Secret Behind The Happiness Of Jain Sadhus | जैन साधुओं के सुखी रहने के पीछे का रहस्य | Lakshita

जैन साधु साध्वीजी भगवंतों के सुखी रहने के पीछे का रहस्य
मुमुक्षु लक्षिता बहन की अद्भुत स्पीच 🙏
Mumukshu Lakshita Dantewadia Speech
पावन निश्रा : प. पू. आचार्य श्रीमद विजय रश्मिरत्नसूरीश्वरजी महाराज साहेब
दिनांक : 27 जनवरी 2022
स्थल : महाविदेह धाम, वेसु, सूरत (गुजरात)
#jainism #jainsadhu #jaindharm #jainreligion #diksharthi #mumukshu
Mumukshu Lakshita Speech
Diksharthi Lakshita Speech
Contact Jain Media - jainmediainfo@gmail.com
Join Our Telegram Group For Updates : t.me/joinchat/K7GySxn7rlMzMDJl
Join this channel to get access to Jain Media Membership:
/ @jainmedia
========================================
Subscribe Us On KZread - / jainmedia
Like Us On Facebook - / jainmedia
Follow Us On Instagram - / jainmedia
Our Website - jainmedia.in/

Пікірлер: 272

  • @mohinisoni9368
    @mohinisoni93682 жыл бұрын

    Shukh or dukh jivan ki sachchai hai..or aap is sachhai se bhag rahi ho lakshita

  • @suchitraliza7390

    @suchitraliza7390

    2 жыл бұрын

    Bilkul sahi..aisa nahi karna chahiye...inke parents apna dharma nibhaye inko bada kiye wese inko v apna duty nibhana chahiye...pr ye log bhag rahe he...

  • @lavkumarpunjabi1377

    @lavkumarpunjabi1377

    2 жыл бұрын

    This is completely Brain wash , first concvience ur parents did. Ur parents took Diksha.... batayi toh sahi , nahi na , wo uske karam wo Ambani ke ghar paida hua, watchmen ke ghar paida hua kya pata kal wo ambani ko Takkar de. how u judge. Itna hi hai toh mahenge Mandir kyu banate ho .....? Raho normal

  • @klugbrood5205

    @klugbrood5205

    2 жыл бұрын

    Ye ratwaye hai kya kisine inse

  • @abhinavkanojia9059

    @abhinavkanojia9059

    2 жыл бұрын

    Point hai judge sahab!

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Bachho ko kya pata khilona sone ka hai ya plastic ka 🙄🙄🙄🙄🙄 kuch bhi Mind wash karne k liye kuch bhi bolte hain….! Chhote chhote bachho ko ulti seedhi stories suna ke unko sports school parents se door kar k dete hain….. bechare bachhe jinko mukti likhna nahi ata unko mukti ka maarg dikha k deeksha dilwa dete hain … Iss ladki ko target complt karna hai Taki baki parents b Apne bachhe apna ghar baar parents sab chhod k sadhu ban jate hain….. Responsibilities chhod k sadhu ban jate hain Isi ko mind wash kahte hain Janwar ki tarah jeena hai matlab … Koi maa baap nahi bas apna khana pina sona Koi tension Nahi Bas janwar ban k jina hai Apne maa baap chhod do Bachhe daan kar do Bachhe kya hote hain unse puchho jinko shadi k dus dus saal ho Gaye bachhe nahi hue… Aur ye jaini apne bachhe daan kar dete hain Bechare bachhe pata hi nahi hota unko kyu sajaya ja raha hai unka juloos nikala ja raha hai Unko pata hi nahi unki jindagi kisi ne mind wash karwa k daan kar di

  • @mohinisoni9368
    @mohinisoni93682 жыл бұрын

    Shukhi nhi hote ye log ..ye log bss jite hai..naa dukh na sukh..bs jb tk zinda rehna hai jiyo

  • @cuteIshiminivlog

    @cuteIshiminivlog

    17 күн бұрын

    Yes U are right absolutely

  • @kashmirashah7823
    @kashmirashah78232 жыл бұрын

    Bhuri Bhuri Anumodana and koti koti vandami Gurudev pranam 🙏🙏🙏

  • @7860a
    @7860a2 жыл бұрын

    Duniya me bhot kuch hai krne ko India k liye kro Adopt kro baby,animals,help Poors Bhagwan hai yaha bhi jo yesb help krte hai . I don't know why I am not inspired though your words are Fully correct 💯

  • @LilElegantlady.

    @LilElegantlady.

    Жыл бұрын

    Right..she is just 10 12 yrs..n giving life lessons🤣

  • @Tidda420

    @Tidda420

    Жыл бұрын

    Because we need to achieve something first then only we will get such thoughts that we have lived our life and we want salvation now. This girl is influenced by monks. Kuch kare bina hi sanyas lene ka thought kaise aa sakta hai kisiko ye toh laziness hua .

