No video

Ghulam Ali-Aalem e Khwaab mein khul Hujla e Vijdaan mein Aa [Radio Recording 70s]

Ghulam Ali-Aalam e Khwaab mein Qurb Ujala e [Radio Recording 70s]

Пікірлер: 30

  • @Mauseeqi
    @Mauseeqi Жыл бұрын

    Lyrics for Description Aalam e Khwaab mein khul, Hujla e Vijdaan mein aa Aa meri rooh, meray jism, meri jaan mein aa Main samundar hoon, meray zarf ko mehdood na kar Tu gohar hay to meray halqa e toofan mein aa Main teri samt chala tu bhi meri jaanib chal Gosha e ghaib se uth, Mehfil e imkaan mein aa Roop mausam ki tarah roz badalta kya hai Dost hai ya mera dushman? meri pehchan mein aa Mujh se khushbouon ki maanind gurezaan kyon hai Meray ashaaar mein dhal ja, meray deewaan mein aa

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks dr saheb.

  • @rogermilla2358

    @rogermilla2358

    Жыл бұрын

    Thank you, very helpful.

  • @Mauseeqi
    @Mauseeqi Жыл бұрын

    عالم ِخواب میں کُھل حُجلہَِ وجدان میں آ

  • @kanekarvilas12
    @kanekarvilas12 Жыл бұрын

    Bahod umda ghazal.Kya Baat.

  • @MuhammadNaeem-ob8xf
    @MuhammadNaeem-ob8xf Жыл бұрын

    Nice ghazal New for me

  • @wallikhan5534
    @wallikhan5534 Жыл бұрын

    Bahot khoob ❤

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks

  • @vichitram7037
    @vichitram7037 Жыл бұрын

    Bahut dinon baad itnee naayaab ghazal aur utkrisht shayari ko, Ghulam Ali ji ke anokhe andaaz mein sunne ka mauqa mila. Shayar ne bhi apni prem gaatha ko kitne khoobsoorat alfaazo.n se sushobhit kiya hai. Aalam-e-khwaab mein khul, hujla-e-vijdaan mein aa... Aa merii rooh, meray jism, meri jaan mein aa.... Aur jisei Ghulam Ali ji ne utni hi mithaas se pesh kiya hai ! Waah ! Kitne marm sparshi bol hain...Roop mausam ki tarah, roz badalta kyaa hai... Dost hai yaa mera dushman...?...Merii pehchaan mein aa.... Mujh se khushbuuo.n kee maanind, gurezaa.n kyu.n hai....Meray ash'aar mein dhal jaa...... ....... Pehli baar iss shayari ko samajhne mein zara mushkilaat huyi par, jab dobaara suni aur samajh aayi, to sunn kar behad khushi mehsoos huyi ! Aapka dil se shukriya, Suman ji, ek aur naayaab radio recording, Ghulam Ali ji ki makhmali awaaz mein sunvaane ke liye ! Khush rahiye ! Shubh kaamnaaein ! 👍🥰💐🙏

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Shukriya Vichitra Jee for detail comment.🙏🙏

  • @shaktikohli953
    @shaktikohli953 Жыл бұрын

    Wah wah...gazab...what a composition

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks sir.

  • @bulleyshah1000
    @bulleyshah1000 Жыл бұрын

    Mere parbhu mai aapka bhakat hu kirpa mujhe bhi aapka didar ho jai

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Ghulam Ali se Mulakat unke Ghar par hoga apko.Anyway thanks for feedback.

  • @IrfanGabol
    @IrfanGabol Жыл бұрын

    Shandar bhai 💝 Lyrics: Abdul Sattar Syed, Composer: Asghar Ali, Muhammad Hussain... Rec on: 16-05-1977, PBC Lahore..

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks for information Bhai.

  • @abdulsayeed9234
    @abdulsayeed9234 Жыл бұрын

    वाह्! भाई वाह्! सौरव सुमन जी, बहोत बहोत शुक्रिया।।

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks for feedback sir.

  • @kamalendubhattacharya1478
    @kamalendubhattacharya1478 Жыл бұрын

    Phirse ek bahut Behtareen ghazal upload Sumanji ka.. Koi jawab nehi apka. Aapka channel toh anmol ratan ka ek vishal khazana hai! Jitna baar sochta hoon ki main Khan Sahib Ghulam Ali aur Mehdi Hassan Sahib ka Gaya hua sabhi ghazal soon chuka hoon .....utna baar hi aap hamein galat Sabit Kar dete ho. Main toh yehi soch ke hairan hota hoon ki itna chhota umr mein mausiki mein itna gahra samajh aap kaise hasil Kar Liya! Aap bhi sachmuch ek bahot bade fankar hai. Aap jaise shrotaon ko humlog Bangla mein Shrabanshilpi bolte hain. Ishwar se prarthana karta hoon ki aapka zindagi aise hi sur aur taal me guzre. God bless.

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks for blessing sir.

  • @mkwn4828
    @mkwn482812 күн бұрын

    Name of the Poet?

  • @Mauseeqi
    @Mauseeqi Жыл бұрын

    its aalim e khwab mein khul (open up)

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Sudhaar diya huun.Poet kaun hain?

  • @Mauseeqi

    @Mauseeqi

    Жыл бұрын

    @@sumansaurav71 check karoon ga Nasir Kazmi / Mohsin Naqvi par shakk hay magar confirm nahi..raat mein un ki books mein khojon ga

  • @Mauseeqi
    @Mauseeqi Жыл бұрын

    wah wah

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Bahut dino ke baad dikhen aap

  • @Mauseeqi

    @Mauseeqi

    Жыл бұрын

    @@sumansaurav71 bas bhai Ramzan mein music off tha..

  • @vivekrathaur7863
    @vivekrathaur7863 Жыл бұрын

    Sir, the lyrics are not clear

  • @Mauseeqi

    @Mauseeqi

    Жыл бұрын

    Ooper likh diye hain maine.. check kijay

  • @sumansaurav71

    @sumansaurav71

    Жыл бұрын

    Thanks for feedback.

Келесі