🔥🔥🔥 ये 5 काम आपका SSC CGL 2024 TIER-1 100% CLEAR करवा देंगे 😯

🔥🔥🔥Welcome to our channel! In this informative video, we'll tell you about 5 important things to crack SSC CGL 2024 and How To Confirm One Seat In SSC CGL 2024
Your Queries Solved :
5 MOST IMPORTANT THINGS TO CRACK SSC CGL 2024 TIER-1
How to Clear SSC CGL 2024
Best Tips for SSC CGL 2024 Preparation
SSC CGL 2024 Exam Strategy
SSC CGL 2024 Success Tips
Top Strategies for SSC CGL 2024
SSC CGL 2024 Preparation Guide
Ace SSC CGL 2024 Exam
SSC CGL 2024 Study Plan
Crack SSC CGL 2024 Easily
SSC CGL 2024 Exam Tips and Tricks
How to get selected in SSC CGL 2024 ?
SSC CGL preparation for beginners 2024
SSC CGL selection process 2024
Formula to crack SSC CGL in first attempt
Golden rule to crack SSC CGL 2024
How To Get selected in SSC CGL exam easily?
अपनी एक सीट कन्फर्म करने का जबर्दस्त जुगाड़ SSC CGL 2024
How To Confirm One Seat In SSC CGL 2024
How to get selected in SSC CGL 2024
How to get selected in SSC CGL by doing smartwork
Best way to get selected in SSC CGL 2024
Easiest way to get selected in SSC 2024
Staff Selection commission
Combined Graduate Level Examination
#ssccgl2024preparation #howtocracksscgl #ssccgl2024
The software I use ( fp sdraw ), Xiaomi notes, notein and touchnotes.
you can download them from google play store.
------------ Support me By (its Free) -----------------
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE Kare aur Ghanti dabaye aise hi videos ke liye

Пікірлер: 6

  • @deepaksingh-kx4ne
    @deepaksingh-kx4ne5 күн бұрын

    Bhai math ka 90% syllabus complete hai but phir bhi mock me 15-16 Q hi sahi hote hai , jabki bante 22-23 Q rhte hai , or thodi bhi language twist hoti hai to wo nhi bn pata , kya krna chahiye ese improve krne ke liye... Testbook mock me 130+ ate hai but oliv board ke aaj ke mock me 100aaye 😓 yesa kyu ho raha hai

  • @sscmentor

    @sscmentor

    5 күн бұрын

    bhai aisa 2 wajah se ho rha hai. ek to aapke basics majboot nahin hain, dusra ho sakta hai aapne practise kam ki hui hai chapter seekhne ke baad aur ho sakta hai aapne practise ke doraan step by step Jo questions me thode thode changes aate hain , uss tarah se questions ki practise nahin ki hain. main ek aise teacher ko jaanta hu. jo bilkul zero level se thoda thoda question me change karwate hue top level tak questions ko lekar jaate hain, naam hai unka ss bharti sir. dekho KZread par free mein lagbhag har chapter ki playlist mil jaayegi jab likhoge unka naam aur saath me chapter ka naam jaise ki ss bharti sir percentage playlist. jayadatar playlist dusre baccho ne daali hui hain KZread par. mere kahne se koi ek chapter tum unki playlist se kar ke dekho, agar accha Lage aur to aur bhi chapters aise hi free me Sikh sakte ho aur apna improvement kar sakte ho , unke video 2x speed me dekhna , thoda slow bolte hain, aur mujhe batana ki kaise lage ye teacher. ❤️All the best.

  • @deepaksingh-kx4ne

    @deepaksingh-kx4ne

    5 күн бұрын

    @@sscmentor ok Bhai❤️🤗 try krta hun ssc bharti sir ko , lekin Bhai syllabus complete krne me hi abhi tk bahut time lag Chuka hai math me or ab bs 3 month bache hai dusre subject ki revision bachi hui hai , so time management pe thoda bata digiye ki ek din me math ko kitna time dun jisse dusre subject pe bhi time de sakun

  • @sscmentor

    @sscmentor

    5 күн бұрын

    bhai har subject ko Kam se kam 2 se 2.5 hours do har din, time apne app manage ho jayega aur saath sath revision bhi hota chala jayega. aur ss bharti sir ko poore tarike se follow karna koi compulsory nahin hai, apni need ke anusaar hi karna unke lecture , waise bahut majaa aayega unse seekhne me aapko. aur chinta mat karo, 3 mahine ka time itna bhi kam nahin hota ki kuch kar hi naa pao. stay positive. bas Lage raho. jaldi hi aapka syllabus bhi complete ho jaayega aur revision bhi. himmat rakho. vishwas karte raho khud par. yahi sabse badi takat hai ek aspirant ki. Wish you All the best.❤️🤗

  • @deepaksingh-kx4ne

    @deepaksingh-kx4ne

    5 күн бұрын

    @@sscmentor Now feel very light 🤗 thank you Bhai ❤️💞, yesa hi karunga , after 1-2 week phir milte hai yahin pe progress report or kuch naye doubts ke saath 🏃

  • @sscmentor

    @sscmentor

    4 күн бұрын

    hahaha. 😃 yes bhai. kyun nahin, kyun nahin. bilkul sure . All the best.❤️

Келесі