah 💞

  • @safahsayeed3609

    @safahsayeed3609

    7 жыл бұрын

    Ayesha Syed ur right👍

  • @ayeshasyed7330

    @ayeshasyed7330

    7 жыл бұрын

    Safah Sayeed thanks

  • @mohammadkashif9477

    @mohammadkashif9477

    7 жыл бұрын

    rightt..

  • @mohammedjaveed692

    @mohammedjaveed692

    7 жыл бұрын

    Ayesha Syed sahi hai

  • @TheZainy09
    @TheZainy097 жыл бұрын

    Allah bless you ,mufti mink nd other preachers who r spreading the awareness about Islam nd telling the husband how to treat their wife . U all have brought me out of mental harassment given by my in-laws .my husband is changed now he is following your advice nd treating me better .Thanks a lot .I had lost myself had left prayers now I am praying nd gained hope in Allah he is so merciful to save us from such torture sent us quran nd Islam .

  • @ess7276

    @ess7276

    2 жыл бұрын

    Mufti menk is a deviant who has double standards You can search about him U will inshaAllah get to know his reality

  • @SabaSaba-th5sn
    @SabaSaba-th5sn2 жыл бұрын

    Kash 30 sall pahle e Bayan mere sasu maa sunte to kitna acha hota

  • @RohitKumar-kd1oq

    @RohitKumar-kd1oq

    Жыл бұрын

    Aaj aap khud saas ban gyi hongi na ?

  • @SufiyanKhan-yx3xi
    @SufiyanKhan-yx3xi7 жыл бұрын

    ye vedio sun k mujhe bahut sukoon mila....meri saas bahut zalim hai..same jesa aapne bataya wesi ..

  • @khanzadaeman550khan9

    @khanzadaeman550khan9

    7 жыл бұрын

    Sufiyan Khan kesi zalim h 😐

  • @SufiyanKhan-yx3xi

    @SufiyanKhan-yx3xi

    7 жыл бұрын

    +Khanzadaeman550 Khan kisi or k phone mai bhi vedio dekhi jaa sakti hai..or comment diya jaa sakta hai. zaruri nhi k sufiyan name hai to koi mail hi ho sakta hai

  • @daddysgirl4630

    @daddysgirl4630

    7 жыл бұрын

    same here... meri saas bhi aisi hi h.. jaahil soch

  • @ayeshachoudhry7218

    @ayeshachoudhry7218

    6 жыл бұрын

    Meri sas bi boht batamizi karti han

  • @SufiyanKhan-yx3xi

    @SufiyanKhan-yx3xi

    6 жыл бұрын

    +Ayesha Choudhry sab gharr ka yehi haal hai ab kya kar sakte hai

  • @priyankakhan4960
    @priyankakhan49607 жыл бұрын

    i agree with faiz sahab i also face this issue everyday

  • @shaannawaz2521

    @shaannawaz2521

    4 жыл бұрын

    priyanka anthony 🤲🏻☝🏻

  • @safiyaali2923
    @safiyaali29233 жыл бұрын

    Absolutely 💯.....apke baton se lgta Islam kitna pyra deen h nd shariat v.....apne ghr nd aas pass ke logo ko dekh ke lgta h bht different h dono me

  • @dostudy...5024
    @dostudy...50243 жыл бұрын

    Allah Karim ...is bayan ko har sas bahu or husband tk phucha de...👐👐 Aaurto ki zindagi me sukhun or khushiya aa jayegi....jajak aallah bhai

  • @ummesalmannasreen5304
    @ummesalmannasreen53046 жыл бұрын

    Our Indian society is full of myths n misconceptions regarding so many aspects of life.....ur lecture is an eye opener...Every word said by you is v true....Thank you so much...May Allah guide all of us ...Aameen

  • @ranisalmani7977

    @ranisalmani7977

    3 жыл бұрын

    Meri saas to bolti h kaam piyara hota h chad piyara nhi hoya

  • @nizam2113
    @nizam21135 жыл бұрын

    dont say " allah hame achii bahu de" say " allah hame achi saas banaye "

  • @soyebmansoori3570
    @soyebmansoori35704 жыл бұрын

    meri shadi ko 7 saal ho gye. or ek din bHi sukun se nhi guzra. mujhe hr waqt yhi lgta h ki mai bandhuwa mjdoor hu. bhut tkleef me hu. mere liye dua kr de

