Mahabharat Episode 192 || Duryodhan rejects Krishna's plans || Part 1 || Pakistani Reaction

Mahabharat Episode 192 || Duryodhan rejects Krishna's plans || Part 1 || Pakistani Reaction

Пікірлер: 127

  • @srp3840
    @srp38402 ай бұрын

    Lord Krishna' in his mind is laughing and thinking' you fools I will teach you all' a lesson

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    Sabse unchi prem sagai... Duryodhan ke mewa tyage, Saag Vidur ghar khaai❤

  • @myaccordingyes1956

    @myaccordingyes1956

    2 ай бұрын

    kash ye gana is me aya hota

  • @puniaclasses

    @puniaclasses

    2 ай бұрын

    iske baare me gurbani me bhi likha hai sikho ke granth me Maine kirtan suna hua hai or pada hua bhi hai

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    12:55 No Sameer ji. Krishna ji denied because he was messenger from Pandava side.

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    Karna was more enthusiastic about war than anybody else in Vyas Mahabharata.

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    Right para usi ki thodi si achai bahat jyada dekhai deta hai saba ko

  • @mikereigns8134

    @mikereigns8134

    2 ай бұрын

    Kise kisko kaise dekhna chahiye eska nirnay kon krega? Kisi ko bheem zada psnd hai Kisiko arjun What about freedom of speech

  • @xouman3759

    @xouman3759

    2 ай бұрын

    Freedom of speech nahi complete negation of facts and exaggeration of skills hain. Specifically karn ke negative scenes deleted hain , jaise virat yudh ki haar aur also draupad yudh mein bhag jana. Draupadi ne kabhi originally soot putr ka dialogue nahi kaha , even dasi tak ne nahi . This is added to justify karns future actions later. These additions and subtractions are singularly done to positively highlight karns character by the director and other karn fans . Karn is an extremely gray character more dark than light and there is no problem in that. Even joker is liked but it can't be denied that he is a villian and has killed innocents. There in lies the crux of the problem, here karn is whitewashed to be potrayed as an underdog hero, which he definitely isn't. Again ......jo kisi stree ko ek baar bhi maaf na kar sake wo kaisa daanveer? Jo apne peedit shudro ka samaj mein sthar utha na kar paye , wo kaisa shoorveer ? Karn was a warmonger. He instigated fight instead of curbing it, bheeshma was that permeable shield who couldnt distinguish between dharm and outdated rules hence ineffective. Thus becoming a nuisance instead of protector .....therefore needed to be eliminated and draunacharya , the lender of knowlege was hinself corrupted through familial bond, thus making his profound knowledge futile. These aren't mere singular charcters but rather the representives of imp societal figures ......the beauricrats, the teachers , the administrators and the defenders who when lose their way, sink the whole society into darkness. Due to fanatic foolhardy, if one blindly supports a character instead of taking in the lesssons taught , they are merely being entertained by doing so. Mahabharat isn't a fantasy or a simple story to fangirl over. It's life's lessons for modern humans applicable especially today. If one focuses entirely on the medium of expression i.e, the character instead of the learnings .........they are merely listening and watching not....... Pondering and evolving. Again .....be a seeker not a believer. Mahabharat isnt about who is great , neither is it about a singular character yet ppl fight over such trivial things .......shows they haven't understood the very essence. What a waste of precious time and effort by rishi ved vyas , krishn ji and and our forefathers. As many in our generation are too stupid and caught in useless battles of pitting one against the other. Reminds me of western wokism.

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    @@xouman3759 right exactly karn droupadi ji ko vasya bol ye log justify karate hai like seriously droupadi ji ne kabhi insult nahi kia tha or ok mana bhi ko ki kia tha then suta Putra to the na krisna ji ko bhi to log kitna kuchh bol te the to ye kese justify hua ki droupadi ji ko wo ye bole or Mahabharat ka blame droupadi ji ko dete hai laxagrahamein droupadi ji to thi nahi Hara baat pe pandav ko fasaya or parisan karagaya para wo chupa rahe jaba ye bekar harkat duryathan ka droupadi ji para hua then pandav or overall baat Yudh Taka Gaya but kyun ki saba ko paata tha ki women ke upar ye Saba hona adharam hai but mein to short bataya but actual text book agara thika se padha hota kon kya hai or Mahabharat kya hai log janpaate or serial ke basis pe argue nahi karate.. by the way ek baat droupadi ji bahat graceful lady thi unki or Krishna ji ki wife unka naam thika se abhi yaad nahi arahe unke madhye ek Sambad hai padho to pata chalega

