SAVING MILLIONS BY GETTING HOUSE RIGHTLY DESIGNED | Sahih Ghar design se bachat | Ghar Plan Pakistan

In this video we are going to tell you saving millions by getting house rightly designed. Agar aap apna ghar sahih se design karte hain tu aap ko buhat bachat milte hai. Hum ghar se related information apne channel Ghar Plans Pakistan par laate rahain gaye aur laate rehte hain.
Aaj main aap ko batane ja raha houn ke aap apna ghar sahih se design karva lain tu aap kaise lakhoun rupay kama sakte hain ya doosre lafzoun main 25 lac bacha sakte hain. Aesthetics aur design main jo benefit milta hai wohh baad ki baat lakin abhi tu main baat kar raha houn bachat ki tu ache architect se aap ghar tu buhat acha design karva sakte hain lakin wohh is video ka scope nahin hai. Yeh batane se pehle ke aap kahan kahan aur kaise kaise 25 lac bacha sakte hain se pehle yeh batana zaroori hai jo ke lazim hain ke aap yeh savings hasil kar sakain:
1. Aap ko khud se design process main involve hona hai
2. Aap ko eik reliable aur trustworthy architectural team ko kaam assign karna hai jo ke aap ka kaam sahih se aur involve ho kar kare. Templates daine ka aadi na ho
3. Architect apna kaam khoob se jaanta ho
DOOR WINDOW SCHEDULE
Aap jab architect ke paas jaate hain tu eik cheez aap ki buhat se drawings main aap ko yeh milte hai. Jee door window schedule. Kuch architects yeh karte hain ke standard door window schedule paste kar daite hain. Agar koi architect meri yeh video dekh rahe hain aur wohh aisa karte hain tu meri yeh guzarish hai ke aisa na karain. Kyon ke sahih door window schedule agar bana hoa ho customer ya client ke requirement ke mutabik tu us ke liye bhi faidamand hai aur lakhoun ki bachat bhi hai. Ise tarah client ko educate karna hai ke openable windows main aur fixed windows ki keemat main zameen asmaan ka farq hai.
On average aap is se 5 lac tak bacha sakte hain.
ELECTRICAL AUR PLUMBING DRAWINGS:
Ab hum baat karte hain electrical drawings ki aur sath main plumbing drawings ki. Aap ko pata hi ho ga ke eik eik switch kitna cost karta hai aur wire ke eik roll ki kiya cost hai. Ise tarah bulb tu kafi lage hona lakin kamre main raushni kaam hona jis se eik tu kharacha barhta hai aur sath main utility bhi wohh nahin milte. Ise tarah mujhe tu kafi bura lagta hai. I don’t know aap ko bhi shayed bura lagta ho ke jahan wire tu dalee hoi hote hai lakin us ki koi utilization nahin hote. Phir hum dewaar par tikiyan laga daite hain aur yeh dekhain eik jaga par doo doo tikyaan lage hoe hain. Plumbing aur electrical pipes jab randomly daale jaate hain tu takreeban darh guna se double daale jaate hai. Is ka matlab hai ke layout ke mutabik agar pipes sahih se daale gayain tu takreeban aadhe pipes lagain gaye. Yeh pipes daalne ka kharach lakhoun main hota hai aur wohh cost aap ko aadhi ya 70% bhi reh gaye tu huge saving hote hai.
KITCHENS AUR BATHROOMS KA LAYOUT AUR INTERIOR DESIGN:
Interior karvana mehnga zaroor hai lakin jitna aap poore ghar ka interior ka pay karte hain us se zaida aap ko kitchen ka sahih design aur interior hone se pay off kar jaata hai. Ise tarah main nain shayed pehle bhi bataya tha ke eik bathroom agar aap ko pasand na aya tu material itna mehnga ho chukka hai ke us ki tiles hi turvana aap ki interior designing costs save kar daita hai. False ceiling na pasand aana, media wall na pasand aana, floor, doors aur is tarah ka buhat kuch jo aap sooch sakte hain is ke ilawa hain.
STRUCTURE:
Chalain ji ab a jaate hain structural drawings par. Structure ke hawale se smart design buhat lazim hai. Smart design ke hawale se eik chooti si tip de doun ke regular shaped ghar aap ko cost saving de ga. Ab zaroori nahin ke aap regular shaped design hi rakhain lakin bilkul irregular shaped design karna bhi munasib nahin. Eik ache architectural team is cheez ka khayal rakhe gi. Structural drawings main sahih se beams daalna aur sahih jaga sahih quantity saria daalna aap ko saving de daita hai. Ise tarah agar architect aur structural engineer ki coordination ho tu layout plan se kafi cheezoun ko optimize kiya ja sakta hai. On average eik beam aap ko 50,000 rupay ki par jaate hai.
Chalain main zaida nahin karta aur assume kar laita houn ke aap ko structural drawings ki waja se Rs. 200,000 ki saving a gaye gi.
SURPRISE LOSS:
Hum assume kar laite hain ke average loss jo ke aap ko hota hai wohh Rs. 2 lac hai in surprises ka
CONSTRUCTION SOLUTIONS:
Ache architects aur agar poori team hai tu us ko individual se advantage yeh hota hai ke engineers aur architects ki construction solutions par discussion hote rahte hai. Waise bhi eik tajarbakaar architect aur interior designer apne aap ko updated rakhta hai aur aap ko batata rehta hai ke kiya aap ke munasib hai aur kiya nahin.
FRONT ELEVATION:
Front elevation bhi aap ache se design kar aur karva sakte hain jo acha bhi ho aur sasta bhi. Eik acha elevation bhi aap ko atleast Rs. 100,000 ki tu saving de sakta hai.
Bilkul end main total savings bata doun ke kitne hoi tu aap 25 lac rupay bacha sakte hain.