  • @haroldstevens6086

    @haroldstevens6086

    3 жыл бұрын

    Teen baar talaq bol do

  • @ArifKhan-qo9jw

    @ArifKhan-qo9jw

    2 жыл бұрын

    Try to separate your family InshaAllah sab thek hoga

  • @shibasami2919

    @shibasami2919

    2 жыл бұрын

    Mere shohar bhi apni Ammi k saath milker mere uper bohut zulm kerte hai ya Allah bas yehi dua ki sabhi ko hidayat dijiye

  • @shibasami2919

    @shibasami2919

    2 жыл бұрын

    Inshallah apke zindagi bohut khushiyan aa jaye aur mere liye bhi dua kareyega

  • @rahmani7160

    @rahmani7160

    5 ай бұрын

    Allah har kisi ko zalim sas se najat de

  • @springspring73
    @springspring732 жыл бұрын

    I cried literally adv faiz sir....ye saari haalaatein hum ne guzari hi..aur mind heart bht block hgya is haalat se guzar kr...dil bhi bht tang hgya ..sila rehmi maafi darguzar ,sabar ye saare words bht bhool gye hi...har baat per criticise sun kr khud per confidence qatam hgya..Deen bhi bht low hgya

  • @farzanaparveen9150
    @farzanaparveen91507 жыл бұрын

    allah ka bahut ahsan hai humlogo par jo aap ke zariyei se humlogo ki islah farma rahei hai allah aur faiz bhai dono ka bahut bahut shukriya

  • @mohmadsaheb9045

    @mohmadsaheb9045

    6 жыл бұрын

    inshallah mai jab saas banungito unko unka life jeene dungi.

  • @ringflyer2233

    @ringflyer2233

    6 жыл бұрын

    Farzana Parveen by vi a, add TX zip XL qsc

  • @amirkhan433
    @amirkhan4337 жыл бұрын

    ye 1k dislike kar ne wali shayad sas hi he☺

  • @amyelyas

    @amyelyas

    7 жыл бұрын

    amir khan hahhaah indeed

  • @rubeenamalik.9576

    @rubeenamalik.9576

    7 жыл бұрын

    amir khan ap h pas molvi sab ka phone no. Ha I have an important issue to discuss with him.

  • @amirkhan433

    @amirkhan433

    7 жыл бұрын

    Rubeena Malik nhi he

  • @Deen987

    @Deen987

    7 жыл бұрын

    ek dam sahi bole

  • @humasaleem230

    @humasaleem230

    7 жыл бұрын

    o

  • @Story_teller_026
    @Story_teller_0265 жыл бұрын

    Bilkul shi farmaya ji .mere saath 15 saal Tak yahi sab hua h ab Allah ka shukr h thodi njaat mili mujhe

  • @attiqurrehman5220

    @attiqurrehman5220

    4 жыл бұрын

    Hahahhaha behn meiry liye bhi dua kary

  • @Story_teller_026

    @Story_teller_026

    4 жыл бұрын

    @@attiqurrehman5220 Meri jaysi dunya m jitni bahene h Allah un sabko susraal k zulm se njaat dilaay ...or hmaare shaoharo k dilo m hmari bhi mohabbat jgaay aameen,sumoaameen.

  • @attiqurrehman5220

    @attiqurrehman5220

    4 жыл бұрын

    @@Story_teller_026 Ameen

  • @Story_teller_026

    @Story_teller_026

    4 жыл бұрын

    @@attiqurrehman5220 aap kha se ho

  • @attiqurrehman5220

    @attiqurrehman5220

    4 жыл бұрын

    Mai kpk say hon

  • @thaseenbanu1741
    @thaseenbanu17414 жыл бұрын

    mashaAllah dil ka dard kam kiya is bayan ne. kuch bhi ho bahu hi target hoti hai. uski takleef koi nahi sunega. kaash sab is baat ko samajhte.

  • @jawwadkazi9214

    @jawwadkazi9214

    4 жыл бұрын

    Sab aise nahi hote jis Ghar me mazhab ki taleem ho vo Janta hai bahu,betiyon ki ehmiyat..