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas1232 ай бұрын

    Jai shree Krishna 🙏🚩

  • @krishanaaggarwal4561
    @krishanaaggarwal45612 ай бұрын

    U r wrong krishna ji duryodhan ke saath khane isliye nahi Gaye ki vahan pe koi yojna bani hui thi krishna ji ke liye balki krishna ji isliye duryodhan ke saath khane nahi Gaye kyonki duryodhan ke saath adharam hai aur bhagwan krishna ji hamesha dharam ke saath hein isliye unhone vidur ji ke yahan khana khaya kyonki vidur ji ke pass dharam hai

  • @sn5847
    @sn58472 ай бұрын

    Draupadi ke apmaan ke baad Krishn Duryodhan ke atithi ya dost nahi ban sakte the - koi bhi gairatman insaan nahi banega Kunti bhi apne bahu aur beto ki uss apmaan ke baad Hastinapur raj-mahal chhod kar Vidur ke ghar rehne chali gayi thi Pata nahi ye series banane walo ne kaun sa nasha karke Kunti ko raaj-mahal main hasi-khusi rehte dikhayaa hai

  • @jinjinjara516

    @jinjinjara516

    2 ай бұрын

    Bhai Kahan dikhaya hai kunti mata ko khushi khushi Raj Mahal me rehte hue? Woh vidur ji ke hi bhawan mai khaana kha rhi hai na. Ab swagat karne ke liye toh main entrance par hi ana padega na sabse saath.

  • @deeptiverma1429
    @deeptiverma14292 ай бұрын

    Krishna Ji ne Duryodhan ke meva❤🎉 Tyagi aur vidur ke sabzi khai Duryodhan ki mewa tyagi saag vidur Ghar khai aise hai mere Krishna Kanhaiy

  • @dharmeshsingh3440
    @dharmeshsingh34402 ай бұрын

    Viewers Please control your emotions and Don't give spoilers .. Spoilers defeats the purpose of watching anything with suspense and thrill. Hope you all understand this.

  • @livingcrops

    @livingcrops

    2 ай бұрын

    Don't worry jisne' comments pdhna hte h unhone' phele hi dekhke aate h aor yiha aake' fake react krte h, agle 3,4 episode's me kya hne ble h unhe pata h

  • @Ksubhir

    @Ksubhir

    2 ай бұрын

    ​@@livingcropsasa' h kya, mne bhi' notice kiye h like this, batsha bhi' krte rhte h agleka to fr reaction ka' kya faida

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya2 ай бұрын

    Hare Krishna😌🌹🕉

  • @Fattgrover
    @Fattgrover2 ай бұрын

    3 video plz

  • @b.k.meenakshi577

    @b.k.meenakshi577

    2 ай бұрын

    Sab log life me aage badte, ye Bhai piche ja rahe h, 3 videos se 2 par aa gae

  • @user-cq5zv3fb7g
    @user-cq5zv3fb7g2 ай бұрын

    Krishna ji ne kaha tha nahi ladhenge but pandav ke side hai wo already Arjun ne choose Kiya tha na

  • @RCH-K
    @RCH-K2 ай бұрын

    😂🎉Upcoming parts will be hella interesting n enjoying one😸....my Krishna Ji ❤🪈🦚🙏🏻😌🔥🔥🌟

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge69612 ай бұрын

    Yaha mata kunti ko bohot soft dikhaya hai Karn ki taraf magar unhone yaha Karn ko papi kaha tha ki Karn ne unki sanskari aur Sundar Bahu ko vaishya kaha ye ek bar aur papi kaha tha jab pandav vanvas ja rahe the! Mata kunti ne kabhi bhi Karn se apne putro ke liye jeevandaan nahi manga tha kyuki vo janti thi ki pandav jeetenge kyuki bhagwan unki side pe hai, bohot logo ko galatfehmi hai is bare me!