  • @athensmajnoo3661

    @athensmajnoo3661

    Жыл бұрын

    Aap ne mere muh se baath cheen li. Jab Bhagwan ne aankh, paeyr, haath, dimaag, sub diye he, achchi family me paida huwe ho, to in sub cheezon ko use karke apni samaaj ko, desh ko, apaahiz ko help karo, vo Bhagwan ki sewa he.

  • @namratagandhi3381

    @namratagandhi3381

    Жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/o5-qtcFxqZCdY5M.html

  • @MM-wh7qw
    @MM-wh7qw2 жыл бұрын

    मुझे लक्षीता जी के दर्शन करने है. उनके प्रवचन सूनने है.

  • @rameshchandrapatel3750
    @rameshchandrapatel37502 жыл бұрын

    Amar raho .dixarthi ben .Jai Mahavir Swami . Thanks

  • @prernaprerna6402
    @prernaprerna64022 жыл бұрын

    Life me struggle hota hi hai per isse bhag Jana ye moksh nahi hai. Sahi mayne me bhart ke sanik hai jo desh ki raksha karte hue shaheed hote hai. In veer jawano ko salute karna chahiye naaa ki inlog ko

  • @samyakshah3623

    @samyakshah3623

    Жыл бұрын

    Bharat ke veer jawano ko salute hai hi par ye log jo diksha lete hai kitne sare logo ko sahi rasta dikha te hai kitne sare logo inse inspired hote hai Or bhag Jane ka kya matlab hai kya inke mummy papa ko kucha Samjta nahi hoga kuch soch kar ki diksha dihogi na pele pura knowledge lo fir bolo yese ahura knowledge leke mat bolo

  • @shreyamistry3065
    @shreyamistry30652 жыл бұрын

    So wise Innocent 😇😇😇 lucky ur parents ❤️😇🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @karanshakotreey5068
    @karanshakotreey5068 Жыл бұрын

    Great lakshita . Hm es janm main to moh Maya main fase h.aap agle janm main jarur Diksha lenge .hm bhi es sansarik moh maya or dikhawati chaaya se mn bhar chuka h . Mox prapt ke time hm ye hi kaamna krenge .🙏😭😭🙏🙏🙏

  • @Anshikakireels
    @AnshikakireelsАй бұрын

    सुख संयम में है ❤

  • @shiprakashyap3984
    @shiprakashyap39842 жыл бұрын

    If youth take sanyas then what will happen to the economy of India it will leads to unemployment and illiteracy.Yes spirituality is truth, but responsibilities and hard work is also essential to become independent in this kalyug that's why god has send humans to this world.

  • @namratagandhi3381

    @namratagandhi3381

    Жыл бұрын

    😂😂😂

  • @alpeshjotangiya102
    @alpeshjotangiya1022 жыл бұрын

    Koti koti vandan 🙏🙏

  • @jyotideka8772
    @jyotideka87722 жыл бұрын

    Aise sochne lage to duniya khatam... Khana pani kaun dega behen...bhakti atchi baat hai par ye to... Mata pita ka kya hoga jisne janam diya itna bada kiya... Bhagwan ne kab bola ye sab karne ke liye.... Jai shree ram🙏🙏🙏

  • @samyakshah3623

    @samyakshah3623

    Жыл бұрын

    Pranam Behen aap unke yelog hai diksha lete hai hazaro logo ko sahi marg par late hai Mata pita to Mahan hai hi ye diksha lete hai na to inke Mata kita ko proud feel hota hai inke ek Mata pita lake dikhao muje jo diksha dene ke bad Dukhi ho kabhi yese Mata pita se milna aap ko sab clear jayga

  • @saurabh5796
    @saurabh57962 жыл бұрын

    Great...true speech 🙏

  • @kratijain6737
    @kratijain67372 жыл бұрын

    Khoob khoob anumodana 🙏🙏 aap bahot inspiring hain 🙏

  • @miteshsrivastav9180

    @miteshsrivastav9180

    2 жыл бұрын

    Mere liye to mera mandir mera bhagvan meri maa hai meri jindgi bhi meri maa se suru meri maa pe khatm aur kisi bhagvan ko na janta hu na janna chahta hu

  • @chanchaljain007
    @chanchaljain007 Жыл бұрын

    One of fabulous inspiration for me👍❤️

  • @maitrishah9133
    @maitrishah91332 жыл бұрын

    I don't have words to say..... Jai Mahavir Jai jinshasnam 🙏

  • @nanditha4705
    @nanditha47052 жыл бұрын

    Food dhene ke liyee bhi koi tho chahiye na sab log agar diksha le le tho kya hoga

  • @dlunia11
    @dlunia112 жыл бұрын

    So spritual .🙏🙏🙏

  • @dadajikiaajkiseekh4837
    @dadajikiaajkiseekh48372 жыл бұрын

    माँ आपके विचारों को नमन है 🙏🙏

  • @anjalishankar1800
    @anjalishankar18002 жыл бұрын

    Very sweet she has explained 🙏

  • @koshishshah4601
    @koshishshah4601 Жыл бұрын

    Mind blowing ..speech

  • @akhandbha
    @akhandbha2 жыл бұрын

    Lovely talk. Radhe Radhe.