  • @naziaali6985
    @naziaali69855 жыл бұрын

    MashaAllah faiz bhai in sha Allah jab hum saas banenge tak apka ye baat zaroor yaad rakkhenge

  • @farzansosoft
    @farzansosoft7 жыл бұрын

    Very very true.. May Allah swt bless you n giv u much more knowledge n hidayah to teach us..

  • @Zee_Sylvie
    @Zee_Sylvie5 жыл бұрын

    Bohot acha lecture, MashaAllah Kia behtareen misaal dee app nay, Ishaba Karam ki zindagi ki. Shukriya! 👍🏼

  • @BusinessOnDemand199
    @BusinessOnDemand1993 жыл бұрын

    Shadi ke pahile har saas ko ye video pataiy taake insaf hosake. Allah paak hum sab ko hidaayet deinYa Allah. Humein gunahon se bachne ki tofeeq dein.Aameen summa Aameen

  • @tousifahmed4784
    @tousifahmed47847 жыл бұрын

    aapka bayan sunke Sach me bahut sukoon mila.. Thank u for such a priceless guidance..

  • @arshianis7630
    @arshianis76307 жыл бұрын

    msha Allah saas bahu par speech bahut khobsurat hai I think Ye India me role apnaya jaye to divorce ratio kafi kam Ho sakta hai Allah behtar Kare

  • @sumaiyahalam9457
    @sumaiyahalam94573 жыл бұрын

    He puts the point forward with humor!! He is awesome!!

  • @mohdshameem3965
    @mohdshameem39655 жыл бұрын

    Masha allah apka thinking bahut achcha hai . I really like the way u expressed it

  • @zoombasket9949
    @zoombasket99497 жыл бұрын

    Ye bayaan meri Saas ko sunana chahiye

  • @naheriabegum188

    @naheriabegum188

    5 жыл бұрын

    MERI bhi

  • @sss-bx2xn

    @sss-bx2xn

    5 жыл бұрын

    Sab tik chal raha hena behen???

  • @syedaheena1239

    @syedaheena1239

    5 жыл бұрын

    But how ?? Kaisa sunasakte hum husband Ku suna Sakta hai hum

  • @khansinuk1158

    @khansinuk1158

    5 жыл бұрын

    Meri ko suna do plz

  • @rimzkhan856

    @rimzkhan856

    5 жыл бұрын

    Meri saas ko bhi 🙊

  • @CorpAstro
    @CorpAstro6 жыл бұрын

    Bhai aap ek dum right hai. This is truly a secular problem prevalent across religions in India.

  • @Shehzaadi966
    @Shehzaadi966 Жыл бұрын

    Buhat sahi kaha aap ne sun kar buhat acha laga me dua karati hu jo jo aap ki takarir suna hai us allah tofiq de amaal karne ki ameen

  • @zahrakhan1438
    @zahrakhan14385 жыл бұрын

    Bht hi sahi kaha aapne Burai ni kr rahi pr aise hi same meri jethani krti h Kaam sahi se hua h k ni hr cheez m scan zaroori h use Bhindi shape m cut huyi k ni Gawan falli haath se tooti h k ni measurement brabr hona chaiye Aata soft goondha h ya ni Chawal m ek bi dhaan ni dikhna chahiye agr nikl gaya to complain krna uski khasiyat h Dhaniye ki patti aise tod kr rkhna h Chai aise ni aise banaa h chawal aise bana h Karela ka chilka bht hi smooth kr k nikalna h zara bi up down ni hona chaiye Jahiliyat se bhari huyi h Bina tv dekhe ek kaam ni hota Daal chawal chunne sbji todne lekr baith jati h 3 3 ghnte ho jate h kaam kahi ni tv dekhti rehti h Mjhe to ghutan hoti h us ghr m rehne se Allah se dua kriye mere liye plz Na jaane kitni faaltu giri aati h use Ek beta h uska mjhe abi se darr h uski bahu ka kya haal hoga Ekdm perfect typical saas ki practice ho gayi h uski

  • @kittybegum8486

    @kittybegum8486

    4 жыл бұрын

    Lol! hahaha.kitni Achi and derailed description di hai ap ne.Allah hidayat De . ameen.

