Zakat ka Nisaab (minimum amount) kya hai? Mufti Zubair Misbahi

Topic: Zakat ka Nisaab (minimum amount) kya hai?
Orator: Mufti Zubair Ahmed Misbahi (Shaykh ul Hadees - Al-Jamiatul Gausia, Mumbai)
Date: Saturday - 11 Jul 2015
Place: Kurla, Mumbai

Пікірлер: 55

  • @asmaulhoque7420
    @asmaulhoque74203 жыл бұрын

    ماشاءاللہ بہت خوب جناب

  • @mohammedshahid7408
    @mohammedshahid74083 жыл бұрын

    masha allah

  • @muskan6365
    @muskan63655 жыл бұрын

    Bahut bahut Shukriya Sahi jankari dene k liye Allah aap ko jazaye khair ata farmaye ameen.

  • @zahidrana8770
    @zahidrana87703 жыл бұрын

    mashallah

  • @riyazaniz
    @riyazaniz9 жыл бұрын

    It cannot be more simpler than this explaination. May Allah Subhanahu tala grant his countless blessing.

  • @muhammadmasumrazavi6984
    @muhammadmasumrazavi69842 жыл бұрын

    Bahot khoob hzrt

  • @farooqalam5002
    @farooqalam50024 жыл бұрын

    ماشاء الله حضرت جزاكم الله خيرا

  • @junedashrfiqadri4023
    @junedashrfiqadri40236 жыл бұрын

    ماشااللہ سبحان اللہ

  • @mdajmatashrafi6292
    @mdajmatashrafi62925 жыл бұрын

    ماشاءاللہ

  • @shabanakhatun3488
    @shabanakhatun34884 жыл бұрын

    Jazakallah

  • @riyazkherdi2595
    @riyazkherdi25954 жыл бұрын

    Jazka Allah

  • @MUHAMMADIMRAN-ew6xm
    @MUHAMMADIMRAN-ew6xm5 жыл бұрын

    Maasha ALLAH Jazaak ALLAHU khaira Hazrat Aameen

  • @A-R-Habibi-Misbahi
    @A-R-Habibi-Misbahi5 жыл бұрын

    سبحان اللہ

  • @sksameersksameer980
    @sksameersksameer9804 жыл бұрын

    Masha Allah

  • @AbdulRehman-qi1fb
    @AbdulRehman-qi1fb6 жыл бұрын

    ماشااللہ

  • @bestreading5293
    @bestreading52935 жыл бұрын

    Subhan Allah

  • @A-R-Habibi-Misbahi
    @A-R-Habibi-Misbahi5 жыл бұрын

    ماشاء اللہ

  • @MasoodZafar824
    @MasoodZafar8245 жыл бұрын

    Masha allh

  • @rabbanisa-adi4806
    @rabbanisa-adi48065 жыл бұрын

    Mashallah

  • @MrJunnu4u
    @MrJunnu4u4 жыл бұрын

    Agar meri maan ke paas kuch sona hain par abji wo kamati nahi hai to kya unke upar jakat farj hogi? Aur meri biwi ke pass bhi sona hain to kya uski jakat wo khud degi ya uska shohar yaaneki main dunga?

  • @mdfakhruddinqadri
    @mdfakhruddinqadri Жыл бұрын

    𝗝𝗮𝗷𝗮𝗸 𝗮𝗹𝗹𝗮𝗵𝘂 𝗸𝗵𝗮𝗶𝗿

  • @ansaribasheer1643
    @ansaribasheer16434 жыл бұрын

    Asslamoalikum tola or Bharti me Keye farq hai Jawab enayat farmaye

  • @abdulwahidsheikh4445
    @abdulwahidsheikh44455 жыл бұрын

    Kya karna hoga agar sona juna hoto uska rate kum hotoh. Kaisey de.

  • @Ansari-ed3lg
    @Ansari-ed3lg5 жыл бұрын

    Ager Kisi ke pass karja ho our sona chandi bhi ho to Kiya us per jakat farj hai

  • @rukhsanaansari9277
    @rukhsanaansari92775 жыл бұрын

    MASHALLAH HAZRAT AAPNE SAMJHAYA TO BHY ACHHE SE HAI BUT ONE CONFUSION ? Hazrat aap keh rhe h jis ke paas 52.5 tola chandi ho to uspr zakat farz h or agar chandi na ho uski qeemat mojood ho 22.000 to bhi uspr zakat farz h To hazrat ye amount to 7.5 tola sona ke amonut se bht hi kam h ? To hazrat please yhi explain kr dijiy Please reply me

  • @shekhanas8410

    @shekhanas8410

    5 жыл бұрын

    Bilkul zakat deni pade gi

  • @shahrookhshaikh6182

    @shahrookhshaikh6182

    5 жыл бұрын

    Unhone kaha k agar apke paas 52.5 tola chandi ho ya 7.5 tola sona ya in mein se kisi ki bhi barabar rakam ho tho zakat wajib hojata hai... tho app kahe rhe ho ki apke paas 22000rs hai aur ye amount 52.5 tola.chandi ki barabar hai par 7.5 tola sona ki barbar nhi hai tho bhi app par zakat wajib hai kyuki 52.5 tola chandi ya uske rakam ka criteria app fulfil kar rhe ho

  • @gulabali3072
    @gulabali30724 жыл бұрын

    Hazrat agar gold 7.5 tola se jaada hai aur chandi 52.5 tola se kam hai aur rupye bhi itna nhi hai ki 52.5 khareed sake to zakat sirf sone pai hogi ya chandi aur rupye ko milana padega

  • @nadeemiqbal7253
    @nadeemiqbal72535 жыл бұрын

    Mohtaram hajaate asliya se zayd maal se kiya muraad hay.zaroirat se zayd garriyan kiya nisaab men shamil ki jayngi.

