Shohar Ke Huqooq - Rights Of Husband By

MAIN POINTS
00:00 - Start
02:18 - Huqqoq/Rights Kise Kehte Hai
03:41 - Shohar ke Huqooq Aur Unki Ahemiyat
06:31 - Shohar Ke Haq
11:51 - Shohar Ko Takleef Dene Wali Aurto Ko Baddua Milti Hai
15:44 - Shohar Ka Biwi Par Haq
18:26 - Apni Aulad Ke Nikah Se Pehle Waledain Unhe Unke Huqooq Bataye
21:49 - Shohar Ka Muqaam Biwi Se Bada Hai
23:37 - Shohar Ka Haq Hai Ke Biwi Uski Khidmat Kare
28:14 - Agar Huqm Hota To Biwi Ko Shohar Ko Sajda Karna Padta
30:39 - Shohar Ki Har Jaiz Khwahish Puri Karna Biwi Ki Zimmedari
34:42 - Shohar Ke Maal Aur Apni Izzat Ki Hifat Karna Biwi Ki Zmmedari
36:49 - Biwi Shohar Ki Ehsanmand Aur Shukraguzar Bane
40:36 - Shohar Aur Biwi Ke Comman Rights
40:59 - Miya Biwi Ek Dusre Ki Islah Kare
43:51 - Miya Biwi Ek Dusre Ke Raaz Kisi Ko Naa Bataye
46:30 - Qayamat Ke Din Shohar Aur Biwi Ko Unki Zimmedari Ki Pooch Hogi
ð——ð—¢ð—¡ð—”ð—§ð—˜ ð—¨ð—¦ ð—¨ð—£ð—œ ð—œð——: ð—œð—¥ð—–ð—˜ð—ªð—§@ð—¦ð—•ð—œ .
ð—”ð—¦ð—ž ð—¬ð—¢ð—¨ð—¥ ð—¤ð—¨ð—˜ð—¦ð—§ð—œð—¢ð—¡: ðŸ´ðŸ¬-ðŸ±ðŸ±ðŸ°ðŸ±-ðŸ±ðŸ±ðŸ°ðŸ±
ð——ð—¢ð—¡ð—”ð—§ð—˜ ð—¢ð—¡ð—Ÿð—œð—¡ð—˜: irc-india.com
ð—ð—¼ð—¶ð—» ð—¢ð˜‚ð—¿ ð—ªð—µð—®ð˜ð˜€ð—”ð—½ð—½ ð—šð—¿ð—¼ð˜‚ð—½ - bit.ly/2y3DQnu
ð—™ð—®ð—°ð—²ð—¯ð—¼ð—¼ð—¸ - / faizalisyed
ð—œð—»ð˜€ð˜ð—®ð—´ð—¿ð—®ð—º - / advfaizsyed
ð—”ð—•ð—¢ð—¨ð—§ ð—§ð—›ð—˜ ð—¦ð—£ð—˜ð—”ð—žð—˜ð—¥ & ð—œð—¥ð—–:
ð—¡ð—”ð— ð—˜: @Adv. Faiz Syed
ð——ð—˜ð—¦ð—œð—šð—¡ð—”ð—§ð—œð—¢ð—¡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV
ð—™ð—”ð—§ð—›ð—˜ð—¥'ð—¦ ð—¡ð—”ð— ð—˜: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
ð—•ð—¢ð—¥ð—¡:12-Dec-1979.
ð—¢ð—–ð—–ð—¨ð—£ð—”ð—§ð—œð—¢ð—¡: Business.
ð—¨ð—¡ð—œð—©ð—˜ð—¥ð—¦ð—œð—§ð—¬ ð——ð—˜ð—šð—¥ð—˜ð—˜ð—¦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
ð— ð—˜ð——ð—œð—” ð—£ð—¥ð—˜ð—¦ð—˜ð—¡ð—–ð—˜:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
ð—£ð—¨ð—•ð—Ÿð—œð—– ð—Ÿð—˜ð—–ð—§ð—¨ð—¥ð—˜ð—¦ & ð—§ð—¢ð—¨ð—¥ð—¦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
ð—¦ð—”ð—¨ð——𗜠ð—”ð—¥ð—”ð—•ð—œð—”
ð——ð—›ð—”ð—›ð—¥ð—”ð—¡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
ð——ð—”ð— ð— ð—”ð— 
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
ð—ð—˜ð——ð——ð—”ð—›
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
ð—§ð—”ð—œð—™
- Islamic Education Foundation
ð— ð—”ð——ð—œð—¡ð—” ð—”ð—Ÿ-ð— ð—¨ð—¡ð—”ð—ªð—ªð—”ð—¥ð—”
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
ð— ð—”ð—žð—žð—”ð—› ð—”ð—Ÿ-ð— ð—¨ð—žð—žð—”ð—¥ð—”ð— ð—”ð—›
- Dawa Centre Almaabada
ð—¨ð—¡ð—œð—§ð—˜ð—— ð—”ð—¥ð—”ð—• ð—˜ð— ð—œð—¥ð—”ð—§ð—˜ð—¦
ð——ð—¨ð—•ð—”ð—œ
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
ð—žð—¨ð—ªð—”ð—œð—§
- Human Care Society
ð—¡ð—˜ð—£ð—”ð—Ÿ
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
ð—¨ð—¡ð—œð—§ð—˜ð—— ð—žð—œð—¡ð—šð——ð—¢ð— 
ð—•ð—œð—¥ð— ð—œð—¡ð—šð—›ð—”ð— 
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
ð—Ÿð—¢ð—¡ð——ð—¢ð—¡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
ð—•ð—¥ð—”ð——ð—™ð—¢ð—¥ð—— - Al Hudaa Masjid
ð—•ð—Ÿð—”ð—–ð—žð—•ð—¨ð—¥ð—¡ - Masjid Darussalam
ð—•ð—”ð—¡ð—•ð—¨ð—¥ð—¬ - Masjid Bin Baaz
ð—–ð—”ð— ð—•ð—¥ð—œð——ð—šð—˜ - Masjid Al Ikhlas
ð—¦ð—žð—œð—£ð—§ð—¢ð—¡ - Skipton Masjid
ð—¡ð—˜ð—Ÿð—¦ð—¢ð—¡ - Muhammadi Masjid
ð—£ð—¥ð—˜ð—¦ð—§ð—¢ð—¡ - City Mosque Preston
ð—¢ð—Ÿð——ð—›ð—”ð—  - Jamiat Ahle Hadith
ð—¥ð—˜ð—”ð——ð—œð—¡ð—š - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
ð—”ð—•ð—¢ð—¨ð—§ ð—œð—¥ð—–:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
ð—”ð—–ð—§ð—œð—©ð—œð—§ð—œð—˜ð—¦ ð—¢ð—™ ð—œð—¥ð—–:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSLectures #ShoharKeHuqooq #RightsOfHusband #Husband #Shohar #Rights #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00361

