"Exposed: The Truth About TDS Controllers"

Do watch following videos to get more knowledge about Water Purification and Residential Water Purifiers.
1. To understand what to know, to compare while buying a New Water Purifier kindly watch- • How to Select Water Pu...
2. To know how people are misguided by companies selling RO, then you can watch - • How do some companies ...
3. To not become a victim of marketing gimmick hammered by companies, then you can watch - • Cheap Marketing Gimmic...
4. To understand Water Purification Technologies and their Advantages and Limitations, then you must watch-
• R.O., U.F. & U.V. Wate... (Marathi)
• R.O., U.F. & U.V. Wate... (Hindi)
• Differences between R.... (English)
Find out more on www.cmpurifiers.in
Give Us Your Feedback on enquiry@cmpurifiers.in
For Further Queries Kindly Call Us Upon: Whatsapp & Calling+91 9322647227 / +91 9322673060

Пікірлер: 29

  • @s_intruder150
    @s_intruder1504 күн бұрын

    sir apki bat thik hogi par...Tds valve se baut kum pani jata hi jo uf se jata hi aur vo pani memran me ni jata to usme natural mineral b hote hi & choti moti impurity k liye uf aur uv se kam hojayga.....

  • @CMPurifiersbyChandanMantri

    @CMPurifiersbyChandanMantri

    4 күн бұрын

    Apko jo thik lagata hai wo salah aap logoko de sakte hai. Lekin koi bhi UF membrane pani mese chemical impurities nahi nikalata. 10 se 12 inches ke membrane ko 3 - 4 inches ka banana, openable membrane ko jise ham khol kar saaf kar sakte hai usse sealed karna galat hai. 5 se 10% bhi pani mai agar chemical impurities ho to bacha huva 90 to 95% pani RO se purified karne ka koi matlab hi nahi hai.

  • @s_intruder150

    @s_intruder150

    23 сағат бұрын

    @@CMPurifiersbyChandanMantri ok sir ✔️

  • @jitendravyas
    @jitendravyas10 күн бұрын

    solution kya hai fir?

  • @CMPurifiersbyChandanMantri

    @CMPurifiersbyChandanMantri

    9 күн бұрын

    Solution NF hai jiska porosity RO aur us ke bich ka 0.0001 micron or TDS reduction 40 se 50% hai aapke tap water ke TDS anusar NF40/ NF60/ NF80 variant maujud hai to sahi membrane chunkar aap Bina RO ke sath controller lagaye output water ka TDS 100 se 150 ke bich mein rakh sakte hain adhik jankari ke liye hamen 93226 47227 is number per sampark Karen ya www.cmpurifiers.in per visit Karen

  • @VBdelhi0007
    @VBdelhi00079 күн бұрын

    Bhai ji tds controler Kay baary may aap galat bata rahay hai. Tds controler moter ki output pipe may ek t laga ker Jo ki already sediment or carben filer say filter hoker ata hai waha say tds controler may in Kiya jata hai or tds controler Kay output say memebran Kay output may t Kay through mix Kiya jata hai or last may Tank may janay say pehlay ek baar phir post carben filter say hoker tank may jata hai. Power supply off honay per SV water ko stop kar dayta hai jisay water agay jata hi nahi hai. Ata pata kuch hota nahi hai Gyan baat dayta hai KZread per log.

  • @mrdotak6

    @mrdotak6

    9 күн бұрын

    I think it's intentional by him to present the wrong info.

  • @VBdelhi0007

    @VBdelhi0007

    9 күн бұрын

    @@mrdotak6 Inko koi knowledge nahi hai RO Kay Baray may.

  • @mrdotak6

    @mrdotak6

    9 күн бұрын

    @@VBdelhi0007 nahi ji, knowledge hai inki baat tab true hoti hai jab input water ka tds bhot high hai but if it's not high it's not a problem. Also he used incorrect diagram which is wrong. Water pre filter sediment precarbon ke baad uv uf mei jata hai ro wale filter se mil ke. He didn't show the truth that bugs me.

  • @CMPurifiersbyChandanMantri

    @CMPurifiersbyChandanMantri

    9 күн бұрын

    Bhai sahab agar sediment filter carbon filter UF post carbon aur UV mein se Pani purify ho sakta tha to RO membrane dekar sediment aur carbon se filter hua 2 se 3 Guna Pani Waste karne ki jarurat hi kya hai RO field mein Kam karne Wale bacchon Ko bhi pata hai ki power supply band hone ke bad solenoid valve Pani ko band kar dega lekin tank Khali hone ke bad jabhi machine chalu hogi aur membrane choke ho to kya Pani TDS controller se bypass hokar tank mein nahi jayega? video theek se sunte aur samajhte nahi hai aur comment kar dete Hain kuchh log

  • @CMPurifiersbyChandanMantri

    @CMPurifiersbyChandanMantri

    9 күн бұрын

    @@mrdotak6 If you think so then kindly present right information, aapki personal Rai kuch bhi ho sakti hai kripya ho sake to ek bar hamari website www.cmpurifiers.in/ study kijiye aur hamari client list dekhiye

Келесі