  • @maqsoodkhan3144
    @maqsoodkhan31444 жыл бұрын

    2 tola Sona 3 tola chandi ho to langa jacket farj Hain kya

  • @fanikhan3303
    @fanikhan33035 жыл бұрын

    Jin ropay ji ap bat kr rahy hain un pe saal guzarna zrori hy ya ropy ho awr un pe saal na guzra ho to wo saheb e nisab hy ya nahe plz jawab zaroor dy

  • @nazeeriqbal5796
    @nazeeriqbal57965 жыл бұрын

    jis ke pass sona ya chandi kuch bhi na ho, sirf 22000 rupye hon to woh saheb e nisab hoga ya nahin

  • @babydevadiga9838
    @babydevadiga98384 жыл бұрын

    Thola means

  • @rukhsanaansari9277
    @rukhsanaansari92775 жыл бұрын

    To fir to jis k pass 1 tola sona bhi hua or uspr saal guzar gya ho uspr bhi zakat banti h q ki. 1 tola sona ki qeemat hi 52.5 tola chandi ki. Qeemat se zyada h. Kya mai ne sahi kaha please rehnumai farmae?

  • @apsaralam1759

    @apsaralam1759

    5 жыл бұрын

    Video ko gour se sune samajh aa jayegi.

  • @entertainmentkidunia6632

    @entertainmentkidunia6632

    5 жыл бұрын

    bilkul ye point mery zehn me bhi hai k pechle dor me dono ke qeemat aik jaisi the aj kal tu 1 tola gold 52 tola chandi se kahe ziada hai..

  • @ibrahimshaikh831

    @ibrahimshaikh831

    5 жыл бұрын

    @@apsaralam1759 e

  • @ibrahimshaikh831

    @ibrahimshaikh831

    5 жыл бұрын

    @@entertainmentkidunia6632 vj

  • @nadeemiqbal7253

    @nadeemiqbal7253

    5 жыл бұрын

    Sirf gold hay to 7.5 tola hona laazim hay agar sirf chaandi hay to 52.5 tola hona laazim hay.agar kuchh raqam hay aur gold hay to 52.5 tola chaandi ko standard banaya jayga.

  • @rizwandobandakendrapara5539
    @rizwandobandakendrapara55394 жыл бұрын

    Hazrat ek tola 11.664 grams hota hai. Aap bole 11.625grams kounsa sahi hai.

  • @faizanemujahidemillat3573
    @faizanemujahidemillat35735 жыл бұрын

    Hazrat aap ka number chahiye Humko

  • @tahirabano9667
    @tahirabano96675 жыл бұрын

    Paysha her k jayb may ohta hi.maylb 300 ya 500 her k paysay daliy ohtay hi.isee trha jo gar k house wife ohtee hi ous pair b ohta oga pir zahikat.matlb aik tohla souna hi.mager pora saal paress may 300 ya 500 raytay tay..matlb her din axtra tay ya paysay.to ous pay b ogee zahkit.ya may sounha ta

  • @lollyykhan6898
    @lollyykhan68984 жыл бұрын

    Mufti Zubair Ka no

  • @muasif7374
    @muasif73745 жыл бұрын

    जमीन है तो क्या करें सोना चांदी नहीं तो क्या करें जल्द बताइए

  • @ahmadattari3055

    @ahmadattari3055

    5 жыл бұрын

    जमीन को अगर बेचने की नियत से खरीदी है तो जकात वाजिब क्योंकि फिर वह माले तिजारत कहलायेगा

  • @mintajnassukhanaali3539
    @mintajnassukhanaali35395 жыл бұрын

    Jo adami har mahine nikale

  • @tigerbolte4090
    @tigerbolte40905 жыл бұрын

    4.5 tole Sona ho tu paise kitna nikale

  • @muskan6365

    @muskan6365

    5 жыл бұрын

    Aap ko 4.5 tole sone ki market value pata karni chahiye aur 100 rupay pe ,2.5 rupay ke hisab se zakat banti h

  • @faridsyed4670
    @faridsyed46704 жыл бұрын

    Sirf sona he par 4 tola he

  • @Trading-Student2023
    @Trading-Student20235 жыл бұрын

    MUJE ABHI BHI SAMAJ NHI AAYA

  • @salmanpathan6427
    @salmanpathan64275 жыл бұрын

    Bhai wahi baat bar bar mat bolo

  • @Trading-Student2023
    @Trading-Student20235 жыл бұрын

    YAAR ASAAN ZUBAN MAIN SAMJHA NA

  • @Trading-Student2023
    @Trading-Student20235 жыл бұрын

    AREEE KIA CHANDI CHANDI CHANDI ..... SONE KA BHAO BATAO NA KITTNE DENE KAAA

  • @khanhureen6932
    @khanhureen69325 жыл бұрын

    Masha Allah

  • @abdussamadsayyed8463
    @abdussamadsayyed84637 жыл бұрын

    mashallah

Келесі