  • @minshikarinaveed6783
    @minshikarinaveed67837 жыл бұрын

    Assalamualaykum Allah aap ko aur Ilm me Izafa kare aap ke prougram se bahotse loog faidah otha rahe hai Aur bahot bahot ache hai Aap ke Bayanaat Masha allah

  • @uzmamaqbool6938
    @uzmamaqbool69383 жыл бұрын

    You have given the best message, respect for you sir jazakAllah qairan...

  • @Yana_cutie
    @Yana_cutie3 жыл бұрын

    Kya baat🤗👏👏👏 .........subhan Allah.......ma sha Allah......Allah hum sabko aisi nek taufeeq ata farmaye........kitni baarikiyon se bayan diye.......koi bhi baat miss nahi kiye is rishte par.......... Allah aapko achha rakhe.... Aameen.......

  • @syedali2494
    @syedali24944 жыл бұрын

    The guy was very serious ! 😂😂 Allah swt give patience to my bro.

  • @amreengadi6087
    @amreengadi60877 жыл бұрын

    very true and very better solution Faiz Bhai . thank you(😀

  • @sameeansari3615
    @sameeansari36154 жыл бұрын

    Mujhe sas achi nahi mili to dukh n or sohr bhi lekin allah kre meri beti or behn or ldki ko acha ghr smjhdar shohr or achi mijaz ki sas mile

  • @kingfire9014

    @kingfire9014

    3 жыл бұрын

    Ammen

  • @diamondshine2968
    @diamondshine29685 жыл бұрын

    Itna acha smjhaya hy 100% Ye he problems hote hen 2 k bary me bta dia. Soooo nice smjh ni aata dislike krne ki wja smjh ni aati

  • @banuzarin3097
    @banuzarin30972 жыл бұрын

    Assalamu alaiku mulana mai ek musalman hu. Mai pheli baar apka video suni hu and im so impress of ur word

  • @skneha8212
    @skneha82126 жыл бұрын

    Assalamu alekum. ..... meko sasural bi bohot Acha mila hai aur saas bi achi hai☺

  • @kajalekram6640

    @kajalekram6640

    6 жыл бұрын

    Sk Neha aapki Sadi ko kitne sal huy h

  • @_Kpop_universe_7

    @_Kpop_universe_7

    6 жыл бұрын

    Sk Neha nice

  • @Organic.Learning

    @Organic.Learning

    6 жыл бұрын

    Nai nai shadi hui hai tumhari shayad....

  • @kajalekram6640

    @kajalekram6640

    6 жыл бұрын

    Farhat Shaikh Shi kha aapne

  • @bushrakhan7894

    @bushrakhan7894

    5 жыл бұрын

    Mashaallah

  • @SanaKhan-tl5du
    @SanaKhan-tl5du5 жыл бұрын

    Superb very impressive I am agree with you totally.

  • @rukhsarchauhan770
    @rukhsarchauhan7704 жыл бұрын

    Ek dum sahi bole molana g tysm apne mere masle hal kiye aap aise hi bayan laya karo bht sai bole ek saas bahu k upr se mere ghr me same apki bate milti h pr muje apki bate bht sahi lagi tysm molana g yeh bayan daal ne k liye

  • @saratarek2571
    @saratarek25712 жыл бұрын

    This is the best explanation I have found.Stating facts,to the point , no non sense. May Allah guide our husbands and their mothers.

  • @qandeelscorner7999

    @qandeelscorner7999

    Жыл бұрын

    Aameen sum aameen 😢

  • @fatimamalik5545
    @fatimamalik55456 жыл бұрын

    Kam ma agr gltiyan niklny k bjae appreciate kiya jae to mjhhy lgta bahu b khhushi khuushi km kry gi

  • @dinduniyakibaten5527

    @dinduniyakibaten5527

    4 жыл бұрын

    Masha Allah nice line

  • @sameenaburkaposh4087

    @sameenaburkaposh4087

    4 жыл бұрын

    Tarif nai karte... Choti si galti ho gayi kaam me to itta sunate... Dil tot jata

  • @memoonadoll4848

    @memoonadoll4848

    4 жыл бұрын

    Right

  • @sadiatpt1368

    @sadiatpt1368

    4 жыл бұрын

    Theek fatima sistr.but ya bat budy toty kesy smjy????

