Ujjain top 20 tourist places in hindi 📍 Ujjain me ghumne ki 20 khubsurat jagah without information.

Ujjain is situated in Madhya Pradesh and Ujjain is only 55 Km away from Indore. Everyday thousands of pilgrims come to ujjain for mahakaleshwar temple which is very popular between hindus. But there are so many other temples in Ujjain and devotees come here basically on mahashivaratri and during savan month. So this video will give you every information about ujjain and mahakaleshwar temple with all related expenses and tour guidance. So after watching this video you will know ujjain trip information and able to make your ujjain plan on this shivaratri.
Ujjain Madhya pradesh ki ek pavitra nagri hai jaha par singasth kumbh ka aayojan hota hai aur yaha par shipra nadi behti hai jaha har roj hazaro shraddhalu aate hai aur yaha ke mahakaleshwar mandir me darshan karne ke sath sath ujjain ke sabhi mandiro me darshan ke lie jaate hai aur yaha par bhakt sabse jyada mahashivaratri aur savan ke mahine me aate hai. Is video me aapko ujjain ghumne ki puri jankari milegi aur aap yaha par kitne kharch me ghoom skte hai ye bhi pata chalega jis se aap yaha par ghumne ka plan asani se bana skte hai.
In Ujjain you can visit
mahakaleshwar temple
kaalbhairav temple
mangalnath temple
gadhkalika temple
siddhvat temple
bhrithari caves
ujjain ghat
shree ram ghat ujjain
To Book Mahakaleshwar Darshan contact- 1800-233-1008
so what are you waiting for, get set ready for your next trip to Ujjain !
Thank You..

Пікірлер: 5

  • @dhirendraawasthi9036
    @dhirendraawasthi90362 ай бұрын

    Jai ho mahakaal ji ki jai ho 🙏🙏🙏

  • @padmavatiluhar7372
    @padmavatiluhar7372 Жыл бұрын

    Abe kuch dhang ka bta

  • @Travellerbanda

    @Travellerbanda

    Жыл бұрын

    Abe ujjain me kya Taj mahal lau kya ab jo he whi batau ga naa

  • @padmavatiluhar7372

    @padmavatiluhar7372

    Жыл бұрын

    @@Travellerbanda mandir ke alawa or kuch h kya?

  • @Travellerbanda

    @Travellerbanda

    Жыл бұрын

    Bhai ujjain to famous hi mandiro ki vajah se he bht research k bad ye places liye he❣️

Келесі