Who Was Shakuni? - Real Story of Mahabharat ft. Akshat Gupta |PAKISTAN REACTION

credit:
Video Link: • How Shakuni cheated hi...
if creator has any complaint than feel free to contact @instagram link below
.............................................
THIS VIDEO IS ABOUT Who Was Shakuni? - Real Story of Mahabharat ft. Akshat Gupta
.............................................
Instagram►
Rehman Anwar .. rehmman143?utm_...
Zafar iqbal .. zafar_chadhar_?...
Muammad Sohail ... muhammad_sohail...
DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose. We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.
The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to Showcase the creativity of the artist involved and is strictly done for a promotional purpose.
*DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
…………………………
#pakistanreaction#brosreaction2

Пікірлер: 153

  • @kavithab8247
    @kavithab82478 ай бұрын

    It's not bishma it's dhritarashra who prisoned them ,but it's not true it created one on those days.

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    There is no mention of this in Vyas Mahabharata. This is completely fake.

  • @Priya24-n1z

    @Priya24-n1z

    7 ай бұрын

    ​@@bijayalaxmisamantaray5Sahi kaha yah authentic based nahin hai ek time ke liye yah use time ke writers ka likha hua fiction ho sakta hai lekin yah sach to nahin hai guarantee ke sath Vyas Mahabharat mein aisa kuchh nahin hai

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray58 ай бұрын

    These stories are absent in Vyas Mahabharata. Bring Ami Ganatra's podcasts.

  • @Priya24-n1z

    @Priya24-n1z

    7 ай бұрын

    I agree with you ami mam Sahi Mahabharat batati hai baki jyadatar big brain co aur Raaz ki Mahabharat related videos fake story se Bhari Hui Hoti hai ise video ki tarah

  • @Nidhi31454
    @Nidhi314548 ай бұрын

    Jab tak koi ye na bole ki this fact is written in vyas mahabharat or bori ce tb tk koi aisi stories pr believe nhi krna kyunki aisi hazar stories jo log sochte the ki sach h kyunki unhone kisi se suni h but ye stories ka koi bhi authentic source ya refrence nhi h sirf suni sunaayi baatein h

  • @manojkumar590
    @manojkumar5908 ай бұрын

    Yah kahani jhuthi Hai kyunki Hamare samaj mein bahut sare log aise Hain Jo Ravan ko Sahi batate hai😂😂😂😂

  • @MyTarotTales
    @MyTarotTales8 ай бұрын

    Ye fake story h humne nahi suni or na Geeta or mahabharat mai padhi h humne ....ye shayad fake story ko hi sunate h shayad....agar aesa hota to Gandhari shakuni ko shrap kun dati

  • @Captain.Jackk01
    @Captain.Jackk018 ай бұрын

    Bhai Galat story hai.. Shakuni Kabhi Lagadake nhi Chalta tha

  • @M.n.2757

    @M.n.2757

    8 ай бұрын

    Right

  • @yuv8802
    @yuv88028 ай бұрын

    all wrong this is not written in real mahabharat.they are gods son they can not do demon thing.demon add this story.

  • @ButterCup-777

    @ButterCup-777

    8 ай бұрын

    Ye true story h....mene childhood tym me hi sun li thi....

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    ​@@ButterCup-777Yaar, kabhi Vyas Mahabharata padh v lete...

  • @lovepreetsingh-tc6po
    @lovepreetsingh-tc6po8 ай бұрын

    Asli Ramayana and Mahabharata suni hai to ammi ghantara ja fir suno Mahabharata ki videos dekho

  • @user-co9wq8iu5f
    @user-co9wq8iu5f8 ай бұрын

    Fake story hai Vedvyas ki Mahabharat mai aisa kuch nahi likha

  • @mrhks0574
    @mrhks05748 ай бұрын

    Asli story yehi tho hai ❤

  • @Priya24-n1z

    @Priya24-n1z

    7 ай бұрын

    @mrhk asali story yah nahin hai Tum logon ne authentic Mahabharat padi hi nahin hai tum log serials ke upar rahte Ho aur is tarah ki videos ke upar aur vah bhi raaz or big brain co ki videos jo ki fake information se Bhari Hui Hoti hai

  • @shakuntala780
    @shakuntala7808 ай бұрын

    Totally fake

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray58 ай бұрын

    Bring AMI GANATRA MAHABHARATA podcast.