  • @mahamfsarain4435

    @mahamfsarain4435

    4 жыл бұрын

    Yehi tu baat he dosroon ki beti ko nokrani bana dety he.hemasha tanz kerny ky leye tyaar rehti hain

  • @affuafreen5971
    @affuafreen59716 жыл бұрын

    in shaa allah 😊 asalamaulaikum I 'll be ideal mother in law in my future

  • @saimaraza7107
    @saimaraza71075 жыл бұрын

    very nice bayaan kash Allah pak sabko amal ki tofeeq dain(Ameen)

  • @sadafshaikh6582
    @sadafshaikh65823 жыл бұрын

    MA SHA ALLAH! Bahot ache se samjhaaye aap...bahot sahii baat bole👌👏

  • @ridahussain7094
    @ridahussain70946 жыл бұрын

    Thank you faiz bhai hmare husband ko ye nhi samjh aata Unhe lgta h maa baap se alag rahena gunah hoga

  • @nidaaslam3213

    @nidaaslam3213

    4 жыл бұрын

    Same here :""(

  • @najban2922

    @najban2922

    4 жыл бұрын

    Nilofer, in Islam you have every right to ask your husband for you two to live separate. Also keep in mind that by looking after your in-laws or anyone you do favours, you get lots of sawabs from Allah swt which you’ll find in next life.

  • @sanasiddiqui7107

    @sanasiddiqui7107

    4 жыл бұрын

    Meri sasural wale b gunah samajhte hain alag hona

  • @neelamabid8454

    @neelamabid8454

    4 жыл бұрын

    @@sanasiddiqui7107 sath raho apne maan baap k but b.v ko uske rights do,,, agar b.v k sath na insafi ho rahi h to usse defend bhi karo na phir,,,,,, bheegi billi q ban jate ho parents k samne....

  • @sanasiddiqui7107

    @sanasiddiqui7107

    4 жыл бұрын

    @@neelamabid8454 Bilkul sahi yahi hota h

  • @allahhu8475
    @allahhu84757 жыл бұрын

    bhot khub bhai bhot khub. 😀😀 allah aapka khub nekiyaan de

  • @deepanshudevgan6352
    @deepanshudevgan63523 жыл бұрын

    Such a great thoughts... 👏🏻👏🏻

  • @farhinakhter955
    @farhinakhter9555 жыл бұрын

    Masha Allah Faiz bhai aapke sare videos awsm h Har mard ko aap k jaisa hona chahiye..

  • @tafzillatanweer9263
    @tafzillatanweer92637 жыл бұрын

    insha allah fazi bhai me jab saas banugi ap k baton pe amal karungi..

  • @mohammedimrankhan001

    @mohammedimrankhan001

    4 жыл бұрын

    Sass se phle bahu b toh banoge jab b Amal karo

  • @syedshoaib4170
    @syedshoaib41707 жыл бұрын

    wooow faiz bhai... too good... bohat bohat zabarast bayaan hai......

  • @noorulain7887
    @noorulain78873 жыл бұрын

    Zabardst bilkul sahi frmaya apne ma sha Allah Allah ap k ilm me izafa kren ameen or hmen amal krne ki tofeeq de ameen

  • @user-ou3is8vt8x
    @user-ou3is8vt8x Жыл бұрын

    Jazak Allahu Khyran … soooooo grateful you made this video .. hope we all ponder on this nd do what’s required to hav a beautiful home .. nd raise r nxt generationin a Peaceful environment

  • @missishaikh9606
    @missishaikh96067 жыл бұрын

    mashallah very nyce bayan very much relates to my life....

  • @ruqsarsheikh8444
    @ruqsarsheikh84447 жыл бұрын

    If a girl get a 10% of love same like mother's love after marriage from sasuma's than definitely there vill b no issue of going to our mother's house..which becomes a big mess after marriage. .. sasuma's house is sasuma's only not bahu's...bahu's are just a Guest...

  • @muzyshayk8006

    @muzyshayk8006

    6 жыл бұрын

    Ruqsar Sheikh Kyunki saas bhi kabhi bahu thi😊

  • @HayaaByNaaz

    @HayaaByNaaz

    6 жыл бұрын

    No even guest unpaid maids

  • @nasirahmadsayyed8143

    @nasirahmadsayyed8143

    6 жыл бұрын

    MuzyShayk 2

  • @umbanajooos

    @umbanajooos

    5 жыл бұрын

    is your sasuma going to live for ever?