Пікірлер: 123

  • @javedparwaz5194
    @javedparwaz51942 жыл бұрын

    Totally agreed. Millions u save in design but also u can save millions in construction if u engage professional educated buildet.

  • @user-yc6hh4tf4e
    @user-yc6hh4tf4e2 жыл бұрын

    more windows are better than fewer, more light and air circulation.its my opinion.

  • @zlogictechnologies
    @zlogictechnologies2 жыл бұрын

    MashaALLAH very very honest and knowledge based videos. Janaab mein aapki saari videos dhekta hun. or unse kaafi information milti hay. Ye aik tarah ka Kaar-e-Kher hay. JazakALLAH

  • @ibadullah8472
    @ibadullah84722 жыл бұрын

    Junaid bhai;great and good men like you are living for others,and those who live for others;shines like stars in the sky,BE ever bright and knight.

  • @saiali
    @saiali2 жыл бұрын

    Bari mehanat ki sir ap ne video banay me. Thank

  • @fakharali4797
    @fakharali47972 жыл бұрын

    100% Agreed and really very unformatting knowledge, Allah Bless you

  • @saleemchaudhary4371
    @saleemchaudhary43712 жыл бұрын

    Mashallah God Bless you your advice help me lots thanks

  • @Khanjany666
    @Khanjany6662 жыл бұрын

    Nice thanks for guidelines

  • @AK-rebel
    @AK-rebel2 жыл бұрын

    ماشاء اللہ سر، آپ بہت بہترین طریقہ سے اپنا کام کر رہے ہیں، اللہ آباد رکھے ❤️

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    buhat shukariya

  • @ayeshaakram7216
    @ayeshaakram72162 жыл бұрын

    May Allah bless you and your team for your very helpful videos.