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    Tiwary Karna ki sachhai nahin dikha sakta😂

  • @vandanawadge6961

    @vandanawadge6961

    2 ай бұрын

    @@bijayalaxmisamantaray5 ha 😀😀

  • @DP19880
    @DP198802 ай бұрын

    Khate waqt oonki smile se hee ptaa chal raha tha k oonke sath sabha m kya karne ki planing bnaai hai Shakuni or duryodhan ne😄😃wo khudh wait kar hai oonke kuch karne ki.😆..Krishna ji ne oonke kadve patte ki roti or sabji ko mithaai m badalne ka mtlab yahi tha k ab adhramiyo ko sajaa milegi or dharmiyo ko insaaf or ab aap sabko aisa khana khane ki zarrurt nhi padegi..

  • @Abhishek-ro9yw
    @Abhishek-ro9yw2 ай бұрын

    ❤❤❤karn/कर्ण❤❤❤

  • @mostlymysterious4814
    @mostlymysterious48142 ай бұрын

    Nahi fir v krishna nahi ladhenge . He is man of words . Wada kar dia toh nivana he . That's it .

  • @rupalpatel9029
    @rupalpatel90292 ай бұрын

    Yes... 3 video please ❤❤❤😊🙏🙏🙏🙏

  • @TapanSharma-ig9pg
    @TapanSharma-ig9pg2 ай бұрын

    Esha nahi ki Maine dekha nahi 100 bar se jyada mahavart dekhi hai fir vi reaction video dekhna maza ata hai isiliye anurodh kar raha hu Roz 4/5 episodes dala karo.

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge69612 ай бұрын

    Karn bhi shamil tha bhagwan ko bandi banane ke plan me! Yaha jo karn ko achcha dikha rahe hai ye sab fake scene hai

  • @user-cq5zv3fb7g
    @user-cq5zv3fb7g2 ай бұрын

    3 part please 🥺

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......2 ай бұрын

    13:08 Sameer ji galat bol rahe ho, aisa kuch nahi hai ki Krishna ke bina Pandav jeet nahi sakte Kauravo se.. aap yaad kariye Panchal yuddh me Pandav jeete the aur Kaurav haare the aur vahan koi pathar wala help nahi mila tha Krishna ji se.. Virat aur Gandharv war is serial ne dikhaya nahi lekin un wars me bhi Kaurav haare aur Pandav jeete bina Krishna ki help liye isliye Pandav humesha se bina Krishna ke help ke bhi jeetne ke kaabil the poori tarah se. Krishna ji sath na hote to Pandav parajay hojate aisa bilkul nahi hai aur Krishna ko bandi banane ki yojna shuru se nahi thi koi jaisa serial dikha rahe

  • @chandrikasahani5943

    @chandrikasahani5943

    2 ай бұрын

    Pandav abasya mahaveer the, par dharmparayan bhi the, unhe koi bhi jhutha gyan dekar, vibash kar sakte the, jaise dyut sabhame kiyethe, tab bhi to pandav draupadi ji ki apmaan rok nehi payethe, dharm ko sirf bhagwaan hi bacha sakte hai, dharmik manushya ki sahaayata karke

  • @pallavi.vaidik......

    @pallavi.vaidik......

    2 ай бұрын

    @@chandrikasahani5943 acha ji, lakshagrah se kaun bachaye? Gandharv yuddh me kaun bachaye? Pandav khaskar Yudhishthir ji apne me bhi kaabil the har shadyantra ko samajhne aur usko kaatne me.. Dyut sabha me bhi Dyut ko paap adharm kehke uske khilaf Yudhishthir ji hi bole khelne se pehle aur Praja me ekta bani rahe plus Brahmano ki laaj ki raksha ho isliye Yudhishthir ji dyut khele jo unke jagah Ram Krishna koi bhi hote ve khelte kyonki Brahman raksha me Krishna bhi apne sena chord bhaage the, Ram stree Tadka pe hath uthaye Brahman raksha me apna kul maryada tyagke to ve yahan bhi vohi karte jo Yudhishthir ji kiye isliye Krishna ji bhi Yudhishthir ji ko Manav Guru aur apna Guru aur apna Adhinayak bhi sirf Yudhishthir ji ko maane dyut ke baad Krishna ji jabki Balram ko kabhi apna guru nahi maane ve.. aur bhai khudko Draupadi ko daav pe lagaye bhi ushi praja ke sampatti ke raksha keliye keval isey tyag kehte hai vyasan nahi.. Draupadi ko jab bulaya jane laga tab bhi Yudhishthir ji Duryodhan ki niyat sabse pehle samjhe aur Draupadi ke bina anurodh Draupadi ki raksha keliye apna doot bheje aur Draupadi khudse aai thi, dushasan kheechke nahi laya tha, us shlok me Abhavat shabd aaya hai jiska arth hai Hogai past tense me arthat Dhritrashtra ke aage khadi hogai thi Draupadi khud aake. Yuddh bhi Yudhishthir ji karaye the, Sanjay ko unka reply padhiye.