  • @asmajawaid1850

    @asmajawaid1850

    5 жыл бұрын

    @@HayaaByNaaz exactly

  • @shaziafarheen1575
    @shaziafarheen15755 жыл бұрын

    Mashaallah brother Faiz syed what a beautiful explanation on this very very sensitive issue.

  • @shahinsamani6741
    @shahinsamani67415 жыл бұрын

    Assalamu alaikum Masha Allah apka bayan bauhat hi achha hai Allah hum sab saaso ke Dil ne apni bahuvo ke liye nirmi peda karde Ameen

  • @noumasareen3889
    @noumasareen38895 жыл бұрын

    Ab saas ko kaam karne wali bahu nahi ,balke kamane wali bahu chahiye ,khaas kar government job wali

  • @saniamubeen3557

    @saniamubeen3557

    4 жыл бұрын

    Yes dear ure right.. 😊

  • @chemistrywithhuma573

    @chemistrywithhuma573

    3 жыл бұрын

    So true

  • @aariz6824

    @aariz6824

    3 жыл бұрын

    Aisa nhi hai, saso ko sb chahiye

  • @ummuaamir7458
    @ummuaamir74584 жыл бұрын

    Excellent advice for muslim family.. Jazakallah Khair ...

  • @aleefarzaan3015
    @aleefarzaan3015 Жыл бұрын

    Meri shaadi hone ko h or me physically bhot weak hu..lekin mere fiance or mera aksar kaam ki baat par bhot jhagada hota h .....q ki mujhse zyada kaam nhi hota or mujhko khana bnana bhi nhi aata😢😢😢😔😔😔😔me koshish karti hu mera treatment bhi continue h but is se zyada me or kya karu ....aap sab mere liye dua kijiye ki allaha mujhe or mere jesi har ladki ko sehat ataa farmaye... aameen

  • @mitasheikh541
    @mitasheikh5415 жыл бұрын

    Ekdam sahi sahi sahi....... MashahAllah.... Bohut khub...

  • @sahershaikh6196
    @sahershaikh61967 жыл бұрын

    in shaa Allah mei saas banungi to apne beto ko pehle hi alag krdungi

  • @syedomer3926

    @syedomer3926

    7 жыл бұрын

    saher shaikh I do also

  • @precious7starsofmyuniverse695

    @precious7starsofmyuniverse695

    7 жыл бұрын

    saher shaikh

  • @skfaiqdj1611

    @skfaiqdj1611

    6 жыл бұрын

    saher shaikh nice and to good

  • @mrraka5551

    @mrraka5551

    6 жыл бұрын

    Sas babu ko dost ban kr rehna chahiye bss

  • @madiha.g

    @madiha.g

    6 жыл бұрын

    Inshallah Allah bless uuuu

  • @haseebahmed4671
    @haseebahmed46715 жыл бұрын

    Amazing lecture I like it soul to sakoon milta hai

  • @muhibmemon2570
    @muhibmemon25704 жыл бұрын

    Mashallah bohat acha bayan kash hamari society ko ye baat samjh ajai..

  • @samankhan1213
    @samankhan12133 жыл бұрын

    yeh baat sab nahi smjhte apne bht hi achi baat kahi aur jo me samjha nahi pa rahi thi wo apne bht ache aur asan lafzo me smjha diya

  • @farhasaidani2594
    @farhasaidani25947 жыл бұрын

    is baat ke liy to mai roti hu....bahot bura lagta hai ke sath rehte hue bhi hamare dil me ek dusre ke liy itni burai hai

  • @rashidashaikh9381

    @rashidashaikh9381

    7 жыл бұрын

    Wht abt bad bahu n good saas

  • @shamimshaikh2222

    @shamimshaikh2222

    6 жыл бұрын

    Farha Saidani sahi m mera b wahi Hal h humare dil alag h

  • @saarahvlogs6512

    @saarahvlogs6512

    6 жыл бұрын

    Farha Saidani aslmwlkm dear apko rone ki zarurat bilkul nhi h coz same mere saath b h nd me kbhi ni roti me to ye sab jhgda fasad hone k baad alag hogyi hu