  • @muhammadirfanamin6071
    @muhammadirfanamin60712 жыл бұрын

    Well done stay blessed

  • @parizadi3634
    @parizadi36342 жыл бұрын

    Waow nice video. Very informative

  • @syedzohaibshah1804
    @syedzohaibshah18042 жыл бұрын

    Useful and professional suggestions

  • @iqbalmuhammad3297
    @iqbalmuhammad32972 жыл бұрын

    Very useful tips. Thanks

  • @minukhan3946
    @minukhan39462 жыл бұрын

    Useful video Thanks a lot 👍

  • @yawarhussain7495
    @yawarhussain74952 жыл бұрын

    MashahAllah excellent

  • @atiqrehman1223
    @atiqrehman1223 Жыл бұрын

    God bless you for your valued guidance.

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    Жыл бұрын

    So nice of you

  • @syedmansoorshah
    @syedmansoorshah2 жыл бұрын

    Very well جزاك خيرا You always touch untouchables

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Thank you so much for always listening to us

  • @Engrwaleed555
    @Engrwaleed5552 жыл бұрын

    Pro video. Thank you.

  • @hussnainraza8312
    @hussnainraza83122 жыл бұрын

    ALHAMDULILLAH, I practice all these things while building my House :) Great Information

  • @waseemwaheed6233

    @waseemwaheed6233

    Жыл бұрын

    MashaAllah

  • @iramshehzad9549
    @iramshehzad95492 жыл бұрын

    Thanks junaid sahib

  • @javedparwaz5194
    @javedparwaz519413 күн бұрын

    İnformative

  • @37sajida
    @37sajida2 жыл бұрын

    very helpful video.

  • @muhammadrafique7799
    @muhammadrafique77992 жыл бұрын

    Good advice free of cost. Do we need structural engineer for single hour. I think in Pakistan mistry are better and have enough expertise. Too many knocks spoil the booth.

  • @saleemchaudhary4371
    @saleemchaudhary43712 жыл бұрын

    Awesome thanks

  • @gamingthunder4593
    @gamingthunder45932 жыл бұрын

    Thank you very much

  • @chliaquathanif35
    @chliaquathanif352 жыл бұрын

    Hamsha very good⚘

  • @Travelvlog115
    @Travelvlog11511 ай бұрын

    Brilliant sir my Demarcation done, as per ur advised I got a Brilliant Firm to design our home

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    11 ай бұрын

    Great 👍

  • @sajidanoori3869
    @sajidanoori38692 жыл бұрын

    Sir very Informtive video. Thanks.

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    So nice of you

  • @MuhammadAfzal-rj1og
    @MuhammadAfzal-rj1og2 жыл бұрын

    Sir, you have given very good advice. May Allah keep you and your family happy and safe. Thank you very much.

  • @ETIRFAN
    @ETIRFAN Жыл бұрын

    thank you.ALLAH ap ko es ka ajar dy ap ni humen fazool kharche sy bachaya.humary knowledge mi ezafa kya.

  • @abdulrashid6017
    @abdulrashid6017 Жыл бұрын

    Very good consultation

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    Жыл бұрын

    Thanks

  • @maxmedia7612
    @maxmedia76122 жыл бұрын

    Sir kindly recommend top five architects and Interior Designers of Lahore. One i know is Mazhar Munir (Mazhar Design Studio). That will be great help

  • @zahidimran641
    @zahidimran6412 жыл бұрын

    Aa. Too good

  • @MuhammadAli-hq4vl
    @MuhammadAli-hq4vl2 жыл бұрын

    MashaAllah JazakAllah Please share the 3 Marla 18*45 House plan with full spacs

  • @rashidfarooq9657
    @rashidfarooq965711 ай бұрын

    Very informative

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    10 ай бұрын

    Glad you liked it

  • @ambreenahmad6783
    @ambreenahmad67832 жыл бұрын

    Where can I find good Architec & Engineer. Any recommendations

  • @waq92as
    @waq92as2 жыл бұрын

    wow

  • @liaqatkhattak6316
    @liaqatkhattak63162 жыл бұрын

    EXCELLENT VIDEO.FROM ITALY

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Thank you very much!

  • @IrfanAhmad-nj7zg
    @IrfanAhmad-nj7zg2 жыл бұрын

    Excellent ! very knowledgeable and rare information. JazakAllah.