  • @pallavi.vaidik......

    @pallavi.vaidik......

    2 ай бұрын

    @@chandrikasahani5943 Pandavo ko khaskar Yudhishthir ji ko jhutha gyan dekar vichlit ya vivash karna asambhav tha kisikeliye bhi.. dyut me bhi unse jo hua vo kisike gyan ke vajah se nahi hua balki praja keliye hua jo koi bhi acha Raja aur samajhdar pati se ummeed lagai jati hai. Duryodhan ke Draupadi ke prati niyat ko bhi Yudhishthir ji hi samjhe sabse pehle aur rokne ka prayas bhi kiye apne or se.. Lakshagrah me bhi Vidur ke isharo ko sirf Yudhishthir ji samjhe etc

  • @pallavi.vaidik......

    @pallavi.vaidik......

    2 ай бұрын

    @@chandrikasahani5943 baki mere baat ka ye arth na lijiyega ki mein Krishna ji ko kum aak rahi, bilkul nahi.. Krishna ji ka yogdaan tha Arjun ji ko prerit karne aur unki kai baar raksha karne me lekin sachai yahi hai ki Duryodhan vadh se yuddh khatam hojata aur Duryodhan vadh me baadha the Pitamah Bheeshm, Guru Dron, Karn, Shakuni.. in sabko Pandav apne dum pe maare apne neetiyo se, Karn se Arjun ka saamna hi na hota agar Arjun pratigya na lete to Karn pehle hi Yudhishthir Bheem ke hatho hi maara ja chuka hota.. Duryodhan Bheeshm Dron Karn Shakuni ka vadh Pandavo ke neeti se hua jisse yuddh ka antt hoke Pandav jeete apne dum pe apne neetiyo aur shakti ke dum pe.. ha Krishna ji ka ehsan hai Arjun ji pe kyonki emotionally sirf dagmagaye, baki 4 Pandav emotional nahi hue aur dharm nibhane se piche nahi hatey 4 Pandav isliye Arjun ji ko unki pratigya nibhane me sahayta karne keliye Krishna ji ka ehsan aur yogdaan hai lekin khud Krishna ji bhi kahe ki ye yuddh me vijay ka credit sirf 5 Pandav ko jata hai ye Krishna ji ka hi vachan hai aur ve explain bhi kiye ki kaise ye jeet sirf Pandavo ke dimag ka hai

  • @chandrikasahani5943

    @chandrikasahani5943

    2 ай бұрын

    @@pallavi.vaidik...... I agree, par sach to yehi he, bhagwaan krishna nehi hote to draupadi ji ki raksha nehi hoti, aur draupadi ji ki raksha na hoti to pandav dash hi bane rehte, kyunki baki sab dharmgyaniyon including yudhishthir, bhishm, dron, kripacharya, dyut sabhako dharm aur draupadi ji ki apmaan duryodhan ka adhikaar mante the, aur baki chat pandav yudhishthir ki agya se bandhe huyethe, sabse pehli baat dharm kabhi bandha nehi ho sakta, isiliye bhagwaan ji ki abashykta thi, jab unki dash banakar rakhte to yudh kaise karte? Viswa me koi kitna bhi balwan ho iswarki bina bal kuch nehi, dharm keval ishwar ke charno me hi ho sakti he.

  • @TapanSharma-ig9pg
    @TapanSharma-ig9pg2 ай бұрын

    Aaap log bohut let karte hoo episode dalne me bura lagta hai.

