Mahabharat Episode 193 || Capture of Krishna ordered || Part 1 || Pakistani Reaction

Mahabharat Episode 193 || Capture of Krishna ordered || Part 1 || Pakistani Reaction

Пікірлер: 118

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    Mr. Sootputra was most eager for war. Vidharmi director has whitewashed him completely. 🎉

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    Right exactly

  • @harryedits373

    @harryedits373

    2 ай бұрын

    Sootputra Ko Dosti Ki Chaddar Chada Kar Accha Dikhane Ki Koshish Kari Gayi Hai Serial Mai😂

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    @@harryedits373 yaha para to phir bhi usa ki kuchh to dekhai but Sony Putra Karn mein to duryathan ke kahane mein wo droupadi ji ko vasya bol ta hai jabaki Puri Mahabharat mein droupadi ji ko kisine nahi kaha ye even duryathan bi but ye karn kaheta hai or Karn se kavach kundal isliye liya Gaya wo adharam ke side tha or kavach kundal ke karana wo powerful tha or log ye nahi manate ki adharam ke side Jo hai wo achha ho pura ho usa ka naasa hota hai ase to koi bhishm ji ke uppar tarasa kyun nahi khata actual mein wo to bichare the wo majburi mein the unke side or aj log karn ko achha manate hai Mane but pandav ache the ya Jo nahi manata unhe prove Dene ki jarurat bhi nahi hai

  • @reny-lv9hr

    @reny-lv9hr

    2 ай бұрын

    mr sootputra 😂😂

  • @pallabichall7052

    @pallabichall7052

    2 ай бұрын

    Mr. Sootputra 😂😂😂😂😂😂😂that was hilarious 😆😆😆

  • @Exiide89
    @Exiide892 ай бұрын

    5 gaanv yaani Indraprastha(original delhi), Gurugaon(aaj ka Gurgaon), Baghprastha(aaj ka Bagpat), Sonprastha yani aaj ka Sonipat, Parnaprastha yani aaj ka Panipat.

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride71642 ай бұрын

    6-7 Kings nahi ,WHOLE AARYVART Divided into 2 groups , Not only kingdoms And Milletary BUT WHOLE FAMILIES OF ALL KINGS IN AARYVART,ALL FORCES.

  • @jasssomal9977
    @jasssomal99772 ай бұрын

    Krishan ji have more trust on Droydhan rather then his proposal😂 that he can't accept it that's why krishan ji can't think about proposal.

  • @TejasKale-pe6ts
    @TejasKale-pe6ts2 ай бұрын

    Jbrdst acting in this show = BHEESHMA, Shakuni, Krishna ji, Duryodhan, Draupadi ji, and Karna

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    2 ай бұрын

    All actors justice their roles perfectly yudhishthir Bhim ka to ye phela show tha Arjun Kunti gandhari nakul sahadev Arjun all actors

  • @mVshk-hk9md
    @mVshk-hk9md2 ай бұрын

    Ego finishes' each person jst like' Duryodhan

  • @RCH-K
    @RCH-K2 ай бұрын

    Adharmi Duryodhan ko ab chaand taare ki seyer karwayenge mere Prabhu 😂❤🎉my dear Krishna Ji 🙏🏻😌🪈🦚ki leela aprampaar😅

  • @vishalpandita2945

    @vishalpandita2945

    2 ай бұрын

    😂😂😂😂😂

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya2 ай бұрын

    God showed everyone the mirror😌🌹🌹😌

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas1232 ай бұрын

    Adharmi Duryodhan ka bura waqt shuru ho gya hai 😂

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    7:43 It was also 'vaiktigat bair' when it came to Karna.

  • @ekta85
    @ekta852 ай бұрын

    Jo last demand thi vo itni choti isliye rkhi gyi taki ye msg diya ja sake ki jab mout aati h to bhagwan b samjhane aaye tb b kuch n ho skta 😂

  • @Hjnmk-eo9uy
    @Hjnmk-eo9uy2 ай бұрын

    9:23that cahni and' dialogue say by bhgban Krishna...🔥🔥

  • @user-cq5zv3fb7g
    @user-cq5zv3fb7g2 ай бұрын

    Karn ka character ko whitewash kia hai wo sabas se bada adharmi

  • @khushir6340

    @khushir6340

    2 ай бұрын

    Completely agree! Krishna ji bhi yahi kaha ki karna ki power is the main power behing duryodhan's crimes!!!

