No video

Saasen Ruki Howi Hai Tego'n Ki Khanjaro'n Ki | 18 Safar1444 | Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur

ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Saasen Ruki Howi Hai Tego'n Ki Khanjaro'n Ki
Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur ( Abid Bhai )
Juloos E Chelum Saiyad-Us-Shohada
18 Safar 1444 / 16 September 2022
Minjanib :
Anjuman E Zainul Eba Qadeem Registered Bhadarsa Faizabad Uttar Pradesh India.
Venue :
Imambada Sajjadiya Syed Hasan Jawwad (Judge) Sahab Marhoom
Qasba Bhadarsa Faizabad Uttar Pradesh India.
Time :
09.AM
Nizamat :
Janab Anees Jayesi Sahab
Khitabat :
Aali Janab Maulana Nadeem Raza Zaidi Sahab
Anjuman Haye Matami :
Anjuman Yaadgar E Husaini Senthal Bareli
Anjuman Muhafize Aza Allahabad
Anjuman Dasta E Zainul Eba RaeBareli
Anjuman Panjatani Turaab Khani Sultanpur
Anjuman Haideriya Maniyarpur Sultanpur
‪@OnlineAzadariIndia‬
#channel_ko_subscribe_karen
Attention :
We thank you for your love and support regarding our work but this is to inform to all the KZreadrs that under the terms and conditions of KZread.com you are not allowed to upload any content that belongs to us (Online Azadari India).
If any legal action is taken regarding this (The video get blocked or your channel got restricted for future uploadings etc.) We are not responsible for any of your loss.
So it's a humble request by the team (Online Azadari India) to Stop uploading our content.
🔴Social Media :-
Subscribe Now
kzread.info/dron/1BO.html...
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram: / onlineazada. .
Facebook: / online-azada. .
Global Released By :-
Online Azadari India
Mobile & WhatsApp Number +917355262690
E-mail :- onlineazadariindia110@gmail.com
Website: www.OnlinAzadariIndia.com

Пікірлер: 3

  • @saeedshikh5139
    @saeedshikh513910 ай бұрын

    Masha Allah Jio Salamt Raho Azadaro Zindabad Zindabad

  • @imranzaidi4517
    @imranzaidi451711 ай бұрын

    Mashallah bohot accha Kalam hai aap ka ❤

  • @sayedfatema7862
    @sayedfatema786211 ай бұрын

    saasen ruki hui hai tegho ki Khanjaro ki-4 Naizoy pe hai jaama'at jitey huey saro ki 1) Jannat mei aarzu hai tumko agar gharo ki-4 Ajao payriwi mei ham jaise ham jaise rehbaro ki 2)woh toh kaho bacha li shabbir ne shariyat -4 mitti mei mil gai thi mehnat payambaro ki 3) Ashaab ka taqabul karte ho kyu Ali se-4 heerey se hamsari kyu karte ho patharo ki 4)Abbas ke Alam ko paani pe gaadh dena -4 gherai naapni ho jabhi samandaro ki 5) Saarey Shaheed milkar dene lagaey duaey Aysi hassi udhai Asgar ne lashkaro ki 6)Taadad marhabo ki badhne do badh rahi hai. Ghar me kaami nahi hai Haider ke haidaro ki 7)Ey subhe eid kehde Suraj abhi naa nikley-4 pohshak sil rahi hai zehra ke dilbaro ki 8)Baitha hai khauf dil me Ab tak yazidiyat ke-4 bhuli nahi hai chootey abid ke thokaro ki 9)Jab chaha jab laga key naam-e-ali ka nara-4 pehchaan hamne karli khoto ki aur kharo ki 10) Jannat ki saari hoorey choti hai iske qadh se-4 yeh fizza khadema hai itne baadey gharo ki 11)Duniya me jo mayasar shaho ko bhi nahi hai-4 jo haisiyat hai Akhtar maula ke naukaro ki .

Келесі