  • @dushyantvarshneydushyant3371
    @dushyantvarshneydushyant33712 ай бұрын

    Nadan se Dosti,,,jee ka zanjaal,,,, Karn+Duryodhana

  • @chandrikasahani5943

    @chandrikasahani5943

    2 ай бұрын

    True

  • @almondtitan508
    @almondtitan5082 ай бұрын

    aage aapko boht maza ane wala hai

  • @Trimurti9876
    @Trimurti98762 ай бұрын

    Is serial me karan ko aacha dikhya hai lekin vedvyas ji ne Mahabharat ki racha ki thi karan sabse bada adharmi tha sakuni, duryodhan, se bhi jyada adharmi tha, aur sirf vedvyas ji ne hi Mahabharat ko bola tha aur Ganesh ji ne likha tha iske alawa Mahabharat kisi aor ne nahi likha, yeh toh tv serials walo ne karan ko mahan bana Diya

  • @user-fi3fe2bu6h
    @user-fi3fe2bu6h2 ай бұрын

    3 video laiye please

  • @I.nov.u
    @I.nov.u2 ай бұрын

    Karn ❤❤

  • @Exiide89
    @Exiide892 ай бұрын

    Actual Mahabharat book mein Karna iske bilkul ulat tha.

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    15:40 Alee ji, kitni baar kaha aapko Ami Ganatra k podcasts laao dusre channel par. Aapke yeh saare delusions door ho jayenge..

  • @RCH-K

    @RCH-K

    2 ай бұрын

    Dear 2parts aa chuke 😂 dussre channel pe....baki parts bhi aayenge.... please wait 😅

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    ​@@RCH-KWoh Sameer ka channel h. Desiveer reaction p karna tha inn teenon ko!

  • @RCH-K

    @RCH-K

    2 ай бұрын

    @@bijayalaxmisamantaray5 okk okk gotcha👍🏻

  • @RCH-K

    @RCH-K

    2 ай бұрын

    @@rudranarayansahoo2044 yeah that's true too 👍🏻👍🏻

  • @lalatiwari6880
    @lalatiwari68802 ай бұрын

    Bhai sahab AAP log Mahabharat episode teen teen Kiya kare please

  • @Halkyn
    @Halkyn2 ай бұрын

    3video's ayege kya aaj?

  • @ankitsaharan12
    @ankitsaharan122 ай бұрын

    Bhai 3 episode lao

  • @SujeetKumar-yq2sp
    @SujeetKumar-yq2sp2 ай бұрын

    3 video dale ❤

  • @SuhasKanekar
    @SuhasKanekar2 ай бұрын

    Kya huva aajkal video kapi let aor kam aate hai

  • @gokulbarada458
    @gokulbarada4582 ай бұрын

    Jay shree Krishna

  • @subir476
    @subir4762 ай бұрын

    Tention se mukti dedo kanha 😢😢

  • @mostlymysterious4814

    @mostlymysterious4814

    2 ай бұрын

    Nhi milega

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    Sangharsh se bhagna Krishn ne kabhi sikhaya hi nahin :)

  • @gopalgavali-bg2sy

    @gopalgavali-bg2sy

    2 ай бұрын

    भगवान श्रीकृष्ण ने कहा है कर्मण्येवाधिकारस्ते मा फलेषु कदाचन। मा कर्मफलहेतुर्भूर्मा ते सङ्गोऽस्त्वकर्मणि॥ इसीलिए अपने कर्म पर फोकस करो ज्यादा टेंशन मत लो जय श्री कृष्ण🙏

  • @sodhirandawa
    @sodhirandawa2 ай бұрын

    Bhai , Surya putr Karn prr reaction Dena ous mai etna masla nai dala huya😊

  • @user-uh6wg6pd9n
    @user-uh6wg6pd9n2 ай бұрын

    Old mahabharat dekhiye 90' ke

  • @dushyantvarshneydushyant3371
    @dushyantvarshneydushyant33712 ай бұрын

    Kewal Bhism Pitamah k aage sastra uthayege ,,,Sri Krishna 😊

  • @dharmeshsingh3440

    @dharmeshsingh3440

    2 ай бұрын

    Don't give spoilers man.. control Your emotions. Spoilers defeats the purpose of watching anything with suspense and thrill. Hope you understand this.