  • @bhavintrivedi5982
    @bhavintrivedi59822 жыл бұрын

    Khush raho beta Jay shree Krishna ji Jay jirawala 🙏🌹🙏

  • @kreata
    @kreata2 жыл бұрын

    Anumodhna!

  • @paljain3341
    @paljain33412 жыл бұрын

    Inspired by her speech!

  • @kunalgaurav1233

    @kunalgaurav1233

    2 жыл бұрын

    🤩

  • @silkyprasad8460
    @silkyprasad84602 жыл бұрын

    What ever you said ki sada sukh me raho this should be practised with being in world , agar. Sab acha sochne wale yu hi Diksha lete rahe to duniya ka qa hoga? Aur ideal situation me to ye sab koi v kar Sakta he , real challenge to duniya me reh ke sab results se unattached hone me he.

  • @namratagandhi3381

    @namratagandhi3381

    Жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/o5-qtcFxqZCdY5M.html

  • @vikasghorpade18
    @vikasghorpade182 жыл бұрын

    सुख आत्मा को पुरमात्मा मे एकरूप करने मे है

  • @rssharma5754
    @rssharma5754 Жыл бұрын

    Very nice bohht acchi speech 👌👌👌

  • @vibhavaribhosale6520
    @vibhavaribhosale65202 жыл бұрын

    जय सदगुरू

  • @NEHAJAIN-ei3ge
    @NEHAJAIN-ei3ge2 жыл бұрын

    Aapko naman hai,,,🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @cavyommmehta
    @cavyommmehta2 жыл бұрын

    Superbbbb 🙏✔️❤️

  • @nandapakhale1530
    @nandapakhale15302 жыл бұрын

    दंडवत प्रणाम 🙏🙏🌹🌹 जी

  • @chaitanyatvmahaprabhu9213
    @chaitanyatvmahaprabhu92132 жыл бұрын

    bhagwat geeta kehte hai sukh ka bhaav anand ki parivasha sab ke liye alag alag hai theek waise hi jaise safalta sabke liye alag alag lakshya ko pane ka naam hai koi doctor koi engg banker khush hai to koi bhikari hoker bhi kush hai koi 2waqt ki roti kha ker bhi prasan hai karan ye sab ke man pe depend krta hai .islioye satisfaction hona chahiye life me .chant holy name of lord and meditate on jagannath krishna pastimes is our duty he will always make our mind calm and pure

  • @komaljain8974

    @komaljain8974

    2 жыл бұрын

    Krishna is our bhavi thirthankar bhagwan. Very inspiring his life was. But he too is entangled by karma. Jai jin shashan🙏

  • @chaitanyatvmahaprabhu9213

    @chaitanyatvmahaprabhu9213

    2 жыл бұрын

    @@komaljain8974 thanks matashree love you and antkoti times dandawat pronam in your lotus feet love you jain family jaijinsasan jai mahaver

  • @snehamishra3483

    @snehamishra3483

    2 жыл бұрын

    Right

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Bachho ko kya pata khilona sone ka hai ya plastic ka 🙄🙄🙄🙄🙄 kuch bhi Mind wash karne k liye kuch bhi bolte hain….! Chhote chhote bachho ko ulti seedhi stories suna ke unko sports school parents se door kar k dete hain….. bechare bachhe jinko mukti likhna nahi ata unko mukti ka maarg dikha k deeksha dilwa dete hain … Iss ladki ko target complt karna hai Taki baki parents b Apne bachhe apna ghar baar parents sab chhod k sadhu ban jate hain….. Responsibilities chhod k sadhu ban jate hain Isi ko mind wash kahte hain Janwar ki tarah jeena hai matlab … Koi maa baap nahi bas apna khana pina sona Koi tension Nahi Bas janwar ban k jina hai Apne maa baap chhod do Bachhe daan kar do Bachhe kya hote hain unse puchho jinko shadi k dus dus saal ho Gaye bachhe nahi hue… Aur ye jaini apne bachhe daan kar dete hain Bechare bachhe pata hi nahi hota unko kyu sajaya ja raha hai unka juloos nikala ja raha hai Unko pata hi nahi unki jindagi kisi ne mind wash karwa k daan kar di

  • @parthbavishivlogs
    @parthbavishivlogs2 жыл бұрын

    Thanks!