Пікірлер: 334

  • @azharshaikh3237
    @azharshaikh32373 жыл бұрын

    Amazing point. Nikah se pehle 1 baar dono ko huqooq bataye jaae. Very creative idea ... It's very important for upcoming gen nikaah's. Great Idea Bhaijaanâ¤ï¸

  • @rahiyasir9447

    @rahiyasir9447

    2 жыл бұрын

    Yesâ¤ï¸

  • @shaistaaasimshaikh6842
    @shaistaaasimshaikh68422 жыл бұрын

    Main kis tarah se aap ka shukr aada karu mere pass Alfaz nhi …kash maine ye 2 saal pehle suni hoti to mere shauhar k sath mamle kharab na hote lekin ab b der nhi hui Allah aap ko is ka azr de aap k video ne mujhe meri galti ka ahsaas ho gaya h Allah aap ko hamesha khush rakhe …ab main har mumkin koshish karungink mere shauahr mujhse raazi ho jaye

  • @NagmaKarish

    @NagmaKarish

    6 ай бұрын

    Umeed h ki ab aplog ke rishte behtar honge

  • @shaistaaasimshaikh6842

    @shaistaaasimshaikh6842

    6 ай бұрын

    @@NagmaKarish ha Alhumdulillah

  • @NagmaKarish

    @NagmaKarish

    6 ай бұрын

    Bahut Khushi hue sunkar.... Allah aplog ke beech m muhabbat he muhabbat rahe

  • @7577ia
    @7577ia2 жыл бұрын

    This is so true ...girls are not told and have no idea about how strong and frequent a man's bodily desires could be...so she is saying yes to marriage without fully understanding what she is landing into .

