उत्तर रामायण - EP 39 - श्री राम की जल समाधि। अंतिम अध्याय। |PAKISTAN REACTION

BACKUP CHANNEL LINK .. / @bhaireaction1399
credit:
Video Link:
if creator has any complaint than feel free to contact @instagram link below
.............................................
THIS VIDEO IS ABOUT उत्तर रामायण - EP 39 - श्री राम की जल समाधि। अंतिम अध्याय।
.............................................
Instagram►
Rehman Anwar .. rehmman143?utm_...
Zafar iqbal .. zafar_chadhar_?...
Muammad Sohail ... muhammad_sohail...
DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose. We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.
The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to Showcase the creativity of the artist involved and is strictly done for a promotional purpose.
*DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
…………………………
#pakistanreaction#brosreaction2

Пікірлер: 99

  • @SikhniNimrat
    @SikhniNimrat24 күн бұрын

    Om Namo Bhagwate Vasudevay Namah 🪷🕉🙏

  • @rohanbekani3615
    @rohanbekani361524 күн бұрын

    Kabhi radha krishan mat dekhna usme sirf hamare devi devtaon ka apa man hi kiya hai

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    Bhai aap logo ne Granth, Ved Puran aur Scriptures nahi jaane aur nahi padhe hai. Sach ko isiliye hi nahi maan rahe ho aap sab. Aree bhai usme kisi ka koi apmaan nhi hua hai. Balki aisa bolkar tum apmaan kar rahe ho kyuki jinn series ko tum log recommend kar rahe ho usme humare bhagwan ka apmaan hua hai. Apmaan aap jaise log kar rahe hai bhai

  • @triptipandey4170

    @triptipandey4170

    24 күн бұрын

    ​@@beautifulcreations3458bhai apman kese nahi hua h bhagwan shree Krishna 11 saal ke age me mathura chale gaye or isme bhagwan shree Krishna abhi Abhi virndavan me h or radha rani ki sadi ke samye krishna ji vaha the bhi nahi or Kans sare rakshak krishna ji ko marne ke liye bejta tha naki radha rani ko sach tu yeh h ki puran bhagwat purana apne nahi padi jake pehle sach jankar ayo fir comment karo bakwas seriel bakwaas log

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@triptipandey4170Maine sach jaankar hi bola hai par tumne nahi padhe hai puran aur Granthon kom Tum bakwas mat karo. Tumne na toh Granth acche padhe hai aur na hi Yeh series acche se dekhkar kuch samjha hai. Tum murkh ho kyuki Bhai Krishn ji chale gaye the 11 saal ki age mein aur iss series mein bhi toh yahi dikhaya hai na. Shree Radharani ke vivaah ke samay Shree Krishn ji vahi par the aur meri Radharani Mata ko maarne ke liye sirf ek baar bheja tha jab Kans ko laga tha ki shayad isse Krishn ji ko gussa aaye. Bakwas tum ho aur bakwas hi kar rahe ho

  • @TilakDepka2062

    @TilakDepka2062

    24 күн бұрын

    Sahi bola bhai❤

  • @Amitkumar....681

    @Amitkumar....681

    22 күн бұрын

    Bilkul ghatiya bakwash hai radha krishna series

  • @meenabisht4206
    @meenabisht420624 күн бұрын

    Bhaiya aap shabhi ko dhanyabad. Aapki wajah se phir se ramayan dekhane ka avsar mila. Bhagwan ram aap aur hum sabke poorwaj hai. Hum sabaka itihas ek hi hai. Bhaiya old mahabharat aur ramanand sagar ke shri krishna seriyal par bhi apana reaction dijiye.