  • @shivammr.360entertainer7

    @shivammr.360entertainer7

    Ай бұрын

    Thodi si budhi chahiye karna ko smjhne ke liye jinme thodi bhi kam hoti h vo smjh nhi pate karn kya tha jo ajj tk unka naam h

  • @user-cq5zv3fb7g

    @user-cq5zv3fb7g

    Ай бұрын

    @@shivammr.360entertainer7 😂😂😂😂😂😂😂😂😂 thank you for your comedy

  • @khushir6340

    @khushir6340

    Ай бұрын

    @@shivammr.360entertainer7 unko samjhna kyu hai...unke values nahi follow honge mujhse...agr mera koi friend bura hua toh mai uska saath iss had tak nahi dungi. Use sahi raaste pe lane ka prayaas karungi

  • @prithvirajsinghgohil2717
    @prithvirajsinghgohil27172 ай бұрын

    ❤krishna

  • @Sm-prc
    @Sm-prc2 ай бұрын

    The ego finishes' each nd everything just like duryodhan

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......2 ай бұрын

    Krishna ji khud Karn ko "Neech Purush" kahe the.. Karn ko acha kabhi nahi maante the, bas political vajah se 1 baar tareef kiye taaki Divide & Rule ho sakey lekin uske alawa Krishna ji dyut ke just baad bhi Karn ko maar dene ki baat kahe jo serial ne nahi dikhaya

  • @RCH-K
    @RCH-K2 ай бұрын

    😂😂😂🎉🎉oohhh bhai.... Duryodhan gayo😂😸🤣😏😏🪈🦚😌🙏🏻

  • @anayamahana5315
    @anayamahana53152 ай бұрын

    "Karna ka Samarthya hi Duryodhan ke adharma ka adhar hai " - This line is true for Duryodhan whether it is about him in this serial or in Real Mahabharat. Although, the show depicts it as a fact but in the Real epic, it was Duryodhan's delusion that he think he can rely on Karna's Samarthya to win against the Pandavas.

  • @swatisawant8406

    @swatisawant8406

    2 ай бұрын

    Correct. Diryodhanne yudh kiya hi Bheeshma, Karn aur Dronacharya ke dum par. Bheeshmako ichhamaranka vardan tha, Karnke pas kavach tha aur Dronacharya sabke guru the isliye Duryodhanko lagta tha ke Pandav kabhi bhi inko mar nahi payenge aur har jayenge. Uski soch galat bhi nahi thi kyonki Krishna bhagwan nahi hote to Pandav kabhi bhi nahi jit pate.

  • @anayamahana5315

    @anayamahana5315

    2 ай бұрын

    ​@@swatisawant8406 Well, yes according to this serial that is true. But, in the epic Karna's boasting about himself and Duryodhan's delusion on Karna's smarthya is on another level. That is why I said Karna's ability to win against the Pandavas is only applicable for this serial not the epic itself. He alone don't have that capability.

  • @swatisawant8406

    @swatisawant8406

    2 ай бұрын

    @@anayamahana5315 Yes. Totally agreed. Arjun defeated Karn in Draupadi swayamvar n battle of Virat. Even when gandharv Chitrarath arrested Duryodhan n his brothers (during vanvas of Pandavas), it was Arjun n not Karn who rescued them.

  • @Sagar.65
    @Sagar.652 ай бұрын

    Jay shree Krishna 🙏❤️

  • @cRahul-vw2qq
    @cRahul-vw2qq2 ай бұрын

    The five village asked by Krishna to Duryodhan are Kusastala(Avistal), Vrikasthala, Makandi, Varnabat with' any other

  • @andhnamazi285

    @andhnamazi285

    2 ай бұрын

    Good 👍

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    Got any reference from Vyas Mahabharata? As far as I have read, there's no such list.

  • @swatisawant8406

    @swatisawant8406

    2 ай бұрын

    ​@@bijayalaxmisamantaray5 It is there but I dont remember the names.

