Surviving 50°C: India's Poor Struggle Against Extreme Heat

As India battles record-breaking heatwaves, the country's poorest communities are suffering the most. With temperatures soaring above 45°C in many regions, laborers, especially those in rural areas, struggle to cope with the extreme heat. Limited access to water and cooling, combined with the physical demands of their jobs, exacerbates their vulnerability.
This video highlights the severe impact of climate change on India's marginalized populations and the urgent need for adaptive measures to protect these at-risk groups.
For a detailed look into the challenges and real stories from the ground, watch the full video.
#IndiaHeatwave #ClimateChange #VulnerableCommunities
[climate change, heat wave, ground report, india, global warming, health, life,]

Пікірлер: 17

  • @TANTRASIUM
    @TANTRASIUM5 күн бұрын

    Har district ka ek environmental officer ya paryawarad se related ek vibhag hona chahiye Aur hmare desh me to hona hi chahiye... Jo ki ye sunishchit kre ki district level pr jyda se jyda ped lagaye jaaye aur logo ko jagrook kren.... Normal logo ke liye plastic se chaya dene wale rukne ki jagh pedo se chaya dene stops hon, Roads jo soil ko block kr deti hain aur pani ko nalo me bhej deti hain Proper planning se usse naturally jahaa jana chahiye yani zameen me jisase zameen me pani ka level bhi bane rhe ... Iske liye research krwa ke planning kr kr ek sustainable system banana chahiye.... Vese kyaa krna chahiye kyaa hona chahiye bolna bohot aasan hai.... Mere liye Lekin aap acha kaam kr rhe hain... Sahi kaam kr rhe hain Mujhse behatar kam se kam logo ko jaagruk kr rhe hain... Aise hi krte rhiye hm kabhi na kabhi system ko durust kr hi denge.... Aaplogo ko jagrook kriye vigyan aapke sath hai...👍🫡

  • @vedwitness

    @vedwitness

    5 күн бұрын

    Better-together 👍🏽

  • @Suman-baby

    @Suman-baby

    5 күн бұрын

    Jb tak Population control bill ko sahi se nhi implement karenge tab tak kuch nhi ho sakta 12 bacche wale subsidy le rhae aur free ka raashan kha rhae 5kg free ka ghar le rhae.....aur yha middle class sirf tax de rha free ka

  • @TANTRASIUM

    @TANTRASIUM

    5 күн бұрын

    ​​@@Suman-baby Aapne bohot important chiz kahi... ki population control ek zaroori mudda hai, lekin is bat ko sirf ek hi angle se dekhna thoda superficial ho sakta hai.... Bat sirf zyada bacche hone tk simit nahi hai.... balki iske peeche aur bhi gehri problem hain jo hume shayd shallow taur pr nai dikhati... ek trf jaise aap keh rahe hain....kuch log subsidy aur free ke ration ka fayda uthate hain...... Lekin dusri trf..... is problem ka ek aur side bhi hai...... jo hmari education system aur uski accessibility se juda hua hai...... hamara education system purana aur outdated hai.....Bahut se areas mein abhi bhi basic education bhi logon tak nahi pahunch paa rahi....jb tk hm apni education system ko modernize aur accessible nahi banayenge, tb tk logon mein awareness aur samajhdaari nahi aa paayegi.....aj ke samay mein achhi education bahut mehangi ho gyi hai. Middle class ke log bhi achhi education afford karne mein pareshaan hain. Jb tamk hm sabke liye quality education affordable nhi bana paayenge, tb tk population control jese issues ko effectively address nhi kr paayenge. education se logon mein awareness aur samajhdaari aati hai. Jb log educated honge..... tbhi wo samjhenge ki zyada bacche hone se unki life aur economy pe kya asar padta hai...... Education unhe family planning ke importance ke baare mein bhi samjhane mein madad karegi...... humare liye zaroori hai ki hum population control ke saath-saath education system ko bhi tight kren.....Jb tk logon tk sahi education nahi pahunchti.....tb tk subsidy aur ration jese muddon ko solve karna mushkil hoga. Education hi wo base hai jo in badi problems ka mote taur pr solution hai.... Maana isase sudden changes nai aayenge... Lekin morality aur ethics slow aur real hi logo me aani chahiye... Forced morality, ethics , yaa koi achi chiz bhi ek rebellion create kar sakti hai.. Jis chiz ko log jante nai , samajhte nai .... To log usase darne lagte hain aur usko apne khilaaf maan lete hain... Aur phir khud ko righteous samjh ke revolution hota hai.... Aur ye slowly aur morally aur ethically individual ke khud ke jehen se aana chahiye ... Ki kyaa sahi kyaa galat ... hai.... Aur ye kaam koi bill nai balki sabse ache se education kr skti hai........ Sasti par quality education....

  • @TANTRASIUM

    @TANTRASIUM

    5 күн бұрын

    @@vedwitness 🤞🫡🌅

  • @Suman-baby

    @Suman-baby

    5 күн бұрын

    ​@@TANTRASIUM Bhai jab kuch log bolenge ke Jitni jiski aabadi utni uski hissedari...toh log toh aur teji se population increase karenge😂😂 Aisa bolkar India ko fir se decline karne ka kaam Kar rhae kuch log.... Ye India hai bhai yha ke logo ko Obama jaise nhi Hitler jaise log he samjha sakte hai😂😂 Seriously sochna fir samaj aayega

  • @user-kk1us7cf8v
    @user-kk1us7cf8v6 күн бұрын

    😢😢😢

  • @vedwitness
    @vedwitness7 күн бұрын

    कैसा लगा आपको?

  • @aspirants_to_officers
    @aspirants_to_officers7 күн бұрын

    Bhut badhiya h

  • @vedwitness

    @vedwitness

    6 күн бұрын

    Thank you so much 😀

  • @RoshanSharma-rd6ce
    @RoshanSharma-rd6ce5 күн бұрын

    Good job 💯 for aware us ..

  • @vedwitness

    @vedwitness

    5 күн бұрын

    Thank you

  • @PawanKumarYadav-cl7zg
    @PawanKumarYadav-cl7zg5 күн бұрын

    lage rahiye aise bhaiya 🎉

  • @vedwitness

    @vedwitness

    5 күн бұрын

    Thank you brother

  • @tanishkamishra1600
    @tanishkamishra16005 күн бұрын

    Ganne ka ras barf wala thoda jada mja aata h

  • @TANTRASIUM

    @TANTRASIUM

    5 күн бұрын

    Kai sari problems hain barf daale huye gaane ke juice me.... Normal peena jyda logical hai.... Agar aap gaane ka juice energy aur nutrients ke liye pee rhe hon

  • @vedwitnessshorts
    @vedwitnessshorts6 күн бұрын

    Follow this channel for more content

Келесі