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Thank you so much

  • @nasirmahmood1928
    @nasirmahmood19282 жыл бұрын

    How do we identify structure engineer incorporated optimized steel in a structure?

  • @ra-mt8jj
    @ra-mt8jj2 жыл бұрын

    Stairs k deisgn pr bat krein or quality wise kya material achi ha

  • @pakcivil9460
    @pakcivil94602 жыл бұрын

    Gud

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Thanks

  • @Ali-qp7xm
    @Ali-qp7xm2 жыл бұрын

    اسلام وعليكم Sir, Thanks for updating us with so many topics regarding property and Construction. I would be grateful if U kindly guide me. Mera sawal ye hai key, meri Sister Lahore meen rehti hai aur Rainy season meen Rooms key under walls pur Numi bhut ziada ho jaati hai. Paint ya white wasch sub utur jaati hai. Dry hooty ہوئے 3 sey 4 months lug jaaty hain aur ugur at the same time ugur rains phir hoon tu ye drying process prolonge ho jaata hai. Aaj kal PVC panels ka kafi kam ho raha hai. Do U recommend in our case? Mera concern ye hai key Panel lug bhi jaain mugur covered wall pur humidity tu phir bhi build hooti rahy gi. Kia ye inside environment key lia sahi hai aur PVC panel kharab ko sukty hain? Meen Pakistan nahi rehta, otherwise aap sey khud contact kurta. Bhut shukria aap key precious time ka. Jazak Allah. Allah Hafiz

  • @ammadahmad3549
    @ammadahmad35492 жыл бұрын

    💯 agree

  • @jackrobert1331
    @jackrobert13312 жыл бұрын

    Imo: Sir i find your content/sayings very repetitive. I would wish me more informative in less time.Overall, you are creating good content to get attraction. Keep it up sir. Respect Being „اچھا“ before and after contracting vary in a dramatic Trend in Pak. Its my own experience during my stay in Pakistan.

  • @feelinghealingnature1939
    @feelinghealingnature19395 ай бұрын

    Can you please design for us a 5 Marla corner plot open kitchen mezannin house with an open plan kitchen

  • @nasirmahmood1928
    @nasirmahmood19282 жыл бұрын

    Is there any way, we can get saving on smaller house like 5 marla house?

  • @easycooking7626
    @easycooking76262 жыл бұрын

    Very good advice👍👍

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Glad you liked it

  • @easycooking7626

    @easycooking7626

    2 жыл бұрын

    👍

  • @MABDULLAH-tq7pi
    @MABDULLAH-tq7pi2 жыл бұрын

    Structural engineer will always save his position, so he will go for extra bars.

  • @azhariqbal1390
    @azhariqbal13902 жыл бұрын

    ماشاءاللہ۔ جنید آپ بہت معیاری اور پروفیشنل وڈیوز بنا رہے ہیں۔ مجھے یقین ہے کہ آپ کا چینل بہت کامیاب ہو گا انشاء اللہ۔

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Buhat buhat shukariya sir

  • @farooqfarooq6996
    @farooqfarooq69962 жыл бұрын

    Aoa Junaid sb Weldon

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    buhat buhat shukariya

  • @bhumrakhan1264
    @bhumrakhan12642 жыл бұрын

    Sir 10 Marla Ghar ke gray structure per Kya cost aye gi plz video banaye aur Kam cost mein khoobsurat Ghar ban jaye

  • @MuhammadAli-vy8vu
    @MuhammadAli-vy8vu Жыл бұрын

    All this is possible if you end up with a sincere Architect , nhi to yeh log har cheez pe apna commission rakhta hain !

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    Жыл бұрын

    thats right

  • @uzairahmad6300
    @uzairahmad63002 жыл бұрын

    sir how much u and ur team cost to build 8 marla house in bahria orchard with and without material ...make a video on that as well plzz..

