Tips For Husband Wife Relationship 💝 | Mian Biwi Lazmi Sunain | Tuaha Ibn Jalil,Dr Kanwal Kaseeri

Bismillah ar-rahman ar-rahim: "
Topic : Tips For Husband Wife Relationship
Speaker : Tuaha Ibn Jalil,Dr Kanwal Kaseeri, Khurram Alavi
Don't Forget To Like , Comment , Share & Subscribe
For More Bayan , Reminder , & Video Follow this Accounts 👇♥️👇
Instagram : / tuaha_muhammadali_speaks
KZread : / tuahamuhammadalispeaks
Facebook : / tuahamuhammadalispeaks
Tags:
#tuahaibnjalilbayan#tuahaspeaks#tuahaibnjalil#youthclub#drkanwalkaserri#husbandwiferelationship#mianbiwi#tuahamuhammadalispeaks #tuahafans#youthclubbayan

Пікірлер: 82

  • @nehabaig3969
    @nehabaig3969 Жыл бұрын

    Allah ke Nabi ki hadees- "jo chup reh gya wo nijaat paa gya"... 👌👌👌👌

  • @nehabaig3969

    @nehabaig3969

    Жыл бұрын

    @Hashir Neni Tirmidhi sharif Hadith No. 2501

  • @talkaboutfashion9647
    @talkaboutfashion9647 Жыл бұрын

    Sahi khamoshi se hi behter ho jata h or Allah pe chodh den👍Allah sab behter karne wale h

  • @Asma-bn5ez
    @Asma-bn5ez Жыл бұрын

    MashAllah,Allah humain apny Deen pay shi trikay say chlny ki tofeeq day humain wesay bna day jesa Allah ko pasand hai Ameeen.

  • @shaheenkardame4985
    @shaheenkardame4985 Жыл бұрын

    Asslamu alaikum bhai sahab aap ne bikul sahi kaha ye mera taqwa yqeen aur bharusa hai allah par ke jab ham bahot hi pareshan ho mushqil me ho aur apne rab ke saamne khre hoke apni dukhun or pareshani ko pyare rab ke paas batado khub dua karo ro ro ke jo mañana hai mango sab kuch miljata hai bina paise ke .kuch alim amil aise hote hai un ko hazarun rupaye khrch karne ke baad bhi kuch hasil nahi hota ye mera yqeen or imaan hai mai bahot bure halaat se guzar chuki hun lekin apni himmat nahi haari kuch kaha bhi kuch suna bhi mgar apne rab se mai madat mangti rahi roti rahi ke ay allah tere siwa koi nhi jo meri madat karen meri hajaten puri kare mere rab to hai jo meri mushqilun ko bure waqt ko khtam kar sakta hai or mere rab ne meri awaaz suni alhamdulillah ab mai sukoon or rahat me hun

  • @rabbiyabegum4815

    @rabbiyabegum4815

    Ай бұрын

    We

  • @_s.4
    @_s.4 Жыл бұрын

    Timeless tips and references. There is so much beauty and simplicity in Islam. Jazak’Allah khayr

  • @RedRose-ne2zg
    @RedRose-ne2zg Жыл бұрын

    MA SHA ALLAH Tauha bhai apne jo Ayat parho wo surah Mulk ki nahi Surah Muzammil ki he 😊 bht powerful Ayat he ❤ Jazak ALLAH

  • @shaheenkardame4985
    @shaheenkardame4985 Жыл бұрын

    Jee han mai ne sab kuch thajud me hi manga tha or mangti hun allah se mange ka sahi waqt to mujhey thajud ka waqt hi achcha lagta hi

  • @worshipthecreator9081
    @worshipthecreator90816 ай бұрын

    Turn more to Allah swt when we are in difficulty Subhan Allah Jazak Allahu khairan 💜

