Kya Khula Ke Bad Rujoo Kia Ja Sakta Hai ? By Shaikh Wasiullah Abbas | Makkah | IIRCTV

Amazing Statement About Kya Khula Ke Bad Rujoo Kia Ja Sakta Hai ? With Quran O Hadees References
By By Shaikh Wasiullah Abbas Hafizahullah in Urdu and Hindi 2018 in - HD - Quality
Assal-mo-alaikum
Dear brothers and sisters,
Doston Aur Rishtadaro Ke Sath Share kijiye.
Like Aur Comment Karna Hargiz Mat bhooliye ga.
Mazeed Esi Islamic Informative Videos dekhnay Aur new Videos se update rehnay ke liye hmara channel IIRCTV Zaroor subscribe kijiye...
Jazzakallah Khair
Visit our Website For More Videos
www.iircpk.org
Subcribe Our Channel For More Videos At
goo.gl/2ThTQ0
Also Join On Facebook As
/ iirc.madinah
tune.pk/user/IIRCPK
www.dailymotion.com/iircpk1
For Contact Us : +923218851000 / +923137180071
#Hajj2018 #Makkah #Midinah #Wasiullahabbas #MasjidEHaram #Urduhindi #HajjkaTarika

Пікірлер: 29

  • @naseemsultana610
    @naseemsultana6106 жыл бұрын

    Assalam alikum molana ji bilkul such hai

  • @faisalmushtaqofficial3626
    @faisalmushtaqofficial36263 жыл бұрын

    Wa Alaikum Assalam

  • @akbaradeeb8584
    @akbaradeeb85846 жыл бұрын

    Right Sri

  • @mohammediqbal4172
    @mohammediqbal41723 жыл бұрын

    Why wasted before start music Fear Allah

  • @shaikhmuhammadusmanghani8170
    @shaikhmuhammadusmanghani8170 Жыл бұрын

    Assalam wa alikum molana sahab agar khula ka paper me 3 sign kare to uske bd bhi rojo ka skte hain

  • @Zainpagal100
    @Zainpagal1004 жыл бұрын

    Or agar orat khula k baad kisi or mard se nikah karna chahey tu iske baare ma kia hukum ha?

  • @swws4141
    @swws4141 Жыл бұрын

    Assalamualaikum molana sahab se mera ak sawal hai

  • @erumparveen321
    @erumparveen3214 жыл бұрын

    Maine to suna hai k khulla k bd ruju krne ka koi chance nahi ho skta

  • @iam_ahmadnadeem4984

    @iam_ahmadnadeem4984

    4 жыл бұрын

    Aesa to hanfi b or shia b nhi khty bhai

  • @iam_ahmadnadeem4984

    @iam_ahmadnadeem4984

    4 жыл бұрын

    Har maslaq me ijazat hai dobara nikah ho jata hai

  • @azamansari3532

    @azamansari3532

    3 жыл бұрын

    آپ نے درست سنا ہے رجوع نہیں ہو سکتا البتہ تجدید نکاح ہو سکتا ہے

  • @bushrarahman5305

    @bushrarahman5305

    Жыл бұрын

    Ni aisa ni h kbhi b kia ja sktaa

  • @hameedabegum9470
    @hameedabegum9470 Жыл бұрын

    El dost ne khula liya tha advocate k samne and qazi b the unhene y ex husband se 3 bulwaya tha mai apni bivi ko talaq deta hon jabke khula liya, meher k bare mei pata ni tha bad mei unhun ne pocha so wapas karna chahrey the ex husband ne mana kardiya abi ye khula hua ya talaq

  • @musaratmehmood8905
    @musaratmehmood89053 жыл бұрын

    Asal masley ko goal ker gay.... suna hey khula mukammil hi jab hoti hey jab merd tallaq key alfaz boley...? Kuon keh aurat dosri shadi ki position main kaisey aay ge ager merd tallaq nahi boley ga ? Asal bat yeh batani the keh jab es condition main khula complete ho jay tu kya aurat baghair doosrey merd sey nikah keyay pehley shouher sey dobara nikah ker sakti hey ya nahi ???????????