  • @saarahvlogs6512

    @saarahvlogs6512

    6 жыл бұрын

    Farha Saidani 1st thing unlog ko koi farq nhi pdta saas ko ek kahawat h saas kabhi maa nahi ban sakti coz vo bahu or uski khud ki betiyo me bht farq krti h to unke liye rona kaisa jo hmari parwah na kare

  • @saarahvlogs6512

    @saarahvlogs6512

    6 жыл бұрын

    saaso k liye kitna b q na karlo agar dhad se sar alag kar b unke samne rakh de to b vo bolenge ye mere kch kam ka nhi so plz b hppy in ur life and alag rehna her behes se door rakhta h or apni prsnal life aram se chlti h

  • @ajbelaistambol533
    @ajbelaistambol5334 жыл бұрын

    aapne har bat sahi batai.allah har sas ko jehen ata farmaye

  • @omerafatima7355
    @omerafatima7355 Жыл бұрын

    Amazing speech ......hope everyone can understand this concept this speech .....Allah hum sab ko naik hidayth de

  • @zarminaharoon8583
    @zarminaharoon85835 жыл бұрын

    Subhan Allah kiya bayan ha app ki har baat py ankhoo se bekhud ansu nikal rhy thy because bht baatein app ki meri zindagi se milti julti haa , aur jaisa app ideal saas baney ka keh rhy ha meri ami k sath aisa hi bura hoa ha as a bahu to meri ami same aisay kehti ha k me betay ko alag rkhon gi sakoon wali zindagi k liye

  • @noahzain2144
    @noahzain21445 жыл бұрын

    U.S. mein bhi kuch shaitan saasein yeh system implement karke baithi hain. Khaas Kar kuch bewa aurtein apne beton ko apni katpuli aur un ki biwion ko khud ki biwi samajh ti hain. Yeh alag baat hai kai U.S. me auratein (bahuein) itni bebas ya lachaar nahin hoti jaise ke India Pakistan me hoti hain. Allah swt hum sab ko taufeeq dein zulm ke khilaaf awaaz uthane ki aur agli nasal ke liye ek superior example banne ki. Ameen. Women: Remember if you're allowing it, you're promoting it. We are the change we have been seeking for! Say no to oppression and say no to being treated as a second class citizen! You matter, your options matter and most importantly your life is very precious and it most certainly matters!!! Don't waste it. Men: If you're a puppet of your mother and have serious boundary issues, consider staying single. There's a fine line between loving a mother and being her puppet. There's no gray area there! Also, if your mother covers your lies Allah swt is watching. He is the most just! No doubt. Akhir jaana to kabar me hi hai. Kabhi yeh nahin sochte?

  • @syedalima5541

    @syedalima5541

    5 жыл бұрын

    Kauser K same goes to wife.

  • @noahzain2144

    @noahzain2144

    5 жыл бұрын

    Syed Alima Absolutely!

  • @fatemarangwala2139

    @fatemarangwala2139

    5 жыл бұрын

    So well said

  • @sumaiyastastyfoods2383
    @sumaiyastastyfoods23833 жыл бұрын

    Thank you so much 😊. Awesome explanation. 👌

  • @samf7803
    @samf78034 жыл бұрын

    Best video ever!! Shukriya! Alhumdulillah

  • @INDIANVLOGGERSONAM
    @INDIANVLOGGERSONAM3 жыл бұрын

    Assalamualaikum Ye baat bilkul sahi kahi aapne .... Main jab shadi kr k aayi ti mere hatho ki mehendi b nai nikli thi k maine kapde dhoti bartan dhoyi,acha acha khana banayi ,,,,,,haha ab sab meri marzi se hota he,,,,,,beshak sab Allah ki hi marzi se hota he lekin Allah niyyat b dekhta h us waqt meri niyyat ye thi k ye mera ghar he ye mere apne log he ,,,,,,,,,,,,meri galat fehmi kuch dino me tooti Allah sab dekhta ,,,,,,,lekin main apne shohar se zyada ladti nai ti to iska b faida muje mil gaya ,,,,,shohar ka bhi bharosa jeetna mushkil kaam he ❤️❤️❤️❤️ Alhumdulillah jo hota h acha hota h❤️👍

  • @mrswaqas1386
    @mrswaqas13867 жыл бұрын

    ya bt inho ny bilkul sahi kahi pakistan main mostly susral r nandhoo ki waja say ghr khrb ho rhy h

  • @mohammeddastagir3584

    @mohammeddastagir3584

    7 жыл бұрын

    Mrs Waqas nanand ki jaga nannad rahena unke susraal me uno soukoon maika aaye to bhabi se ladna maa ko bhai ko chadana.kyun? aana 2 din rahena jana.