  • @nahidhaq5484
    @nahidhaq5484 Жыл бұрын

    Masaallah Amal karne layak baate india

  • @yourqurancampus5989
    @yourqurancampus5989 Жыл бұрын

    سورہ مزمل۔۔ ان ناشئۃ اللیل

  • @falakimtiaz3608
    @falakimtiaz36085 ай бұрын

    Ma sha Allah Beautiful Bayan

  • @AbdulRehman-xc6by
    @AbdulRehman-xc6by Жыл бұрын

    Beautiful words

  • @nehashaha6643
    @nehashaha6643 Жыл бұрын

    Jajhakallahi khaire bhai

  • @atifhina1939
    @atifhina1939 Жыл бұрын

    Thank you 😊

  • @abdullaah5079
    @abdullaah5079 Жыл бұрын

    Masha Allah jazakallah khair ❤❤❤

  • @farhatwani6469
    @farhatwani6469 Жыл бұрын

    Aa Allah bless u

  • @husnarani2888
    @husnarani2888 Жыл бұрын

    Superb and informative video

  • @rabianaheed1280
    @rabianaheed12805 ай бұрын

    Jazakumullah Akhsanul jazaey walkhair

  • @skj4206
    @skj4206 Жыл бұрын

    زبردست سب سلامت رہے

  • @drafshansamee8437
    @drafshansamee8437 Жыл бұрын

    Tauha bhai, aap guests ki baat mukammal hone dua karen , please. JazzakAllah

  • @mehandijaan2608
    @mehandijaan2608 Жыл бұрын

    Very amazing and beautiful session May ALLAH ALMIGHTY Bless we all Aameen💝

  • @sakeena5501

    @sakeena5501

    Жыл бұрын

    L😊p ll be pl0lpl0p in p😊 ll😊😊 to😊😊😊😊00😊😊😊😊😊😊l😊😊😊😊😊😊😊😊 pl 0p0😊p0 lo😊😊😊😊

  • @yasmeenkhan4557
    @yasmeenkhan4557 Жыл бұрын

    Assalamualaikum thanks for give the all information respected sir

  • @taslimakhatoon9860
    @taslimakhatoon9860 Жыл бұрын

    Masha Allah. Assalam o Alaekum

  • @rabianaheed1280
    @rabianaheed12805 ай бұрын

    Bht Zbrdst

  • @illyaswani9149
    @illyaswani9149 Жыл бұрын

    💝

  • @mirzamirza3264
    @mirzamirza3264 Жыл бұрын

    Mashallah. Assalamualaikum

  • @Rabia.Fatima
    @Rabia.Fatima Жыл бұрын

    Best 👌

  • @salehabegum5467
    @salehabegum5467 Жыл бұрын

    Nice video

  • @ManzoorBhat-pu6sj
    @ManzoorBhat-pu6sj Жыл бұрын

    Mashallah

  • @gorgeous85uuifcgdkxyecb68
    @gorgeous85uuifcgdkxyecb68 Жыл бұрын

    Tauha apnay buhat achi baat ki hai listening buhat zarori hai ❤

  • @irmenoor695
    @irmenoor695 Жыл бұрын

    Ma Sha Allah Nice Conversation Han Husband sunte bhi hai saari baaten phir mai Unse question karti hun batao Zara Maine kya kaha to wo Hasne lagte hai, Mujhe gussa bhi aata hai Aur Hasa bhi aata hai

  • @vlogsandrecipereviews605
    @vlogsandrecipereviews605 Жыл бұрын

    I wish k mere husband b ye bat samjh jaen sari bat e ye he .. lekin me Allah se apna relation ship strong krny ki bohat koshish kr ri hu ... Meiny b sab ko Allah k hawalay kr k dua kr ri hu

  • @afshaniqbal3734

    @afshaniqbal3734

    Жыл бұрын

    اللہ تعالی آپ کے شوہر کے دل میں آپ اور آپ کی فیملی کے لئے محبت اور عزت ڈالیں انشاءاللہ

  • @TaimoorKhan-fd2zj
    @TaimoorKhan-fd2zj2 ай бұрын

    Actually aapki I topics pr books bhi honii chahiye jaise phnom nii h agr hmaare pass padhne k shokeen h use books mil jaaegii😅😊❤

  • @nabih5785
    @nabih5785 Жыл бұрын

    nit even married just seeing to improve frm now

  • @Qig.253
    @Qig.253 Жыл бұрын

    Mere biwi nahi h to me Shohar nahi howa abhi tak.... Iska MATLAB video nhi dekhni. Comment krne aya tha. Watchtime 0:00 / 14:01

  • @mubashsheraansari-mn2fq
    @mubashsheraansari-mn2fq Жыл бұрын

    Husband wife ka relation acha chale ga or chal bhi sakta hai agar sas nami nagin na hun bich Mai q ke aqsar dekha Gaya hai jab du logo ke bich Mai teesra na aye to kuch nhi huta

  • @AsifAli-go9lj
    @AsifAli-go9lj Жыл бұрын

    Khawand ko koi NAHI kahta biwi ko sab ilzam datay Hain

  • @mubashsheraansari-mn2fq

    @mubashsheraansari-mn2fq

    Жыл бұрын

    Right

  • @mrsziakhan2857
    @mrsziakhan2857 Жыл бұрын

    Assalam o alaikum.kiya ap se baat ho sakti hai .apse thodi si counselling karwani hai

  • @mrsasim1018
    @mrsasim1018 Жыл бұрын

    Husband alwys chaty hn k unki man baap ki respect kijy kbi unhona bv ki respect ni krwae bv ko saas jo mrzi khy bs usko sber ki talkeen ki jti he k kch ni hta tumna bardasht krna he tmhri sb zimadari he tumna he krna he🙄

