Zakat Ke Masail aur Unka Hal (ज़कात के मसाइल और उनका हल ) by Mufti Zubair Misbahi - Part 2

Topic: Zakat Ke Masail aur Unka Hal Part 2 (ज़कात के मसाइल और उनका हल)
Answers by #MuftiZubair Misbahi (Khateeb O Imam, Sunni Badi Masjid)
Questions by #SadiqRazvi (Rukne Shura #SunniDawateIslami)
Day & Date: Tuesday 20 Apr 2021
Place: SDI Centre, Mumbai
Apne sawal bhejne ke liye yahan click karen
👉🏽 bit.ly/ZakatMasail
00:00 - Q12 Malik E Nisab Kaun Hai?
01:45 - Q13 Kya 2 Tola Sona, 20 Tola Chandi Aur 20,000 Rupay Per Zakat Hogi?
04:40 - Q14 Mujh per zakat farz nahi hai, magar meri biwi per zakat farz hai, toh uski zakat kaun nikale?
07:51 - Q15 Main Malik E Nisab Kab Bana Yaad Nahi Hai Toh Kya Karu?
08:52 - Q16 Sayyed Ko Zakat Dena Kaisa?
10:41 - Q17 Kya Sayyed Zakat Ke Paise Lekar Kharji Kaamon Me Istemal Kar Sakhte Hai?
12:33 - Q18 Humlog Kai Saalon Se Zakat Nahi Diye The, Ab Zakat Kaise Ada Karen?
14:39 - Q19 Zakat Wajib Hai, Magar Koi Kamanewala Nahi, Kya Aise Insan Ko Zakat De Sakte Hai?
16:18 - Q20 Kya Sone Ki Zakat Sone Se, Chandi Ki Zakat Chandi Se, Cash Ki Zakat Cash Me Nikalna Chahiye?
18:56 - Q21 Sona Ki Zakat Kis Bhav Per Nikale? Kharidenewale Bhav Ya Aaj Ke Bhav Se?
Follow us on:
/ sdichannel
/ sdichannel
/ sdichannel
COPYRIGHT NOTICE:
All rights of the video production is reserved for #SDIchannel. You are not allowed to re-upload our video again on any platform without our permission, if you will do this, we will surely claim a copyright for every upload. You can only share this beautiful video.