  • @muhammad_sadiq_

    @muhammad_sadiq_

    2 жыл бұрын

    Bro yeh masla hai aurat kazi ke samne yeh keh de ke mein tumse khula manganthi hu tumri mehre lauta ka kya tum mujhe khula donge to mard ne agar keh diye mein ne khula dediya to yeh khula hogaya and jo agreement hai ya jo bhi paper kazi ke through rahenga uspar sign kr diye to rishta forun thor par katam hojayenga

  • @beneficialhuman570
    @beneficialhuman5702 жыл бұрын

    Maine khula li jiski mudat 6 saal hogai kya Mai ab jud sakti

  • @abdulraheem7662
    @abdulraheem76622 жыл бұрын

    Hello Baba

  • @swws4141
    @swws4141 Жыл бұрын

    Ka agar ladki na khula laliya ho phir one year ka baad ladki pahla husband ka pass aana chahati hai to kya aasakti hai

  • @forthesakeofallah9530

    @forthesakeofallah9530

    Жыл бұрын

    جی بالکل. اگر شوہر تجدید نکاح کرنا چاہے تو ہو سکتا ہے

  • @bilalmemon5329
    @bilalmemon53294 жыл бұрын

    3 Talaq Ka Bad Bahami Razamandi Sa Iddat K Bad Bgr halala k ruju ho skta hai (surah baqarah) kzread.info/dash/bejne/hJOlxaaGcpPbnJM.html

  • @azamansari3532

    @azamansari3532

    3 жыл бұрын

    تین طلاق کے بعد رجوع کی کوئی گنجائش نہیں رہتی سورۃ البقرہ کی آیات غور سے دیکھیں ،،فان طلقھا فلا تحل لہ من بعد حتی تنکح زوجا غیرہ ( پس اگر شوہر نے تیسری طلاق بھی دے دی پس اب بیوی اس تیسری طلاق کے بعد شوہر کے لیے حلال نہیں، یہاں تک کے کسی اور سے نکاح نہ کرلے،، مفہوم آیت،،)

  • @nadiakhan2527

    @nadiakhan2527

    2 жыл бұрын

    @@azamansari3532 aap ne bilkul theek kaha.....3 talaaq k baad aurat issi shohar k pas waps nai aasaktee jb tk k 1 aur merd se talaq na hojae.

  • @ayeshasana3305

    @ayeshasana3305

    8 ай бұрын

    Ager shofar ny 2 talaq di ho 3sri na di ho...lakin Union Council sy talaq mosar ka certificate ly len tu dubara us shoher sy nikah ho sakta hai?

  • @bushraanjum814
    @bushraanjum8143 жыл бұрын

    اسلام علیکم ایک عورت کا شوہر بہت بہت زیادہ غصہ والا بد زبان غیر ذمہ دار لا پرواہ اور کماتا بھی نہی 20 سال سے یہی حال ہے لڑائ جھگڑے میں اس عورت نے 10 سال پہلے خلع لینے کے لیے شویر کو کہا تو اسوقت شوہر نے کہا میں تم کو طاق دیتا ہوں اب 15 دن پہلے پھر سے لڑائ جھگڑے میں عورت نے کہا میں خلع لے لیتی اسنے پھر شدید غصہ میں کہا تم کیا خلع لیتی ہو میں تم کو طلاق دیتا ہوں کیا اس طرح کہنے طلاق ہو جایگی میری رہنمائ کریں

  • @awaisshamshair

    @awaisshamshair

    2 жыл бұрын

    Han khula aik talaq k braber h .r mrd n kaha wo dusri talaq h .

  • @mughalsgaming3638

    @mughalsgaming3638

    Жыл бұрын

    G 2 talaqe waqeiya ho gain han is me aap rujooh kar le to theek, 3sri talaq k baad rujooh nahi ho ga

  • @basharatalicheema4546
    @basharatalicheema45463 жыл бұрын

    Fitana mullaha jaat

  • @sameenashah361
    @sameenashah3613 жыл бұрын

    kyun bhi 10000 diya or 100000 kuyan lay bhi? kon pagal mula log asa kahtay hayan?

Келесі