  • @kashifraza9430
    @kashifraza94302 жыл бұрын

    Lack of technical infor

  • @maliknazir7262
    @maliknazir72622 жыл бұрын

    Ma na 5mral ka ne bna ne ha us pr kitna cost aia gaa

  • @zshams1968
    @zshams19682 жыл бұрын

    Bhae sahib ap ki batain reliable lag rhi hy.mera gahr 7 1/2 marla hy.93 main bnaya tha but guzara like.but ab hum us ki renovation kr k new style mai change krna hy.we live in near to chakwal.hmra gahr gali sy 3 foot sy zada once hy.ap guide kr sakty hen?hum kon sy door windo buy karen.kahan kahan sy material buy kren.pahly wali ghaltiyan nhe krna chahty.

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Sir this will be a very very detailed reply to the queries that you have made so wont be possible to do a message over here. You can on the other hand, call us at 0315-5111119

  • @Hakeem802
    @Hakeem802 Жыл бұрын

    Dear Electric MEP designr our Architect duno alag alag hai

  • @MOHAMMADYOUSAFSYED
    @MOHAMMADYOUSAFSYED2 жыл бұрын

    🌷💝🌷

  • @user-de8ol3ud6w
    @user-de8ol3ud6w6 ай бұрын

    😮😮😮😮😮😮

  • @abdulmusawarabbasi5609
    @abdulmusawarabbasi56092 жыл бұрын

    You have any branch in Islamabad/Rawalpindi.

  • @nasemkhan8451
    @nasemkhan84512 жыл бұрын

    Sir ap ziada tur jo advice detey hain us say lagta hay sirf Punjab tuk ap mehdood hain

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    To some extent you are right. Actually we operate in Lahore and Islamabad. We plan to go to Karachi as well

  • @MuhammadIqbal-yo9mz
    @MuhammadIqbal-yo9mz Жыл бұрын

    If I get designed 5 Marla then what is the cost saving.

  • @user-cw3re3ih1v
    @user-cw3re3ih1vАй бұрын

    What is standard cost for 1 kanal architect design

  • @ibadullah8472
    @ibadullah84722 жыл бұрын

    Buildings stay on "BALANCE" not on too much steel and cement.

  • @mishii3219
    @mishii32192 жыл бұрын

    How can we contact u r u property dealer? kindly reply.

  • @Activisions
    @Activisions2 жыл бұрын

    بہت اچھی معلومات سر بحریہ میں گھر بنانے کیلئے نقشہ یا ڈرائنگ بھی انہیں سے بنوائیں یا باہر سے بھی بنوا سکتے ہیں اور دوسری بات اگر بحریہ سے بنوائیں تو آٹھ مرلے پے نقشے کے کتنے پیسے لیتے ہیں اور کتنے دنوں میں نقشہ تیار ہو جاتا ہے

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Sir bahria ke current charges ka mujhe andaza nahin hai albata aap bahir se banva sakte hain lakin bahria wale us ke charges laite hain chahe aap un se design karvain ya na karvain

  • @Activisions

    @Activisions

    2 жыл бұрын

    نقشہ کتنے دنوں میں تیار ہو جاتا ہے بحریہ سے بہت شکریہ

  • @MIqbal-dd8ni
    @MIqbal-dd8ni2 жыл бұрын

    R u r available in gujrat?

  • @zaffarsheikh-d4p
    @zaffarsheikh-d4p Жыл бұрын

    Upvc door & window Kahan se milen gy I'm in multan

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    Жыл бұрын

    I am not sure about Multan. On the other hand, i can recommend few in Lahore

  • @mikael9383
    @mikael93832 жыл бұрын

    28×45 میرا پانچ مرلے کا گھر ہے اور میرے پانچ مرلے کے گھر میں تین بار روم اور ایک کچن ہے تو سینٹری اینڈ سیوریج کے کام پر میری ٹوٹل کتنی کوسٹ آ جائے؟؟

