Ya Ali madad, Ya Ghous Al Madad kehna kaisa by Mufti Akmal Sahab | Huzoor Zeenat ul Fuqaha

#zeenathulfuqaha #muftiakmal #ahkameshariat

Пікірлер: 45

  • @tabrezrules
    @tabrezrules19 күн бұрын

    Ghouse Azam means Biggest helper and it is only Allah(swt)

  • @sheikhfaizan724
    @sheikhfaizan72427 күн бұрын

    Masha Allah Mufti sb Buhat khoob... Bhtreen dandaan shikan jawab dia

  • @newsometarannum1614
    @newsometarannum161425 күн бұрын

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤mashalla mashalla

  • @shujasaifi6519
    @shujasaifi651919 күн бұрын

    Nabi e pak ﷺ jab hayat the apki zindagi me Sahaba ne aap se Dua karwai pr jab Aap ﷺ ne Duniya se parda karliya fir uske baad kahi sabit nahi hai ki koi Sahaba apki ❤ Kabar mubarak pr dua ki darkhast laye ho. Samajh rahe ho baat ko ALLAH ke naik bando se tum dua kara sakte ho lekin tab jab woh hayat ho zinda ho. Kabar me koi hamare liye sifarish nahi karega.

  • @KomailAli-oq4uj
    @KomailAli-oq4uj24 күн бұрын

    Nice Ali engineer 💓❤💕🌹

  • @ExcitedHikingTrail-or5mk
    @ExcitedHikingTrail-or5mkАй бұрын

    Waseela to shi h smajh ata h q k usme manga to Allah se hi jata h lkn sawal to whi khra h k ya Ali ya ghous khna kesa h

  • @UbaidAli-ic9nr

    @UbaidAli-ic9nr

    Ай бұрын

    ap niyat ke baghair kuch nahi keh sakte agar dil mein yeh niyat thi mazallah ke mabood samajh kar madad mang rahe hain toh bilkul ghalat islaam se kharij ho jayega woh foran lekin agar dil mein niyat mabood samajh kar nahi mang raha han dil mein yeh hai ke yeh Allah ke pyaare bande hain yah dil mein yeh ho ke yeh Allah ki bargaah mein meri duwa pohancha dein toh Allah zaroor sunega toh yeh sab theek hai bilkul baat saari niyat ki hoti hai dekhne waala yah sunne waala nahi bata sakta sirf Allah he niyaaton ke haal jaanta hai bas

  • @user-xb6rz1es2s

    @user-xb6rz1es2s

    Ай бұрын

    Allah k bando allha k khaas bando k waseely s allah kabol kr ta h ya Ali Ya Goos khana jaiz h or swab h y allha k nak bandy hoty h

  • @tabrezrules
    @tabrezrules19 күн бұрын

    Show me a single Hadith where Sahaba went and asked Prophet(pbuh) after he passed away?

  • @ansarhussain7548
    @ansarhussain7548Ай бұрын

    Istaanat or waseela dono ke mana or mfhoom juda juda he inko mix krna durust nhi he

  • @umairmemon8985
    @umairmemon898527 күн бұрын

    sawal ko gol matul mt kare sawal kia tha aur jawab kia de rahe hai kisi se dua ka kehna galat nhi hai pr Allah ke siwa kisi ko gaib se pukarna shirk hai

  • @gazala2344
    @gazala234423 күн бұрын

    Nek bandhuon ke vasile se Dua mangna man baap ke Sadke vasile se Dua mangna jayaj Hai

  • @umairmemon8985
    @umairmemon898527 күн бұрын

    sirf ya Allah madad baki sab shirk biddat

  • @abdullruhmanakram9301
    @abdullruhmanakram9301Ай бұрын

    مفتي صاحب مدد كيلي حضرت علي كو بكارنا بهت برا شرك هي قران وحديث كي روشني مين

  • @ITNL_Pvt_Ltd

    @ITNL_Pvt_Ltd

    Ай бұрын

    Wahabiyon bedaa garakhh h tumhara har ekk jagaa kyu aajatee hoo jaw ALLAH ALLAH kro yahaa bhonkne kyu aajate hoo

  • @saamirrangrej4251

    @saamirrangrej4251

    Ай бұрын

    بھائی پہلے اردو لکھنا سیکھو پھر مفتی صاحب کو سمجھانا

  • @anwarsiddiqui4958

    @anwarsiddiqui4958

    Ай бұрын

    Kya ap mufti he

  • @AsimKhan-le8mj
    @AsimKhan-le8mj23 күн бұрын

    Jab Allah direct khud sunta hai aur her cheez per qadir hai Tau phir Kisi ko bhi waseela bananay ki Kya zaroorat hai .

