green house

green house

Пікірлер

  • @user-eh1xy6wc7m
    @user-eh1xy6wc7m11 сағат бұрын

  • @hafsafirdous
    @hafsafirdous12 сағат бұрын

    Chintiya nahi ayegu kya?plant me fitkaru sweet hoti Hena?

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 сағат бұрын

    Nahi aayegi

  • @yasminsultana2301
    @yasminsultana230119 сағат бұрын

    barish k mousam me kya de mere plant pe phool nahi aa rahe he

  • @greenhouse1
    @greenhouse118 сағат бұрын

    Kal aprajita par ek video share Kiya hai use dekho ap .

  • @pritiupadhyay2891
    @pritiupadhyay289121 сағат бұрын

    Maine Tulsi ke seeds pot me daale hai, baarish ke mausam me pot ko kaha rakhna hai

  • @greenhouse1
    @greenhouse118 сағат бұрын

    Barish me rakhen

  • @user-zb8qx8qs5o
    @user-zb8qx8qs5oКүн бұрын

    Thanku so much

  • @ankurseth007
    @ankurseth007Күн бұрын

    Maam mara roses ki leaves yellow or brown ho rahi hai kya karu?

  • @greenhouse1
    @greenhouse116 сағат бұрын

    Sir mitti ki drainage thik karen ap,jyada der pani na ruke,barish me rakhen,naye patte ane Lagenge, plant hara ho jayega, lekin pot se pani niklta ho is bat ka dhyan rakhen.. Kal ek video share karungi use ap jarur dekhen, gulab par hi he.

  • @ranjanasrivastava1151
    @ranjanasrivastava1151Күн бұрын

    पीली सरसों को पीस कर डाल सकते है

  • @greenhouse1
    @greenhouse118 сағат бұрын

    De sakta hai

  • @vaishaliraval361
    @vaishaliraval361Күн бұрын

    Mam mera jade plant bilkul height me nhi badh rha. Please kuch tips dijiye

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 сағат бұрын

    Jad growth nahi kar rahi he, plant ko nayi mitti me repot kar do ap,

  • @sudershansinghkunwar514
    @sudershansinghkunwar514Күн бұрын

    बहुत अच्छी जानकारी प्राप्त हुई मैम मेरा अपराजिता का पौधा बहुत ही हेल्दी हरा भरा है लेकिन उसमे फूल नहीं आ रहे है पौधा का विकास अच्छा हो रहा है कृपया जानकारी दीजिएगा

  • @greenhouse1
    @greenhouse1Күн бұрын

    Aj hi ek video aprajita par share Kiya hai, please use dekhen ap

  • @surykantgovindjungisureshg2145
    @surykantgovindjungisureshg2145Күн бұрын

    Great 👍

  • @parmodbakshi4657
    @parmodbakshi4657Күн бұрын

    Kaam ki baat bore kerne k baad batate ho kaun sune aap ki video

  • @greenhouse1
    @greenhouse116 сағат бұрын

    Sir,sirf khad ki jankari hi kam ki nahi hoti he, Care tips jya important he.

  • @sharifsh3977
    @sharifsh3977Күн бұрын

    Very nice 👍

  • @mohdkashif629
    @mohdkashif629Күн бұрын

    Mam Mera aprajita ka itna to hra h Mgr wo branch nhi nikal rha h m kya kru

  • @rekhadavid9463
    @rekhadavid9463Күн бұрын

    Thank You dear.

  • @imperialbeats1246
    @imperialbeats1246Күн бұрын

    Thank you

  • @shamaparveen8851
    @shamaparveen8851Күн бұрын

    Hello ma'am... thank u so much... q ki m apse aprajita plants ko lekr yhi kuch puchna chah rhi thi... ❤❤

  • @shamaparveen8851
    @shamaparveen8851Күн бұрын

    Kya aalu ke chilke k fertilizer k sath coffee powder de skte h chay Patti k alawa...

  • @user-pe6yw6sk9c
    @user-pe6yw6sk9cКүн бұрын

    Very good guidance

  • @umarwaikar507
    @umarwaikar5072 күн бұрын

    mira pant groth nahi kar raha

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 сағат бұрын

    Mitti achhe rakhen,nayi mitti ke sath phir se repot karen,koi compost jarur milaye

  • @anitapatidar126
    @anitapatidar1262 күн бұрын

    👍

  • @nidhivyas4962
    @nidhivyas49622 күн бұрын

    Abhi garmiya khatam ho gayi hai par mera mogra plant murghaya hua hai Garmiyo me nhi flowering acche se nahi hui aur abhi to bilkul bhi nahi April month me vinegar dalne ke baad plant tab se murghaya hua hai kuch acchi jankari de

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Mitti ki gudai karke koi compost dalen,ubli chaye ki patti ko sukhakar dalen,matra thodi jyada rakhe, plant ko barish ke pani men rakhen.