  • @sehrishfatima9146

    @sehrishfatima9146

    6 жыл бұрын

    Bilkul

  • @_Kpop_universe_7

    @_Kpop_universe_7

    6 жыл бұрын

    Mrs Waqas india me Bhi SaaS nando k wajah se Ghr karab ho raha

  • @qadrienterprises8708

    @qadrienterprises8708

    6 жыл бұрын

    Ya right meri nanad b aisi hi hai bht pareshan karwayi h usne bht sabar ki mene

  • @RizwanKhan-en4to

    @RizwanKhan-en4to

    5 жыл бұрын

    India me bhi yahi haal hai kitna bhi ghaso ghar me tab bhi kam hi bolte.. Ghaste ghaste insaan marne ki halat me q na aajae par kaam pora karna bolte maut bhi aane wali rahi to kaam kar k hi maro bolte sasural wale...sab aise hi rahte nande saas dewar sab sab sab....

  • @shalusaini1797
    @shalusaini17975 жыл бұрын

    bhut achi bate batye agr isko sbhi follow krne lge to jhagde nhi hongi soceity me

  • @mdneyaz2369

    @mdneyaz2369

    4 жыл бұрын

    Sahi dola sister

  • @iramumar6810
    @iramumar68105 жыл бұрын

    Mashalla bht hi mithy andaz ma hmary ghro ki karwi schaiyan btai AP ny..hm nafrat or badghumani sy akhty rehna pasand krty Hain or Khushi sy alg hokr mohabat ko barqrar rkhny ko bura..Kash hm SB Islam ko Jan Len ta k dunia or akhrat dono sawanr jaen

  • @sidrabilal5589
    @sidrabilal55894 жыл бұрын

    Bht achi baten btaen... Allah sab ko hidayat mangne wala banaye

  • @anjumafshan2462
    @anjumafshan24625 жыл бұрын

    Masha Allah, jab ghar me masla tha tho sahabi ne b compromise ker ke mutalliqa se shadi ki.humary pas bahu educated b ho, paisy b laay,khubsoorat b ho.. Phir Expectations hothy hain.

  • @Ravikumarljn
    @Ravikumarljn6 жыл бұрын

    Faiz bhai allah apko hamesha rakhkhe

  • @ziyanraja7153

    @ziyanraja7153

    5 жыл бұрын

    very.very.true

  • @farhinshaikh2631
    @farhinshaikh26313 жыл бұрын

    Salam Duniya ki bilkul sachii asliyat batai hai aapne alhumdulilaah ye sachi kabhi nahi koi badal sakta ye bilkul 💯sahi haqikat hai jo kabhi nahi badlegi 💯

  • @ishratshaikh5306
    @ishratshaikh5306 Жыл бұрын

    Bhut he ache speech ke hai aap ne Ankh bhar aae hai Allah aap he her koshish ko kamiyab kare Ameen

  • @khanmehbooob
    @khanmehbooob5 жыл бұрын

    wah saab 👍 I agree with your thoughts of keeping distance between mother n thougter inlaw

  • @Samiajabbar
    @Samiajabbar4 жыл бұрын

    So true. Respect from Pakistan 🇵🇰

  • @rushanayreyaz9397
    @rushanayreyaz93975 жыл бұрын

    In Shaa Allah faiz Bhai Mai sas bnungi to aisa krungi shukriya itti achi lecture ke lie hmlogo ko itti achi batein btane k lie

  • @muhammadkhan-sz8gf
    @muhammadkhan-sz8gf5 жыл бұрын

    Ap ne aj mery dill ko bht sukon dya bhai Allah pak apko khush rakhy

Келесі