  • @aamirmughal5256

    @aamirmughal5256

    23 күн бұрын

    Lgta hai to direct dunya main Aya begair wasily

  • @dreamcoder6256

    @dreamcoder6256

    21 күн бұрын

    Ye isliye zaruri hai ki jab Allah har cheez par qudrat rakhta hai to fir paise baap se kyu mangte ho gaadi baap se kyu mangte ho , khana maa se kyu mangte ho jabki tumhare samne sab mojood hai waqya ki waliyon or nek bando ne khana manga khana mila, pani manga pani mila jo hajat rab se ki wo mila pata ye chala ki jab insan Allah ke yaha itna maqbool nahi ho ya unse zyada maqbool apke samne ho to unse hajat talab karna koi shirk nhi balki sab yhi jante hai ki wo Allah ke maqbool bande hai unki fariyad Allah zarur sunega apki nhi sunta to isliye unse kahna koi bid at ya shirk nhi Agar Jawab hai meri baat ko katne ke liye achchi daleel hai to laao ye short me tha InshAllah isse behtar jawab mojood hai wo dene ki koshish karunga.❤

  • @Bhaijaan404
    @Bhaijaan404Ай бұрын

    Duniya se parda farmaye ke baad kis sahabi ne Nabi se maaanga

  • @sirajsaiyed3385
    @sirajsaiyed338526 күн бұрын

    Mufti sahab ne sare example fiye hai durust hai lekin wo sare unki hayati msin madad mangne ke hai. Fark sirf itna hai je buzurgon ke marne ke baad unse mangna. Ya ghous asp pukarte hsi iska matlab aap unko hazir bazir mante hai, jubke wo to wahanpe hai hi nahin. Agar duniya bhat se ek waqt main lakho log ta ghous Pukarenge to kya wo sun sakte hain? Phir aao Allah aur buzurgon ke beech line kahan draw karenge.

  • @strangeranon265
    @strangeranon265Ай бұрын

    Koi insaan gunnah se pak nai hai siwaye anbiya karam k Sahaba karam bhi gunnah galatiya krte thy ap kisi ko Allah ka naik banda kese kah skte hain? Iska haq srf Allah k pass hai k kon ktna naik hai or ktna nai Begair kisi ko judge krte ap direct Allah se mange sedha raasta hai idhr idhar murne ki zarorat nai hai

  • @abdullruhmanakram9301
    @abdullruhmanakram9301Ай бұрын

    ابكي نصيرالدين بهي كهتي هي

  • @sukoon1962
    @sukoon196227 күн бұрын

    قرآن نے سورہ فاتحہ آیت 5 میں کھل کر کہہ دیا کہ اللہ کے علاؤہ کسی سے غیبی مدد مانگنا حرام ہے۔ آپ اولیاء کے وسیلے سے دعا مانگ سکتے ہیں۔ یہ بھی قرآن سے ثابت ہے۔ احتیاط کریں کیونکہ شرک کی معافی نہیں قرآن کہتا ہے۔

  • @MdRamizraza-sv6mg
    @MdRamizraza-sv6mgАй бұрын

    Aap ne sawal ka sahi jawab nahi Diya sawal ka tal matol kiya Ali se mangna aur Ali se dua karna alag hai

  • @umairmemon8985

    @umairmemon8985

    27 күн бұрын

    sawal kia poucha jawab kia dia

  • @fatimashafiq6538
    @fatimashafiq65385 ай бұрын

    فقط یا اللہ مدد۔ مشکل کشا , حاجت روا , داتا و غوث اعظم اللہ رب العالمین ہے۔ دعا و حاجات و مناجات صرف اللہ ہی سے ہے۔ اللہ ہی دافع المشکلات اور مسبب الاسباب ہے۔ اللہ کے نیک بندوں کی طرف صرف وسیلہ جائز ہے یعنی اللہ کے نیک بندوں کی حیات میں ان سے دعا کیلئے کہنا جائز ہے ۔ جو اللہ کے نیک بندے اس ظاہری دنیا میں حیات نہیں رہے ان سے یہ کہنا یا علی مدد یا غوث مدد یا بہاوالحق بیڑا تک یہ غیر اللہ سے مدد ہے۔ کیونکہ ظاہری دنیا میں یہ حیات نہیں اپنی اپنی قبور میں زندہ ہیں۔ اور ہم سے کوسوں دور ہیں جبکہ اللہ رب العالمین حی اور قیوم ہے۔ سمیع اور بصیر ہے۔ مجیب الدعوات ہے۔ ہماری شہ رگ سے بھی زیادہ اللہ ہمارے قریب ہے تو کیوں نا سب سے بڑھ کر قریب سے مدد مانگی جائے۔ واللہ اعلم