  • @hashimuppal7688
    @hashimuppal76882 жыл бұрын

    Where is your office? I want to meet you. Thanks

  • @ShakeelAhmed-gx1kq
    @ShakeelAhmed-gx1kq2 жыл бұрын

    محترم سر اگر آپ سے نارووال میں گھر بنوانا ھو تو کیا آپ بنائیں گے

  • @muhammadali-rj4my
    @muhammadali-rj4my Жыл бұрын

    5 marla ghr single storey and ooper 2 rooms hon ge. . koi idea de dein

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    Жыл бұрын

    watch our video of 5 marla house cost of construction

  • @saleemmughal6119
    @saleemmughal61192 жыл бұрын

    چھتوں کا آپ نے ذکر ہی نہیں کیا اس کے بارے ميں بھی بتائیں کے ان کی انچائی کتنے رکھنی چاہییں یہ ایک اہم بات ھے

  • @whatcooktoday1868
    @whatcooktoday18682 жыл бұрын

    Structural designer never bother to do calculations and optimal design,they do just cut ✂️ and paste

  • @saadatdar4958
    @saadatdar49582 жыл бұрын

    How to contect you?

  • @ahmadshak5812
    @ahmadshak58122 жыл бұрын

    اسلام وعلیکم آپ کی خوبصورت ویڈیو دیکھ رہا ہوں کافی عرصے سے۔آپ سے رابطہ ممکن ھے۔

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    WAS. Ji aap hum se 0315-5111119 par rabta kar sakte hain

  • @iqraatif7463
    @iqraatif74632 жыл бұрын

    I want ur team To build my home Please let me know how I can contact you Thank you

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    You can call us at 0315-5111119

  • @amazynga8868

    @amazynga8868

    2 жыл бұрын

    @@GharPlansPakistan is your team available in Lahore?

  • @banutkhanmasood311
    @banutkhanmasood311 Жыл бұрын

    If

  • @tonyshah9738
    @tonyshah97382 жыл бұрын

    Well is se 1 million se zyada nahi Bach sakta

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Waise i tend to disagree with you but still with the conservative numbers that you are sharing, it is quiet a lot, isn't it

  • @kashifraza9430
    @kashifraza94302 жыл бұрын

    Long video Lack of information

  • @mohammadsaleem2952
    @mohammadsaleem29522 жыл бұрын

    سر اپ ااس نبر سے رابطہ کریں ۔ ضروری بات کرنی اور آپکی اھی رائے درکار ہیے ۔۔ محمد سلیم

  • @ummemuhammad8014
    @ummemuhammad80142 жыл бұрын

    کیا آپ کے پاس اچھا انٹیرئیر ڈیزائنر ہے۔( یعنی جتنے ایماندار آپ ہیں) تو پلیز بتا دیں ۔ہم اپنا گھر بنا رہے ہیں۔

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 жыл бұрын

    Salaam. Thank you for trusting us. Hum loug khud interior designing karte hain i mean Ghar Plans does designing

  • @ziakhan5063
    @ziakhan50632 жыл бұрын

    Sir aap ka num

  • @umairaslam8623
    @umairaslam86232 жыл бұрын

    15 lac ka kitchen 😂😂😂

  • @GhulamMustafa-yo1px
    @GhulamMustafa-yo1px5 ай бұрын

    السلام علیکم آپنا نمبر سینڈ کردیں

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    5 ай бұрын

    0315-5111119

  • @maqeelr1
    @maqeelr12 жыл бұрын

    fazool video and basic baaten jo thora boht experienced log hen unk liay yeh video kisi kaam ke nae

  • @abidhussain-wd7kw
    @abidhussain-wd7kw2 жыл бұрын

    kya bakwas title diya hai lagny hi q hain passy ye b bato haram k pilo \

  • @ibadullah8472

    @ibadullah8472

    2 жыл бұрын

    Dear and repeated brother,please keep in mind the dignity of respected JUNAID BHAI.

  • @zahidrehman5112
    @zahidrehman51122 ай бұрын

    Sir your contact no?

  • @GharPlansPakistan

    @GharPlansPakistan

    2 ай бұрын

    0315-5111119

Келесі