  • @kiranchugh8061
    @kiranchugh80612 күн бұрын

    चाय की pati kaise डालनी है mam और onion ka fartilizer कैसे बनाना है?

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Ubli chaye ki patti sukhakar dalen, onion peel ka liquid fertilizer dalen,watch my next video on Aprajita plant.

  • @kiranchugh8061
    @kiranchugh80612 күн бұрын

    ok mam 😊 thanks

  • @sumitsrivastava9997
    @sumitsrivastava99973 күн бұрын

    Mitti ke pot me hole karna jaruri hota hai

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Bilkul hota hai,plant khrab ho jata he,beez bhi.

  • @GautamKumar-bj6jj
    @GautamKumar-bj6jj3 күн бұрын

    नमस्ते मैम गुड़हल चार पौधे मेरे पास भी है लेकिन तीन पौधे जो लाल चिकनी मिट्टी में लगे हुए नर्सरी से आए थे मैडम मैंने उनको मिट्टी से अलग नहीं किया है डर लगता है मिट्टी अलग करने पर कभी पौधे सूख न जाए और मेरे पौधे में मिली बग भी बहुत ज्यादा लगते हैं इसके लिए कोई अच्छा सा सॉल्यूशन बताइए ना

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Milibug ke liye baking soda ka spray karen ( 1/4 teaspoon ek litre pani me gholkar). Red mitti se jyada dikkat nahi hai bus mitti bahut hard na ho. Mitti ki achhe se gudadi karen, mitti hard nahi honi chahiye warna jadon ki growth nahi hoti he, Thoda sa compost bhi do char mahine me dalenge to mitti achhe rahegi,

  • @nutanpandey4377
    @nutanpandey43773 күн бұрын

    Maine dekh kr lgya h mgar 2din k baad usme fungus lga hua h... Germination v start nhi hua...ek v seed ka...Kaise thik kre... Kaise bachae

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Ap galat time par grow kar rahe hain, September me grow karne,seeds store karke rakh den,

  • @rinkiagnihotri6497
    @rinkiagnihotri64973 күн бұрын

    Barish me besal shut kaise le plz bataiye mam

  • @greenhouse1
    @greenhouse12 күн бұрын

    Main jaldi hi is topic par video share karungi..

  • @BMGardening-GS22
    @BMGardening-GS223 күн бұрын

    Nice sharing friend 👍

  • @maheshwarkumarmishra8887
    @maheshwarkumarmishra88873 күн бұрын

    फुल नहीं आ रहे हैं इसके लिए कया करे। कौन सा खाद डालें ।

  • @greenhouse1
    @greenhouse13 күн бұрын

    Sarso khali ap de sakte hain,koi bhi aisa fertilizer jisme phosphorus ho achha rahega, bone meal,dap, single super phosphate ya rock phosphate koi bhi ek 15 din me ek bar dalen,

  • @deep1036
    @deep10363 күн бұрын

    Very nicely explained 👍👏 Thanks

  • @kailashmalik6248
    @kailashmalik62483 күн бұрын

    Mam.neeboo ka enzimemngra kode sake hain .thanks please reply .

  • @sushmacreativegardeningcoo9903
    @sushmacreativegardeningcoo99033 күн бұрын

    Very healthy plant ☘️🎉🎉

  • @RuchiSingh-jc3gz
    @RuchiSingh-jc3gz3 күн бұрын

    Very informative... thankyou 🥰🥰🥰

  • @shamaparveen8851
    @shamaparveen88513 күн бұрын

    Hello ma'am.... jo fertilizer hm rose plant k liye use krte h kya wo axora or pentaz pr bhi use kr skte h..

  • @greenhouse1
    @greenhouse13 күн бұрын

    Kar sakte hain

  • @anilmalhotra5666
    @anilmalhotra56663 күн бұрын

    Hmm

  • @shamaparveen8851
    @shamaparveen88514 күн бұрын

    Hello ma'am..... jo fertilizer hm rose plant m use krte h kya wo axora or pentaz pr bhi use kr skte h..... please suggest me

  • @greenhouse1
    @greenhouse13 күн бұрын

    Yes.