  • @shuvro3333
    @shuvro33338 ай бұрын

    Bal ganesh next part plz.. Return of hanuman Or Rama the legend prince of ayodhya is movie pe reaction de dijiye

  • @HariOmsanatani
    @HariOmsanatani8 ай бұрын

    Bhai mahabharat se related videos lani hai to 'Ami Gantra ' ji ki lao videos wo without baised hokar btati hai real jo ki vedvyas ji ne likhi hai mahabharat

  • @FACT47PRO
    @FACT47PRO8 ай бұрын

    WOW 😮 amazing reaction rehman bhai

  • @rickysingh9708
    @rickysingh97088 ай бұрын

    Nice reaction

  • @SupriyaMaurya-po8he
    @SupriyaMaurya-po8he19 күн бұрын

    Sahi kaha inhone sakuni ke saath yahi hua tha isliye usne kaurvo and pandvo pura hastinapur hi barbaad kar diya Mahabharata esa granth hai jisme na koi acha aur na koi itna bura tha ye sirf kalyug ke logo ko gyaan dene ke liye bagwan ne rachi thi isliye sabko swarg milta hai sairf sakuni ko hi nhi sabko aur swarg mein sab bhai bandu sakha dada pota mil jaate hai

  • @Suman1995in
    @Suman1995in8 ай бұрын

    Don't know about the mangolik fact, heard that bhishmo imprisoned them because gandhari s father refused to marry her with a blind king. And not because sakuni was a prince but he was most intelligent among his all brothers that's why they gave him food to survive and take revenge

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    FAKE STORY.

  • @varsharathore1991
    @varsharathore19918 ай бұрын

    Ye bishma pitamah na nahi dhristrayraa na kiya tha.

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    Reference? Fake story.

  • @Onemorething128
    @Onemorething1282 ай бұрын

    Jab gandhari ko pata chala k uske khud k bhai shakuni k karan uska parivar nash ho gaya to gandhari ne shakuni ko shrap diya tha k shakuni jaha ka raja tha (gandhar aj ka afghanistan) vo kabhi bhi khush nahi rahega or uska bho vinash hoga isaliye aj bhi afghanistan me kuch n kuch hote rehta he aur afghanistan khushi se jee nai raha

  • @flame0111
    @flame01118 ай бұрын

    Milawati baatein...Kehte hai na jitne muh utni baatein.. Authentic scriptures ki baatein inko pata tak nhi hogi.

  • @gk9257
    @gk92578 ай бұрын

    Everything is true but except one fact it was not Bhisma but Dhritrashtra

  • @sandeeptiwari7444
    @sandeeptiwari74448 ай бұрын

    Sahi he

  • @MyTarotTales
    @MyTarotTales8 ай бұрын

    Agar shakuni hero hota to Gandhar mai usko hero ki therha Pooja jata but humne gandhar ki kisi book mai na aesa kuch padha na venha k log koi aesa claim kerte h ....so plz do not react on fake vedios

  • @nareshkumar3526

    @nareshkumar3526

    8 ай бұрын

    Aisa isliye kyunki wahaan islaam aaya jisne Hinduism khatam kar diya.😅

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    ​@@nareshkumar3526Vyas Mahabharata has NO such story.

  • @sunilyt4
    @sunilyt47 ай бұрын

    mahabharat ke kayi version hai.

  • @poonammahananda3838
    @poonammahananda38388 ай бұрын

    Ye story sach he mere dada ji ne sunaya he🚩🚩🚩🙏

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    Kabhi Maharshi Vyas ko v padh liya karo... Aapke dadaji, Pandavon k samkaalin the kya?