  • @harikrishnank1312

    @harikrishnank1312

    2 ай бұрын

    ​@@swatisawant8406 "Peace then, O king, will be amongst our gladdened selves. We are desirous of peace; give us even a single province of the empire. Give us even Kusasthala, Vrikasthala, Makandi, Varanavata, and for the fifth any other that thou likest. Even this will end the quarrel. O Suyodhana, give unto thy five brothers at least five villages,--O Sanjaya, O thou of great wisdom, let there be peace between us and our cousins. Tell him also,--Let brothers follow brothers, let sires unite with sons. Let the Panchalas mingle with the Kurus in merry laughter. That I may see the Kurus and the Panchalas whole and sound, is what I desire. O bull of the Bharata race, with, cheerful hearts let us make peace. O Sanjaya, I am equally capable of war and peace. I am prepared to acquire wealth as well as to earn virtue. I am fit enough for severity as for softness.'" These are the words of Yudhishtir to Dhritarashtra through the messenger Sanjay in KMG Udyoga Parva chapter XXXI

  • @harikrishnank1312

    @harikrishnank1312

    2 ай бұрын

    ​@@bijayalaxmisamantaray5​​"Peace then, O king, will be amongst our gladdened selves. We are desirous of peace; give us even a single province of the empire. Give us even Kusasthala, Vrikasthala, Makandi, Varanavata, and for the fifth any other that thou likest. Even this will end the quarrel. O Suyodhana, give unto thy five brothers at least five villages,--O Sanjaya, O thou of great wisdom, let there be peace between us and our cousins. Tell him also,--Let brothers follow brothers, let sires unite with sons. Let the Panchalas mingle with the Kurus in merry laughter. That I may see the Kurus and the Panchalas whole and sound, is what I desire. O bull of the Bharata race, with, cheerful hearts let us make peace. O Sanjaya, I am equally capable of war and peace. I am prepared to acquire wealth as well as to earn virtue. I am fit enough for severity as for softness.'" These are the words of Yudhishtir to Dhritarashtra through the messenger Sanjay in KMG Udyoga Parva chapter XXXI

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m2 ай бұрын

    Jai Shree Krishna

  • @kallyankumar2034
    @kallyankumar20342 ай бұрын

    Very good reaction from you guys ❤❤❤

  • @rupalpatel9029
    @rupalpatel90292 ай бұрын

    Brother's please 3 episode in a day Itna mat tadpao 😊 ❤❤❤🙏🙏🙏

  • @mikereigns8134
    @mikereigns81342 ай бұрын

    Great video and great reaction

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha25322 ай бұрын

    Jai shree Krishna

  • @kavy0111
    @kavy011128 күн бұрын

    Krishna ji ne phir yudh ke baad Gujarat Dwarka ko basaya tha unki 16101 patni yo ke saath. Aaj me vahi se hu aur yaha unko bohot maante hai log🙏 unki leela hi aisi hai Jai Shree Krishn🪈

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray52 ай бұрын

    Bring Krishna ki Chetavni Agam Aggarwal.🎉

  • @adityakumar-xn9fv
    @adityakumar-xn9fvАй бұрын

    Shakuni ne Kasam khayi thi ki Mai kuruvansh ka naashh kr k rahunga

  • @The_Final_Boss_18
    @The_Final_Boss_182 ай бұрын

    Aapko bta du ki is Mahabharat yudh me pure aaryawart ke lagbhag 99% rajyo ne bhag liya tha, qk korvo ke 100 bhai ki kahi n kahi marriage Hui hogi to vo rajya bhi ristedari ke nate yudh me bhag liya tha or friend State bhi honge vo bhi is war me bhag liya hoga, vahi pandav ke sath bhi yahi tha, halaki sab kuch serial me dikhna muskil tha isse serial lambi or boring ho skti thi, aaj ke turkey, yunan or gulf country jo us time ek hi rajya hua karta tha jise yaman desh kehte the, jo Islam ke purvaj keh skte ho lekin the sanatani or Mahadev ki pooja Kiya krte the, vo State bhi is yudh me bhag liya, or jo kuch chote mote state yudh me nhi aae unko yudh ke bad pandvo ne apne adhin karke sachhai se Raj karna sikhaya

  • @el_urphayallanso
    @el_urphayallanso2 ай бұрын

    Hi Brothers, Never in my wildest dreams, I would have imagined, Pakistanis enjoying Mahabharat. Love your reaction, love from India ❤

  • @munmundasneogi3203
    @munmundasneogi32032 ай бұрын

    Next two episodes 🔥🔥

  • @sachindedha2828
    @sachindedha28282 ай бұрын

    Bhaio thoda jaldi jaldi videos daalo yrr bohot slow chenal apka .🇮🇳🚩🙏

  • @invincibleshot.7912
    @invincibleshot.79122 ай бұрын

    Great job 👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻

  • @Brightmoments22
    @Brightmoments222 ай бұрын

    Inka analysis accha hai

  • @user-xm1ni4hm8g
    @user-xm1ni4hm8g2 ай бұрын

    Good Evening, Sirji, Namaste, "JAB NAASH MANUJ(INSAAN) PAR CHHAATAA HEI, PEHALE VIVEK (TAMIZ / SUZ BUZ) MAR JAATAA HEI. "--RAAMDHAARI SINGH "DINKAR "(NATIONAL POET) IN HIS POEM "RASHMIRATHI"----JAI HIND / VANDE MAATARAM.

