No video

आसक्ति से बाहर कैसे निकलें || How to Give up Attachments || HG Amala Krishna Prabhu || ISKCON Dwarka

1) Join GITA MADE EASY Course by HG Amala Krishna Prabhu using the following link👇
chat.whatsapp....
2) Join CHAITANYA CHARITAMRITA Course by HG Amala Krishna Prabhu using the following link 👇
chat.whatsapp....
3) Join complete SRIMAD BHAGAVATAM Course by HG Amala Krishna Prabhu using the following link👇
chat.whatsapp....
4) Watch other Short Videos by HG Amala Krishna Prabhu through this Playlist👇 • Amala Krishna Prabhu J...
5) Watch NECTAR OF INSTRUCTION Series by HG Amala Krishna Prabhu through this Playlist 👇 • NOI Upadeshamrit Cours...
6) Watch Shorts by HG Amala Krishna Prabhu through this Playlist 👇 • Shorts | HG Amala Kris...
7) Watch all Morning Temple Lectures by HG Amala Krishna Prabhu through this Playlist👇
• Amala Krishna Prabhu J...
#iskcon
#dwarka
#krishna
#bhakti
#ram
#amalakrishnaprabhu

Пікірлер: 26

  • @dhruvbarapatre4403
    @dhruvbarapatre44035 ай бұрын

    Hare Krishna🙏

  • @sumankundra8500

    @sumankundra8500

    5 ай бұрын

    Hare Krishna..Anand hi Anand Baras reha ha

  • @FINANCE_DUDE_
    @FINANCE_DUDE_5 ай бұрын

    Hare krishna prabhuji 🙏❤️🌻🌸🙇‍♂️ Jai srila prabhupada 🙏❤️🌻🌸🙇‍♂️ Shri shri RadhaNeelaMadhav ki jai 🙏❤️🌻🌸🙇‍♂️

  • @kantaluniwall6878
    @kantaluniwall68785 ай бұрын

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏

  • @kiranpandey1424
    @kiranpandey14245 ай бұрын

    Hare krishna prabhu ji 🙏🙏

  • @anujrohal5166
    @anujrohal51665 ай бұрын

    Jai Shrila Prabhupada Ji Ki Jai Shri Krishna Chaitanya Mahaprabhu Ji Ki Jai Ho Sabhi Vaishnavas Ki Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Rama Hare Rama Rama Rama Hare Hare

  • @shishupalruel4389
    @shishupalruel43895 ай бұрын

    हरे कृष्णा, प्रभुजी। दण्डवत प्रणाम

  • @MukeshSharma-sc4pe
    @MukeshSharma-sc4pe5 ай бұрын

    Radhey Radhey ji ♥️🙏🙏

  • @user-sg7bg4di9k
    @user-sg7bg4di9k5 ай бұрын

    Hare Krishna prabhuji. Dandawat pranam.

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna5 ай бұрын

    Hare Krishna🙏🙏

  • @user-qh4dp3gu6n
    @user-qh4dp3gu6n5 ай бұрын

    Jai shri krishna

  • @entertainmentworld3274
    @entertainmentworld32745 ай бұрын

    Hare Krishna ❤️❤️✨

  • @nityamanjari444
    @nityamanjari4445 ай бұрын

    Hare Krishna Hare Krishna🩷🩷 Krishna Krishna Hare Hare🩵🩵 Hare Rama Hare Rama💛💛 Rama Rama Hare Hare💜💜

  • @DurgaPrasad-kh6bx
    @DurgaPrasad-kh6bx5 ай бұрын

    Hare Krishna prabhuji dandvat praanam 🙏🙏

  • @ganeshgaikwad2219
    @ganeshgaikwad22195 ай бұрын

    Hare krishna

  • @NityanandaRam_
    @NityanandaRam_4 ай бұрын

    Hare Krishna

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna5 ай бұрын

    Hare Krishna🙏 Prabhuji🙏 Dandwat🙏 Pranaam😊

  • @ambadasnikam1071
    @ambadasnikam10715 ай бұрын

    Hare Krishna prabhuji ❤❤🚩🙏🙏

  • @_Hari_the_lover_
    @_Hari_the_lover_5 ай бұрын

    I am able to write this because of RAVI LOCHAN PRABHU and all glories to RAVI LOCHAN PRABHU . Please forgive and correct me if where I am wrong .

