No video

Abbas Kahan Ho (With Lyrics) | Soz-o-Salam Shahadat Imam Hussain a.s.

ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
ALLAAHUMALA’AN QATALATAL HUSAYN (ع) WA AWLAADIHEE WA AS’HAABIHEE
Soz-o-Salam: Abbas Kahan Ho (Sachey Bhai)
● Salam For Ashura - 10th Muharram | Shahadat Shahadat Imam Hussain a.s.
● Recited By M. Ahad-Ali
● Videography By: Zia Ali Haider
--------------------------------------------------------------------
On the arrival of Muharram 1442AH (ASHURA DAY), Many Condolences to Prophet Muhammad (ص) and Bibi Fatima Zahra (س) and Especially to Imam e Zamana (ع).
Labbaik Ya HUSSAIN a.s.
#SubScribe ‎#YaZahra a.s. #YaHussain a.s. #Azadar110 #ShahadatHazratAliAkbar a.s.
☆ Subscribe to the Channel to receive Video Updates:
/ @azadar110
☆ Follow/Like Our Facebook Page As well
Azadar110Mon...
Show Your Support!
Iltemas-e-Dua
==================================
☆● LYRICS ●☆
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Kehte the Shah-e-deen
Mere Abbas Kahan ho
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Tanhaan hu khada dasht-e-bala mein baradar
Dekho zara aa kar
Dekho zara aa kar
Paala tha jinhe naazon se, sootey hain, kahaan ho
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Dikhta nahi ab aakho se, har su hai andhera
Dam rukta hai mera
Dam rukta hai mera
Deta Hai Sadaayein Ali Akbar mera mujhko
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Seeney me jawaan laal ke barchi ki ani hai
Tharrati zameen hai
Tharrati zameen hai
Uljha hua barchi me na, Akbar ka jigar ho
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Seeney se sina kheench ke, Akbar ke sirhaaney
Is dasht-e-bala me
Is dasht-e-bala me
Takta hu basud yaas se, dam tortey usko
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Haathon pe ugalta hai lahu Asghar-e-be-sheer
Gardan be laga teer
Gardan be laga teer
Kya keh ke tasallee du main, dar pe kharee maa ko
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Nanhi si lehed me Ali Asghar ko lita kar
Mitti pe sula kar
Mitti pe sula kar
Uthta hu kabhi girta hu, thaamey hue dil ko
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Jaata hu Raah-e-haq me gala apna kataaney
Khaliq ki raza mein
Khaliq ki raza mein
Ab Shimr ka khanjar, meri gardan pe rawaan ho
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
Chalti thi siyaah aandhiya, khoon bikhra tha har su
Jab khol ke gesu
Jab khol ke gesu
Ek laash-e-Bureeda pe ye, maa kehti thi ro ro
Abbas kahan ho
Abbas kahan ho
---------------------------------------------------------------------------------------------
☆ ● Related Searches ● ☆
● MUHARRAM 2020
● NEW NOHA
● NEW SALAM
● AZADAR110
● NOHAY 2020
● YA HUSSAIN a.s.
● MATAM
● SALAM
● SOZ-O-SALAM
● MARSIYA

Пікірлер: 10

  • @MuhammadMuslim-p3e
    @MuhammadMuslim-p3e21 күн бұрын

    Mashalah❤

  • @fatimamir533
    @fatimamir5334 жыл бұрын

    Masha Allah beta jeo maula Abbasaap ki hifazat fermayen.aameen

  • @SMohammedKNaqvi
    @SMohammedKNaqvi4 жыл бұрын

    A'dhamallah ujoorak beta! Jeetay raho

  • @alirazaaliraza8033
    @alirazaaliraza80333 жыл бұрын

    Mashallha

  • @khadikara1784
    @khadikara17843 жыл бұрын

    May mawla bless you dear

  • @user-xq9sh6kn9j
    @user-xq9sh6kn9j4 жыл бұрын

    Ya Abbas Ya Hussain

  • @shaazz4255
    @shaazz42554 жыл бұрын

    Mashaallah betay mola salamat rakhay

  • @zarinamirza4996
    @zarinamirza499613 күн бұрын

    😢ya abbas/ we need lyrics

  • @Azadar110

    @Azadar110

    8 күн бұрын

    @@zarinamirza4996 ☆● LYRICS ●☆ Abbas kahan ho Abbas kahan ho Kehte the Shah-e-deen Mere Abbas Kahan ho Abbas kahan ho Abbas kahan ho Tanhaan hu khada dasht-e-bala mein baradar Dekho zara aa kar Dekho zara aa kar Paala tha jinhe naazon se, sootey hain, kahaan ho Abbas kahan ho Abbas kahan ho Dikhta nahi ab aakho se, har su hai andhera Dam rukta hai mera Dam rukta hai mera Deta Hai Sadaayein Ali Akbar mera mujhko Abbas kahan ho Abbas kahan ho Seeney me jawaan laal ke barchi ki ani hai Tharrati zameen hai Tharrati zameen hai Uljha hua barchi me na, Akbar ka jigar ho Abbas kahan ho Abbas kahan ho Seeney se sina kheench ke, Akbar ke sirhaaney Is dasht-e-bala me Is dasht-e-bala me Takta hu basud yaas se, dam tortey usko Abbas kahan ho Abbas kahan ho Haathon pe ugalta hai lahu Asghar-e-be-sheer Gardan be laga teer Gardan be laga teer Kya keh ke tasallee du main, dar pe kharee maa ko Abbas kahan ho Abbas kahan ho Nanhi si lehed me Ali Asghar ko lita kar Mitti pe sula kar Mitti pe sula kar Uthta hu kabhi girta hu, thaamey hue dil ko Abbas kahan ho Abbas kahan ho Jaata hu Raah-e-haq me gala apna kataaney Khaliq ki raza mein Khaliq ki raza mein Ab Shimr ka khanjar, meri gardan pe rawaan ho Abbas kahan ho Abbas kahan ho Chalti thi siyaah aandhiya, khoon bikhra tha har su Jab khol ke gesu Jab khol ke gesu Ek laash-e-Bureeda pe ye, maa kehti thi ro ro Abbas kahan ho Abbas kahan ho

  • @Azadar110

    @Azadar110

    8 күн бұрын

    @@zarinamirza4996 lyrics are also in the video description. Iltemas-e-Dua