  • @triptipandey4170
    @triptipandey417024 күн бұрын

    B.r chopra Mahabharat amazing ❤

  • @amitgusain243
    @amitgusain24324 күн бұрын

    Kalyug mein sirf hari❤ naam hi sahara hai

  • @ShivamK831
    @ShivamK83124 күн бұрын

    Ramanand sagar Sri Krishna

  • @Brahmchari7
    @Brahmchari724 күн бұрын

    Jai Shree ram ❤🙏🙏🙏

  • @laakkiyaadaav3910
    @laakkiyaadaav391019 күн бұрын

    Jay siyaram 🙏 jay shree hanuman ji 🙏🚩

  • @AjayGurav12
    @AjayGurav1224 күн бұрын

    Bharat vishnu bhagwaan ka sudarshan chakra ka avtaar tha aur shatrughna shankh ka avtaar tha. Jb bhagwaan ram ji ki Leela dharti pe khatam huee tb bharat aur shatrughna bhi un me Sama gaye

  • @ankitarai5978

    @ankitarai5978

    24 күн бұрын

    Ye tha tha kam kar. Bhagwaan visnu ji ka alvan bhagwaan ke astra sharta ka bhi bahut samman hai. Vo bhi unki ka ansh hai. Jo tum aise shabd ka prayog kar rahe ho

  • @AjayGurav12

    @AjayGurav12

    24 күн бұрын

    @@ankitarai5978 Maine Kuch bura nhi likha. Jo baki log ko nhi malum wahi bataya. Bahut se sanatani ko ye abhi nhi malum hoga ki sharir 5 tatv se banata he unke aaradhya kon he unke mantra kya he. Shayad aap ko bhi nhi Pata hoga

  • @smartway6837
    @smartway683724 күн бұрын

    Br Chopra Mahabharat is best

  • @SaurabhPandey-bt3my
    @SaurabhPandey-bt3my21 күн бұрын

    Sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram sitaram

  • @Anchal-yb7td
    @Anchal-yb7td24 күн бұрын

    Narayan ke saptam avtar bhagwan Shree Ramchandra ki jai 🙏🙏🏹🌺

  • @ankitarai5978
    @ankitarai597824 күн бұрын

    Bhagwaan ram yani bhagwaan vishu ke jane se pahle lakchhman ji yahi sheshnaag ka jana jaruri tha. Unke jane ke liye koi leela karni hi thi

  • @sumitbicky4611
    @sumitbicky461124 күн бұрын

    Jagannath humare odisha main hai .