  • @_Hari_the_lover_
    @_Hari_the_lover_5 ай бұрын

    Chaitanya siksha ashtakam slok number 8 ashlishya va pada-ratam pinashtu mam adarshanan marma-hatam karotu va yatha tatha va vidadhatu lampato mat-prana-nathas tu sa eva naparah Meaning: I know no one but Krishna as my Lord, and He shall remain so even if He handles me roughly by His embrace or makes me brokenhearted by not being present before me. He is completely free to do anything and everything, for He is always my worshipful Lord unconditionally. In depth: Hai Krishna chahe aap mera gaadhe aalingan(cuddle) kare ya darshan na dekar mujhe marmarahat kyu na kare aap lampat kuchh bhi kyu na kare app to sabhi kuchh karne mein poorna swatantra hai kyunk sri Krishna mere nitya pratibandh rahit aaradhy praneswara hai. Ye jo praathana gayee ja rahee hai iss praathana ke iss slok ke thode depth main jaayenge. jese hum jante hai ki Krishna desire to experience something which he does not have. Krishna ke andar ye ichha hue main uss cheez ko relish (to enjoy something immensely) karun jo mere paas nahi hai . Ab jab hum ye sunte hain ye ki Krishna ki ichha huee " uss cheez ko relish karun jo mere paas nahi hai " Krishna ke paas aisa kuchh hai jo Krishna ke paas nahi hai ॐ पूर्णमदः पूर्णमिदं पूर्णात् पूर्णमुदच्यते। पूर्णस्य पूर्णमादाय पूर्णमेवावशिष्यते॥ वह सच्चिदानंदघन परब्रह्म पुरुषोत्तम परमात्मा सभी प्रकार से सदा सर्वदा परिपूर्ण है। यह जगत भी उस परब्रह्म से पूर्ण ही है, क्योंकि यह पूर्ण उस पूर्ण पुरुषोत्तम से ही उत्पन्न हुआ है। इस प्रकार परब्रह्म की पूर्णता से जगत पूर्ण होने पर भी वह परब्रह्म परिपूर्ण है। पूर्णता से जगत पूर्ण होने पर भी वह परब्रह्म परिपूर्ण है। उस पूर्ण में से पूर्ण को निकाल देने पर भी वह पूर्ण ही शेष रहता है। Jo har tarah se poorna hai vo bhee kahi sai bhi apoorna hai (?) matlab unke andar bhi incompleteness hai (?) to actually iss point ko samajh na padega . within feeling of completeness there must be felling of incompleteness also completeness ki poorna ki feeling main apoornata ki feeling bhi honi chahiye that makes it complete vo isse complete banata hai nahi to aisa hoga ki bhagwan ke andar kuchh nahi ( that thing is incompleteness) hai . bhagwan main incompleteness nahi hai to vo proon mana nahi jayega kabhi bhi. matlab aisa hojayega ki yeh jo point( incompleteness)hai ye jo bisaya( incompleteness)hai ye bhagwan ke andar nahi hai phir yeh iss prakar se hojayega to kya hai ki within feeling of completeness there must be felling of incompleteness also that makes it complete ye iss ko poorna banata hai nahi to yeh poorna nahi rahega poorna banane ke liye Krishna ko proona hone ke liye unke andar incompleteness( adhurapan) jo hai iss ki bhavana bhi honi Chahiye ab dekhiye Krishna complete hai aur unke andar feeling hai incompleteness ki kyun ki sri Krishna apne aap ko prem nahi kar sakte vo aapne aap ko prem nahi kar sakte isliye unke andar kya hai ki ek incompleteness ki feeling hai. ab dekhiye yeh adhyatmik jagat main