  • @fighter9374
    @fighter93742 ай бұрын

    Jo Mahabharat me Arjun bne hai wo bhi Muslim h or bht ache actor bhi 😊

  • @nehayadav772
    @nehayadav7722 ай бұрын

    Duryodhan might be one of most immoral and evil character of Mahabharata but still quite intriguing. He is epitome of silliness and arrogance. it makes me wonder always how can a person be so arrogant and proud. At the same time, he has a knack of mocking and insulting others which I sometimes enjoy as I am disgusted by many other characters in Mahabharata who wear a cloak of goodness that is servant of their own ambition and ideology. 😂😂

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge69612 ай бұрын

    Yaha Duryodhan sabha ka tyag kar chala gaya tha apne kaksh me uske piche dushasan, Shakuni aur Karn bhi gaye aur vaha usne bhagwan ko bandi banane ka plan banaya aur usi samay satyaki ne unka picha kar sab sun liya tha aur Kritverma ko kavach pehen ke sena ko sajj karne ko kaha tha! Aur yaha adharmi director dikha raha ki karn yuddh ko talne ki koshish kar raha hai jo ki galat hai karn hi sabse adhik utsahit tha yuddh ke liye!

  • @LuckysArtVlogs722
    @LuckysArtVlogs7222 ай бұрын

    Bhai aap log pls... 🙏kam se kam 4 episode toh upload karo ❤😢pls

  • @cricetlover...9903
    @cricetlover...99032 ай бұрын

    Bhi kamshe kam 4 episode Dayli dalo majja nahi aata.....Nahi to band kardo kay yaar.

  • @rohitrana5338
    @rohitrana53382 ай бұрын

    Krishna ji bade he duryodhan se..kaha krishna ji dwaparyug ke shuruwati daur me janme aur kaha ye duryodhan..Krishna ji toa bachpan me 1 saal ki age se hi uss daur me bade bade asuro ko aur fir main mama kans ko nipataya aur fir ek lambe arse baad apni buaa ji ke putro se mulakaat Hui unki..(bhrata) shabd (bhai) ko bola jata he . [Bade Bhai ko-jyesth bhrata,,chote bhai ko-anuj bhrata]

  • @SuhasKanekar
    @SuhasKanekar2 ай бұрын

    aapki video dekh ne may aabi majja nahi kabi 1 to kabi 2 to kabi 3

  • @rukmini_shayam
    @rukmini_shayam2 ай бұрын

    Shakuni knows the consequences of war but he wants to see Hastinapur and the Kuru vansh in ruins- if he cannot make Duryodhan the king and ruin the country- he will let the war destroy everything

  • @dreamingaboutjungkook3930

    @dreamingaboutjungkook3930

    2 ай бұрын

    Wastav mai ek baar shakuni samjhote ko tyar the par karan ne unhe dissuade kiya. Karan and dhrishtra duryodhan are the cause of war

  • @harikrishnank1312

    @harikrishnank1312

    2 ай бұрын

    @@dreamingaboutjungkook3930 Ham. Jab Duryodhan aur uske bhaiyom ko Gandharvom ne bandi banaya thab Karn ke jagah Arjun un sabko Yudhishtir ke aagya ke anusar Gandharvom ko yudh mem parakram dikhakar, unko prasann banakar bach gaya