  • @vgkevines6729
    @vgkevines67292 жыл бұрын

    Aapko naman hai 🙏🙏🙏

  • @alkanawle2862
    @alkanawle28622 жыл бұрын

    Best...aapka drud nichhay aur happyness sadev prerna deta he aur andar se aawaj aati he chal pdo is rah pr🙏

  • @sakshijain4690
    @sakshijain46902 жыл бұрын

    Bahut acchi baat Kahi ....nice

  • @trishnanahar4305
    @trishnanahar43052 жыл бұрын

    Really true speech🙇🙇🙇 लक्षिता बेन आपको दिक्षा का पहले दिन की हार्दिक बधाई। दिक्षार्थी अमर रहे🙇🙇🙇 सर प्लीज दिक्षा की हियलाइटस् शेयर कीजिए प्लीज🙇🙇🙇 जय जिनशासन जय महावीर🙇🙇🙇 #ProudToBeJain

  • @khushijain9241
    @khushijain9241 Жыл бұрын

    Pure soul❤️

  • @VPrakash_5539
    @VPrakash_5539 Жыл бұрын

    बहुत बहुत साधुवाद ❤❤❤ 🙏

  • @prakashmirchandani7063
    @prakashmirchandani70632 жыл бұрын

    Aapko Naman

  • @Aman-yz7jq
    @Aman-yz7jq2 жыл бұрын

    Your every point is very much needed for peaceful and happy life

  • @viswakavyam
    @viswakavyam2 жыл бұрын

    Completely brainwashed. It’s her parents fault for exposing them to spirituality at an young age

  • @kirtideshmukh8628

    @kirtideshmukh8628

    2 жыл бұрын

    Yes khud kya kar rahe h

  • @jaishriiram6133

    @jaishriiram6133

    2 жыл бұрын

    Kya problem hai tume 😡🤬

  • @aniketbaraskar5983

    @aniketbaraskar5983

    2 жыл бұрын

    Her speech is not from her own experience. She listened to some speech From some sadhvi and repeating it like parrot

  • @vrushalitagade1767

    @vrushalitagade1767

    2 жыл бұрын

    Agreed.... She is brainwashed!!

  • @mahi.6919

    @mahi.6919

    2 жыл бұрын

    Yes. Parents send kids to these sadhus from early age. Bas vahi sun sun ke bol rahi hai.

  • @Funterment999
    @Funterment9992 жыл бұрын

    🙏

  • @shrutikawankhade3071
    @shrutikawankhade30712 жыл бұрын

    Bahot pyari bachhi great sadhvi

  • @aditipawar8674
    @aditipawar86742 жыл бұрын

    Your age doesn’t allow you to think like this… agar sab apki tarah sochne lage to duniya se sab khatm ho jayega

  • @snehamishra3483

    @snehamishra3483

    2 жыл бұрын

    Sahi kaha behan

  • @arshibano3166

    @arshibano3166

    2 жыл бұрын

    Right

  • @swatimavuru4062

    @swatimavuru4062

    2 жыл бұрын

    Right

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Isko target mila hai Aur bachhe daan kar de parents Aur wo sadhu ban jaye Jab parents bachho ko deeksha k liye bhej dete hain laakho rupey dete hain daan k Naam par Inn logo k Bhavy mandir kaise bane hue hain jagah jagah Bade bade karodpati lakho Daan karte hain Ye mind wash hi Aisa kar dete hain

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Bachho ko kya pata khilona sone ka hai ya plastic ka 🙄🙄🙄🙄🙄 kuch bhi Mind wash karne k liye kuch bhi bolte hain….! Chhote chhote bachho ko ulti seedhi stories suna ke unko sports school parents se door kar k dete hain….. bechare bachhe jinko mukti likhna nahi ata unko mukti ka maarg dikha k deeksha dilwa dete hain … Iss ladki ko target complt karna hai Taki baki parents b Apne bachhe apna ghar baar parents sab chhod k sadhu ban jate hain….. Responsibilities chhod k sadhu ban jate hain Isi ko mind wash kahte hain Janwar ki tarah jeena hai matlab … Koi maa baap nahi bas apna khana pina sona Koi tension Nahi Bas janwar ban k jina hai Apne maa baap chhod do Bachhe daan kar do Bachhe kya hote hain unse puchho jinko shadi k dus dus saal ho Gaye bachhe nahi hue… Aur ye jaini apne bachhe daan kar dete hain Bechare bachhe pata hi nahi hota unko kyu sajaya ja raha hai unka juloos nikala ja raha hai Unko pata hi nahi unki jindagi kisi ne mind wash karwa k daan kar di

  • @vrushalitagade1767
    @vrushalitagade17672 жыл бұрын

    We have responsibility towards each and everyone who is attached to us. Parents, spouse, children society. This generation is either being nibba nibbi and having a baby.. Or they are doing this. Inhi materialistic things se he tum badi hui ho.. Abhi tak healthy ho behan...

