Jab talak mujhko tere matam ki aadat hai husain-2 Tab talak ye haath ye seena salamat hai Husain Farsh wale arsh walon se bhala milte kaha -2 Aapki majlis me hi bas ye saluhat hai husain Aadmo khatam se lekar keh rahe hai ambiya -2 Aaj Tak deene khuda teri badulat hai husain Dekh kar karbola ko keh rahe hai ambiya -2 Hum bhi aa jye ziyarat ko hai izazat Husain Badshah ne waqt ko khatir me lao kis tarah-2 Uski Daulat maal o zar hai meri daulat hai husain Teri nisbat se mila inko rumale sayyada -2 Warna mere aansuyo ki kya Haqeeqat hai Husain Aap per rune rulane ki fazilat ek taraf -2 Shakal rune se banane par bhi jannat hai husain Maut aaye karbala me karbala me qabr ho-2 Bas yahi meri tamanna meri hasrat hai Husain
Пікірлер: 8
Slmt rahe abad rahe mola as qubool kre ameen
Mashallah
❤
MashaAllah
Mashallah ❤️
Jab talak mujhko tere matam ki aadat hai husain-2 Tab talak ye haath ye seena salamat hai Husain Farsh wale arsh walon se bhala milte kaha -2 Aapki majlis me hi bas ye saluhat hai husain Aadmo khatam se lekar keh rahe hai ambiya -2 Aaj Tak deene khuda teri badulat hai husain Dekh kar karbola ko keh rahe hai ambiya -2 Hum bhi aa jye ziyarat ko hai izazat Husain Badshah ne waqt ko khatir me lao kis tarah-2 Uski Daulat maal o zar hai meri daulat hai husain Teri nisbat se mila inko rumale sayyada -2 Warna mere aansuyo ki kya Haqeeqat hai Husain Aap per rune rulane ki fazilat ek taraf -2 Shakal rune se banane par bhi jannat hai husain Maut aaye karbala me karbala me qabr ho-2 Bas yahi meri tamanna meri hasrat hai Husain
@Mesum_mirza
10 күн бұрын
@@yousufzaidi Salamat rahen
Bhai plz lyrics plz bhai