Пікірлер: 44

  • @sabihanoorie8200
    @sabihanoorie82003 жыл бұрын

    جزاک اللہ خیر💐 اللہ مفتی صاحب قبلہ کو سلامت رکھے ۔ 💐 آمین

  • @MUHAMMADIMRAN-ew6xm
    @MUHAMMADIMRAN-ew6xm3 жыл бұрын

    Maasha ALLAH ❣ Jazaak ALLAHU khaira Hazrat ❣ Sunni Dawate Islami Zindabad ❣

  • @SabaNoorie
    @SabaNoorie3 жыл бұрын

    JazakAllahu Khaira for answering such important questions related to zakat

  • @noorishah256
    @noorishah2563 жыл бұрын

    Masha Allah Jazakallah 💐

  • @samsiransari2503
    @samsiransari25033 жыл бұрын

    SubhanAllah SubhanAllah

  • @dreamworld7256
    @dreamworld72563 жыл бұрын

    Subhallah

  • @nikhatshaikh7460
    @nikhatshaikh74603 жыл бұрын

    subhanallah

  • @abdulrazaqshahirehallimund8347
    @abdulrazaqshahirehallimund83473 жыл бұрын

    Subhan Allah

  • @Mr.NadeemKhan
    @Mr.NadeemKhan3 жыл бұрын

    Subhan ALLAH🌹

  • @ShakirKhan-uv5bi
    @ShakirKhan-uv5bi3 жыл бұрын

    Sub haan Allaah

  • @habibasayyed8368
    @habibasayyed83683 жыл бұрын

    masha allah

  • @samsiransari2503
    @samsiransari25033 жыл бұрын

    ZazakAllah

  • @kanizfatimashaikh7727
    @kanizfatimashaikh77273 жыл бұрын

    Subhanallah

  • @mohammedkhaleelqadri7030
    @mohammedkhaleelqadri70303 жыл бұрын

    Masha Allahﷻ ❤️❤️❤️

  • @Tahirshaikh57
    @Tahirshaikh573 жыл бұрын

    Jazak Allahu khaira very informative

  • @royalummo3911
    @royalummo39113 жыл бұрын

    Jazakallah

  • @alinagmladiestaior
    @alinagmladiestaior3 жыл бұрын

    Subhanallah mashallah 🥀🥀🥀

  • @anjushaikh2105
    @anjushaikh21053 жыл бұрын

    Mashallah👌👌👌👌👌👍👍

  • @razatravelrehamathullahado4180
    @razatravelrehamathullahado41803 жыл бұрын

    Masha Allah ❤❤

  • @khanKhan-oe4cn
    @khanKhan-oe4cn3 жыл бұрын

    MashaAllah

  • @tomyg6246
    @tomyg62463 жыл бұрын

    sir please y baat bataiye ki Kya ads lagana jaiz hai jaise aapne lagaye Hain please bataiye kyunki Mera aik channel bhi monitize ho gaya hai par Maine abhi Tak uspar ads nahi lagaye najaiz k khatre se please batayen

  • @sufi5694
    @sufi56943 жыл бұрын

    👌👌❤💕💯

  • @juberkhan8283
    @juberkhan82833 жыл бұрын

    Assalamoalykum Q1 Me sahibe nisab hu or salaried person hu or kuch sona hal hi me lia h to jakat kitni chizo PR hogi Q2 Kya policy or FD PR Bhi jakat h

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    Kul maal par zakaat h. If aap already maalike Nisaab the. FD. Investment. Profit on investment. Jitna policy premium bhara h sab pr zakaat h

  • @serajansari3249
    @serajansari32493 жыл бұрын

    Assalamualaikum hamara ek sawl hai jaise ki man lijiye mere paas 2 lakh rupiya tha lekin wo paisa mai kisi ko udhar ke taur per diya hu lekin wo diya nahi keya hamare pe farj hai keya hamko jkat nikalna padenga hamko bataye

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    Yes. Kyunki wo aaphi ka paisa h

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    To agar aap pr saal guzar gaya h . to aapke due date pr us 2 lakh ko bhi add kro

  • @serajansari3249

    @serajansari3249

    3 жыл бұрын

    Sukaran

  • @nazimuddin6817
    @nazimuddin68173 жыл бұрын

    Salam hujur Maira bebe ka pas 5.50tula suna ha or maira larke kai pas 2tula chande ha kaia mujai jokat daina hoga kaia Or maira upor 150000 korja ha

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    Abba or lakda alag alag zakat count krege. Jo bhi maal ka maalik h wo apni zakat khud nikalega agar nisaab tak hai to. Rahi baat aapki To aap dekhe k apke qarz dene k baad bhi aapke paas agar itna paisa bachta h jisse aap 52.50. Saade bawan tola chandi kharid sakte h to ap par zakaat farz h. Agar karz hatane k baad itna nhi bachta to nhi dena hoga

  • @nazimuddin6817

    @nazimuddin6817

    3 жыл бұрын

    @@englishwithsayyed9724 insah alllah

  • @farmanulhaq8031
    @farmanulhaq80313 жыл бұрын

    Hazrat Apne Sawal Kaise Bhejen ?

  • @sdichannel

    @sdichannel

    3 жыл бұрын

    Description me link hai google form ka usme apna question bheje

  • @elegantfashion7790
    @elegantfashion77903 жыл бұрын

    Kyun Zakat bhi to paak maal se nikala jata hai ... Mail kaise hua?

  • @sarfarazofficial6645
    @sarfarazofficial66453 жыл бұрын

    Hajrat mere pas agar 1lakh rupes hai 50 hajar par sal gujra hai. Or 50 hajar par sal nhi gujra hai to kya sara paisa par jakat nikalna hoga

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    Har maal par alag alag saal guzarna zaroori nhi h bhai. Start or end me bus dekha jayega k aap malike nisaab ho ya nhi

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    To agar apka saal poora hone se 2 din pahele bhi apke paas 50 hazaar agaya to usko bhi add krke zakaat dena hoga sab maal ka 2.5%

  • @sarfarazofficial6645

    @sarfarazofficial6645

    3 жыл бұрын

    Ji samajh me aa gya shukriya bahut bahut shukriya

  • @tahsinbabu4855
    @tahsinbabu48553 жыл бұрын

    1000 Rupay mae ketna rupye zakat niklega

  • @englishwithsayyed9724

    @englishwithsayyed9724

    3 жыл бұрын

    Sirf 1000 hai or baaki maal nhi h to zakaat wajib nhi hai

  • @burningrocks5967

    @burningrocks5967

    3 жыл бұрын

    1000 me 25

  • @tahsinbabu4855

    @tahsinbabu4855

    3 жыл бұрын

    Shukriya hazrat

  • @alihusainansari8855
    @alihusainansari88553 жыл бұрын

    Subhanallah

Келесі