  • @rakeshrajbhar2916
    @rakeshrajbhar291624 күн бұрын

    Jay shree Ram ji

  • @SubhamKumar-lt6sn
    @SubhamKumar-lt6sn24 күн бұрын

    Jai shri ram

  • @smartway6837
    @smartway683724 күн бұрын

    Next pls br Chopra Mahabharat

  • @hajagojiya2509
    @hajagojiya250924 күн бұрын

    Next br Chopra Mahabharat

  • @Quizwala2.o
    @Quizwala2.o24 күн бұрын

    Jai ganga maiya देखिए

  • @user-op7ev7rx8j
    @user-op7ev7rx8j24 күн бұрын

    Vignahartha Ganesh ❤❤❤❤

  • @Hinduyadav5740
    @Hinduyadav574024 күн бұрын

    Ramanad sagar ji ki shree Krishn leela ab bhai kal se

  • @sonalimanthan9313
    @sonalimanthan931324 күн бұрын

    Yeh sach hai ki Maharaj Bivishan ji Jagat ke nath Jagannath ke puja karte hai....Ek din Jagannath Mandir ke pujari mandir band hone se pehle galati se mamdir ke amdar reh gaye.....tan North Gate (utttar dyar) par umhe ek parchhai nazar ayi to unhone dekha ki ek budha byakti mandir se samudra ki or ja raha hai...toh unhone unka pichha kiya...phir samamdar ke pass hote hin samandar 2 bhago mein divide ho gaya...jo byakti aya yha woh usi or jae laga to pujari ne pichhe se hat pakad liya ..phir puchhne laga ap kon hai aur yese yeh samdar kese 2 bhago mein bat gaya...toh unhone apna parichay Lanka Pati Bivishan batay....yeh sunke pujari hasne laga aur bola ki yese kese kuchh bhi keh doge toh mein viswas kar lunga.....toh us byakti ne kaha kiachha thik hai...toh suno....har dina mandir band hone ke bad mein Bhagban Jagannath ji ko ek special phul arpan karne ke liye lanka se yaha ata hun ....pujari ne kaha ki achha ....toh Maharak Bivisan ne apna ek hat ka ek kada diya...aur kaha yeh lo aur ise rakh lo...agar tum ne yeh bat kisi se bhi batayi toh tumhati usi bakt death ho jayegi aur agar nahi bataya toh ajeeban sukh mein rahoge.....phir hat chhudake woh waha se chale gaye matlab gayab ho gaye us bakt pujari ke man mein ek bat ghar kar gayi ...kaha ki age chal ke Bhagban ke hone na hone par question kiya jayega...toh kyun na meri mrityu hi sahi mein yeh batake mar jaun to koi gum nahi....yeh keh ke usne us kade ko puja ghar mein rakh ke yeh sare bate likh ke apni patni ko bata diya...phir uski usi waqt mrityu ho gayi.....mana jata hai ki aj bhi woh kada pujari ki ghar mein hai...aur aj bhi Maharaj Bivisan Bhagban Jagannath ji ke darshan ke liye ate hai.....❤❤❤❤❤

  • @mkumar99999
    @mkumar9999924 күн бұрын

    Puspak nahi he wo....Garud ji hen

  • @amitgusain243
    @amitgusain24324 күн бұрын

    Sudharchakra shatrughan the And kamal ka phool = bharat the

  • @TutejaSingh-n4h
    @TutejaSingh-n4h24 күн бұрын

    Bhayi Vishnu Puran laao Bhai

  • @knowledgeguru6639
    @knowledgeguru663924 күн бұрын

    Shiv maha puran

  • @-otzafar9hh
    @-otzafar9hh22 күн бұрын

    Vighna harta ganesh

  • @manishchhillar24
    @manishchhillar2420 күн бұрын

    Bharat ji vishnu ji k shank hai or satrughan ji bhgwaan vishnu ji k Sudarshan Chakra hai

  • @anshikamittal8778
    @anshikamittal877824 күн бұрын

    Br Chopra Mahabharat

  • @nepalchaudhary5324
    @nepalchaudhary532424 күн бұрын

    Abhi is time per Kalyug chal raha hai na😮 is time per Hanuman Ki Seva ho rahi hai pure Vishva mein pure Sansar Mein Hanuman ki kripa hai

  • @Dilipp90
    @Dilipp9024 күн бұрын

    Vighnaharta sree Ganesh per reaction

  • @artbysaurav1984
    @artbysaurav198423 күн бұрын

    Please reaction on radhakrishna please.. .. Jisko is sirial se problem usme me kuch nahi kar sakta Ye Mera favourite ha usme bich bich me story change hui hai

  • @MM-ss8gg
    @MM-ss8gg24 күн бұрын

    Shani devta series

  • @mkumar99999
    @mkumar9999924 күн бұрын

    Last wala song rehne do yaar mat mute karo

  • @gajanandnetam4259
    @gajanandnetam425924 күн бұрын

    Next video upnisad ganga

  • @MrStranger058
    @MrStranger05824 күн бұрын

    Ramanand Sagar shree krishna ❤next show reaction ❤

  • @-otzafar9hh

    @-otzafar9hh

    22 күн бұрын

    Vighna harta ganesh

  • @ntadg
    @ntadg24 күн бұрын

    Naagin 3 serial plz

  • @navinchaturvedi6842
    @navinchaturvedi684224 күн бұрын

    Next Ramanad sagar ki Shreekrishna

  • @Dpkksk
    @Dpkksk23 күн бұрын

    Br chopra mahabharata pls

  • @user-rs8dm1jr9j
    @user-rs8dm1jr9j24 күн бұрын

    Br chopra mahaabharat

  • @laakkiyaadaav3910
    @laakkiyaadaav391019 күн бұрын

    🙏🚩

  • @penchant91
    @penchant9120 күн бұрын

    bhai aisa isliye ho raha kyu ki nature se bada or uske law se khilwar nhi kiya ja sakta kyu ki ye iswar ki creation or iswar ye nhi kar sakta but tumhara asmaani allaah to sab kuch rok kar kar lega uske liye kuch bhi asambhaw nhi kyu vo sab ko banaya hai or uske isare par sab kuch hoga but reality different hota miya

