No video

Shareek e Dawat e Islam hain Abu talib (Ali Rizvi)

Пікірлер: 12

  • @hashkaz1699
    @hashkaz16992 жыл бұрын

    Now this is called perfect recitation. Mola a.s sada aabad rakhen Masha'Allah

  • @dr.syedmohdabbasrizvi2318
    @dr.syedmohdabbasrizvi23182 жыл бұрын

    سبحان الله

  • @truegamingandtechtruegamin6003
    @truegamingandtechtruegamin6003 Жыл бұрын

    👍👍👍

  • @hussainbrothersnyofficial8403
    @hussainbrothersnyofficial8403Ай бұрын

    Good job Ali Rizvi Sachay.

  • @osjaff4270
    @osjaff42702 жыл бұрын

    Jeoo azadarooo

  • @jamalhaidernaqvi1910
    @jamalhaidernaqvi1910 Жыл бұрын

    ♥️Ya Ali

  • @waseemkadri3d
    @waseemkadri3d2 жыл бұрын

    Masha Allah khuda salamat rakhe!!

  • @najianaqvi3040
    @najianaqvi30402 жыл бұрын

    Zabrdast❤❤❤❤

  • @hussainbrothersnyofficial8403
    @hussainbrothersnyofficial8403Ай бұрын

    Lyrics: Shareek-e-dawat-e-Islam Shareek-e-dawat-e-Islam hay Aboo Talib 1) Nabi ko haq ka aik inaam hay Aboo Talib Hari may wahi may ilham hay Aboo Talib Haram kay azum ka ehram hay Aboo Talib Yay chunkay laey jo ghuncha wo phool hojaey Phir inki god may pul kar Rasool hojaey 2) Rasool-e-Rab kay nigehban hay Aboo Talib Nabi hay deen to eman hay Aboo Talib Nazool-e-wahi ka unwan hay Aboo Talib Baghair lufzo ka Quran hay Aboo Talib Inhi kay dum say huwi ibtida-e-bismillah Inhi nay nukta diya zair-e-ba-e-bismillah 3) Payambari ki balao ka rud Aboo Talib Madad Khuda ki hay shakalay madad Aboo Talib Nabi ki dhaal damay jiddo kud Aboo Talib Nishana khutmay Rasul aur zud Aboo Talib Jihad inka hay pus munzar-e-jihad-e-Ali Ali hay baad may inkay yay pehlay Nad-e-Ali 4) Kaha hay tongue nazar hum say bhi to aankh mila Hay inkay kufar ka dawa to kuch saboot bhi la Koee to rasum jihalut ki inkay ghar may dikha Buto kay aagey jhuka inka sur sur apna jhuka Khuda kay noor pay awkhak daalnay walay Yay but shikun ko hay godi may paalnay walay 5) Rasool inka bara ehtiram kartay hay Sawab-e-deed say tunzeem-e-aam kartay hay Seher ko uthtay hi owwul yay kaam kartay hay Inhay namaz say pehlay salam kartay hay Nabi agar kisi kafir ko you salami hay To phir zaroor naboowut may koee khami hay 6) Inhi kay ghar may hay khairul anam sullay ala Pisur Nabi ka hay Qaim maqam sullay ala Isay naseeb hay yay ehtiram sullay ala Kay inkay khurd hay saray Imam sullay ala Khata muaf ho yay bhi agar nahi momin To phir jahan may koee bashur nahi momin 7) Na janchiyay yay rawayut na seerato kirdar Nabi kay aankh say ub inko daykhiyay ik bar Yay bargahay risalat may ap ka tha viqar Pacharay khakay inhay roway Ehmad-e-Mukhtar Wo aamay huzun bana inka jub visal huwa Yay ghum Rasool kay ummut may aik sal huwa 8) Yay murnay wala gur eman hi na laya tha To kya Rasool nay kafir ka ghum manaya tha Zaba pay wa abata bar bar aya tha Wo khud bhi roway thay auro ko bhi rulaya tha Jata diya tha kay jo Mohsin-e-risalat hay To usko rona rulana Nabi ki sunnat hay 9) Yay baat agar ho ijazut to poochloo mai yahi Hussain Ibn-e-Ali kya nahi thay Mohsin-e-Di Hum inko roway to phir kyoo ho koee chi bajabi Banay thay inka to naqa Rasool-e-Arsh-e-Nashi Hussain soway Shah-e-Mursali kay seenay pur Ghazub hay Shimar ka zanoo unhi kay seenay pur 10) Baghoshay hosh kyoo jub halay Karbala suniyay Suna jo mayray tasawwur nay wo zara suniyay Bayan himmat-e-sabaro Shah-e-Huda suniyay Wo aati hay malakul maut ki sada suniyay Mila jo hukam kay sur say nikal janay Hussain Kaha kay sakht hay ya Rab yay imtihan-e-Hussain 11) Laga hay zakhmay tabur beh raha hay sur say lahoo Bharay hay khoon may janay Rasool kay geysoo Kareeb jakay rakhoo dil pay kis turha kaboo Kay is lahoo may to hay Fatima kay dood ki boo Nida yay aaee kay aankhay to dal aankho may Kaha behen ka hay is dum khayal aankho may 12) Nida yay aaee ki gurdun say khainch ja inki Kaha mai kya karoo gurdun pay chul rahi hay churi Churi pakur kay yay chillati hay koee bibi Na zibha kar mayray bachay ko mai dua doongi Jaha rawa tayray khunjur ki aab hay zalim Yay bosagahay risalat ma aab hay zalim