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    2 жыл бұрын

    Thats what comes with having a rubbish hindu mother and a zun mureed father. Her husband should be having FOUR wives.

  • @palwashashk3587

    @palwashashk3587

    2 жыл бұрын

    Plolp

  • @ahmedreza2985
    @ahmedreza29852 жыл бұрын

    Of course, the rights of women and men are equal with different responsibilities.

  • @asmaparbin3006
    @asmaparbin30063 жыл бұрын

    Agar dono din par chale toh zindegi asan hai aur ek tarpa ho toh bohot mushkil hoti hai 😢😢

  • @alihyd2277

    @alihyd2277

    2 жыл бұрын

    Assalamalikum 👌

  • @asmaparbin3006

    @asmaparbin3006

    2 жыл бұрын

    @Mahir Shaikhbatane per vhi koi fayda nhi hua..

  • @nasrinanwar632
    @nasrinanwar6323 жыл бұрын

    Assalamalaikum faiz bhai....bhut bhut shukriya ......hum log shohar ki bat mante h sohar ki khidmat krte h fir b kavi kavi galti ho jatì h lekin aap jab bolte ho to bhut sukun milta h esa lagta h sohar ki or jyada khidmat kare or har bat mane.......or mere lie dua kare k Allah mujhe neksalehin or sehat mand oulad de......plz dua kr de...🤲

  • @mdnasrullah5062

    @mdnasrullah5062

    3 жыл бұрын

    Mashallah

  • @lubna_ki_duniya

    @lubna_ki_duniya

    4 ай бұрын

    Ameen

  • @AbdulHannan-ee4mc
    @AbdulHannan-ee4mc Жыл бұрын

    The best person i ever know i learned alot from your lecture the way you explain thankyou faiz syed May ALLAH give you happiness

  • @jawwadkhan2208
    @jawwadkhan22083 жыл бұрын

    Zabardast Video Thanks

  • @syedzahidanaushad4300
    @syedzahidanaushad43003 жыл бұрын

    Masha allah. Allah paak apko sehat ke sath lambi umar ata kre. Hm jaise logo ko sahi Rasta dikhate hai.

  • @syedzahidanaushad4300

    @syedzahidanaushad4300

    3 жыл бұрын

    Faiz bhai k speech mujhe bhutt pasnd r samjh me bhi ata..

  • @ajmirayesmin46

    @ajmirayesmin46

    9 ай бұрын

    Hmm

  • @Excellence88
    @Excellence88 Жыл бұрын

    Keep it up Spreading knowledge. May ALLAH bless you all 💕🇮🇳🇮🇳🇮🇳

  • @rparwez6206
    @rparwez62063 жыл бұрын

    JazakAllahu khair

  • @xannobsfather2746
    @xannobsfather27463 жыл бұрын

    Allah apko khush rakhe.Ameen

  • @naushabakhatoon2612
    @naushabakhatoon26122 жыл бұрын

    Jazakillahu Khair, kafi cheezon se hum na ashna the

  • @aafreenpeerzade7916
    @aafreenpeerzade79163 жыл бұрын

    Aaj aap ka ye bayan sun kar lag raha hain mujhe k mujhse sirf ek Allah ki ibadat thik nahi hoti to is dusre khuda ka to haq ada hi nahi kar sakti... To bahetar hai k is rishte se aazad hona hi thik hain. Mai itni nek nahi k jannat ka dava kar lu magar or gunaah gaar nahi ho sakti. Itni koshish to karungi k kuchh gunahon se bach saku 💔😭

  • @batterflyalkhateeb9004

    @batterflyalkhateeb9004

    3 жыл бұрын

    ap kia bolrahi hu behn tauba karo isme itna kia bara baat he

  • @afrozbano7200
    @afrozbano72002 жыл бұрын

    Assalam walaikum, aapney bohot behtar tareekey sey shohar or biwi key huqook bataye,Sahuaritya,hum amal karney ki koshish karengey

  • @shanayanoor5779
    @shanayanoor57793 жыл бұрын

    Jazakallah ðŸ˜

  • @salmanahmed8069
    @salmanahmed80693 жыл бұрын

    Assalamu Aalaikum. Mashallah very beautiful speech.

