Who is Allah ? | اللہ کون ہے ؟ | Sahil Adeem | 2022

Introduction to Allah
Who is Allah?
Where is Allah?
Who Created God?
How to respond to your Children's questions related to God?
Kids Talk About GOD
How to Talk to Your Kids about God?
...................................................................
We are the Official Media Partner of Sahil Adeem. Subscribe to our Channel
@Motivation and Inspiration for Latest and Exclusive Videos of Sahil Adeem.
#SahilAdeem #SahilAdeemMotivationalSpeaker #MotivationandInspiration #WhoisAllah

Пікірлер: 66

  • @achibatain8
    @achibatain82 жыл бұрын

    وہ جو ہمارا خالق ، رازق اور مالک ہے۔

  • @danishkhankhan6362
    @danishkhankhan63622 жыл бұрын

    رحمان اپنے عرش پر ہے اور اپنے علم سے ہر جگہ ہے

  • @usmanyasin3706

    @usmanyasin3706

    Жыл бұрын

    Ilm makhlooq ha aur Rehman khaliq hai

  • @abihayousaf6834
    @abihayousaf683410 ай бұрын

    Kabi kabi main bht heeran hoti hn ... k jo main soch rahi hoti hn jis baat ko sahil sahab ki usi swal per video aa jaati hai ... Allah pak ap ko khush rakhe ameen

  • @danishkhankhan6362
    @danishkhankhan63622 жыл бұрын

    اللہ تعالیٰ انصاف کے دن کا حاکم ہے

  • @mohammadakbarkhan6678
    @mohammadakbarkhan66782 жыл бұрын

    سمجھانے کا ا چھا انداز ہے۔اللہ تعالیٰ جزائے خیر عطا فرمائے۔والسلام

  • @thetruthonlyone6068
    @thetruthonlyone60682 жыл бұрын

    *Lekin Allah se darana bhi zaroori hai kyunki Nabi ﷺ ne bhi daraya hai aur Darr hi wo cheez hai jo insaan ko muttaqi banata hai warna sirf rehmat sirf rehmat soch kar insaan gunah me jaata hai, isliye dono cheez zaroori hai*

  • @zohansamia1872

    @zohansamia1872

    2 жыл бұрын

    Bchon ko Allah sy muhabbt kreaein...Allah 70 maaan sy ziada muhabbt krty hn...ki narazgi ka drr hona chahia bss... Phir insaan Allah ki muhabbt paany k liay gunaah chor deita hy..

  • @saniasaleem4545
    @saniasaleem45452 жыл бұрын

    Tell ur kids Allah is always there for us

  • @saniasaleem4545
    @saniasaleem45452 жыл бұрын

    Specially mothers tell ur kids that He loves u 70 Tim's more than ur own mother

  • @usmanyasin3706

    @usmanyasin3706

    Жыл бұрын

    Ye hadees gareeb hai. Allah k rehem ko maa k sath ya kisi bi Insaf k sath compare nae kia ja sakta. Allah insan se bohat zyada pyar karta hai. 70x is nothing

  • @wajihafarid7516
    @wajihafarid75162 жыл бұрын

    Very well said sir...Allah Raheem aur wadood hai...

  • @sufizohaib1575
    @sufizohaib15758 ай бұрын

    ALLAH pak Sanam Hain Mehbob Hain 😊☝😘

  • @Humblebeliever40
    @Humblebeliever40 Жыл бұрын

    Shukar hai ALLAH ka istra k log abhi bhi mojood hein love you sahil adeem bhai

  • @faheemali9589
    @faheemali95896 ай бұрын

    May Allah increase your knowledge

  • @noormohd5348
    @noormohd53482 жыл бұрын

    Barakallahu laka

  • @noorannie2512
    @noorannie25122 жыл бұрын

    Bot zabardast Allah pak hamen mag krna insaf ni us usk insaf se pher kn Bache ga👍

  • @khudabuxtalpur9103
    @khudabuxtalpur91032 жыл бұрын

    MASHA ALLAH

  • @shahidsarim7984
    @shahidsarim79842 жыл бұрын

    JazkAllah sir…!you beautifully describe this question …!