  • @dhanashreeunavane7249

    @dhanashreeunavane7249

    2 жыл бұрын

    I wonder to what level they are brain washed.

  • @vrushalitagade1767

    @vrushalitagade1767

    2 жыл бұрын

    @@dhanashreeunavane7249 true...

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Bachho ko kya pata khilona sone ka hai ya plastic ka 🙄🙄🙄🙄🙄 kuch bhi Mind wash karne k liye kuch bhi bolte hain….! Chhote chhote bachho ko ulti seedhi stories suna ke unko sports school parents se door kar k dete hain….. bechare bachhe jinko mukti likhna nahi ata unko mukti ka maarg dikha k deeksha dilwa dete hain … Iss ladki ko target complt karna hai Taki baki parents b Apne bachhe apna ghar baar parents sab chhod k sadhu ban jate hain….. Responsibilities chhod k sadhu ban jate hain Isi ko mind wash kahte hain Janwar ki tarah jeena hai matlab … Koi maa baap nahi bas apna khana pina sona Koi tension Nahi Bas janwar ban k jina hai Apne maa baap chhod do Bachhe daan kar do Bachhe kya hote hain unse puchho jinko shadi k dus dus saal ho Gaye bachhe nahi hue… Aur ye jaini apne bachhe daan kar dete hain Bechare bachhe pata hi nahi hota unko kyu sajaya ja raha hai unka juloos nikala ja raha hai Unko pata hi nahi unki jindagi kisi ne mind wash karwa k daan kar di

  • @Anabiyavlogs7
    @Anabiyavlogs72 жыл бұрын

    💯👍

  • @Jalpa_28
    @Jalpa_282 жыл бұрын

    🙏🙏🙏

  • @ravindraranka
    @ravindraranka2 жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @rohitpanchal3010
    @rohitpanchal30102 жыл бұрын

    🌹💕🙏💕🌹

  • @kameganatra4270
    @kameganatra42702 жыл бұрын

    Very very proud of you hope we all learn something from this. You are so right God bless you God bless you

  • @AshishSingh-dw7zv
    @AshishSingh-dw7zv2 жыл бұрын

    Ram g Ram 🙏

  • @parambakshi5856
    @parambakshi58562 жыл бұрын

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @hiralbhalani407
    @hiralbhalani4072 жыл бұрын

    Very nice

  • @dobidoba3663
    @dobidoba36632 жыл бұрын

    🙏🙏👌 very nice spich

  • @ramantripathi9791
    @ramantripathi97912 жыл бұрын

    Real divine soul. Great beta. I am proud of you

  • @saikrishnanayak1993
    @saikrishnanayak19932 жыл бұрын

    Lakshita Ben's speech literaly were goosebumps and op 🔥🔥🔥❤️❤️❤️🙏🙏🙏

  • @Rupesh_Narkhede
    @Rupesh_Narkhede2 жыл бұрын

    Jay shree ram

  • @komaljain8974
    @komaljain89742 жыл бұрын

    Fulfilling

  • @raunakbaid-ij5bb
    @raunakbaid-ij5bb Жыл бұрын

    They are Bringing their parents to spirituality, they are even helping their parents

  • @padmeshbhaijainindustriali89
    @padmeshbhaijainindustriali892 жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @anilashah8400
    @anilashah84002 жыл бұрын

    ANUmoDNA 🙏🙏

  • @mukeshKumar-tj1jf
    @mukeshKumar-tj1jf2 жыл бұрын

    🌸🏵️🌺💐🌷🌹🌼🌻🙏🙏🙏🙏

  • @krushishah5510
    @krushishah55102 жыл бұрын

    🙏🥺

  • @ankitchoudhary4249
    @ankitchoudhary42492 жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @bonnypal3641
    @bonnypal36412 жыл бұрын

    Behen ne sahi kaha paise se satisfaction milta hai magar Mann ki shanti paiso se nahi aati balki paise kamane ke liye Mann ki shanti gawani padti hai Yaad rakhe ek baat Garib ka koi dost bhale na ho magar dushman bhi nahi hota magar Ameero ke dushman kayi hote hai 🙂

  • @namratagandhi3381

    @namratagandhi3381

    Жыл бұрын

    👍true

  • @NehaKumari-gp2ml
    @NehaKumari-gp2ml2 жыл бұрын

    By just looking at the thumbnail, a question just popped up. The question is that why is she wearing all those jewelleries if she taking about giving up material sukh? Maybe wearing all those jewelleries or not wearing any doesn't mean anything to her, but again, then why wear all those if your point is giving up material belongings?