  • @mojafarmandal3010
    @mojafarmandal30103 жыл бұрын

    Masha Allah

  • @islamicdairy.8991
    @islamicdairy.89913 жыл бұрын

    Aise hi Biwi ke Hukooq ki bhi Video Banaiye.. Please please ðŸ™ðŸ»ðŸ’¯ðŸ‘ðŸ»

  • @shahnawazmansuri255

    @shahnawazmansuri255

    3 жыл бұрын

    Already bani huii he

  • @shehzaadful

    @shehzaadful

    3 жыл бұрын

    Bhot Saari hai video but shohar ka toh sikhlo pehele

  • @nasreenbegum3696

    @nasreenbegum3696

    3 жыл бұрын

    👌👌👌👌👌👌👌👌🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @rwakram
    @rwakram2 жыл бұрын

    Masha Allah.

  • @user-xb1qs8iw3c
    @user-xb1qs8iw3c3 жыл бұрын

    Ma sha Allah

  • @aabginaashraffaridi672
    @aabginaashraffaridi6723 жыл бұрын

    Alhmdolillah.... My mama nd baba r such a great person. Jinhono dono bhai bhn ki trbiyt bhut achhi ki. Ek reason ye v h k mama baba dono bhut achhe h. Dono ek dusre k liye perfect h.....

  • @nedhisajid8828
    @nedhisajid88282 жыл бұрын

    Faiz syed is one of the best one

  • @Rabeya580
    @Rabeya5802 жыл бұрын

    Biwi ki huqooq ke muttaliq video hona chahiye... society needs to learn much more about this

  • @sarwarmohiudin2100
    @sarwarmohiudin21003 жыл бұрын

    Assalam alaekum, JazakAllah umma khaer.

  • @UsmanAminBajwa
    @UsmanAminBajwa3 жыл бұрын

    JazakAllah khaeer! ♥ï¸

  • @tubbabibi
    @tubbabibi Жыл бұрын

    JazakAllah

  • @hashimorakzai
    @hashimorakzai3 жыл бұрын

    Very good explanation

  • @muhammedshamimansari4152
    @muhammedshamimansari4152 Жыл бұрын

    Assalamu alaikum wa Rahmatullah WA barkatuhu, Aaplogon ki is mehnat ko Allah qubool farmaye, aameen Aapko aur aapke team ko Allah jahannum ki aag se bachaye. Aameen. Allah ne aaplogon se bahut bada Kam le liya hai bhai. â¤ï¸â¤ï¸â¤ï¸

  • @user-qd3ix8hs4g
    @user-qd3ix8hs4gÐй бұрын

    آپ کا بیان بÛت کارآمد Ú¾Û’

  • @saniya140
    @saniya1403 жыл бұрын

    Assalamuailakum wa-rahamatullahi Wa-barakatuhu Ma sha Allah aap bohoth acha samjhate hai jazakallahu khair bhaiyi Allah tala aap se raazi hojaye

  • @bushrazafar7675
    @bushrazafar76753 жыл бұрын

    ماشاء Ø§Ù„Ù„Û Ù…Ø§Ø´Ø§Ø¡ اللÛ

  • @AbdulSattar-yj9yn
    @AbdulSattar-yj9yn3 жыл бұрын

    Al humdulillah

  • @mushahidshaikh5534
    @mushahidshaikh55342 жыл бұрын

    Masha Allah boht kuch seekhne milta h aise videos se…!! Please biwi k hukook k lye b aise video bnao..!!🙌🻠Allah asan farmay Shohar biwi k rishton me..! Ameen.!

