Tapped Setting क्यों किया जाता है? || Valve Clearance Explained || Mechno Studio

Автокөліктер мен көлік құралдары

Namaskar Dosto.
Aaj ke is video me ham janne wale hai ki valve clearance/Tapped Clearance kya hota hai ese kyu rakha jata hai, inlet valve ka clearance kam aur exhaust valve ka clearance jyada kyu hota hai, agar ham valve clearance ko kam ya jyada rakh de to esse hamare motorcycle pe kya effect parega. to video ko pura dekhiyega aur video achha lage to like & Channel ko subscribe jarur kar lijiyega.
Dhanyawad
_______________________________________
My Another Channel ↓
/ @alsoparas
_______________________________________
Agar Aapke Pas Koi Sawal Hai To Aap Instagram Pe Puchh Sakte Hai 👇🏻
📸INSTAGRAM (@mechnostudio)👇🏻
/ mechnostudio
🐦TWITTER (@mechnostudio)👇🏻
/ mechnostudio
_______________________________________
My Videos Available On 👇🏻
🎦FACEBOOK👇🏻
/ mechnostudio
🎦KZread👇🏻
/ mechnostudio
_______________________________________
Business Inquiry 👇🏻
Parassingh6808@gmail.com
#Mechnostudio #motorcycle #enginevalve
_______________________________________
Thanks 💓

Пікірлер: 27

  • @somviryadav6388
    @somviryadav6388Ай бұрын

    आज अच्छी तरह समझ आया है आ आपका बहुत बहुत धन्यवाद इतनी अच्छी तरह से बताने के लिए

  • @VishnuSharma-db4wu
    @VishnuSharma-db4wu7 ай бұрын

    Bahut achhi tarah se samjhaya apne sir.

  • @babar9529
    @babar95293 ай бұрын

    Very good analysis

  • @vivekvashistha6875
    @vivekvashistha6875Ай бұрын

    Super job work

  • @chandshaikh6197
    @chandshaikh61972 жыл бұрын

    Bahut achhese explaine kiya sir aap ne Aaj aap ka video dekh bahut kuch valve related sikhane ko mila Thanks sir or aise hi informative videos banao

  • @anshultripathi840
    @anshultripathi8404 ай бұрын

    Aise hi video laate rahe

  • @banduwarthi3107
    @banduwarthi3107 Жыл бұрын

    Bahut sahi massage hain .

  • @gausansari1367
    @gausansari136715 күн бұрын

    ❤❤

  • @mujeebiqbal8618
    @mujeebiqbal86188 ай бұрын

    👍Very good 🌹

  • @dipanjanpal3896
    @dipanjanpal38962 ай бұрын

    Jupiter zx 110 cc ..2 days old scooter.. slight Tik tik sound aaraha hai..Technician bole koi problem nehi..kya karna chahiye?

  • @Brokenheart-re6jg
    @Brokenheart-re6jg7 ай бұрын

    👌👌👌

  • @Pawanraut26
    @Pawanraut26 Жыл бұрын

    Nice 🙂👍

  • @unknownman4629
    @unknownman46295 ай бұрын

    Mene activa ki tappet set krwai ...uske bd scooty heat or missing kr rhi he ....kya problem hogi

  • @kanchankondhare
    @kanchankondhare2 жыл бұрын

    🙏💓🙏

  • @Shubham14366
    @Shubham143666 ай бұрын

    Splendor 2018 tappet gap kitna rakna h

  • @ChikuChoubey7455
    @ChikuChoubey7455Ай бұрын

    Tapped loose hone se bike starting problem bhi ata hai

  • @amansaini5418
    @amansaini54188 ай бұрын

    Bhai Maine New Bike Li thi aaj 500 km par first service par engine ki upper cap kholkar tappet clearance kra, kya ye Krna sahi tha coz tik tik sound thi but wo to ab bhi hai, Lekin first service par hi ye Krna thk hai kya ?

  • @Sharankumar.k
    @Sharankumar.k Жыл бұрын

    Tappet tight hone se gadi ka spark plug black hota hai kya..?

  • @Pradeep_M_K_750
    @Pradeep_M_K_7502 жыл бұрын

    Hi Bhai aap kaise ho

  • @Pradeep_M_K_750

    @Pradeep_M_K_750

    2 жыл бұрын

    Aur kya hal hai

  • @Sharankumar.k
    @Sharankumar.k Жыл бұрын

    मेरे पास होर्नेट की बाईक है जो मुझे स्पीड बेकर आने पर 4 gear से 1st gear पे लाना पडता है नही तो गडगड करके बंद हो जाती है स्पीड के अनुसार मुझे लगता है गाडीने सेकंड gear मे भी आगे बढना चाहिए लेकिन नही बनती है मैने क़लच प्लेट भी नये डलवा है

  • @mechnostudio

    @mechnostudio

    Жыл бұрын

    Aap Jo pareshani batane ki koshish kar rahe hain vah pareshani hai hi nahin kyunki speed breaker per hamari gadi ki speed kam hoti hai aur speed kam hone ke sath-sath hame gear bhi kam karna padta hai

  • @Sharankumar.k

    @Sharankumar.k

    Жыл бұрын

    @@mechnostudio sir kise or ne Muze tappet set karne ko kaha hai exhaust tappet lose hone ke karan baar baar gear change karne padte hai aaisa kaha hai

  • @mechnostudio

    @mechnostudio

    Жыл бұрын

    Kuchh sawal ke jawab dijiye. 1. Gari neutral position me accelerator chhor Dene se band ho jati hai ya chalu rahti hai? 2. Kya gari neutral me start kar ke chhor Dene se "gad-gad" sa aawaj aata hai? 3. kya gari accelerate karne pe instantly speed pakarta hai ya 1-2 second ka delay aata hai?

  • @Sharankumar.k

    @Sharankumar.k

    Жыл бұрын

    @@mechnostudio 1) Gadi chalu rahti hai lakin morning mai 1 min bad band hoti hai afternoon mai aisa problem nahi hota hai chalu rahti hai 2) Gad-gad nahi karti hai 3) Instantly speed pakadti hai Mera problem ye hai agar koi object samne ata hai to ekdamse 1st gear mai hi lana padta hai nahi to gadgad karke band ho jati hai jo second gear mai ya third gear mai compressor bana chahiya wo nahi ban pa raha hai

  • @mechnostudio

    @mechnostudio

    Жыл бұрын

    Dekhiye jitni chije aapne batai. usse mujhe 1% bhi nahi lag rha ki aapke gari me koi dikkat hai. Aur jaha tak bat rahi compressor ki to agar ye kam ban rha hota to aapke gari me sabse pahle pickup problem aa jata (Speed pakarne me Jo delay hota hai wo) kyuki gearbox aur "main engine" engine ke alag alag hisse hote hai. Aur compressor ka jo problem hai wo "main engine" me hota. Aur "main engine" me hone wala problem gear se pata nahi chalta wo gadi ke performance se pata chalta hai. Lekin ho sakta ki kuchh aisi problem ho jo mai nahi dekh pa rha hu ya phir sak ki bhi bimari hoti hai. Ab aage aapko karna ye hai ki sabse pahle ye phone me ya paper pe note kijiyega ki kitne speed pe aur kitne gear me aane par ye dikkat ho rahi hai. Phir jis mechanic ne bola hai usko boliye tapped adjust karne ko aur phir jaiye check karne aur dekhiye apne Jo note Kiya tha usi speed aur gear position pe dikkat aa rha hai ya nahi.

Келесі