  • @sj-qq1ih

    @sj-qq1ih

    2 жыл бұрын

    It is the ritual in jainism before diksha. After your guru approves of diksha, they will abandon all the worldly pleasures and wear white clothes 🙏

  • @NehaKumari-gp2ml

    @NehaKumari-gp2ml

    2 жыл бұрын

    @@sj-qq1ih could you elaborate about which ritual exactly are you talking about because I have seen many videos of her and in all her videos she wears jewelleries and clothes she is wearing in this video. Secondly, if they abandon all the worldly pleasures after taking Diksha, why is she making a video in which she is talking about the things only a person who has already taken Diksha should talk about? The video titles "Jain sadhuon ke sukhi rehne ke piche ka rashaya". So, why talk on topics which is yet to be experienced? Totally controversial. I don't have any problem with what one wears or do or how someone choses to live but one shouldn't preach lessons that he/she does not follow himself/ herself.

  • @sj-qq1ih

    @sj-qq1ih

    2 жыл бұрын

    You can watch other videos where there are some rituals that are done just before attaining diksha and it is a process. She is talking about what she has learnt and understood from maharaj ji and mata ji. I haven't watched all her videos but even if she is saying something about after diksha life on the knowledge that she has gained, I don't find anything wrong in that when we were kids we didn't knew about a lot of things which we got to know from our parents, they also didn't experienced everything they taught us but they knew what ever is good for us should be conveyed in the best possible manner.

  • @NehaKumari-gp2ml

    @NehaKumari-gp2ml

    2 жыл бұрын

    @@sj-qq1ih you don't get my point. Please re-read my first reply to you.

  • @sj-qq1ih

    @sj-qq1ih

    2 жыл бұрын

    @@NehaKumari-gp2ml this video is something to gain from. Either you can look at the title and find faults or you can understand the meaning and bhaav behind the story and learn something out of it. Choice is yours. I can definitely answer genuine questions and try to satisfy your curiosity. Thanks.

  • @dr.mohigarg
    @dr.mohigarg2 жыл бұрын

    Differentiate is best part🏅🏅🏅 ben.. jai jinder

  • @deepamittal2189

    @deepamittal2189

    Жыл бұрын

    Khub khub anumodna

  • @deepamittal2189

    @deepamittal2189

    Жыл бұрын

    Jai mahaveer swami

  • @deepamittal2189

    @deepamittal2189

    Жыл бұрын

    May u succeed in your spiritual journey All the best

  • @getsuccess3655
    @getsuccess3655 Жыл бұрын

    Didi aap ke video dekh kr to me rohne lgta hu

  • @gaurisd10
    @gaurisd10 Жыл бұрын

    Sukh apano ke saath jeevan jeene mein hei... Samaaj ke liye kuch karne mein hei... Desh ke liye kuch banane mein hei... Gumnami ke jeevan se aap kitano ka adhaar ban sakate hei?

  • @namratagandhi3381

    @namratagandhi3381

    Жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/o5-qtcFxqZCdY5M.html

  • @garvit2093
    @garvit20932 жыл бұрын

    Life bhut lambi h... Abi jo.accha lg rha h..wo kl shayad.....

  • @reetuneetu6582
    @reetuneetu65822 жыл бұрын

    Kuch to Kam kar rha logon ko kam de rha Ambani log sabhi tumare dharm ki tarah sadhu ban gye kheti kon karega khana pina chod do

  • @arvindjorwal0508
    @arvindjorwal05082 жыл бұрын

    Kisne kaha h ki jivan ko safal banane ke liye deksha Lena jaruri h🤐🤐🤐

  • @samyakshah3623

    @samyakshah3623

    Жыл бұрын

    Hamare prabhu mahavir ne kaha

  • @samyakshah3623

    @samyakshah3623

    Жыл бұрын

    Ye bhav or parbahv ko sudharne keliye diksha is imp or antt me moksh

  • @sanatanrays3788
    @sanatanrays37882 жыл бұрын

    bahut achha kisi ko to kurbani deni padegi hare krsna

  • @roopaljitesh6491
    @roopaljitesh64912 жыл бұрын

    Anant anant vandan punyashali

  • @kirantribhuvan5361
    @kirantribhuvan53612 жыл бұрын

    Real fact 💯🙏

  • @vchandhrabohra7648
    @vchandhrabohra76482 жыл бұрын

    Mumukshu Lakshita Dantewadia ka nutun name kya ha

  • @solankivishalvishal6191
    @solankivishalvishal6191 Жыл бұрын

    Duniya me koy sukhi nahi sab dukhi he mujse pucho ek bar soch ta hu ki me bhi Jain dixa lelu