  • @poonammahananda3838

    @poonammahananda3838

    8 ай бұрын

    @@bijayalaxmisamantaray5 aap pade ho ye jo bada rahe he jhuti kahani batay ge to inko log nahi sunega

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    ​​@@poonammahananda3838Jhooti hi h. Poori Vyas Mahabharata mein kahin nhin h 😂 Khud check karlo.

  • @poonammahananda3838

    @poonammahananda3838

    8 ай бұрын

    @@bijayalaxmisamantaray5 mujhe aap gyan kaam mazak jada uda rahe ho jo ek achche insani ki bat nahi pehli aur dusri mahabharat me karna ek achcha insane nahi tha fir bhi 90%log karna ko best mante he 🙏

  • @flame0111

    @flame0111

    8 ай бұрын

    Tumhare dada ji scholar the kya scriptures k, ya fir chiranjeevi hai usi Mahabharata kaal se jeevit hai..Huh!

  • @duty.is.everything
    @duty.is.everything8 ай бұрын

    ye galat bol rhe hai esa kuchh nhi hai agar aapko knowledge leni hai to shashtron aur purano ko pado

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge69618 ай бұрын

    Ye Gupta ji Karn bhakt hai 😂 ye sab galat story hai aisa kuch bhi nahi hai real Mahabharat me..yuddh ki asli vajah Duryodhan, Dhritrashtra aur Karn the! Draupadi vastraharan ka idea bhi Karn ka hi tha! Ashwatthama vaha tha hi nahi usne koi apmaan nahi kiya tha!Shakuni ko bohot jyada bura dikha diya serial walo ne! Aur jo bohot bura tha yani Karn usko achcha dikhaya

  • @vandanawadge6961

    @vandanawadge6961

    8 ай бұрын

    @@nareshkumar3526 jo tumne nahi padhi

  • @vandanawadge6961

    @vandanawadge6961

    8 ай бұрын

    @@nareshkumar3526 gadhe tum andha Karn bhakt ho😄 isiliye yadi maharshi Vyas bhi aa ke tumse kahenge na ki Karn ek duratma tha to bhi tum nahi manoge..tum whatsapp University wala hi gadha ho😂😂tum jaiso ka koi ilaaj nahi hai

  • @rohitrana5338

    @rohitrana5338

    8 ай бұрын

    Aap sahi keh rahi he magar sakuni ki bhi ek real story thi..Mahabharat 1 Kaaran se nahi hua tha..Mahabharat ke dauran Krishna ji har bura karne Wale ko uski galtiyan ginaate the.drona charya ,bhisma,karn ,kaurav,,aur baki sab ki bhi apni apni galtiyan thi.vese kaha toa ye bhi jata he ki 1 maatra draupdi ki wajah se pura Mahabharat hua tha qki draupadi ne bhi 1 baar duryodhan ko andhe ka Putra bhi andha kaha tha...toa sabhi kirdaro ki apni apni kayi galtiyan thi..

  • @vandanawadge6961

    @vandanawadge6961

    8 ай бұрын

    @@rohitrana5338 galat hai! Aap maharshi Vyas rachit Mahabharat ka koi bhi version padho tab aapko sahi pata chalega! Bina padhe kuch nahi bolna chahiye

  • @rohitrana5338

    @rohitrana5338

    8 ай бұрын

    Achchi baat he ..modern jamane me koi toa ladki aisi mili..jisne satik Mahabharat ko dhyan se Jana he..Varna aaj kal ki ladkiyon k Mann me toa dur ki baat he juban per bhi Mahabharat se jude prasango ki charcha nahi hoti he...dharmik baaton satikta ke liye jigyasu rehna 👍achchi baat he...भक्त बनाए नही जाते भक्ति भाव की अविरल धारा जिज्ञासु भक्त के मन से खुद प्रस्फुटित होती है।। आपके उत्तम विचार हैं 👍

  • @billiondreams1938
    @billiondreams19388 ай бұрын

    Mainey Mahabharat padi hai ...eisa kahi bhi zikar nahi aya hai..