  • @nishatfatimakhan1306
    @nishatfatimakhan13063 жыл бұрын

    Shukriya aapka

  • @elegancelifestyleexhibition
    @elegancelifestyleexhibition2 жыл бұрын

    Faiz bhai kuch zalim shohar or un bechari biwiyon per bhi Bayan suna dijiye jo biwiyan har haal mai sari ata at kerrahi hain sari susral ki khidmat karrahi hain ghar ke sare kam karrahi Hain Bahar jakar bhi kam job karrahi hain or shohar ghar m aram se rehta h or firbhi biwi ko Marta hai galiyan deta hai ese logon per bhi kuch sunaiye taki ese shohar bhi kuch seekhen

  • @sahajuddinkhan6148
    @sahajuddinkhan61483 жыл бұрын

    U r right sir

  • @sumiwaseemsumiwaseem1691
    @sumiwaseemsumiwaseem16912 жыл бұрын

    Masalalhaâ¤â¤â¤â¤â¤ bhot achi bat ki

  • @furqan_mirza14
    @furqan_mirza143 жыл бұрын

    جزاک اللّÛ,

  • @simrankhan2215
    @simrankhan2215 Жыл бұрын

    Assalamualikum, pls ans my questions its very imp 1)agar husband apney hoquq purey nahi karrey n biwi ko takleef de tabhi biwi ho husband ke huquq purey karne hoge….. 2) agar biwi b job karrey aur kabhi hota husband kaam nahi karrey tabhi ye sab huquq wife ko purey karne parege?

  • @ismailshaikh8423
    @ismailshaikh84233 жыл бұрын

    Mashallah

  • @hapsamd1049
    @hapsamd10492 жыл бұрын

    Assalaamu alaikum wa rehmatullahi wa Barakatuhu..... Masha Allah kya bayan hai faiz bhai

  • @kahkashanmubeen2068
    @kahkashanmubeen20683 жыл бұрын

    Aslkm agar biwi bewajah shohor ko taklif dedi usko Pata nai tha ke wo usko bewajha derahi hai baad me Pata chale to uski maafi kaise hogi

  • @anberhassan5328
    @anberhassan53282 жыл бұрын

    Aur agar shohar nan nafqa pura na karay, bud mezaj ho , bud ikhlaq ho, bud zuban ho , to orat kaisay jaye pass?

  • @parvenakhtar4791
    @parvenakhtar47913 жыл бұрын

    *WA ALYKUMUSSALAM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU JAZAKALLAH*

  • @mikaeelahmad1313
    @mikaeelahmad13133 жыл бұрын

    My self Shazia .....bhot bhot sukriya sir aapka

  • @shamshadalam4535
    @shamshadalam45353 жыл бұрын

    Allah aapko khush rakhe

  • @yasmeenshaik1548
    @yasmeenshaik15482 жыл бұрын

    Zazakallah

  • @ShoebShaikh-jk7jk
    @ShoebShaikh-jk7jk Жыл бұрын

    Alhamdulillah

  • @khusbushaikh1176
    @khusbushaikh11762 жыл бұрын

    Allah aap ko salamat rakhe aap se humne kitna kuch janne ko milta h

  • @gulshankhatun6495
    @gulshankhatun6495 Жыл бұрын

    I am not married but i am watch the video... The responsibility of wife in Islam... The role model of fatimah and khadijah is the best of leaving life.. Allah give the status of sohar... Importance

  • @unknownperson-md5xg
    @unknownperson-md5xg3 жыл бұрын

    Sawal : namaz chodne ka gunah kab se milta hai yani jab bacha balik ho tb ya usse pehle or bacha balik kb hota?

  • @mariyamkhan2218

    @mariyamkhan2218

    3 жыл бұрын

    ulma khete hai das sal se ache se janne ke liye in ki video mojod hai dekh le

  • @user-xb1qs8iw3c

    @user-xb1qs8iw3c

    3 жыл бұрын

    @@mariyamkhan2218 thxs Mariyam sister

  • @aafreenpeerzade7916
    @aafreenpeerzade79163 жыл бұрын

    Allah hi na na insafi kar di to ab Kisi se kya kahe ... Ab to lagta hai san se bara zulm mai ne khud pr yahi kiya jo nikah kiya... Ek aadmi jo apne sare huquq pure karva kar apne ma baap k liye baheno bhaeyo k liye bivi ko kat putli bana kar pesh kar deta hain uske ghar me naukrani bana dete hain taane tishne dete rahe or badle me vo shohar uske haq me ek lafz bhi na bole use izzat bhi na de .....ðŸ‘ðŸ‘💔