Krishna apne aapko prem nahi kar sakte iski jo parchhai hai vo bhautik sansar main hai ki sansar ka har vyakti apne aap se hi prem kartahai srif . har koi matlabi hai .kisi ke marne par agar koi rota bhi hai to uske rone ko srif sun loo ek bar vo kyun ro raha hai vo (?)issiliya ro nahi raha hai ke vo mar gaya . nahi vo issiliya ro raha hai ki mera kya hoga (?)iss ke marne se mujhe dukh mil raha hai. asliyat mein vo dukh ko lekar chintit hai ki mera ye ye ye chhhingaya bas issiliya kya hai vo dukhi hai ya udas hai pareshan hai kyun ki ye bahut hi self centred Hai kyun ki (?) perverted reflection (of adhyatmik sansar ) hai na ye bhautik sansar (materialistic world ) bhagwan ke andar kya hai ki Krishna aapne aap ko prem nahi kar sakte (he can't love him self) aur uska kya hai pratibimb ye jo pada hai yeh bhautik sansar main har koi aisa hai ki apne aap se prem karta hai kisi ko kisi se koi matlab nahi hai chahe wo koi bhi kyun na ho aab Krishna ke andar na ek depression hai Krishna ke andar ek mayusi hai udasinta hai ek stress hai Krishna ke andar (?)Krishna ka stress ka reason yeh hai ki radha rani jo hai vo enjoy kar rahe hain aur radha rani kese mujhse jyada enjoy kar rahe hain ab Krishna ye sochhtai hai ki how come radha rani enjoying unlimitedly more than me by serving me vo sochte hai ki kis prakar se srimati radha rani asimit tarike se enjoy karahi hain meri seva karke (?) Esa kese ho sakta hai (?) ab Krishna apni position ko change bhi nahi kar sakte chalo Krishna soche ki theek hai main apni position chhod deta hun bhakta ban jata hun ( iss cheez ko pane ke liye ) nahi ye bhi nahi ho sakta because krishnastu bhagwan swayam ye to rahega hi rahega ab Krishna desire karte hain ki Krishna samajh na chahte hain that devotional of srimati radha rani towards me ki radha rani ki mere prati kya prem mayi seva hai . Krishna ki desire hai ki Krishna experience karna chahte hai uss service ko jo srimati radha rani Krishna ke prati karke enjoyment leti hain and the desire to find out what is in him self attract her towards him Krishna ye dhoondna chahte hai ki kya hai mujh main isa (what is in me )kya hai (?) Jo mujhe main aisa jo radha rani ko itana aakarshit kar raha hai mere prati .ab ye jo Krishna ka stress tha Krishna jab udas the Krishna jab mayus the iss prakar se depress the Krishna ek baar vrindavan ke bahut vishesh sthan par jakar badhate hain agar aap vrindavan parikrama marga se jayenge to barah ghat aayega phir aage kalia ghat aayega kalia ghat se aage madan mohan mandir aayega madan mohan mandir se aage banke bihari kat aayega phir aap age sidhha chale jaye jab left hand side main yamuna dikhni suru ho jati hai to right hand side pe bahut sundar sthan hai jise kehte hai imli tala . sri Krishna jab iss prakar se udas the mayus the to Krishna iss sthan par imilitala pe imili vriksh ke niche aakar baithagye .chaitanya mahaprabhu jab sanyas besh main aaye the tab issi sthan par aakar beithe the .