  • @neetaghokshe8467
    @neetaghokshe84672 жыл бұрын

    😭😭🙏🙏😭😭

  • @jitendratiwari7616
    @jitendratiwari76162 жыл бұрын

    मै एक जैन (बाहुबलीवशी)लड़की से विवाह करना चाहता था पर कुछ कारण वश ना कर सका ब्राम्हण (भरतवशी)जाति का होने के कारण मेरे उपर मेरे परिवार का दबाव था कारण धर्म का सही अर्थ कही मुझे मालूम ना पड़ जाये अब समझ गया भगवान शिव की जटा में गगा कौन है पर उस जैन लड़की ने मुझे शिव का अनुसरण करने का मार्ग दिखा दिया काश ऐसी लड़की मेरी पत्नी होती तो बस धर्म चर्चा होती हर रात राम जैसा पुत्र एक जैन लड़की के गर्भ ही पैदा हो सकता है जैन धर्म के बिना रामराज्य नहीं

  • @purnachanandra8481

    @purnachanandra8481

    Жыл бұрын

    Faltu gyan mat de

  • @ddkumar6148
    @ddkumar61482 жыл бұрын

    Gurumaa ban gayi, chhoti si laadli. Itna gyan itni chhoti umar me. Vairagi ne Vandan

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Gyaan nahi hai Brain wash kar rahi hai apka

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Bachho ko kya pata khilona sone ka hai ya plastic ka 🙄🙄🙄🙄🙄 kuch bhi Mind wash karne k liye kuch bhi bolte hain….! Chhote chhote bachho ko ulti seedhi stories suna ke unko sports school parents se door kar k dete hain….. bechare bachhe jinko mukti likhna nahi ata unko mukti ka maarg dikha k deeksha dilwa dete hain … Iss ladki ko target complt karna hai Taki baki parents b Apne bachhe apna ghar baar parents sab chhod k sadhu ban jate hain….. Responsibilities chhod k sadhu ban jate hain Isi ko mind wash kahte hain Janwar ki tarah jeena hai matlab … Koi maa baap nahi bas apna khana pina sona Koi tension Nahi Bas janwar ban k jina hai Apne maa baap chhod do Bachhe daan kar do Bachhe kya hote hain unse puchho jinko shadi k dus dus saal ho Gaye bachhe nahi hue… Aur ye jaini apne bachhe daan kar dete hain Bechare bachhe pata hi nahi hota unko kyu sajaya ja raha hai unka juloos nikala ja raha hai Unko pata hi nahi unki jindagi kisi ne mind wash karwa k daan kar di

  • @dharashah3541
    @dharashah35412 жыл бұрын

    Padmsagar na sisyartn Premsagar ni mata lambha vudhasram ma kem che puspaben

  • @getsuccess3655
    @getsuccess3655 Жыл бұрын

    Didi lakshita aap ek bar bada Padamapura Jain temple bhi aana ynha ki bhumi bhi pavitra ho jayegi

  • @akirti601
    @akirti601 Жыл бұрын

    Sukh or dukh wohi to life he jisme bas ak hi he wo life jineka kya faida bhagwan ko mante he to bhagwan hi to sukh or dukh dete uske liye to jite ge

  • @rachna5156
    @rachna51562 жыл бұрын

    Is it live video

  • @maheshjain8498

    @maheshjain8498

    2 жыл бұрын

    Yes

  • @monanayaknayak5721
    @monanayaknayak5721 Жыл бұрын

    असली त्याग तो जिसके पास सुख सुविधा ह उसको देख कर अपने आप को उनसे अलग बनाने में h,, आप वहा रहकर तो उनका देख कर ही कर रहे हो की ये भी एसे ह ओर हम भी एसे ह,वो भी तो एक अलग संसार जैसा ही हुआ ह,,,की इसमें ये ही करना ह

  • @RahulRaman-mz4jh
    @RahulRaman-mz4jhАй бұрын

    Dukh sukh sabke jivan me hota he har ek ke jivan me rahte hai chahe wo ameer garib sadhu sant jo bhi ho sabke jivan me hota hai, aur dono permanent nahi hai sukh dukh dono aate hai jaate hai fir aate hai aur jaate hai, samjhe,,

  • @guddababa4050
    @guddababa40503 ай бұрын

    Jb koi grihasth sat sal ke bad apne jivn me sudhar nhi krta hai, to grihasth jivan ke dosh smaj me vyapt hone lgte hai. Saririk insani mrityu usi ka swarup hai, jiski chpet me sbhi aate hai , jain sadhu bhi. Vastv me Sadi ke 7 sal bad grihasth ko sanyas ki jyada aawsykta hoti ek single jivn ke bjay. Km se km grihasth jivan ke bad to insan ko sanyas me Jana chahiye , lekin Aisa nhi hota insan isi jale ke sath mrityu ke muh me chla jata hai. Mrityu ko pichhe dhakelne ka ek matra rasta sanyas hi hai. Ek bde samajik sudhar ke liye grihasth ko sanyas me aana hi hoga.