  • @hassanzaidi137

    @hassanzaidi137

    3 жыл бұрын

    Bibi naam badal lo.....aur tajdeed e iman b kro....Allah na insafi ni krta...ni maro gi tm aur mar b gae to oper ja kr 1000000 guna zada Allah se wasool kr lena.......laiken bakwaas mat kroo ye azaab ni bhugat sako gi

  • @mdnasrullah5062

    @mdnasrullah5062

    3 жыл бұрын

    Lanti ho aap

  • @mohsin2582

    @mohsin2582

    2 жыл бұрын

    Aap apni akhirat ko kaamyaab krlein lekin agar vo zulm karta hai aur koi raasta ni niklta to Islam ne aurat ko bhi talaaq ka haq diya h

  • @fareehabutt1128

    @fareehabutt1128

    2 жыл бұрын

    Allah na insafi Nahi karta ap ki aqal choti hai

  • @fabworld1991
    @fabworld19913 жыл бұрын

    Asalamualaikum wa rehmatullahi wa barkatahu.....jazak Allahu khairan bhai ...Allah taala hume amal ki taufeek aata kare

  • @nasreenbegum3696

    @nasreenbegum3696

    3 жыл бұрын

    👌👌👌👌👌👌👌👌🌹🌹🌹🌹🌷🌷🌹🌹🌷🌹🌹🌹

  • @bushramansuri7305
    @bushramansuri73053 жыл бұрын

    Sukriya

  • @qasairnazar9931
    @qasairnazar99312 жыл бұрын

    Nice

  • @zafarkhan8932
    @zafarkhan89323 жыл бұрын

    Aurte mard ko apne tarike se chalana chahti h. Aman ka ek hi rasta hai. Humne husband ko respect kia jaye. Aur husband v wife ko

  • @rubabamin6425
    @rubabamin64252 жыл бұрын

    Salam , Mera yhan sawaal hai k agar shohar in haqooq Ka faida uthaye? Agar bivi har bat manti hai ,haqooq puray karti hai ,or jab Apne haqooq ki bat karti hai to shohar is pay khta hai k (((tum nay mere sath chalna hai ,mainy Nahi tumhary sath chalna ))to yhan kis ko ghalat kha Jaye Ga ??

  • @asifkhan5436
    @asifkhan54362 жыл бұрын

    all your lectures are according to true Islam teaching within true Islam

  • @w2wwwwwwww
    @w2wwwwwwww3 жыл бұрын

    Assalamu alaikum Bhai Masha Allah bhai Bhoot Achi baat bolre aap Allah bless you

  • @user-ic5sc7cf6e
    @user-ic5sc7cf6e10 ай бұрын

    Allah apko lambi zindagi dee.Ameen

  • @ilmanaaz8710
    @ilmanaaz87103 жыл бұрын

    Sir plz reply parlour me eybrow ki kmai kisi greeb ko de skte h

  • @zainabkha603

    @zainabkha603

    2 жыл бұрын

    Eyebrows hi nai banana hai, apke Na kisi or ke

  • @saddamhussainbm3715
    @saddamhussainbm37153 жыл бұрын

    Azhar phone mein send kar namaz padh sakte hain ya nahin molly Sahab mujhe iska answer dijiye please

  • @akramqureshi1187
    @akramqureshi11872 жыл бұрын

    Beshaq

  • @azadraza7262
    @azadraza72622 жыл бұрын

    Asslamoalikum faiz bhai nice speech

  • @ImranKhan-cn3rv
    @ImranKhan-cn3rv2 жыл бұрын

    Walekum assalam warhmtulla he barkatuhu

  • @khaleelshaikh9286
    @khaleelshaikh92862 жыл бұрын

    Right

  • @nabilaroushan4718
    @nabilaroushan47183 жыл бұрын

    assalamualaikum.. jo sohar kamai na karte ho or saas (yani sohar ki maa) khane pine ka kharcha uthae sohar biwi ka or bahu ko saas is bat pe taane mare harwaqt aisi halat m biwi kya kare. saas k wajh s bahu bete me jhagda ho saas k wajh s miya biwi p hath utha de aise halat m biwi kya kare..saas ke chidchide pan gusse or kharab mijaz k wajh s miya biwi m pareshaniya aati ho zehani takleef hoti ho biwi ko jiska asar biwi or miya ki sehat p bhi asar ho raha ho to vo biwi kya kare.