  • @livingcrops

    @livingcrops

    2 ай бұрын

    ​@@dharmeshsingh3440agar khi episode's pahele hi' dekh ke aate h uske liye' ksi spoiler

  • @harikrishnank1312

    @harikrishnank1312

    2 ай бұрын

    ​@@livingcrops Ye log sirf trailers dekha hai. Especially Ali bhai who is sitting in the middle. If you are doubting them then why helping them to increase their views. It is not better to suspect one after watching their all videos interestingly

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad092 ай бұрын

    4 video a day

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......2 ай бұрын

    Krishna ji aur Karn ki ye baat-cheet galat dikhaye hai.. Karn humesha yuddh chahta tha, shanti nahi aur Krishna ji ek baar shanti prastav se pehle Karn ko Kauravo se alag karne ki koshish zarur kiye lekin Karn ke dil me dharm hai ye Krishna ji kabhi nahi maane balki Karn ko neech purush aur adharmi kahe the Krishna ji

  • @teamfox7791
    @teamfox77912 ай бұрын

    3 videos daily 😢

  • @Anuvsharma_____sha
    @Anuvsharma_____sha2 ай бұрын

    Next episode

  • @poonammahananda3838
    @poonammahananda38382 ай бұрын

    Next part jaldi lao🙏

  • @The_Final_Boss_18
    @The_Final_Boss_182 ай бұрын

    Inka dusra channel konsa he Mahabharat ka dusre parts

  • @gokulbarada458
    @gokulbarada4582 ай бұрын

    Love you all ❤️

  • @user-fi3fe2bu6h
    @user-fi3fe2bu6h2 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha25322 ай бұрын

    Bilkul sahi baat Ali bhai

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......2 ай бұрын

    Director ne Karn ko acha dikhane wale jhuthe imaginary scenes add kiye hai jaise Krishna ji ke swagat me hissa lena etc.. Yudhishthir ji ke achai wale asli scenes bhi hata diye. Is director ne hi Suryaputra Karn serial banaya jahan dyut me bhi Karn ko acha dikha diye taaki is serial me dikhaya vo 1 kumi Karn ki jo pehle se famous thi usey bhi dhak sakey

  • @chandrikasahani5943

    @chandrikasahani5943

    2 ай бұрын

    Me to sirf mere krishna 🙏keliye dekhti hoon, itna pyara koi kese ho sakta hai, socho kanhaji 🚩❤🕉kitne manmohak honge

  • @Krishnadasi976

    @Krishnadasi976

    2 ай бұрын

    Absolutely right ✅

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    Right para karn ko justify karane aajayange kuchh log usa ki burai dekhata thodi na hai or Krishna ji ne kya thoda Karn kuch achha kaha deia jis ke karna log bolte hai ooo karn bichar

  • @pallavi.vaidik......

    @pallavi.vaidik......

    2 ай бұрын

    @@user-cq5zv3fb7g Krishna ji ne Karn ko neech purush bhi kaha

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    @@pallavi.vaidik...... to ye dekhai nahi deta na karn fans or usa justify karane walo ko

  • @trendsmaster
    @trendsmaster2 ай бұрын

    Kadve patte nhi the But sada saag tha

  • @pradeepprajapati5584
    @pradeepprajapati55842 ай бұрын

    Episode or badhao bhaii

  • @PrithvirajPai
    @PrithvirajPai2 ай бұрын

    3 videos plss❤

  • @RAJKUMAR-bc6tw
    @RAJKUMAR-bc6tw2 ай бұрын

    Karn kaa ek dushman. Arjun ushk elawa or koinahi ❤

  • @sudheerbanna6039
    @sudheerbanna60392 ай бұрын

    Video quality thodi acchi karo

  • @RadhaRani-qu4no-mer
    @RadhaRani-qu4no-mer4 күн бұрын

    Kewani she kon kon dekh rahe hi

  • @dhanyashreesgowda2086
    @dhanyashreesgowda20862 ай бұрын

    Upload 3 videos per day.......