  • @_Hari_the_lover_
    @_Hari_the_lover_5 ай бұрын

    I am able to write this because of RAVI LOCHAN PRABHU and all glories to RAVI LOCHAN PRABHU . Please forgive and correct me if where I am wrong . ( This my first time)

  • @mrugeshpatel8002
    @mrugeshpatel800226 күн бұрын

    Prabhuji bhakto se jyada asakti rehti hai pura din bhagvan se bhi jyada bhakt yaad aate hai kya kare

  • @_Hari_the_lover_
    @_Hari_the_lover_5 ай бұрын

    5000 years ago Krishna iss prakar se depress the to unhone kya kiya vo 30 minutes yeh soch rahe the ki main apni desire ko fulfil nahi kar sakta aur jo mere bhakt hai srimati radha rani vo mere se jyada enjoy kar rahi hain . dekhiye Krishna kya keh rahe hain iss main ye jo slok hai chaitanya charitamrita adi lila slok number 6 ki chaitanya mahaprabhu ke prakatya ke antaranga karan( reason)kya hai actually yehi Krishna ki desire thi . sri-radhayah pranaya-mahima kidrso vanayaiva- svadyo yenadbhuta-madhurima kidrso va madiyah saukhyam casya mad-anubhavatah kidrsam veti lobhat tad-bhavadhyah samajani saci-garbha-sindhau harinduh bata rahi hain srimati radha rani ki prem ki mahima kya hai hai(?) srimati radha rani ki prem ki mahima apne un gunon jinka aswadan srimati radha prem ke madhyam se karti hain and unke prem ki madhurata ka aswadan karne par radha rani jis sukh ka anubhav karti hain use samajhne ke liye bhagwan sri hari radha ke bhavo ko main vibhor hokar srimati Śacī Devī ke kokh se usi prakar prakat hue jis tarah samudra se chandrama prakat hota hai . jis tarah samudra se chandrama prakat hota hai wese kon prakat hue (?) Sri Krishna Śacī mata ke garbh se prakat hue .ab Krishna ke andar ye desire thi ki kya hai(?) vo radha rani ki mahima matlab ye mere se jyada enjoy kese kar sakte hain(?) to Krishna bahut apne aap ko restricted bahut hi reserve fill kar rahe the ki iss stiti main vo kuchh bhi nahi kar sakte kyun ki iss stiti main srif ek hi solution hai ki Krishna ko radha banana padega Krishna soch rahe hain ki mujhe kya karna padega mujhe ab radha banana padega to jis samay Krishna yeh vichar kar rahe hote hain aur udas hote hain uss samay srimati radha rani waha par aati hain aur imilitala Maine uss vriksh ke niche .aur unka devotion jo hai itna highest level par hai ki radha rani aur Krishna ke bich main conversation hota hai batchit hoti hai lekin word nahi hote bada muskil hai samajhna ki main aapse baat kar raha hun par main kuchh bolunga nahi ese kese baat karoge aap ( ab aap ye bologe ) par yeh na prem ka extrem hai bhav ka level hai aur yeh bhav vo bhav bhi nahi hai 1. sraddha: faith 2. sadhu-sanga: association with devotees 3. bhajana-kriya: performance of devotional service 4. anartha nivrtti: decreasing of unwanted attachments 5. nistha: steadiness 6. ruci: taste 7. asakti: attachment 8. bhava: love 9. prema: pure love for Krsna Ye wala bhav nahi. jo prem ke The nine varieties of prema-bhakti are rati, prema, sneha, māna, praṇaya, rāga, anurāga, bhāva and mahābhāva Uske andar jo second last hai bhav aur mahabhav ye wo wala bhav ka level hai ke jisme feeling se kya kar rahe hain (?)aapas main exchanges kar rahe hain aapas main batchit kar rahe hain aur radha rani bhi apne aapko bahut hi asahaay (handicap ) mehsus kar raha hain ke main Krishna ki sahayata nahi kar sakti kyu ki main Krishna nahi ban sakti Aur Krishna main nahi ban sakte radha rani ye soch rahi hai lekin radha rani bahut dukhi hai iss bat se kyun(?) radha rani dukhi hain kyun ki radha rani janti hain ki Krishna bahut dukhi hain. lekin Krishna kya keh rahe hain (?)Krishna kehe rehe hain ki apni felling