  • @raziyasultana2084
    @raziyasultana20843 жыл бұрын

    Plz mujhe btaiye mai apni husbend ko kaise samjhau ki meri talak na mai talak ni chahti hu plzzz mai kaise talak roku

  • @mariyumtahira6581
    @mariyumtahira6581Ðй бұрын

    Mujhe pasand shauhar ke ek qadam peeche rehna q ki wo shauhar Mera muhafiz hâ¤

  • @gulshankhatun6495
    @gulshankhatun6495 Жыл бұрын

    I am the best wife inshallah... Jajakallah

  • @syednaseeruddin6064
    @syednaseeruddin6064 Жыл бұрын

    I have a question. Looking for an answer. If Mufti sahab can help me out.

  • @halimaalshaik5322
    @halimaalshaik53222 жыл бұрын

    Allh apki madad kry bhai Ar es aurt se chukaara dy Ameen

  • @sheemaranderi7795
    @sheemaranderi77955 ай бұрын

    â¤

  • @hussainarain245
    @hussainarain2453 жыл бұрын

    JazaakAllah.

  • @aafreenpeerzade7916
    @aafreenpeerzade79163 жыл бұрын

    Larke k liye pahele uske valdain or baad me bivi or aurat k liye pahele shohar baad me valdain.....!!????? Is to achcha hota mai mar jati apne valdain ki khidmat me pr shadi na karti jahan sab k jaez na jaez hukm ki tamil k baad bhi izzat nahi milti.

  • @bullseye9723

    @bullseye9723

    3 жыл бұрын

    kya?? islam ne kaha hai , biwi ke liye shohar sabse bada hai

  • @brandstoresopore9118
    @brandstoresopore91182 жыл бұрын

    Allha aap ko salamat rakha

  • @amreenasim5935
    @amreenasim59353 жыл бұрын

    Asslamoalekum subhanallah jazakallah

  • @asadg577
    @asadg5772 жыл бұрын

    Mirza muaaz bashir Sahab very nice man Pakistan army SSG isi zinda bad

  • @sheikbasha7932
    @sheikbasha79322 жыл бұрын

    In muslim some family ladies Working, husband not get right Job or good Job....then same houkuk applied??

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    2 жыл бұрын

    Of course. Aurat ka khud ka shoq hain nauqrani ban ny ka.

  • @AbdulRahim-xb8dk
    @AbdulRahim-xb8dk3 жыл бұрын

    Ok

  • @jawaadahmad7184
    @jawaadahmad71842 жыл бұрын

    My fvrt prson

  • @SheikhSameer09
    @SheikhSameer093 жыл бұрын

    Mashallah ðŸ‘ðŸ‘ðŸ‘

  • @salmanahmed8069
    @salmanahmed80693 жыл бұрын

    Mashallah Good speech

  • @allahsservant7895
    @allahsservant78952 жыл бұрын

    Authentic hadiths urdu language me suney authentic hadiths مستند حدیث me aur duniya aur akhira

  • @sadiyaurooj6968
    @sadiyaurooj69682 жыл бұрын

    Faiz bhai kitte acche😼👽🤓ðŸ˜ðŸ’«

  • @aamirsohail24
    @aamirsohail243 жыл бұрын

    Bhai subah or sham ki definition koi bata do mtlb subah india me kitne bje se start hoti hai or sham kitne bje se wazifa krne ke liye

  • @musarratjahan3311

    @musarratjahan3311

    3 жыл бұрын

    Fajar k baad subah aur magrib k baad shaam

  • @khatijafidashabandri3294
    @khatijafidashabandri32942 жыл бұрын

    As salamualaikum Aap ki akser video’s May jahan aap shouher aur biwi k huqooq bata te ho her jagah aurat ko samjhate ho k hum apne shouher ka kya haqq Ada Karien aap zara is baat per bhi Zyada tawajjah dilayen k shouher ki kya zimmedari hai biwi ka naan nafqa ya apni family May biwi ko shauher kya maan de … aaj kal toa yeh riwaaj chal rha hai k ghar ki zarooratoun ko poora karne k liye kamaye bhi biwi bacchaun ko paal poas k Un ki tarbiyat bhi biwi kare phir sasural ki be izzati bhi biwi hé bardasht kare..

