Is the Maruti Suzuki Commercial Super Carry Worth the Investment? A Comprehensive Review

Автокөліктер мен көлік құралдары

Looking for a tough and reliable mini-truck for your small business or personal use? Check out our review of the Maruti Suzuki Super Carry, featuring its fuel efficiency, durability, and impressive cargo capacity. Watch our video to learn more about this versatile vehicle and why it's perfect for your needs.
#TarakkiAapkiSaathHamaara #MarutiSuzukiCommercialSuperCarry #SuperCarry #TarakkiKaDumdaarSaathi #PowerfulMiniTruck #MarutiSuzukiCommercial #CommercialVehicles #Minitruck #Taxi #Van
Know More: www.marutisuzukicommercial.co...
Engine:
Super carry mein 1.2L ka 4-सिलेंडर इंजन maujood hain, jo आपको देता है badhiya power aur saath-hi-saath lajawaab smoothness bhi. Iss shreni ke baaki koi bhi Mini Truck iss maamle mein super-carry-ke aas-paas bhi nahin. Iss engine ke lajawaab power ki badaulat aap ko teevr-dhalaang pe, aur overloading karne ke bawajood bhi tagda pick-up milta hain. Itna hi nahin, lambe-routes-pe iska turnaround-time baaki saare prati-spardhiyon se kaafi behtar saabit hota hain. Aur sab-se badhiya baat ye hain ke Super Carry आपको पेट्रोल और S-CNG, दोनों वैरिएंट में uplabdh है| इसका B.S.-six compliant engines itne shaktishaali-hain, ke पेट्रोल वैरिएंट आपको seventy-two hp का पावर देता है और साथ में ninety-eight Nm का torque, jabki S-CNG वैरिएंट आपको देता है sixty-five hp का पावर, aur pichasi Nm ka torque. Aur ek baat jaroor yaad rakhna, Carry ka CNG aur Petrol pe chalne waala engine, saare diesel-b.s.-six prati-spardhiyon se, maintainence ke maamle mein kaafi asaan aur sasta hain. Aur-toh-aur, आपको CNG के साथ 5 लीटर का पेट्रोल टैंक भी मिलता है, toh trip-ke dauraan अगर आपका CNG ख़तम भी क्यों ना होजाये, आप पेट्रोल pe भी गाडी चला सकेंगे. Ab aap soch rahe honge ke maan-liya overloading aur turn-around-time mein Super Carry ka koi tod nahin, lekin Mileage ke maamle mein ye gaadi kaisi hain? Chaliye dekhte hain..
Mileage:
माइलेज की बात करे तो, ek baat pe gaur farmaiye dosto, power jyada hain matlab mileage kam hoga aisi galatfehmi mein bilkul mat rehna! Pehli baat toh ye engine pichle bara-saal se laakho Eeco-Vans mein apne aap ko kifayati aur bharausemand saabit kar chuka hain. Iska faayda hain indhan ke kharche ki bachat aur aap ke liye dher saara munafa dosto. Oopar se uska five-speed gearbox aap ko Highway par low-r.p.m. pe, araam se cruise karne ki suvidha deta hain, jisse mileage aur bhi sudhar jaata hain.
Loading Deck:
Doston Super Carry ki doosri sab-se badi khoobi hain uska lamba-chauda loading deck | जैसा आप देख सकते है, काफी बड़ा डेक है| इसमें आपको 7 फ़ीट और 2 इंच की लम्बाई और, 4 फ़ीट 9 इंच की चौड़ाई मिल जाती है| Aur-toh-aur, carry ka loading bay adjustable bhi hain - jisse loading aur unloading karna behat asaan ho jaata hain. Parcel-Courier athwa phal-sabjiyon jaisa halke wajan ka maal dhowne ke liye bada daala waali gaadiyaan aap ko dher saara profit kamaa-sakti hain, ye toh aap jaante hain. Payload capacity ki baat ki jaaye toh passing ke anusaar petrol model ko saat-sau-chaalis kilo ki anumati hain aur CNG model ko che-sau-pacchis kilo ki, Lekin maruti ke damdaar engine ki badaulat aap isse kaafi jyada wajan ka maal asaani se dhow sakte ho!
Chassis aur Suspension:
Dosto, कोई भी किस्म का रास्ता हो, चाहें उबड़-खाबड़ हो या चढ़ाई हो, आपकी ड्राइविंग में आपको कोई परेशानी नहीं होगी kyonki Super carry ka wheelbase - yane ke agle aur pichle payyon ke beech ka antar lagbhag saat-feet hain jiske kaaran bhaari loading ke dauraan bhi wah behtareen santulan banaye rakhti hain. Iske alava, Super carry-mein L.S.P.V. Brake System laga hua hain - jo loading ke hisaab se automatically brakes ka pressure adjust karta hain. Brakes bhi behtareen hain, aage Disc aur peeche drum aur suspension bhi behat majboot hain. Aage ki ore MacPherson strut with coil springs, jo driver ko badhiya suspension comfort deta hain aur peeche Leaf Spring suspension jo bhaari load dhowne ki kshamata deta hain. Aur toh aur, Super Carry ka ek aur faayda ye hain, ke uraane sheher aur unki sikudi galiyon mein bhi wah asaani se ghus sakti hain, kyonki uska turning radius sade-chaar-meter se bhi kam hain!
Cabin:
Doston, Super-carry ki teesri abdi khoobi hain uski araamdaayak-cabin. Super Carry में आपको एकदम कार जैसा comfort milta hain| क्युकि, इसके केबिन में आपको milti है kaafi badhiya legroom aur saath mein supportive-सीट्स, jo aap ke kad-ke anusaar aap aage-peeche adjust kar sakte ho! Itna hi nahin, Super carry ki seats mein heat-resistant material ka upyog kiya gaya hain, jo engine ki garmi ko cabin ke andar ghusne nahi deta. Iske alava super carry mein aap ko milti hain badi-si windscreen athwa bade aur majboot mirrors, jo aap ko gaadi ke chaaro taraf badhiya visibility dete hain. Driver ki suvidha ke liye Maruti ne light steering aur smooth gear-shift pe khaas kaam kiya hain. toh dosto, लम्बे सफर के लिए काफी aaraamdaayak gaadi है ye! अब कोई भी दूर- दराज शहर का काम हो, आप आराम से सफर तय कर सकेंगे!

Пікірлер: 6

  • @Dr.Priyanshu1208
    @Dr.Priyanshu1208 Жыл бұрын

    Super carry cng vs Ace gold cng plus video kab aayegi

  • @krunalkapadia2684
    @krunalkapadia2684 Жыл бұрын

    Sir ji bahot hi achhi gadi he

  • @pradyunnadas2939
    @pradyunnadas2939 Жыл бұрын

    Mahindra jeeto Plus ka video banana please

  • @yogeshbharwad7090
    @yogeshbharwad7090 Жыл бұрын

    Intra v20 CNG review kero sir

  • @kiranbodkhe5154
    @kiranbodkhe5154 Жыл бұрын

    Bhai iska petrol Mai average bohat Kam hai

  • @azmathali4897
    @azmathali4897 Жыл бұрын

    Bolero pick up VS yodha 2.0

Келесі