  • @pakhiproduction4887
    @pakhiproduction48877 ай бұрын

    Mahabharat series mey Karna aur Sakuni bare mein kam dikhate hai

  • @airforce3456
    @airforce34568 ай бұрын

    Suryaputra Karn all episod bro

  • @bharatarya8993
    @bharatarya89937 ай бұрын

    He is pitamaha bhishma, ditharastra prison them

  • @yasminmalik1143
    @yasminmalik11438 ай бұрын

    This man mix half truth and half false.. and change real facts.

  • @triptidixitdiptidixit949
    @triptidixitdiptidixit9498 ай бұрын

    Han ye sahi story hai maine bhi pada hai

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    kahaan? Give reference from Vyas Mahabharata.

  • @abhishekgupta6203
    @abhishekgupta62038 ай бұрын

    Fake h yeh video sab galat bata rha h 😅😅😅

  • @shashijangir2521
    @shashijangir25218 ай бұрын

    Are devo ke dev start Karo fir se ye kya hh ye

  • @shivamkumarsingh8668
    @shivamkumarsingh86688 ай бұрын

    Good video

  • @varsharathore1991
    @varsharathore19917 күн бұрын

    Ye admi adha galat aur adha sahi shnta hai isko khood ko nhi pta

  • @snam88777
    @snam887778 ай бұрын

    Ye story kahi bhi nahi hai

  • @maheshpujari6441
    @maheshpujari64418 ай бұрын

    This is real story but there is a confusion hai ki bhisma pitamah the ya dhritarashtra the jisne yeh punishment Diya tha

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    No. There's no such story in Vyas Mahabharata. Don't encourage fake narratives.

  • @user-su2gi8zy9q
    @user-su2gi8zy9q8 ай бұрын

    Ye story fake hai

  • @PrachixPrachi

    @PrachixPrachi

    8 ай бұрын

    Ap kaisa jante hon,,,,ye fake ho,,,apke pas koi prove hai ki ye story fake hai

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    ​​@@PrachixPrachiThere is no mention in Vyas Mahabharata. Maharshi Vyas was the contemporary of Shakuni. These masala stories are later addition like 'Andhe ka putr andha'

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    Read Vyas Mahabharata to obtain knowledge, not TV serial gyanis.

  • @koushikghosh4105

    @koushikghosh4105

    7 ай бұрын

    ​@@bijayalaxmisamantaray5appko vyas Mahabharata kha sa mil gaya 😂?? Joa exist bhe nhe karta abbhe...

  • @Misha-kz1wo
    @Misha-kz1wo8 ай бұрын

    Dkdm continue karo

  • @Maya_here.565
    @Maya_here.5658 ай бұрын

    Exectly yhi hua hai

  • @Maya_here.565

    @Maya_here.565

    8 ай бұрын

    @indraneelsarkar8590 nhi dikhana 😁😁😁

  • @rajeshwaris5398
    @rajeshwaris53988 ай бұрын

    This is not true.Vyasa bharatha is original Mahabhaeath and it is ultimate

  • @sudheerkumar6497
    @sudheerkumar64977 ай бұрын

    Ye kya bat hooi Andekhi ansuni ka matlb kya hai kuchh bhi kahani bana dega kya

  • @kamalmehra7711
    @kamalmehra77118 ай бұрын

    Isme bs yhi sach hai ki sakuni ghandhar ka tha bs baki kuch bhi nahi

  • @bidhansardar3490
    @bidhansardar34908 ай бұрын

    Jai Mata di aur Jai sani dev ka sariel hota aap log dekh sakte ho us me maa Durga aur sani dev ke bare me jaan pao ge🚩🚩🚩🚩👉👉👉

  • @bhaktimarg9614
    @bhaktimarg96148 ай бұрын

    Bhism pitamah ne ye nhi Kiya tha dhratrashtra ne Kiya tha ye galt bol rhe hai ye

  • @strongforever5092
    @strongforever50927 ай бұрын

    Behan se pyaar karta tha isliye apni behan saare baccho ko yudhh mei marwa diya ?? Ye kahaani pataa nahi kahaan se banayi hai is kahaani ka koi sense nahi banta .