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Vishnu Puran kabhi bhi mat dekhna bhai. Usme sab kuch galat dikhakar humare saare bhagwano aur devi devta ka apmaan hua hai.

  • @sanjulodhi1357

    @sanjulodhi1357

    24 күн бұрын

    Bhai tujhe pata bhi tu kya bol raha hai

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@sanjulodhi1357 Ha bhai, mujhe pata hai kyuki Maine saare granth padhe hai aur abhi bhi padh hi raha hu. Mai har ek scripture, granth aur ved ke baare mein jaanta hu aur pdh raha hu. Isiliye yeh sab such hai

  • @amitgusain243

    @amitgusain243

    24 күн бұрын

    ​@@beautifulcreations3458😂😂 thoda daro kuch bolne se pehle...bache

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@amitgusain243 Bina shaadi ke bane papa, aap daro kuch toh thoda bolne se pehle. 😂😂😂😅😅🤣🤣🤣Sharm karlo thodi si jhooth bolne se pehle. Mai confidence ke saath bol skta hu ki paap aapko hi lagega. Aap ya toh bacche god le lo ya shaadi kar lo lekin mere baap mat bano aur free ka gyan mat do jab aapko hi gyan nhi hai.

  • @RakeshKumar-ld3ob

    @RakeshKumar-ld3ob

    24 күн бұрын

    ​​@@beautifulcreations3458 Mandbudhi tum ne Kabhi pade h (Vishnu MahaPuran) knowledge h bhi tum me nonsense 😒🤬😡 BR Chopra Sir ji (Vishnu maha Puran) pad pad fir serial Ko banaya Hai Mandbudhi 😒😒😒😒😒😒😒

  • @rohanbekani3615
    @rohanbekani361524 күн бұрын

    Start vishnu puran bros Start vishnu puran kzread.info/head/PLQQa2ptMYrubalxxhseMKKZBYMGk_MC26&si=BQJX-B_6NP6fWGO2

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Kyu meri Shree Radharani ka vivaah Shree Krishn se nahi hua aur Ayan se hua, jaanne ke liye dekhiye Radhakrishn series. Radhe Radhe😊💜💜💜💖

  • @Bhkt126

    @Bhkt126

    24 күн бұрын

    Are oh papin Shreeradharani Ka wiwah shreekrishna SE hi hua h or unke pati shreekrishna h RUDRA SANHITA Garg sahinta Brahmpuran sbme h Apni murkhtaa ki hdd par krli

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@Bhkt126 Mai ek ladka hu murkhon. Kitni baar batau. Aapne pagalpan ki hadd paar hi kar di hai ab toh. Aree oh mahapaapi aur adharmi, Kabhi toh granth padhke bolo. Jaahilon ki tarah baatein karte ho bhai. Pehle padh toh lo bhai. Shree Radharani ka vivaah Shree Krishn se Brahma ji ne karwaya tha Bhandirvan mein aur unka vivaah Ayan se hua tha kyuki unko Shree Krishn se 100 saal dur rehne aur unko bhul jaane ka shraap mila tha. Garg samhita, Brahm puran, Narad Puran, Shiv Puran, upnishad etc. inn sab mein yehi likha hai.