  • @fiazriaz9363

    @fiazriaz9363

    Жыл бұрын

    G mere sath b aisa hai

  • @mubashsheraansari-mn2fq
    @mubashsheraansari-mn2fq Жыл бұрын

    Sahi bole sunna chaiye sohar ko biwi ki baat ko par mai bolte to vo bolta tu meri maa ke khilaf Kari hai Aisa bolta hai

  • @zaidabbasi1884
    @zaidabbasi1884 Жыл бұрын

    Surah mulk ki ayat nehi hai ye Jo aap ny surah mulk keh k btayi

  • @falakimtiaz3608
    @falakimtiaz36085 ай бұрын

    Is Video me Ye Lady kon hen,Such a Nice Lady inka youtube channel bhi hai..??

  • @baaghigamingyt5481
    @baaghigamingyt5481 Жыл бұрын

    ASSLAMO,ALAIKUM. Sir meri bht bari problem ALLAHA k waste response den Kai cmnts Kar chuka hn bs like a jata Hy solution nahin milti plz,,,😢

  • @faizaahsan2928
    @faizaahsan2928 Жыл бұрын

    Why two people can't become a madiator as her own ike sas or baho, dono k relationship itne open hone chahiye k aik dusre ko Kuch b bol saken, or dono ko hi aik dusre ki position smjhni chahiye

  • @nrk8155
    @nrk815518 күн бұрын

    Agar kis ki life me koi ho na sire se jis par wo bharosa kar sake to?

  • @rafiqaakhtar9514
    @rafiqaakhtar9514 Жыл бұрын

    I'll

  • @shaheenkardame4985
    @shaheenkardame4985 Жыл бұрын

    Aapa bilkul sahi bata rahe hai lekin kuch mard hazraat aise hote hai ke bas unki suno biwi ki nahi sunna chahiye bara pahaar jaisa bojh un par aajata hai fir naarzgi nafratyen yhin se shroo hojate mera matlab khene ka ye hai ke miya biwi dono ne yek dosre ko sunna samjhna aur sambhaal ke lena hai ye rishta bahot nazuk hota hai

  • @thevintagemuslimah7310
    @thevintagemuslimah7310 Жыл бұрын

    Not in surah mulk.

  • @rafehjutt4426
    @rafehjutt4426 Жыл бұрын

    Aslam o allikom mujy app say bat karni hay main boht parayshan hon mujy samag nayhi a raha kia karo Mary shoher muj say razi nayhi hoty wo Mary Samnay kuch hoty hain or ghar Walon kay Samnay kuch jhoot boht bolty hain main kia karon main boht parayshan hon Allah say boht dowa kar rahi hon plz mari rahnomi karin main app say tafsel say bat karna chati hon kasy karon

  • @safiaatif6298

    @safiaatif6298

    Жыл бұрын

    Sabar dua sadqa change lati rahen apnay andar,sab thik ho jayega slowly gradually hota hai,jab tak nahi hota.bugt buht ajr e azeem.haina apk liye bus sabr no.fights no arguments, politely dua ker k kabhi kabhi bat karen unse bigar jain to خاموشی, salatul hajat parh k or ism e azam se dua karen or kerti hi jain it takes time.

  • @sanamahmood1239

    @sanamahmood1239

    Жыл бұрын

    Meri b ap jasi hi situation hy lkin me ne khamoshi ahtyar kr li hy ap b Yhi try krein

  • @sarahbintehaider666

    @sarahbintehaider666

    Жыл бұрын

    Assalamualaikum jou aapkii condition hai bilkul Wohi Meri condition hai... Ab Mera 1 beta bhi hou gya hai abhi woh Kuch din ka haii phir bhi hamara rishta talaq pe kharra hou gaya haii... Mai khud bohat pareshaan houn.

  • @sanamahmood1239

    @sanamahmood1239

    Жыл бұрын

    @@sarahbintehaider666 mere 2 bache ho gae hy lkin mera husband b yhi khta hy

  • @ayeshashabbir5984

    @ayeshashabbir5984

    Жыл бұрын

    Sister ap sirf as a wife apki jo sharaee zimedaryan hen husband, bachon ki aur unki famly ki wo poori karti rahen aur sirf kaam ki baat karen husband n ghar walon se aur Allah k opar apna muamla chorden aur saath dua karti rahen inn shaa Allah, Allah Paak behtari fermaenge aur un k dil khud bakhud naram kardenge inn shaa Allah.