  • @shashijangir2521
    @shashijangir25218 ай бұрын

    Kab se faltu cheje dikha rahe ho

  • @srp3840
    @srp38408 ай бұрын

    Bhai, ae'sare lok kathai' he, vastabikta'se koi samvand' nehi;

  • @SibadattaBrahma
    @SibadattaBrahma8 ай бұрын

    Bhai yeh sir jo bol rahe hein woh galat hai bhism jaise log kabhi yeh kar nahi sakte woh aadmi toh duryodhan tha joh ki uss ki nana ke kumbe ko bula ke aisa harkat kia

  • @snehp8426
    @snehp84268 ай бұрын

    ye real nahin hai. ye sab stories log baad mein add karte gaye... real mahabharat me toh shakuni ka jyaada role nahin hai. main role dyut krida me hai. aur wo itna bhi scheme cunning aadmi nahin thha. normal sa raja thha, jo apne bhanja ki success chahta thha. langdaata bhi nahin thha.

  • @kamalmehra7711
    @kamalmehra77118 ай бұрын

    Ye sub galat story hai bilkul

  • @rishuthakur8761
    @rishuthakur87617 ай бұрын

    Ghut h ye kahani esa kuch nahi h Mahabharat m bhgwan ved vayas ji ki log apni marji se kitabe chaf rahe h galt h ye sab bhgwan ved vayas ji ki Mahabharat hi stay h baki farod h hut😡😡

  • @radhapaul2350
    @radhapaul23508 ай бұрын

    Ye sab galat boli ja Rahi hai sakuni mama apne behan se bahut pyar korte the par andha ke sat Sadi korni pori isliye bodla liya please galat chese mat dhekhaya kore esse Galt massage ati hai

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik......7 ай бұрын

    Gandhari manglik thi ye bas lok katha hai, Mahabharat me nahi likha hai aisa kuch aur is video me bataye 90% baate jhuthi hai.. cheer haran nahi hua tha, hone wala tha par Bheem aur baki Rajao ne rok liya tha.. aur Shakuni ke paase jadui nahi the, ye jo bol rahe bas serial dekhke bol rahe, Mahabharat book me ye aata hai ki Yudhishthir ji ko juwa khelna nahi aata tha aur baar baar mana karne par bhi andhe Dhritarashtra ke ehsaano ko chukaane keliye khelna pada aur Shakuni juwa khelne me expert tha isliye baar baar jeeta. Aapko Shakuni ke baare me janna ho to Ami Ganatra ka video dekhiye, Shakuni langda bhi nahi tha, Gandhari ki shadi bakre ke sath bhi nahi karaya gaya aur Shakuni ke pariwar ko jail me nahi daala gaya tha, ye sab kahani baad me aam logo ne banai jo Mahabharat ke book me nahi hai aap is book ka Urdu version me bhi padh sakte hai ye kahaniya nahi milegi, Shakuni langda nahi balki bahot acha ladaaku tha yuddh me aur Sahdev se khudko maarne nahi kaha tha balki vo zinda rehne ki koshish karta raha aur vo nark/jahannum gaya tha ye aata hai Mahabharat book me. "Winners write history" sahi hai par win bhi vohi karte hai end me jo sahi raste pe ho isliye Pandav jeete par agar Shakuni Pandavo ke taraf se ladkar bhi Kuru vansh ka naash karta tab bhi Shakuni ek ladki ko nanga karna chaaha, bacho ko zehar dena chaaha, iske paap aise the ki ye jeetne wale paksh ka bhi hota tab bhi isey villain hi samjhaa jata, iski tulna Krishna se karna Krishna ka hi ghor apman hai. Gandhaari ki shadi to Shakuni khud khushi khushi karata hai aur wapas Gandhaar laut jata hai, vo Hastinapur me rehte hi nahi hai.. juwa bhi khele kyonki Duryodhan zidd kar raha tha ki Pandavo ka rajya aur sab kuch jeetke unhe barbad karna hai, isliye Shakuni juwa khelta hai. Shakuni ka sabse bada paap tha awaam ke raksha keliye pareshan Yudhishthir ko Draupadi ko daav pe lagaake awaam ko azad karaane ka shart dena. Iske baad se Shakuni ka kuch khas role nahi rehta, Mahabharat book ke anusar Mahabharat yuddh hota hai Karn, Duryodhan aur Dushasan ke vajah se.. Shakuni ka isme role Draupadi ko daav pe lagaane ka shart ke alawa nahi hota hai koi aur role. Akshat Gupta ne kabhi Mahabharat book nahi padha bas suni sunai baate keh raha.

