Short Film: Suryodaya 1

In "Suryodaya 1," Rocky, a dedicated atheist and founder of the college club NGO (Non God Organization), firmly believes in a world without faith. Alongside his junior, Nikhil, they promote rational thinking and skepticism among their peers. However, their convictions are put to the test when they meet someone whose profound wisdom and life experiences challenge their beliefs. This encounter not only opens their eyes but also sets the stage for a transformative journey.
*Hashtags:*
#Suryodaya1 #ShortFilm #Atheism #CollegeLife #NGOClub #NonGodOrganization #Inspiration #EyeOpening #BeliefChallenge #RockyAndNikhil #TransformativeJourney #LifeLessons #PhilosophicalShift ‪@KZread‬ ‪@tseries‬

Пікірлер: 11

  • @rogerharsh
    @rogerharshАй бұрын

    Amazing

  • @AnitaGarg-l3g
    @AnitaGarg-l3gАй бұрын

    Superb

  • @saumyapandey730
    @saumyapandey730Ай бұрын

    Amazing!!!🤩🤩🥳🥳

  • @AnandAnand-d7m
    @AnandAnand-d7mАй бұрын

    Super 👍

  • @serventofkrishna121
    @serventofkrishna121Ай бұрын

    Superb🎉..what a explain !

  • @alkapande1966
    @alkapande1966Ай бұрын

    Hari bol

  • @miss_sharma27
    @miss_sharma27Ай бұрын

    Nice 😊😊😊

  • @BhaktiBroadcast

    @BhaktiBroadcast

    Ай бұрын

    Thanks 😊

  • @RadeonArch2437
    @RadeonArch2437Ай бұрын

    mere bhaiyon, aapke shastraon galat hai ye baat nahi hai. Bas unka relevance aaj ke time mein practical nahi lagta. Krishna ji, Gita to likh gaye par khate to wo bhi khana hi the, aur subah unko bhi jana hi parta hoga sayad...sastron mein iska varnan nahi hai. Aap hindutwa soch ko lagta hai, abhi bhi geeta ka gyan dena aasan hai. Apne sisyon ko interactive session mein kyon nahi bulate. One way communication mein lage rehte hain aaplog, mike laga liya, chonga, tent aur music theory ko use karke bhakti sangeet nikal kar attract karne lage customers ko. Aaj ka Hindu ussi Bhagwan ko khoj raha hai, karm unke bataye niyamo par kar raha hai...aur yeh kya saatir chor kisi bahane se jeb katar rahe hain Hari bol ka chonga se. Kya us kutte ka Bhagwan nahi hota, Kya Gaye ka ritirement nahi hona chahiye ... Jab Krishna Geeta bolne mein lage the tab unki Sena dusre paksh se lar rahi thi. Satya bolna aasan hai aur karna....kya aisa hota hai Bhagwan Jaiye kisi aur ko bewakoof banaiye sahab, Video was good but idea is still needs some light. Aaj ka Hindu aapke dharma ke raste chalte chalte thak raha hai, Bhagwan ki raah dekh raha hai par jo kapal kalpana ho uska kya hi intejar karna... isiliye .bas chal diya hun bina bhagwan ke sahare, jaise baki jeeb jantu is prakirti ko apna liye hain, nahi chahiye aapki pothi patra, wo aapko mubarak.

  • @BhaktiBroadcast

    @BhaktiBroadcast

    Ай бұрын

    Dhanyawad aapne aapka kimti samay nikalke iss video ko dekha aur aapka feedback hame diya... Rahi baat interactive session ki to hamare bhakt ek pair par khade hai kisi se bhi vartalaap karne ke liye, aur hum yahi padhate hai ki koi bhi cheez hame andhe hokar apnana nahi chahiye, uske peeche tark hona chahiye. Krupaya aap is interactive session ka aayojan kare aur hum Satya ko samajne ke liye jarur ek prayaas karenge. Aur aap bhi hamare mandir aakar aapke jo sawal hai uske baare me aur geharai se samadhan paane ki koshish kar sakte hai...

  • @rogerharsh

    @rogerharsh

    Ай бұрын

    Practical hai isliye Aaj bade se bade atheists , aur 19s se bade bade personality like Alfred Ford , world's top 1 band the Beatles devotees band. Aaj hare ek country me crores of devotees hai. IITIan , doctors , scientists , businessnan , self seeker , poor , rich sab type ke devotees hai jo kaam karke bhakti karte hai. Aur practical hai tabhi isro ka scientist bhakt hai, aur practical hai tabhi usne shastro ka upyog karke chandrayan ko success banaya. Practical hai tabhi europian scientists ne vedanta se quantum physics develop Kiya. Practical hai tabhi nalanda University jaha pura world sikhne aata tha wo jala diya gaya. Practical hai tabhi gurukul system jiski vajah se bharat sone ki chidiya kaha jaata tha usse barbad karke English education system and fake history, atheism sikhaya gaya culture ko hatane ke liye. Practical thi tabhi to flat earther Britishers ko bharat aake pata chala earth round hai. Practical hai tabhi to shastro me shell of universe with distance diya hai, cosmology de hai, surgery science acharya shushruta , medical science ayurved , shilpashastra se bane ancient temple jo koi bhi scientist uska rahasya Jaan nahi paya.