ALRISALA MAGAZINE - APRIL 2019 - MAULANA WAHIDUDDIN KHAN - AUDIO BY SHABANA ANSARI

To give full expression to positive ideas, Maulana Wahiduddin Khan established the Islamic Center at New Delhi in 1970. Subsequently, in 1976, he launched the voice of the mission, Al-Risala - the monthly magazine. This journal, consisting entirely of his own articles, quickly acquired a wide circulation throughout the Urdu-speaking world, and has done much to make people understand the peaceful face of Islam, to awaken in Muslims a new awareness of their social responsibilities and to promote positive thinking and action. The first issues of the English and Hindi versions of Al-Risala were launched respectively in February 1984, and December 1990. The English version is now being published under the title of Spirit of Islam.

Пікірлер: 5

  • @growwiser8471
    @growwiser84714 жыл бұрын

    Masha allah bahut wisdom ki baat hi. Jazakallah khair 🙏🙏🙏

  • @DrAliaFaruky
    @DrAliaFaruky4 жыл бұрын

    Jzk Sound was v.clear #draliaofficial

  • @tanweeralamalam3745
    @tanweeralamalam37455 жыл бұрын

    Janab alla hajrat wahiddudin khan sahab A/s Me bahut hi kam age se aap ka urdu risala padhta raha ho. Bahut se aise islamic malumaat hamne app ke risale ko padh ker hasil ki hai jo kahi aur se milna muskil tha jis ke leye me aap alla hajrat ka dil se sukermand ho.Allah se dua hai app jaise ustad muhtaram ka saya ham jaise adna insan per hamesa qayem rahe. Saber who kunje hai jo adna ko alla banati hai .Me bahut jayada padha likha tho nahi ho lakin phir bhi itna malum hai ki islam ki sadaqet ke raste insan is duniya me aisa muqam hasil ker sakta hai jo duniya me bulandtareen muqam kahlata hai. Me apne ustade muhtaram se zindagi ka ek aham masle per aap ke besqemati maswere ka talabgaar hoo.Masala ye hai ki 2 log the jin ki doste bemisaal the . Ikhlaq ka aisa misal ek dost ki taraf se add ki jaa rahi thi jo ikhlaq ka bulad mukam rakhne wale insan se bhi adda kar pana sayed muskil nahi namumkin ho. Ek dost alla darje ka garib aur dusra daulat me dusre sab logo ke liye apne aap me missal tha. Dolatmand dost is baat ke liye apne dost ki izzat karta tha ki aaj tak mere dolat mere garib dost ke koi kaam nahi aasaka jo mere pass hai. q ki uska garib dost ek khuddar pasand insan tha. Jiska apne dost ki dolat se koi lena dena nahi the jiske wajah ker usko lagta the ye dolat uske pass kisi kaam ki nahi hai. Ek dost Dolat sarafat aur garib perwer tha. Jab ki Dusra dost ikhlaq aur khuddar pasand hone ke saath saath khudmuktaar tha .Isi khudmukhtari ne baad me chal ker do dosto ke darmayan ek diwar ban gaye .q ki uska dolatmand doste khudmukhtari ka haqe me khud ko buland rakhna chahta tha jab ki uska dusra dost khudmukhtari ke saath kise bhi qemat per koi samjhoota nahi karne wala tha.phir kiya dono dosto ke chahne walo ne iska fayeda utha ker In dono ke darmayan ek diwar dene ke liye apne galat niyati ka istemal start kar diya jo baad me ek mukmil diwar ban ker qayem ho gaye .Ajj jab in dono ki mulaqat hota hai tho dua aur salam se jayada nahi ho paata hai .Lakin dono ke hi dilo me ek dusre ke liye izaat aur behissab payar maujood hai.Me aap se is sawal se ye malum kerna chahta ho ki isme kiski kitne galti hai aur dono ko apni purni doste ko paane ke liye kiya karna chahiye jab ki dono ke chahne wale aisa nahi chate. Ye dono dost jaante hai.

  • @muhammadmiyan2986
    @muhammadmiyan29865 жыл бұрын

    شكرا علي التواصل

  • @tanweeralamalam3745
    @tanweeralamalam37455 жыл бұрын

    Aap ke jawab ka intezar hai .

Келесі