  • @mrhks0574
    @mrhks0574Ай бұрын

    Bheema ke krodh se bhaag rahi hai 😂

  • @user-ty4ft2wc3s
    @user-ty4ft2wc3s2 ай бұрын

    Pakistan main bhi bahut adharm ho raha hai is liye vo apne aakhri saans gin Raha ha .or halat or kharab ho rahe hai . Aap apne desh Pakistan main anyay or Adhram dekh rahe hai is liye uska ant bhi nikat hai

  • @user-xm1ni4hm8g
    @user-xm1ni4hm8g2 ай бұрын

    Good Afternoon, Sirji, Namaste, Saahab ji, PLEASE, PLEASE, PLEASE, React on Bollywood Actor Mr.Aashutosh Raanaa ji ki Gaayi huvi KAVITAA(POEM) jo poem "Mahaabhaarat" se Related hei ,Poem ke lyrics hei.............."JAB NAASH MANUJ (MANUSHY/AADAMI) PAR CHHAATAA HEI (SABSE) PEHALE VIVEK(TAMIZ) MAR JAATAA HEI." poem written by KAVI(SHAAYAR) RAAMDHAARI SINGH "DINKAR".so please react on that poem,toh Aapko Humaaraa CULTURE aur Humaari SOCH,aur SANSKAAR kaa pataa lagegaa ki woh kitane BADE aur BROAD hei. -Jai Mahaaraanaa PRATAAP JI Bhaarat ki AAN,BAAN AUR SHAAN,Jai Guru GOVIND SINGH JI JO BOLE SO NIHAAL SAT SHREE AKAAL aur Jai Chhatrapati SHIVAAJI HINDU HRIDAY SAMRAAT.---JAI HIND / VANDE MAATARAM.

  • @harsh7109
    @harsh71092 ай бұрын

    Nahi bahai karisna sastra nahi utayenge jo aako se paratvi ka vatavaran rok de use sastra ki kya jarurat 😄😄

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy2 ай бұрын

    Kauravon ko unki aukat pata chal jayegi

  • @harikant3771
    @harikant37712 ай бұрын

    Veer Putra faisle nhi bdalte

  • @vasurathore794
    @vasurathore7942 ай бұрын

    Murkh duryodhan😂😂

  • @nagsingh135
    @nagsingh1352 ай бұрын

    Aaj ke hisab se Taliban= koraw Karan= Pakistan Guru dron =panjab Pakistan Pandav= BHARAT, NEPAL, BHUTAN,BANGLADESH,SHREE LANKA

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    Bangladesh, Sri Lanka?😂

  • @Sm-prc

    @Sm-prc

    2 ай бұрын

    😂what kind of' statistics this

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput80402 ай бұрын

    Aap log comments padhte bhi ho kabhi??? Hamesha yahi bolte ho ki Shakuni na hota to yuddh na hota jabki kitne logon ne kaha hai ki ye saare plans lagbhag Duryodhana aur Karn ke the jitne bhi anyaya huye hai Pandavon k saath unme main role Duryodhana aur Karn ka hi tha

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    Woh series k hisab se keh rahe. Dosh unka nahin, Tiwary ka h.

  • @pragatirajput8040

    @pragatirajput8040

    2 ай бұрын

    ​@@rudranarayansahoo2044 haan, I know but thats irritating to hear again and again

  • @pragatirajput8040

    @pragatirajput8040

    2 ай бұрын

    ​@@bijayalaxmisamantaray5Tiwary ko to kya bolun mai

  • @pragatirajput8040

    @pragatirajput8040

    2 ай бұрын

    ​@@rudranarayansahoo2044 hmm let's see ki Inka vichar parivartan kab hota hai

  • @harikrishnank1312

    @harikrishnank1312

    2 ай бұрын

    ​@@pragatirajput8040 Pakistani people just wanted to increase their views

  • @bareillykibarfii2099
    @bareillykibarfii20992 ай бұрын

    Ye series poori fake hai....aap log ku dekhre hai..bnd kijiye ise...jke real mahabharat pdiye bnd kijiye reaction..

  • @mikereigns8134

    @mikereigns8134

    2 ай бұрын

    Aap mt dekho koi force nhi hai

  • @bareillykibarfii2099

    @bareillykibarfii2099

    2 ай бұрын

    @@mikereigns8134 to kisi or ko b ku fake series dekhne du...aap b Mt dekho ise dekhne se acha cmnt pdlo...poori mahabharat ka gyani mil jyga

  • @yashrajsingh8072
    @yashrajsingh8072Ай бұрын

    Karna ❤

  • @yanz4838
    @yanz48382 ай бұрын

    Ye bekaar Mahabharat hai 😂b.r Chopra ki Mahabharat dekho zabardast

  • @Random_user7948
    @Random_user79482 ай бұрын

    Jai Shri Krishna 🙏❤️

Келесі