  • @FishingNOutdoorFun
    @FishingNOutdoorFun2 жыл бұрын

    Jazakallah khar

  • @user-oc9mw7ct5f
    @user-oc9mw7ct5f11 ай бұрын

    Bahot khoob Jazak Allah 👌👍

  • @usmanbutt4104
    @usmanbutt4104 Жыл бұрын

    Subhanallah

  • @saharatif8170
    @saharatif81702 жыл бұрын

    JazakAllah khairun Kaseera It's Beautiful and Some points mentioned in last are deep esp. sifaat Wala point,.... I wish All the parents understand these points first , so that they can convey to kids (in kids' language).

  • @tehminababar2708
    @tehminababar27082 жыл бұрын

    Thanks for this definition

  • @mrs.masroor4549
    @mrs.masroor45492 жыл бұрын

    2nd view like comment Nice🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @farheen6165
    @farheen6165 Жыл бұрын

    Explained very well jzk

  • @IslamicTrends07
    @IslamicTrends072 жыл бұрын

    AssalamuAlikum sir sahil Adeem belongs to with maslake. I listen him that's why i ask about Sahil sir makes change a sense of thinking of manys of people.

  • @nazria-e-pakistantv5105
    @nazria-e-pakistantv51052 жыл бұрын

    1st view and1st comment Masha Allah

  • @dhakasujon1603
    @dhakasujon16032 жыл бұрын

    Allah is above his throne and not everywhere.

  • @MBMProductions83
    @MBMProductions83 Жыл бұрын

    Zabardast

  • @bmngpolise7340
    @bmngpolise73402 жыл бұрын

    Sir great 👍 please effort for youth,, youth going on wrong side some unknown power convince to wealth is power but that is not truth please effort for youth so that we get success after dying,,

  • @saniasaleem4545
    @saniasaleem45452 жыл бұрын

    Allah is love

  • @Khan-ts8ki
    @Khan-ts8ki10 ай бұрын

    بےشک آپ نے ٹھیک بات کہی ہے اگر کوئی قاتل کردیا اس کے بارے میں کیا خیال ہے آپ کا اس کا جواب دے

  • @dhakasujon1603
    @dhakasujon16032 жыл бұрын

    The proof is the Quran itself. Ar Rahman wa arshaj is tawa surah taha ayat 5

  • @riffataziz4774
    @riffataziz47742 жыл бұрын

    Very Well explained 👌.... JzakalAllah

  • @danishkhankhan6362
    @danishkhankhan63622 жыл бұрын

    اللہ تعالیٰ ہر جگہ موجود ہے؟ 🤔

  • @saniasaleem4545
    @saniasaleem45452 жыл бұрын

    Talk with your kids ask them to talk to Allah

  • @user-mm8bt1sh5h
    @user-mm8bt1sh5h5 ай бұрын

    Plz comnts Urdu MN da tak hum bhi smjh aya m

  • @Onerealgod_1truebelieve
    @Onerealgod_1truebelieve2 жыл бұрын

    Bachon ko aise batayein ke “ Allah subhanahu wa’ta’la ‘ Rabb “ hai Khalid ( takhleeq Kerne waala) ( creator) hai ) …. Rabb hone ki 3 conditions hain joe Rabb ke wajood ko Rabb ka darja ( status) deti hain , Ulema kibaar ne ye Rabb conditions ko 3 categories me divide kia hai Taake aap Jesé masoom logon ko sahil adeem Jesé gumrah or ahal-e-kalaam ( behtareen Kalam Kerne waale logon se ghumrah hone se bachayein! 1 --condition Tawheed -e-Raboobiat ( Rabb sirf Allah hai ) Rabb hai lord hai saari kainat ke faislon ka Malik jo chaahe kerne per qaadir hai (koi or Rabb nahi ho sakta Allah se siwa qudrat rakhne waala 2- condition Tawheed-e- Uloohia ( Allah akaila hai sirf aik hai koi uska shareek nahi “ eik hai “ 3-- condition ( Asma wa sifa’at ) Allah apne naamon or apne naam ki sifa’at me Me akaila wahid hai ( matlab ke uske naam sirf Allah ki zaat ke hain in namon ki sif’fat sirf Allah ke liye hain or koi in sif’at ko nahi le sakta ye naam or unse munsalik kaam sirf Allah ke hain

  • @haideralishah6365
    @haideralishah63652 жыл бұрын

    Kisay app music ki dunya main khud ko music say dur rakhay

  • @nathangrossman9765
    @nathangrossman97652 жыл бұрын

    رومية 3:10 كما هو مكتوب: لا بار ولا أحد. رومية 3:23 لأن الجميع أخطأوا وأعوزهم مجد الله. رومية 6:23 لان اجرة الخطية موت. ولكن عطية الله هي الحياة الأبدية بيسوع المسيح ربنا. رومية 5: 8 ولكن الله يمدح محبته لنا لأنه ونحن بعد خطاة مات المسيح لأجلنا. رومية ١٠:١٢ لأنه لا فرق بين اليهودي واليوناني ، لأن الرب نفسه للجميع غني لجميع الذين يدعونه. رومية ١٠:١٣ لأن من يدعو باسم الرب يخلص.

