Tribute to Nisar Bazmi - Part 1 - Liaqat Nawaz Malik Official

Пікірлер: 44

  • @farhatilyas4399
    @farhatilyas4399 Жыл бұрын

    Nisar Bazmi Pakistan film lndustry ke maya naz music director jin ki classic compositions ka jadoo filmi songs mai sar chader kar bola, Nisar Bazmi sahab ki compositions sai sajy songs aaj bhi sunnay walay ke kanon mai rus gholtay hain, Pakistan film lndustry ke maya naz music director ko yai tribute oun ke filmi sangeet career ki khubsorat aakasi kar raha hai.

  • @haneefsharib8102
    @haneefsharib8102 Жыл бұрын

    پاکستان کی شان نثار بزمی

  • @arifghauri-akg39
    @arifghauri-akg3910 ай бұрын

    واہ یونس ہمدم آ پ کا تبصرا اور لیا قت صاحب کی گانوں کی چوائس بہت خوب واہ۔

  • @doctormubashir7617
    @doctormubashir761711 ай бұрын

    Great,legendary music director. Laazawal, amar mouseeqar. Inka koi saani nahi.

  • @tahirbashir3710
    @tahirbashir37106 ай бұрын

    Great music director never forget his work

  • @aminlucky9081
    @aminlucky908111 ай бұрын

    Nisar bazmi jaisa or koi music director nhi jis ne bazmi sb jaisa kaam kia ho bazmi sb ne filam industry ko jo song diye hain wo sub song classic ka darja rakhte hai

  • @noumanahmed2884
    @noumanahmed2884 Жыл бұрын

    Thank you Malik Sahab ❤

  • @syedalimurtuza9831
    @syedalimurtuza9831 Жыл бұрын

    محترم لیاقت نواز صاحب اور یونس ھمدم صاحب اسلام علیکم۔ آ پ لوگ بھولی بسری یادیں پروگرام کے ذریعے مختلف فنکاروں کو متعارف کروایا، بہت شکریہ۔ اس وڈیو میں محترم نثار بزمی صاحب کی باتیں ہورہی ہیں۔ نثار بزمی صاحب ایک باکمال موسیقاروں میں سے ایک ہیں جنہوں نے اُردو کلاسیکی ادب کو کلاسیکی موسیقی میں ڈھالکر لاجواب نغمے بناے۔ بھارت میں بھی بیمثال و لاجواب موسیقار گذرے ہیں جنہوں نے بھی کلاسیکی اردو ادب کو کلاسیکی موسیقی کے ساتھ ھندی شاعری میں ڈھالکر لاجواب نغمے بنانے اور اس طرح کے فنکار آ ج بھی بھارت میں موجود ہیں جو اس روایت کو برقرار رکھے ہوے ہیں۔

  • @anitahussain7544
    @anitahussain75444 ай бұрын

    Legendary music director ofPakistani film Industry Great Nisar Bazmi Sahab.

  • @firna1864
    @firna186410 ай бұрын

    Ye tarika bohot acha hai, Do sathi aur wo bhi shokheen, discussion aur kuch aap kahay aur kuch wo, beautiful

  • @syed2247
    @syed2247 Жыл бұрын

    Very n ice program. Great presentation. Thanks.

  • @naginafarooq3528
    @naginafarooq3528 Жыл бұрын

    Janab AP to hamay mazi ma ly jaty hion kia bat Hy AP k❤

  • @amjadameen3666
    @amjadameen3666 Жыл бұрын

    My favorite program.old memories.

  • @ZafarIqbal-iw2fp
    @ZafarIqbal-iw2fp Жыл бұрын

    Respectable milk shb program bahoot acha hai,abhi tak aap nain jo geet bajay hain woh sub mere sune hoay hain❤ respectful zafar from Pakistan bahawalpur 🇵🇰💯💗💜💛🙏👍

  • @ghulamrasoolkhawajaghulamr7889
    @ghulamrasoolkhawajaghulamr7889 Жыл бұрын

    What a great music director who çomposed heart touçhiñg music.unfortunately we missed him.may Allah rest his soul in peace ameen. GH rasul skardu

  • @rubinatrue259
    @rubinatrue2593 ай бұрын

    Bohut khoubsourat program hy Ma sha Allah, Intezar rehta hy Alberta Canada se , bohut Shukriya.

  • @habibahmed9207
    @habibahmed9207 Жыл бұрын

    آپ بہت اچھا پروگرام پیش کرتے بھولی بسری یادیں تازہ ہوگئی

  • @shahanasabir6783
    @shahanasabir6783 Жыл бұрын

    Zaberdast kawish hi aap logon ki. Yunus sahib k ganay suntay huway hum log baray huway hain. Liaquat sahib aap ki information buhaat zaberdast hoti hi. Aap logo ki waja si hum log ur hamaray bachay is mulk k legends si waqif horahay hain. Great work👍

  • @dr.ghulamdastgeerchohan5820
    @dr.ghulamdastgeerchohan582011 ай бұрын

    Zabar dasd❤ĺ❤❤❤❤❤

  • @RameshKumarmakhija
    @RameshKumarmakhija Жыл бұрын

    All time hit songs

  • @aminlucky9081
    @aminlucky908111 ай бұрын

    Wah kia baat hai masroor anwar ki un ki filam meharbani nadeem babra ki music director m ashraf wo dekh lein too aap ko pata chale ga wo kitne Bare lyrics thay all time great masroor anwar

  • @moazamakhtar2298
    @moazamakhtar229810 ай бұрын

    Sahir ludhyanvi se Mahzurat,,, YAAD e mazi hi to mera sirmayah hae ya rabb Mujh se na cheen, na Hafizan mera. ,,

  • @majidhusainie542
    @majidhusainie5427 ай бұрын

    Excellent efforts Malik sb.