  • @gargidhawan1321
    @gargidhawan13214 күн бұрын

    Thank you

  • @dharmendersharma1646
    @dharmendersharma16464 күн бұрын

    Cocopita Kahan milega

  • @greenhouse1
    @greenhouse14 күн бұрын

    Nursery se mil jayega,

  • @jushfazubair
    @jushfazubair4 күн бұрын

    Thank sister ❤

  • @hemawalia9732
    @hemawalia97324 күн бұрын

    🙏. Mem mei kal zz plant podha kharid kar laye or use mitti ke gamle mein la gaya. Par barish se gamle ki mitti pahle se hi bohut jada gili hai. Ab meine pani nhi dala hai. woh kharab to nhi hoga. Zz plant ki lambi 2 tahniya hai kya use kat kar ke dusrey dabe mein plastic ke laga sak teye hai. Podha laye aaj 2nd day hai.

  • @PreetiGupta-s7y
    @PreetiGupta-s7y4 күн бұрын

    Drainage hole chek kar lijiye aur paani mat dijiye aur abhi pruning mat kijiye pahle use aapke environment me set hone dijiye

  • @PreetiGupta-s7y
    @PreetiGupta-s7y4 күн бұрын

    Drainage hole chek kar lijiye aur paani mat dijiye aur abhi pruning mat kijiye pahle use aapke environment me set hone dijiye

  • @greenhouse1
    @greenhouse14 күн бұрын

    Zz plant ek semi shade plant he, bahut dhoop nahi chahiye isko,lekin mitti aisi ho jisme pani na ruke, mitti ki upar ki parat sukhne par hi phir se pani dalen,kuch din rukkar cutting laga sakte hain,

  • @ssmith6268
    @ssmith62684 күн бұрын

    Bahut hi achhi tarah setpby step batati hai thank you

  • @shashibala5457
    @shashibala54575 күн бұрын

    In

  • @sonujer9697
    @sonujer96975 күн бұрын

    Man mera plant bahut acha hai ,magar phool nahi hai bilkul bhi, na hi bud hai

  • @greenhouse1
    @greenhouse14 күн бұрын

    Is season genda phool nahi deta he, September se phool dena Suru karega

  • @kokilapatel5634
    @kokilapatel56345 күн бұрын

    Thanks ❤

  • @pritiupadhyay2891
    @pritiupadhyay28915 күн бұрын

    Bahut sari kaliya banti hai par Mogra ke phool poore khilte nhi hai..kya karna chahiye

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Bahut jyada heat,kam dhoop,ya mitti ka lagatar gila hona, insects, nutrition ki kami.. Isme se koi bhi reason ho sakta hai.. Barish ho rahi he to pure din ki dhoop me rakhe.. Mitti bahut gila na rakhen...barish ho rahi he to bewajah pani na dalen jab tak mitti sukhe na,barish me niche ched se pani niklta ho.. Sea weed or banana peel fertilizer de sakte hain.. Sea weed na hone par.... banana or pyaz ke chhilke ka liquid fertilizer dena chahiye 15 din me ek bar

  • @pritiupadhyay2891
    @pritiupadhyay28915 күн бұрын

    Thanks

  • @Gardner-q9l
    @Gardner-q9l5 күн бұрын

    Mam throri throri puring kar sakta ha

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Kar sakte hain

  • @lubnaafreen4614
    @lubnaafreen46145 күн бұрын

    Kya baarish me mogra ko fresh tea de sakte hai, yahan contneous baarish baarish ho rahi hai, pls reply😊

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    De sakte hain, lekin jab bhi barish ruke tabhi dena hai

  • @ZabeenShaikh-kh7vw
    @ZabeenShaikh-kh7vw5 күн бұрын

    New rut a rhi thi pr ab pta nhi ku shukh gya kya kre mam

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Kuch samsya aayi tabhi sukha he

  • @ManjuMishra-s5o
    @ManjuMishra-s5o5 күн бұрын

    Video Start at 7:30

  • @neelmaulik
    @neelmaulik5 күн бұрын

    Ek saath kitne fertilizer de sakte hai?? Konse konse sathme de sakte hai? Mera plant abhi chota hai

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Do se teen fertilizer ek sath de sakte hain,15 din me ek bar,

  • @neelmaulik
    @neelmaulik5 күн бұрын

    @@greenhouse1 thank you

  • @nutanpandey4377
    @nutanpandey43775 күн бұрын

    Pune me barish ho rhi h... But main apne balcony me planting krungi kya abhi ye right tym h?

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Abhi ye beez ugane ka right time nahi hai, September me grow karen

  • @juhikiduniya2216
    @juhikiduniya22165 күн бұрын

    Sunlight kitna chahiye mongra plant ko? Please reply

  • @greenhouse1
    @greenhouse15 күн бұрын

    Full sunlight me rakhe