  • @Bachalogg366
    @Bachalogg3662 жыл бұрын

    میری بچی پوچھتی ہے کہ نیکی کیسی ہوتی ہے نظر کیسے آئے گی کھانے والے ہوتی ہے

  • @ayk6922

    @ayk6922

    2 жыл бұрын

    Han Nazar ATI hai.thora sa ghor karoo gaye...her tarf Nazar ayegi Han naikiii ka Jo sawab hai Wohi jannat k phaal khilayn ga Hume...

  • @oldisgoldkhan6732
    @oldisgoldkhan67322 жыл бұрын

    As salam Sir ap sa ghuzarha ha mara liy dhuwa Kara me nak hu jaw ap nak incan ho mara dhuwa kr da

  • @tipsandtalks17
    @tipsandtalks172 жыл бұрын

    Plz help us

  • @musabbashraf9049
    @musabbashraf90492 жыл бұрын

    Schooloñ me b aisa e?

  • @tipsandtalks17
    @tipsandtalks172 жыл бұрын

    Sir ka number mil sakta hai..mujhy bat krni hai in se

  • @masroorjaved4898
    @masroorjaved48982 жыл бұрын

    Mr Adeem your answer to the question was very unconvincing. You did not hear what was he asking. You just went somewhere else. He was just asking Who is Allah.?

  • @nathangrossman9765
    @nathangrossman97652 жыл бұрын

    Romans 3:23 For all have sinned, and come short of the glory of God Romans 3:10 As it is written, There is none righteous, no, not one: Romans 5:12 Wherefore, as by one man sin entered into the world, and death by sin; and so death passed upon all men, for that all have sinned: Romans 5:8 But God commendeth his love toward us, in that, while we were yet sinners, Christ died for us. Romans 6:23 For the wages of sin is death; but the gift of God is eternal life through Jesus Christ our Lord. Romans 10:9 That if thou shalt confess with thy mouth the Lord Jesus, and shalt believe in thine heart that God hath raised him from the dead, thou shalt be saved.

  • @mohammedsannanahmed6064
    @mohammedsannanahmed60649 ай бұрын

    0p

  • @ParvaizRaja
    @ParvaizRaja2 жыл бұрын

    Inko khud bhi nahi pata hai k Allah kia hai.

  • @Onerealgod_1truebelieve
    @Onerealgod_1truebelieve2 жыл бұрын

    Subhanallah! This aqeeda that Allah is everywhere is based on “wahdatul-wajood that’s completely wrong and lie , this aqeeda is not the aqeeda of our prophet Muhammad s.a.w and not the aqeeda of any of sahaba, the brother don’t t even know the basic of “who Allah is and where is he ! he is deviating and confusing people by giving wrong knowledge of aqeeda tawheed “ Allah said “he is on his “Throne” subhanahu wa’talah and away from all that what people says lies about him he’s on the top of all his creation

  • @decentali3399

    @decentali3399

    2 жыл бұрын

    Apko is aqeeda k bary mazeed janny ki zrorat ha

  • @Onerealgod_1truebelieve

    @Onerealgod_1truebelieve

    2 жыл бұрын

    @@decentali3399 app aqeeda tawheed ke baare me Kia jaante hain?