  • @ayeshayasir3103
    @ayeshayasir3103 Жыл бұрын

    Sir wife bht koshish kry environment acha rakhny KO But husband phir b wife k ilawa dosro KO importance sy Hr time ignore key wife KO bt To wife KIA key Kita SBR key???

  • @Rabia.Fatima
    @Rabia.Fatima Жыл бұрын

    Jo sasey aisey kerti k husband ko atey he bevi k khilaf ker de agur hsbnd bevi ke bila waja choti se bat pakur k bohut bre issues bna de to?

  • @tauseefntauseef4930
    @tauseefntauseef4930 Жыл бұрын

    Taha bahi nakha ka 1 masla ha place ap thori madad kar skta ha

  • @peaceofthemind815
    @peaceofthemind815 Жыл бұрын

    Mai sirf ek baat pochna chahti hu... Kya wife husband ka ya husband wife ka cell phone me messages dekh skti hai

  • @seeminadeem2612
    @seeminadeem2612 Жыл бұрын

    app ny jo sorat batai hy wo sorat mazamil hy not sora mulk

  • @shaheenkardame4985
    @shaheenkardame4985 Жыл бұрын

    Bhai sahab kuch mard aise hote hai ke biwi kitni bhi achche se saje sauwre aur apne hasbend ki bahot khidmat karen use har haal me khush rakhe ghar bachche saas susar sab ka khyaal rakhe lekin kya faida jis ke liye woh karti hai woh hi us par dhiyaan na de itna sab kuch karne ke baad jab shohar ka pyaar na ho to kaisa lagta hai kya mhysus karte aap ...aur kya karna chahiye hame koi bhi yek hi baat pakar ke rakhna yek hi zeed pe aare rahena khud ki galati ko galati samajh tey hi nahi bas saamne wale ko fir bura samajhtey dil se mahino saalo se baat nahi nikaltey fir bhi biwi bachche samajhdaari seis rishtey ko nibha rahe hai .33 saal hogaye ye allah ki azmaish hai imtihaan hai ya kisi ki jahaalt hai ya ......

  • @nickols6267
    @nickols6267 Жыл бұрын

    p͎r͎o͎m͎o͎s͎m͎ 😃

  • @malikehsan2842
    @malikehsan2842 Жыл бұрын

    Meny ap sy contact karna ha bhai sy kasy karo

  • @biyakhan1726

    @biyakhan1726

    Жыл бұрын

    Mjh bbbataye kysy bat oskti uns

  • @sidraaslam7110

    @sidraaslam7110

    Жыл бұрын

    Assalam u alaikum Tauha bhai,,,can I contact with you .I want to share some of my family problems. Plz share your contact no in your videos.

  • @tabsiratabsira5748
    @tabsiratabsira5748 Жыл бұрын

    orat ki "bhasha" sunlen bs...,😁👌

  • @shumailatariq2316
    @shumailatariq2316 Жыл бұрын

    Basha is a hindi word,

  • @maliha_sodozoi
    @maliha_sodozoi Жыл бұрын

    Kia husband apny doston main byth k bewi kii btien kr skta haa kia is main koie guna nai plz plz is pay b ak beyan hona chieya1

  • @Padrys

    @Padrys

    Жыл бұрын

    Ni krni chahye apne dost ya bhai se

  • @ayeshayasir3103
    @ayeshayasir3103 Жыл бұрын

    Husband kosish hi ni krty khud KO change krny KO To wife KIA kry

  • @FSMIR-ev8il
    @FSMIR-ev8il Жыл бұрын

    Kahan hain itnay aqalmand log jo itni eimandari se bat krain

  • @jannatfiroz5417
    @jannatfiroz541711 ай бұрын

    Kuch mard toh bina baat k hi aapni wife ko galiyan dete hain marne k liye hath uthatey hain 😢

  • @abiz33
    @abiz33 Жыл бұрын

    My jaith is very bad at this, if my mother or father in law say anything about my jaithani to him, he goes and tells his wife word by word what they said. Husbands need to learn to be better mediators. They should reduce the intensity of the words. If you think the other party will take offence to what is being relayed, they need to say it in more "appropriate" word which will be better received.

  • @hiramajid8787

    @hiramajid8787

    Жыл бұрын

    I think husband only needs to be mediator in bigger or more important issues but not small issues like the one mentioned by bhai in the video (doodh ki pateeli) because then the wife or the mother in law will always feel k meri shikayat ki gai hai..no matter how politely its being said. That's why I only disagree with the video. And second reason u have mentioned as well. Otherwise video gives us perfect advice

  • @RedRose-ne2zg

    @RedRose-ne2zg

    Жыл бұрын

    @@hiramajid8787 Tauha bhai also gave example that we should ignore and skip the littele problems which doesn't need to be bother 😊

Келесі