exchange kar rahe hain i want this. mujhe yeh chahiye i want to understand your service main samajhna chahta hun tumhari sevaon ko jo tum mere prati karte ho aur bataya jata hai ki hamare acharya batate hain ki uss samay uss imlitala sthal par Krishna daketi mari ek Krishna ne ek daka mara Krishna ne kya kiya he plundered everything whatever radharani has in Jo bhi radha rani ke pas tha Krishna ne kya kiya daka marke use churaliya sab in relationship with devotion to Krishna Krishna ki bhakti se sambandhit jo bhi radha rani ke pas prem tha Krishna ne kya kiya daka marke vo sab kuchh churaliya iss sthan par issiliya iss sthan ka bahut mahatva hai issiliya chaitanya mahaprabhu issi sthan par aaye the ki yeh ab isko samajhana aur bhi samjhane ka tarike hain ki bhai Krishna proona kese nahi hai matlab Krishna ese incompleteness ko kese fell karte hain to krishna das kaviraj goswami bahut sare aur bahut sundar sundar examples se batate hain krishna das kaviraj goswami Maharaj batate hain ki jese aag (fire) hai aagse heat nikal ti hai tap nikal ta hai roshni nikalti hai lekin aag kabhi apni heat ko mehsus nahi kar pati .krishna das kaviraj goswami keh kahe hain ki jese kasturi usse jo khushboo (fragrance) nikal ti hai lekin jo kasturi hai vo kabhi us khushboo ko fell nahi kar pati usiprakar se source can not experience product of own source krishna das kaviraj goswami bata rahe hain jo source hai vo nahi relish kar sakta nahi experience kar sakta product of own source jo unhi se nikla hai use .wo relish nahi kar pate issiliya Krishna ko kya karna pada(?) churana pada actually churana nahi pada daka maratha churana kya hota hai ki vyakti ghar main gusha aur kuchh chura kar ke bhag gaya . daka marne ka matlab hota hai ki sab kuchh loot liya sab kuchh loot liya aur jab iss prakar se sab kuchh loot liya gaya tha Krishna ke dwara to radha rani ne sabse pehele iss slok ko bola tha uss sthan par ashlishya va pada-ratam pinashtu mam adarshanan marma-hatam karotu va yatha tatha va vidadhatu lampato mat-prana-nathas tu sa eva naparah Ye origin hua tha uss slok ka uss sthan par first time uske bad chaitanya mahaprabhu ne ye slok bola. kii baar log kehte hain ki chaitanya mahaprabhu ne ye slok bola hai actually chaitanya mahaprabhu radha rani ke bhav ko angikaran karke aaye hain aur koi vyakti kuchh bolta hai to apne bhav se bolta hai to actually kon bol raha tha vo (?) actually vo srimati radha rani hi bol rahi thi slok ashlishya va pada-ratam pinashtu mam adarshanan marma-hatam karotu va yatha tatha va vidadhatu lampato mat-prana-nathas tu sa eva naparah Aap chahe Krishna mera gaadhe aalingan karo ya darshan na dekar mujhe marmahat karo aap hurt karna chahe to karo aap kuchh bhi kyun na karo lekin aap mere nitya pratibandh rahit aaradhya praneswar hai aap hi mere praneswar rahenge koi compromise nahi hai koi adjustment nahi hai uske andar . Iske bad radha rani ne yeh kehna suru kiya ki i have no love for Krishna mere paas Krishna ke liya koi prem nahi hai mere paas Krishna ke liye koi prem nahi hai kyun ki prem ki kya hogayi thi (?) daketi hogayi thi prem ki.

  • @aanyak5943
    @aanyak59435 ай бұрын

    Prabhu ji hamari diksha nahi hui kyunki hame iskcon se jude kuch months hi hue hai toh kya fir bhi mai bhagwan ki sewa ghar mein kar sakti hoon?

  • @vkdailymoods8063

    @vkdailymoods8063

    5 ай бұрын

    Mai gaya iskcon se ... haa agar aap. Iskcon ka rules follow kar Rahi hai or onion garlic nahi khati hai to gopal ji ki seva kar Shakti hai. Or bhog v laga Shakti hai.

  • @ritika0207
    @ritika02074 ай бұрын

    Hare Krishna🙏🙏

Келесі