  • @decentali3399

    @decentali3399

    2 жыл бұрын

    @@Onerealgod_1truebelieve sir dekho.. phli bat ye Allah hr jaga ha ye bat wahdul wajoot se bhut mukhlif ha. Wahadul wajud ka aqeeda ye ni hai.. Dsra mera aqeeda wohi ha jo Quran or hadis me aya ha.. Humri senses bhut limited ha hum Allah ko ni samj sakty q k koi b shay us k misal ni ha.. Allah zamao makaa time or space se azad ha.. Jis ayat ki bat ap ne ki ha isko hum isi tarhaa manty ha jse ha.. agr me pochun arsh kdr ha ap ni bta skty arshh ko agar limited space me rakh dia to ghlt hojye ga.. Phrr dsri jaga Allah ne kaha ha me tmhri shaa rag se zyda kreeb hn.. is se bar kr.. Allah ne kaha ha tm 2 hoty ho 3eesra (3th) me hota hn.. tm 4 hoty ho 5wan 5th me hota hn.. Phr aik jaga ata ha Allah ki kursi hr kainaat ki cheez ko ghery hwe ha.. Hum in sb ayat ko mila len ya to mafhoom or trhaa bayan krna pre ga yaa emaan ka takaza yhi ha bs is topic par zydaa bhes na ho jo ayat jese ai ha man li jaye..

  • @Dream__12
    @Dream__122 жыл бұрын

    ये डराते रहते है। ऐसा ना किया तो अल्लाह ऐसा कर देगा। वो किया तो अल्लाह हिसाब ले लेगा हश्रर्र के रोज। मोहब्बत की दास्ताने किस्से तो कोई बताता हि नही। दुकाने जो चलानी है उन्हें

  • @TheNamdar1
    @TheNamdar12 жыл бұрын

    Sir, you lack intellectual and moral integrity.

  • @oo2830

    @oo2830

    2 жыл бұрын

    aap kaha thay gyani baba zra hamai bhi bataye ki kya galt kha inhone

  • @danishkhankhan6362
    @danishkhankhan63622 жыл бұрын

    سب غلط بے بنیاد باتیں ہیں جناب آپکی..

  • @thetruthonlyone6068
    @thetruthonlyone60682 жыл бұрын

    Bebkoof ho tum Allah har jagah nahi hai yeh aqida galat hai gair muslimo ka hai

  • @Jihadissolution

    @Jihadissolution

    2 жыл бұрын

    Pgl Tum ho iss kàa mtlb iss taraah liaa jaataa Keh Allah ki qudrat hr chz pr hai.yaaani aik pattaa hiltaa b tou Allah Kai ilm Mai hotaa aor uus hi ki murzi sai hotaa Jo b hotaa tou isss kàa mtlb yehi hotaa hai Keh Allah hr jagaah pr haan uus Rub e zuljalal ki kursi arsh pr puuri shhaanoshoukut Kai sàath hai Allah u Akbar mgr chzoun ko smjaa karain.chotiii si misal nauzubillah Allah Kai sàath compare nahi karuungaa dainaai waali misaal ko laikin misaal hai jaisai china apnai mulk Mai Yaa Israel america apnai mulk Mai hai Yaa aik do bahir kisii countries Mai laikin satellite aor duusri chzoun Kai zariay woh kahaa aisaai jaataa Keh puuri dunyaa Mai hai Yaa control kiay huai hogaa.Allah ko tou satellite Yaa kissi chz kii zaruurt nahi naa woh tou hm define nahi kur saktai naa woh kiss taraah hr jagaah mojuud hai yaani hr chz pr control aor nizam Chala rahaa Allah.

  • @nailazabeen3285

    @nailazabeen3285

    2 жыл бұрын

    Allah ka ilm Har Jagah maujud hai, aur Allah arsh par Bhi maujud hai... Quran me Allah Tala ye b kehta hai me tumhare nafs k kareeb hun, mujhe pukaro me sunta hun.... Saheel adeem sir ne kuch galat nhi Kaha... Allah arsh pe b maujud hai aur Har Jagah b maujud hai.. Kis Tarah Hai.. Wo hame Pata nhi.. Bas yakin rakho 👍👍👍

  • @decentali3399

    @decentali3399

    2 жыл бұрын

    Allah ne Quran me kaha ha tm 2 hoty ho to 3sra me wahan hota hn.. tm 4 hoty ho 5wan me wahan hota hn.. Allah physical cheez ni ha js k wajood k bary btaya jayen.. bus jese joo bat agai ha usko wse man lo .. is k bary sochnaa humri senses ka kam ni ha.. or jb Allah ne kaha me arsh par mutawi hwa.. hum arsh ko b bayan ni kr skty..

  • @anumali291

    @anumali291

    Жыл бұрын

    Tum bewkoof ho gay

  • @anumali291

    @anumali291

    Жыл бұрын

    Wo yaha ye btaye kay konsay ganny suny tiktok kaisy bnaye instagram reel kaisy bnaye ye btayein wo phir tum thk o