  • @kiransurti1826
    @kiransurti18262 жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏💯💯💯👌👌🚩🚩👍🆗

  • @ayushverma2767
    @ayushverma27672 жыл бұрын

    Agar kisi sadhu ya Sadhvi ke family me kisi ki death ho jaye ya koi crime ho jaye to sadhu, sadhvi rote hain ya apne aap me Magan rehte hain ? Is prashn ka jawab koi de to aabhar hoga .

  • @drgaurvichaudhary

    @drgaurvichaudhary

    Жыл бұрын

    Janwar ki tarah jina hai koi maa baap nahi Bas apna khana pina so jana Next day repeat

  • @purnachanandra8481

    @purnachanandra8481

    Жыл бұрын

    App ki hisab se kese hona chaeye

  • @speakingfreak3770
    @speakingfreak3770 Жыл бұрын

    But you were wearing all the ornaments jewels, why?

  • @drgaurvichaudhary
    @drgaurvichaudhary Жыл бұрын

    Bahut dukh hota hai.. ye dekh k.. parents Apne 7-8 saal k bachho se unka bachpan chheen lete hain.. jinko deeksha ka matlab bhi nahi pata.. deeksha likhna nahi ata.. lekin bechare decoration functions dekh k deeksha lene ko ready ho jate hain.. kya aisa nahi ho sakta 18 saal se chhote bachho ka mind wash sorry deeksha lena allow Nahi kare.. 18 saal se chhote log vote nahi kar sakte.. kyunki Indian govt k according Wo mature Nahi hue apna leader chun ne k liye lekin bechare bachho ko functions lighting dikha k deeksha dilwa di jati hai.. Mahaveer bhagwan ji ne bbi 30 saal k hone k Baad deeksha li.. kisi parents se unke bachho ko nahi chheena .. Kya mahaveer bhagwaan ji k raste par nahi chal sakte.. ki chalo 30 k hone k Baad allow karte hain.. jo bachhe deeksha likhna nahi jante unko deeksha de di jati hai bechare itna struggle wali life me chale jate hain.. chalo mahaveer bhagwan ji ko follow nahi karo at least 18 saal k hone tak wait kar lo.. agar koi parents bole lo humare bachho ko le jao.. unko bolo chalo ye bachha humara hua lekin isko 18 saal ka hone k Baad le jayenge.. tab tak humara bachha samajh k isko padhao likhao maa baap ka pyar do

  • @purnachanandra8481

    @purnachanandra8481

    Жыл бұрын

    O to mukt app to dukh hi dukh

  • @dharashah3541
    @dharashah35412 жыл бұрын

    Ha aek sadhuni mata netrahin puspaben vudasram ma che lambhama you are fi ni sahavadata karsoto bahu saru

  • @dharashah3541
    @dharashah35412 жыл бұрын

    Padmsagar na sisyartn Premsagar ni mata lambha vudhasram ma kem che puspaben temni pase

  • @gookies
    @gookies2 жыл бұрын

    Apki battein acchi hein....aap bhi to itna haar shirngaar karkey saarey adhyatmik vichar vayakat Kat rahey ho...aap kiyo nahi abhi se simple kapray pehntey...kionki aapki vedio har prakar k loag dekhtey hoongey....

  • @nishasharmanishasharma4492
    @nishasharmanishasharma44922 жыл бұрын

    Lakshita baate bolane mein bahut acchi lagti hai per jab Insan Apne upar sabhi chijen le leta hai na tab bahut kuchh chijen sochni padati hai aur most important baat ki hai ki har koi tumhare jaisa nahin so sakta sabki soch alag hoti hai main sab Ko nahin manati Bhagwan Aakar nahin bolata hai ki moksh prapt karne ke liye ab itna sab kuchh karo ab yah sab kuchh to aap is gateup mein bhi is roop mein bhi kar sakti ho simple si baat hai Fir itna kyon mai sabka aadar karti hu har darm mai trust h par ye sab kar ke mujh nhi lagta moskh bhagwan pkaa dege

  • @cuteIshiminivlog
    @cuteIshiminivlog17 күн бұрын

    Problem yeh hai 1000 years old concept they are applying in Modern world. Things are changing but they are applying old concepts Uss waqt koi khana na de to bhi problem nhi hogi kyunki naturally resources milte the log khud food item de te the. How it is possible today

  • @dharashah3541
    @dharashah35412 жыл бұрын

    Mata ne Vudavan ma revano varo na aave teno khal rakhajo

Келесі