  • @ankitsaharan12
    @ankitsaharan122 ай бұрын

    Bhai 3 episode lao kyu nai aa raha 3 episode

  • @GokulKumardas-dn4vn
    @GokulKumardas-dn4vn2 ай бұрын

    ❤ I im india

  • @rohitrana5338
    @rohitrana53382 ай бұрын

    ❤❤Bhai saheb main villain toa mama shakuni hi he...mama shakuni ka apne aap se ye vaada tha ki pure kuru vansh ka khatma vo apni aankho se dekhna chahta he..kyonki mama shakuni ke (pita aur bhai aur aur uska pura Ghar )dhristrastra ne tabah karwa diya tha..shakuni sabki maut apni aankho ke saamne dekhna chahta tha...Aur shakuni k pita ne shakuni se ek vachan liya tha ki jis prakar hamare pure kul ka naas hua he tu bhi isi prakar se kuru vansh ke naas ka karan banna..aur shakuni ne iss kaam ke liye sabse pehle duryodhan ki soch ko apne kabu me kiya,,aur aakhir me usne kuru vansh ka naas karwake apne mission ko 100% Successful kiya .. ❤❤

  • @subir476
    @subir4762 ай бұрын

    Aaj part skip kiya to unbscribe kar dunga

  • @nasstrevaliyan2944
    @nasstrevaliyan29442 ай бұрын

    Nice reaction

  • @The_Final_Boss_18
    @The_Final_Boss_182 ай бұрын

    Inka dusra Mahabharat reaction channel konsa he plz btana koi

  • @I.nov.u
    @I.nov.u2 ай бұрын

    Karn ❤❤❤

  • @worldpoint8298
    @worldpoint82982 ай бұрын

    Rana shab 4 part

  • @rishabhsinghrathore7620
    @rishabhsinghrathore76202 ай бұрын

    388th me hun me😂😂😂😂😂😂😂 ohh bhai maro mujhe maro😂😂😂😂😂ek dum inhone waqt badal diya jasbat badal diye 😂😂😂oohh bhai maro mujhe maro😂😂

  • @debarnobsfashion8066

    @debarnobsfashion8066

    2 ай бұрын

    Matlab?

  • @user-hr4lu8oe2e
    @user-hr4lu8oe2e2 ай бұрын

    Jo admi jabanvar chhalakarta hi wow usi me doubjata hi.

  • @maheshsinghjagat3260
    @maheshsinghjagat32602 ай бұрын

    Darte isliye Hain.......... kyonki woh sab galat Hain

  • @pratikshachawan9039
    @pratikshachawan90392 ай бұрын

    Next apisod BRO

  • @GauriSingh-zr8rt
    @GauriSingh-zr8rt2 ай бұрын

    Manoj Muntashir Shukla sir ki Mahabharat video par reaction dijiye brother please🙌🏼🌸❤️

  • @souvenirspace
    @souvenirspace2 ай бұрын

    Mahabharat was fought between shakuni and krishna actually. Pandavas and kaurav to dikhane ke liye the

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    2 ай бұрын

    *Star Plus Mahabharata, not Vyas Mahabharata. 😂

  • @Adi_Anant_Narayan

    @Adi_Anant_Narayan

    2 ай бұрын

    Not really! Shakuni ka itna zyaada role nhi tha mostly duryodhan ka hi tha role aur karn ka! Baaki bhagwan ki kisi se ladai nhi thi lekin hn sab unke haatho ke instruments the! Ye toh sabko pata hai! Sanjay ne dhritarashtra se kaha tha ki bhagwan chaahe toh sochne maatra se poore universe ko ashes bana sakte hain aur pandav toh bas unke instrument hain jinke through vo apke adharmi putro ka naash karna chahate hain!

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy2 ай бұрын

    Shakuni kauravon ka naash karwana chahta hai

  • @Luv4lyf
    @Luv4lyf2 ай бұрын

    Vinaash kaal viprit budhhi

  • @user-yl4oe2in6x
    @user-yl4oe2in6x2 ай бұрын

    Karna ❤

  • @aakanshachauhan1213

    @aakanshachauhan1213

    2 ай бұрын

    Another andhbhakt

  • @DP19880
    @DP198802 ай бұрын

    Karan ko bahut pachtawa hoga baad m....or Krishna ji ki is episode m boli gyi baat yaad aayegi.....aaj Krishna ji ne karan ko aaeena bhi dikhaya hai ye btakar k duryodhan tumahri takhat par uchalta or indirectly bol bhi diya tumahri takhat ka galt istemal karta hai or aage bhi karega ab bhi waqt hai chor do isse...mante hai karan ki dosti hai oosko king bnaya hai but karan fir bhi bewkoof hai..wo ye baat samjh nhi paa raha k ooski takat ki wajha se osse king bnaya hai duryodhan ne.