  • @ARLG999

    @ARLG999

    Ай бұрын

    😂😂😂😂😂

  • @akramakkishaikhshaikh1023
    @akramakkishaikhshaikh1023Ай бұрын

    Hazrat Aap do bat mix kar ke bayan kar Rahe hai Koi Koch bhi ho Dao sirf Allah tala hi se Wasila shirk nai ye sab jante hai shirk wo hai Jo kabron se mangte hai Aap batao kis sahaba ne kis shaba ki kabar par jake Manga koi ik hadees dikhao Nabi pak ki Wafat ke bad bhi Un ke chacha se Dao karate the hazrat Umar ye hadees me hai baris ke liye

  • @shazzykhan6589
    @shazzykhan6589Ай бұрын

    Galat javab h.. Yaha pr zinda or murda ki wazahat b to krni thi.. Sahaba ne Allah ke nabi se apki hayat me sawal kiya h.. Apke jane ke bad ka koi waqya btaye? Hm b yahi kehte h ki waseele se Allah se mangna alag bat h. Lekin usi bande se mangna vo b unki mayyat se to ye kam durust nhi.. Han zinda se sawal kiya jata h.. Kyuki sb log hi ek dusre ki madad krte h..

  • @ranna9633

    @ranna9633

    19 күн бұрын

    Wali allah kabhi marte nahi vo allah ki rah me jinda hai

  • @shazzykhan6589

    @shazzykhan6589

    19 күн бұрын

    @@ranna9633 To waseele se dua mangne ko kon mna kr rha h

  • @shazzykhan6589

    @shazzykhan6589

    14 күн бұрын

    @@ranna9633 Dunia se to parda kr hi jate h.. Vse to zinda nhi haina jese aam halat me hote h.. To zinda rehne ke halat me brahe rast sawal kiya jayga.. Or dunia se parda krne ke bad unke vaseele se dua hogi lekin unse sawal nhi hoga

  • @bigchannel9883
    @bigchannel988318 күн бұрын

    Matlab lapet lapet ke _ matlab kuch bhi.

  • @iftekharuddinansari5528
    @iftekharuddinansari5528Ай бұрын

    Allah se dar jao tumhe lagta hai such ka pata lag gaya fir bhi shirk ka darwaja kholte ho

  • @strangeranon265
    @strangeranon265Ай бұрын

    Naik bando ko zindagi se sabaq liya jata hai apne apko bahtar krne ka na k apni khawahishaat ka waqeel banaye ap or unke thtough mangna shuru kr dein Kya ap iss baat ki gurantee de skate hain k ghous e pak wakai Allah k wali thy? Gunnaho se pak thy? Nai de sakte ku k iska haq srf Allah ko hai or wohi behtren faisla krne wala hai

  • @sjm2934

    @sjm2934

    28 күн бұрын

    Beshaq o Allah ke khaas Wali hai aur kyu nahi woh toh Sultan Ul Awliya hai .......Jab Allah ne unko madad karne ka ijazat diye aur taqat diye toh apka kya problem hai

  • @fieldcropsinfo6943
    @fieldcropsinfo6943Ай бұрын

    اس موقع پر آکر مفتی اکمل صاحب بھی بریلویوں کے مشرک عقیدے کے سامنے سٹینڈ نہ لے سکے۔ بہت افسوس ہوا۔ پہلے کہا کہ اولی ہے اللہ سے مانگنا اب کہا کہ کہ اللہ زیادہ مدد کرے گا۔ کتنے افسوس کی بات ہے کہ دعا کروانے کو اور مدد مانگنے کو مکس کر رہے ہیں

  • @sufiyan4475
    @sufiyan447529 күн бұрын

    ❌️❌️

  • @PrimateThe
    @PrimateTheАй бұрын

    Bilkul galat jawab...

  • @ARLG999

    @ARLG999

    Ай бұрын

    Really 🤪

  • @PrimateThe
    @PrimateTheАй бұрын

    Akmal sahab to mazar pujne Wale nikale...😂

Келесі