  • @shakirmalik6158
    @shakirmalik615810 ай бұрын

    great show

  • @sohailnabi618
    @sohailnabi6188 ай бұрын

    both of you guys are history of our film industry love from karachi

  • @MemonMuzammil-pi8fk
    @MemonMuzammil-pi8fk10 ай бұрын

    La jawaab

  • @majidhusainie542
    @majidhusainie5427 ай бұрын

    The best romantic pair we had in Pakistan film industry was of Waheed & Shabnam.

  • @hnmirza1
    @hnmirza1 Жыл бұрын

    Sir, " Ho tamanna aur kya is written by Fazal Karim Fazli sb.

  • @aaman5213
    @aaman5213 Жыл бұрын

    Songs were heavily edited in this episode. Did KZread make you do that?

  • @K.Riaz59
    @K.Riaz59 Жыл бұрын

    Ho Tamanna Aur Kya is in Raag Khammaj, Chalo Acha Hua in Raag Ahir Bhairav, Mere Dil Ki Mehfil in Raag Bhupali, Ik Sitam Aur Meri Jaan in Raag Kafi, Bade Bay Murrawat in Raag Bhairvi, Ik Husn Ki Devi in Raag Bhairvi, Kaate Na Katay Re in Raag Khammaj and Allah Hi Allah in Raag Bhairvi. All Bazmi Sahab's songs except Bade Bay Murrawat. Bazmi Sahab was thoroughly trained in Indian classical music.

  • @hnmirza1

    @hnmirza1

    Жыл бұрын

    Bro, "Kate na Kate re" is raag Kedar, I believe, not khammaj.

  • @K.Riaz59

    @K.Riaz59

    Жыл бұрын

    @@hnmirza1 Raag Kedar is from the Kalyan Thaat and has both Tivra and Komal madhyams, while Khammaj belongs to its namesake Thaat, both the Nikhads are used. Shudh Nikhad in Aaroh and komal in Avroh, while rishab is virjit in the aaroh. Play this song on a keyboard and you'll see the Khammaj's influence.

  • @K.Riaz59

    @K.Riaz59

    Жыл бұрын

    @@hnmirza1 The Antara might be under the influence of Kedar. Not sure.

  • @hnmirza1

    @hnmirza1

    Жыл бұрын

    @@K.Riaz59 🙏

  • @Fareed63
    @Fareed63 Жыл бұрын

    Madam Noor Jehan ko Malika E Trannum ka Laqab ghair sarkaree tor per 1945 ma film Zeenat k ganu per mila. Pakistan bannay k baad film Koel k gano per 1959 ma Laqab mila. tab tak Nisar Bazmee Sb Pakistan nahe aaey thay. pls correct me if I am wrong...

  • @abubakarkhan1274
    @abubakarkhan1274 Жыл бұрын

    baz auqat aap kehte hen k geet suneay magar sunate nahi agay badh jate heb

  • @MuhammadKhan-lm7kl
    @MuhammadKhan-lm7kl Жыл бұрын

    All time hit music director

  • @tmk5
    @tmk511 ай бұрын

    میرے خیال میں کراچی سے اُردو فلموں کا لاھور منتقل ہونا اردو فلموں کے زوال کا باعث بنا

  • @iqbalhaider5701
    @iqbalhaider5701 Жыл бұрын

    لازوال نغمہ ہے مگر ایک بات بہت کم لوگوں کو معلوم ہوگا کہ اس گانے میں “چلو” کا لفظ بزمی صاحب نے رکھا تھا- یہ بات انہوں نے مجھے خود ایک انٹرویو میں بتائی تھی، وہ باقاعدہ شاعر تھے اور اپنا مجموعہ بھی مجھے عنایت کیا تھا- بہت ملنسار، سادہ اور صوفی منش آدمی تھے- ان کی سب سے مشہور فلم انڈیا میں شیریں فرہاد تھی- میں نے ان کو اپنے کیلگری سے نکلنے والے پہلے اردو اخبار کے لئے ان کے نارتھ ناظم آباد کے مکان پر انٹرویو کیا تھا- بزمی صاحب نوجوانی میں باقاعدہ قوالی بھی کرتے تھے

  • @MuhammadIqbal-qr7ec
    @MuhammadIqbal-qr7ec8 ай бұрын

    لاجواب

  • @aliyanadeem3669
    @aliyanadeem366910 ай бұрын

    Gane ka zekr krte ho dekhate nhi ho aag ka song kaha k dekhen or nhi dekhaya film anjuman ka kaha k song dekhen or nhi dekhaya aik or gane ka kaha dekhen or nhi dekhaya aese qun krte hain qu nhi dekhate

  • @Fareed63
    @Fareed63 Жыл бұрын

    Madam's Magic.... ju Kamal Madam Noor Jehan na gaaegee ma kya hy Kisi AUR k buss ki baat nahe.... Madam was born Great.

  • @saeedahmed2044
    @saeedahmed2044 Жыл бұрын

    خراج تحسین یا خراج عقیدت؟

  • @hudhud9650
    @hudhud96504 ай бұрын

    Muhtram Nisar Baxmi sahab ki mene shagirdi ikhtiyar kar rakhi thhi buhat sekha unse. Mazay ki bast yeh k khud buhat achi shayer thhe mujhe buhat sher apne sunaye thhe. Yeh pahle museqar thhe jinhoney pakistan mivies meyn orchestra mutarif karwaya. Usool pasand or music ka buhat qadaawar naam