  • @PriyankaWanjari-jt3fo
    @PriyankaWanjari-jt3fo8 ай бұрын

    Ye true story nahi hai

  • @DINESHKushwah-ll5pp
    @DINESHKushwah-ll5pp8 ай бұрын

    Agar aisa kuchh hua hota to maharani gandhari iski charcha

  • @bikramminzoraon
    @bikramminzoraon8 ай бұрын

    Karan kuch v ho,lakin gandhar naresh k sath galat to jarur huwa tha.

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    Reference from Vyas Mahabharata? Don't peddle fake narratives.

  • @Pulak_Boruah
    @Pulak_Boruah8 ай бұрын

    Ye sab fake stories hai. Ye insaan kuch v bol deta hai. Aur Shakuni langra tha hi nahi.

  • @Kris14300
    @Kris143008 ай бұрын

    Yeh jo sabko jail huwa woh dhritarashtra ne Diya tha not Bhishma, Bhishma was just following order from Dhritarashtra and Satyavati due to his vachan... ek mutti food bhi dhritarashtra ne order Kiya tha...

  • @bijayalaxmisamantaray5

    @bijayalaxmisamantaray5

    8 ай бұрын

    FAKE ALERT!!! There's no such event in Vyas Mahabharata.

  • @Kris14300

    @Kris14300

    8 ай бұрын

    @@rudranarayansahoo2044 Fake likhne se fake nahi hoga it's fact..

  • @Kris14300

    @Kris14300

    8 ай бұрын

    @@bijayalaxmisamantaray5tumhare Fake likhne ne se fake nahi hoga

  • @AmanSuryawanshi111
    @AmanSuryawanshi1118 ай бұрын

    Sab Wrong Information Hai

  • @theprincekakadiya
    @theprincekakadiya8 ай бұрын

    Pehle to aap inki video Dekhna bandh Karo. Kyo ki inke pass khud aadha adhura gyan hai. To aap kya sikhoge. Ye story agar sach manbhi le to bhi Bhishma Pitamah Ne nai dhritarashtra Ne Shakuni ke Sab Parivar ko jail me dala tha. Naki Bhishma Pitamah Ne.

  • @deepakbhardwaj7351
    @deepakbhardwaj73518 ай бұрын

    Wrong Story

  • @sarveshsingh2377
    @sarveshsingh23778 ай бұрын

    Totally fake Bata raha hai

  • @divyang089
    @divyang0898 ай бұрын

    Fake. Terrible fake.

  • @funkbazz
    @funkbazz7 ай бұрын

    Bhag fake story hai ye kon hai ye gadha😂

  • @ruchi6897
    @ruchi68978 ай бұрын

    Jhoot...galat kahani

  • @pujasethi-jl2cy
    @pujasethi-jl2cy4 ай бұрын

    fake

  • @user-ly2ig4tf7c
    @user-ly2ig4tf7c8 ай бұрын

    Distorted fact

  • @divyang089
    @divyang0898 ай бұрын

    Fake at all.

  • @chetansharma3572
    @chetansharma35728 ай бұрын

    Fake story

  • @prashantravi1
    @prashantravi18 ай бұрын

    Ye story lagbhag sab Bhartiya ko pata hoga ...

  • @Exiide89
    @Exiide898 ай бұрын

    This is fake story.

  • @sandeepparmar3569
    @sandeepparmar35698 ай бұрын

    Bhai sanatan ki history ki koi bhi baat kisi k muh sunkar sach mat mano.. sanatan ka sach janba he to Bhagwat Geeta ji he 4 ved he ye sab padho.. isme sabkuch sach janne ko milega.. kisike muh se sunisunai bato par n jao

Келесі