  • @shamimakhter6533
    @shamimakhter65332 жыл бұрын

    Csp csc center chalana kaisa hai

  • @sonybegum7617
    @sonybegum76172 жыл бұрын

    Meri shadi hone wali h or m ek acchi biwi bnna chati hn

  • @mohamedhabibullah
    @mohamedhabibullah3 жыл бұрын

    If husband told to don't allow ur parents, brother and sister means that wife should will obey d order. Pls let me know.

  • @bullseye9723

    @bullseye9723

    3 жыл бұрын

    yes

  • @otaku-lover472

    @otaku-lover472

    2 жыл бұрын

    Yed

  • @amnaknoor9546
    @amnaknoor9546 Жыл бұрын

    Rona a gaya mje hoor wali bat sun k. K dunya me mere pas kuch time hongy or un k pas hamesha k liye wapas. ☹ï¸

  • @Abdulrehman-lh1vj
    @Abdulrehman-lh1vj2 жыл бұрын

    Ap say aik swal hai kia and mly ga

  • @aafreenpeerzade7916
    @aafreenpeerzade79163 жыл бұрын

    😅😅😅 pagal ho jaungi samjhte samjhte ya shaed mai hun pagal.... Sab kahte hain Allah k Siva koi nahi or dunia me har mard khuda bana hua hai 😅😅😅😅😅💔 is khuda ka haw ada nahi huva to Allah ka bhi nahi honga waah ðŸ‘ðŸ‘ðŸ‘ðŸ‘💔💔💔 chikhe nikal parti hain dard se.... Un aaunsuvon ka haq kaun ada karenga jo ek shohar k or uske gharvalon k dilon jitne me zaro zar aankhon se bahe..... Zillat taane zaheni aziyaten badle me ye sab to mila mujhe .... Meri misal us aurat ki hai jo mahelon me rah kar roti hain... Or mai to vo aurat ban na chahti thi jo jhaunpdi me rah kar khush rahti hain.

  • @bullseye9723

    @bullseye9723

    3 жыл бұрын

    kya hogaya hai apko??

  • @momina2424

    @momina2424

    3 жыл бұрын

    Allah aap ki mushkil asan kare

  • @sashatalks7020
    @sashatalks70203 жыл бұрын

    Ek bayan Biwi ki huqooq pr bhi ðŸ™

  • @bullseye9723

    @bullseye9723

    3 жыл бұрын

    he already made on it!! first of all learn husbands rights

  • @DanishKhan-gq9vr
    @DanishKhan-gq9vr3 жыл бұрын

    masum bacho k intelal hojane par kabar p konsi duaa padi jae

  • @muskanansari6865
    @muskanansari68653 жыл бұрын

    Sari baaton se to agree hu ...pr mere husband ko hoorein milegi Jannat me ye sun kr acha feel nhi ho rha ☹ï¸...unke sath hmesha bs mai rehna chahti hu jannat me bhi .

  • @farzanashaikh1641

    @farzanashaikh1641

    3 жыл бұрын

    🤭🤭Wahi to yr kya kare

  • @sanakanpuri6362

    @sanakanpuri6362

    2 жыл бұрын

    Aap dua mangiye insha allah allah apko jannat me bhi sath me rkhne pr qadir h

  • @peaceofthemind815

    @peaceofthemind815

    Жыл бұрын

    😄

  • @afreenahmed7055

    @afreenahmed7055

    Жыл бұрын

    😢😢😢😢

  • @raflqsayyed5319

    @raflqsayyed5319

    Жыл бұрын

    مردوں Ú©Ùˆ Ûوتے اور عورتوں Ú©Ùˆ کیا ملےگا باباجی کا ٹھلو

  • @sathiyakhatun2634
    @sathiyakhatun26343 жыл бұрын

    Mashaallah

  • @Afiya972
    @Afiya9723 жыл бұрын

    Biwi ke bhi video banaiye

КелеÑÑ–