  • @Brahmchari7

    @Brahmchari7

    24 күн бұрын

    Kyu tere khandan ki bejjati kar raha he

  • @Bhkt126

    @Bhkt126

    24 күн бұрын

    ​@@beautifulcreations3458rakshas Shreekrishna ki wiwah radhamaa SE hua h or kisise nhi Apni murkhta bnd krde Tere Jaise log TV dekhle to gyani bnte h Ap apni murkhta bnd krde

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@Bhkt126Dekhiye Rakshas aur Pishach ji, aap agyani aur gawar hai yeh toh mujhe pata tha par Yeh kahakar aapne yeh bhi bata diya ki aap anpadh bhi hai bhai kyuki aap Granthon aur Scriptures ko jaane aur padhe bina sach nahi maan rahe hai. Brahm Dev ne karwaya tha mere Prabhu aur meri Mata ka vivaah Bhandirvan mein aur meri Mata Shree Radharani ka vivaah Ayan se hua tha kyuki unko sach mein shraap mila tha kuch aap jaise hi the Jo unke Prem aur Bhakti ko nahi maan rahe the. Aap apni badtameeziyon ko aur apna jaahilpan dikhana band karo bhai. Tum jaise log bante honge TV dekhkar gyani, hum toh Granth aur Ved padhkar bante hai aur mujhme koi ghamand nhi hai. Sach manna start kar do bhai

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Radhakrishn series has everything like : 1. Laxmi Narayan, 2. Samundra Manthan, 3. Tirupati Balaji Story, 4. Shiv Parvati Bond, 5. Hanumaan Ji, 6. Shree Krishn and his 16,108 wives and Specially Mata Rukmani, 7. Krishn ji's bond with Balram ji, Shiv Ji, Ganesh ji, Mata Yashoda and his sons 8. How he destroys asurs 9. Gopika Vallabh Story (Radhakrishn ka Maha avatar) 10. Gopeshwar Mahadev Story (Kyu liya Mahadev ne Gopi ka avatar) 11. Radhakrishn ka ardhnarishwar Avatar and many more. Wholesome series hai yeh. Start reaction on this beautiful series after Ramayan💕💕💕💕✔️✔️💚💛🧡🥰💖🥰

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Radhakrishn series hi dekhna ab. Bahut pyari, acchi, genuine and authentic series hai aur usme mere Prabhu Shree Krishn aur meri Shree Radharani ke baare mein sab kuch bahut acche se dikhaya hai bhai✔️✔️💜💜💜💜💚💚💚💚🧡🧡💛💛💖💖💖

  • @raviyadavsiwan2841

    @raviyadavsiwan2841

    24 күн бұрын

    Wo sb jhuth h 😢,,purana wala thik h

  • @beautifulcreations3458

    @beautifulcreations3458

    24 күн бұрын

    @@raviyadavsiwan2841 Purana wala jhooth hai 😥, new wali series best hai

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Kyu liya Mahadev ne Gopi ka swaroop aur Gopeshwar Mahadev kyu kahlaye hai, jaanne ke liye dekhiye Radhakrishn series 🥰🥰🥰

  • @beautifulcreations3458
    @beautifulcreations345824 күн бұрын

    Bhai baaki sab mein hamari Shree Radharani ke baare mein bilkul bhi jyada information nahi dikhayi hai acche se. Unhone bas ek raas karne wali ke roop mein dikhaya hai jabki aisa nhi hai. Isiliye log jan nahi paayenge unke Prem, Vishwaas aur Bhakti ko. Please aap sabhi Radhakrishn ka support kijiye kyuki aap vishwaas kariye usme sab kuch authentic hai.❤❤💜💜👍👍

  • @PriyankaKhichi-bn1cs
    @PriyankaKhichi-bn1cs24 күн бұрын

    𝐑𝐚𝐝𝐡𝐤𝐫𝐢𝐬𝐡𝐧𝐚 𝐩𝐥𝐬 𝐩𝐥𝐬❤

  • @ShivamK831
    @ShivamK83124 күн бұрын

    Song bhi dikhana

  • @ShivamK831
    @ShivamK83124 күн бұрын

    Aaj khatam kar dena bro

  • @ShivamK831
    @ShivamK83124 күн бұрын

    Ramanand sagar Sri Krishna

Келесі