  • @naughtybaby6360
    @naughtybaby6360 Жыл бұрын

    I need lyrics plz mention here

  • @mohammadtaqihussain6236

    @mohammadtaqihussain6236

    3 ай бұрын

    Here are the lyrics. Lyrics: Shareek-e-dawat-e-Islam Shareek-e-dawat-e-Islam hay Aboo Talib 1) Nabi ko haq ka aik inaam hay Aboo Talib Hari may wahi may ilham hay Aboo Talib Haram kay azum ka ehram hay Aboo Talib Yay chunkay laey jo ghuncha wo phool hojaey Phir inki god may pul kar Rasool hojaey 2) Rasool-e-Rab kay nigehban hay Aboo Talib Nabi hay deen to eman hay Aboo Talib Nazool-e-wahi ka unwan hay Aboo Talib Baghair lufzo ka Quran hay Aboo Talib Inhi kay dum say huwi ibtida-e-bismillah Inhi nay nukta diya zair-e-ba-e-bismillah 3) Payambari ki balao ka rud Aboo Talib Madad Khuda ki hay shakalay madad Aboo Talib Nabi ki dhaal damay jiddo kud Aboo Talib Nishana khutmay Rasul aur zud Aboo Talib Jihad inka hay pus munzar-e-jihad-e-Ali Ali hay baad may inkay yay pehlay Nad-e-Ali 4) Kaha hay tongue nazar hum say bhi to aankh mila Hay inkay kufar ka dawa to kuch saboot bhi la Koee to rasum jihalut ki inkay ghar may dikha Buto kay aagey jhuka inka sur sur apna jhuka Khuda kay noor pay awkhak daalnay walay Yay but shikun ko hay godi may paalnay walay 5) Rasool inka bara ehtiram kartay hay Sawab-e-deed say tunzeem-e-aam kartay hay Seher ko uthtay hi owwul yay kaam kartay hay Inhay namaz say pehlay salam kartay hay Nabi agar kisi kafir ko you salami hay To phir zaroor naboowut may koee khami hay 6) Inhi kay ghar may hay khairul anam sullay ala Pisur Nabi ka hay Qaim maqam sullay ala Isay naseeb hay yay ehtiram sullay ala Kay inkay khurd hay saray Imam sullay ala Khata muaf ho yay bhi agar nahi momin To phir jahan may koee bashur nahi momin 7) Na janchiyay yay rawayut na seerato kirdar Nabi kay aankh say ub inko daykhiyay ik bar Yay bargahay risalat may ap ka tha viqar Pacharay khakay inhay roway Ehmad-e-Mukhtar Wo aamay huzun bana inka jub visal huwa Yay ghum Rasool kay ummut may aik sal huwa 8) Yay murnay wala gur eman hi na laya tha To kya Rasool nay kafir ka ghum manaya tha Zaba pay wa abata bar bar aya tha Wo khud bhi roway thay auro ko bhi rulaya tha Jata diya tha kay jo Mohsin-e-risalat hay To usko rona rulana Nabi ki sunnat hay 9) Yay baat agar ho ijazut to poochloo mai yahi Hussain Ibn-e-Ali kya nahi thay Mohsin-e-Di Hum inko roway to phir kyoo ho koee chi bajabi Banay thay inka to naqa Rasool-e-Arsh-e-Nashi Hussain soway Shah-e-Mursali kay seenay pur Ghazub hay Shimar ka zanoo unhi kay seenay pur 10) Baghoshay hosh kyoo jub halay Karbala suniyay Suna jo mayray tasawwur nay wo zara suniyay Bayan himmat-e-sabaro Shah-e-Huda suniyay Wo aati hay malakul maut ki sada suniyay Mila jo hukam kay sur say nikal janay Hussain Kaha kay sakht hay ya Rab yay imtihan-e-Hussain 11) Laga hay zakhmay tabur beh raha hay sur say lahoo Bharay hay khoon may janay Rasool kay geysoo Kareeb jakay rakhoo dil pay kis turha kaboo Kay is lahoo may to hay Fatima kay dood ki boo Nida yay aaee kay aankhay to dal aankho may Kaha behen ka hay is dum khayal aankho may 12) Nida yay aaee ki gurdun say khainch ja inki Kaha mai kya karoo gurdun pay chul rahi hay churi Churi pakur kay yay chillati hay koee bibi Na zibha kar mayray bachay ko mai dua doongi Jaha rawa tayray khunjur ki aab hay zalim Yay bosagahay risalat ma aab hay zalim

  • @mohammadtaqihussain6236
    @mohammadtaqihussain62363 ай бұрын