  • @swatisawant8406

    @swatisawant8406

    2 ай бұрын

    Karnko Angdeshka raja banana ye bhi adharm hi tha. Kyonki us waqt Duryodhan na hi raja tha ya yuvraj jo itna bada decision le sake. Par andha Dhrutrashtra uski har ek bat manta gaya jiske karan Duryodhan aur aur bigadta gaya.

  • @xouman3759

    @xouman3759

    2 ай бұрын

    I disagree. I think both karn and duryodhan used each other. Karn used duryodhan as a means to excute his frustrations on Pandavas. Otherwise, there would be no legitimate reason for karn to get involved, hence he made the excuse of duryodhan's friendship . Draupad yudh mein jab karn duryodhan ko chod kar bhag Gaya tha tabhi it was clear to me , he doesn't care as much as he pretends to. His friendship only mysteriously pops out when it's Pandavas standing on the opposite side . If he were a real friend, he would have guided duryodhan or atleast warned him ........like vikarn tried to. Ultimately, it was karn's jealousy that drove him through these actions, justifying murder, sexual assault and even atrocities on fellow soot public and civilians. Karn here represents wasted skills and potential because he could not rise over his personal vendetta. Therefore, I do not understand the hype as a' dharmic ' created over him.

  • @dreamingaboutjungkook3930

    @dreamingaboutjungkook3930

    2 ай бұрын

    Aap shyad serial wale karan ki baat kar rahen hain.

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......2 ай бұрын

    Asli Krishna ye kahe Karn ke khilaf aur Yudhishthir ji ke baare me dyut ke just baad kitab me ↓ Mahabharat book, Chapter Arjunabhigaman Parv, Adhyaay 12, (dyut ke baad Krishna se pehli mulakat) : • Shlok 4 - "Bhagwan Shree ko aage karke ve sabhi Kshastriya shiromani (Drishtdyumn, Kekeya Rajkumar, etc jo jo Yudhishthir ko samarpit Raja the) DharmRaaj Yudhishthir ko chaaro or se gherkar baithe, us samay Bhagwan Shree Krishna dukhi dil se Kuru-kul me shrehsth Yudhishthir ko Namaskaar karke is prakar bole -" • Shlok 5 se 7 - "Shree Krishna ne kaha - Rajao, jaan padta hai ye prithvi Duryodhan Karn Shakuni aur Dushasan in sabke rakt ka paan karegi. Yuddh me inko aur inke sabhi sevako ko anya rajao sahit praast karke hum log DharmRaaj Yudhishthir ko punah (fir se) Chakravarti Samrat padd par abhishikt kare. Jo dusro ke sath chal-kapat athava dhokha karke sukh bhog raha ho usey maar dalna chahiye, ye Sanatan Dharm hai." • Shlok 8 se 9 - "Pandavo ke apman se Shree Krishna aise krodhit ho uthe maano ve sabhi praja ko jalakar bhasm kar denge, unhe is prakar krodh karte dekh Arjun ne unhe shant kiya"

  • @sodhirandawa
    @sodhirandawa2 ай бұрын

    Sirf ek chaval band yudh ka karn banta hai hamesha, vo duryodhana hai

  • @hridayramprajapati7678
    @hridayramprajapati76782 ай бұрын

    Ine logo ke reaction dekhne se koi matlab nahi Hai 7 ya 8 ghante bad Inka ek video aata hai kya matlab hai dekh kar

  • @vinayakpoojari8901
    @vinayakpoojari89012 ай бұрын

    Nice bro

  • @MohanLal-gr5ik
    @MohanLal-gr5ik2 ай бұрын

    Mama shakuni Afgani stan se tha Daryodhan ki mummy gandhar se thi gandhari ki sharap se hi afganistan main disability bni hi rahe gi shakuni nain hi puri chal rachi thi pura khandan khatam kr di aapni baihn ka tab diya us nain aapne bhai ko sharaf vidio dekho bhi logo gandhari ka saraf

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal11932 ай бұрын

    Viewers..pls subscribe kare..help these gentlemen

  • @vidyadesai3354

    @vidyadesai3354

    2 ай бұрын

    Pakistani yutubers ka kuch logo ko Bahut chinta hai😅 Samzme nhi aata hum kab sudherenge😢

  • @monikadeshwal1193

    @monikadeshwal1193

    2 ай бұрын

    @@vidyadesai3354 sajjan log sab jagha hote hai ..waha ese nahut sare log honge jo majboor hai

Келесі