Quran Khud Nahi Padho Isse Gumrah Ho Jaaoge Iska Kya Matlab Hai? (Mufti Tariq Masood)

Follow me! New videos everday
/ islamicbayanmtm
For listen new clip of mufti tariq masood subcribe and hit the bell icon & share for earn sadqa e jaria
Listen Ulama e Deoband bayanat official channel
▶ / targeebibaat
Want to buy banarasi saree, suit, dupatta, lehenga check out
▶ mohsintextiles.com
▶ / motextiles
Official Channels
▶ / muftitariqmasoodspeeches
▶ / askmuftitariqmasood
#MuftiTariqMasood
#IslamicBayanmtm
#MTMBayan

Пікірлер: 403

  • @huzefahjaveed2188
    @huzefahjaveed21883 ай бұрын

    میں تبلیغ میں لگا تب شوق بنا عالم بننے کا۔۔الحمد اللّٰہ اب علم جاری ہے۔

  • @zameenoasman8044
    @zameenoasman80442 жыл бұрын

    *Quraan shareef* har banda yaad kar sakta h. isko yaad karna v aasaan h aur yaad rakhna v. agar ham rojana *ek aayat* yad karenge to pura *Quraan* hame 18 sal me yad hojayga. isi trah rojana *2 aayat* yad karne se 9 sal lagenge. rojana *3 aayat* yad karne se 6 sal lagenge. rojana *4 aayat* yad karne se sadhe 4 sal lagenge. rojana *5 aayat* yad karne se sadhe 3 sal lagenge... is trah bahut aasaan h... khaskar baccho k liye bahut aasaan h... subah *fazar namaj* k bad baccho ko baitha dena chahye...uske bad wo school v jayenge aur idhar *haafiz e Quraan* v ban jayenge.. *In Sha Allah*

  • @ahfazhussain1403

    @ahfazhussain1403

    2 жыл бұрын

    Bhai meherbani karke vo ayat bataye jaha likha ho quran yad karna asan he balke ye he quran nasihat ke liye asan he

  • @HasbunaKitabullah

    @HasbunaKitabullah

    Жыл бұрын

    yad krny k quran asan hota tu jese jese hum parhty jaty yad hota jata. Agr Tum sachy k QURAN yad krny k liye asan ha tu aao medan me ek para Tum yad kro aur wahi para men parh k btata hon k mujy kia naseehat aur hidayat hasil hui

  • @Huqm1

    @Huqm1

    8 ай бұрын

    Assalaam / Peace , f you are following footsteps and hidayat from Nabi Rasul Muhammad S.A.W. , i have made a humble effort , please listen ........... JazaakAllahu Khayr.

  • @user-hr7fh4ll9t

    @user-hr7fh4ll9t

    2 ай бұрын

    MASHA ALLAH BHAI bht achi bat btai ha apny kue k many already hifz Shuru kia huwa bs duwa kro mukamal ho jaye

  • @MuhammadAhsan-er6nc
    @MuhammadAhsan-er6nc3 ай бұрын

    بہت بہترین انداز میں سمجھایا الله تعالٰی مفتی صاحب کو جزاۓ خیر عطا فرمائے

  • @AnsabSid
    @AnsabSid3 ай бұрын

    Mufti Tariq Masood haq bat kehte h bhale ink follwers km h lkin jo khte h sach h 100% sahi h.... Allah mufti sahab ko lmbi umr de.

  • @Reema_noor

    @Reema_noor

    3 ай бұрын

    آپکو کسے پتہ چلا کہ ان کے فالوورز کم ہیں جناب

  • @AnsabSid

    @AnsabSid

    3 ай бұрын

    Dekhk..or kse

  • @lubbabGardenShorts

    @lubbabGardenShorts

    2 ай бұрын

    Mufti Tariq Masood k original channel p 4 million Sy ziada followers Hain Bahi...

  • @lubbabGardenShorts

    @lubbabGardenShorts

    2 ай бұрын

    kzread.info/dash/bejne/iIekj82xeZTXYJc.htmlsi=b3UU3MNuQt6RmWce

  • @farhatshaikh5658

    @farhatshaikh5658

    2 ай бұрын

    Ameen

  • @syednaveed17
    @syednaveed1710 ай бұрын

    Mufti sahib aap nay yeh baat wazeh ki logon par, keh Quran ko samajhnay ki koshish karain aur ulema say talluq rakhain. Main bohat khush hua aap ki is baat par. Is maamlay main aap ki tawajjah tableeghi jamaat ki taraf dilana chahta hoon Jo is maamlay main baa qayida rok daetay hain. Behr Haal aap nay bohat himmat kar kay yeh baat wazeh ki, jis par main aap ko mubarakbaad pesh karta hoon

  • @Alhamdulillah_..

    @Alhamdulillah_..

    9 ай бұрын

    Sahi kaha aapne janab aapne

  • @javaidiqbalmirkashmiri
    @javaidiqbalmirkashmiri3 ай бұрын

    Mashallah Mufti Sahab❤ aapane hamara doubt clear kar diya Varna ham maulviyon ke khilaf ho gaye the😊

  • @netfreak4498

    @netfreak4498

    2 ай бұрын

    Haq ki talaash jaari rakho bhai aur ulema se contact me raho.

  • @RASH_TheBandit

    @RASH_TheBandit

    2 ай бұрын

    As'salaam Wa'alaykum Beshak.. Seede raste par chalne ke liye Holy Qur'an or Sunnah ye 2 deen hai kamyabi hai (Lekin koi waqt aap ku samaj na aye to Ulemaa ke paas jaye) Sahih Ilm zaroor hai

  • @user-hr7fh4ll9t

    @user-hr7fh4ll9t

    2 ай бұрын

    ​@@RASH_TheBandit MASHA ALLAH BHAI bht achi bat ke apny

  • @RASH_TheBandit

    @RASH_TheBandit

    2 ай бұрын

    @@user-hr7fh4ll9t Jazak'Allah Khayran Allah Ta'aalah aap ku or aap ke ghar wale ku koosh rakhe, sakoon ata farmaye or suniya akhirat ki kamyabi. Aa'meen

  • @MohsinKhan-lq1tv
    @MohsinKhan-lq1tv6 ай бұрын

    Sahi baat hai : Jo Log shirk Or bid'at Se paak ho aur Quran Aur Hadith Ka pura ilm rakhte ho un se Raay Lein [ Haqq ] !! 👀☝️

  • @shaikhumer704

    @shaikhumer704

    4 күн бұрын

    Bilkul sahi aap ne puri baat positively samjhi kuch log comment me kehrahe h ke wo dar gaye jab ke unhe mufti sahab ne sahi ilm diya to unhe khus hona chahiye ke unhe sahi baat pata chal gayi😊

  • @shehzadsolkar1400
    @shehzadsolkar14003 ай бұрын

    Very knowledgeable he is. Great explanation.

  • @doncorleone53
    @doncorleone532 жыл бұрын

    I'm totally satisfied with your answer. Jazak Allah

  • @WeebaX
    @WeebaX Жыл бұрын

    Aap bhot ache se smjhate he

  • @Asfandafridi
    @Asfandafridi9 ай бұрын

    Bohot ache andaz mai smja diya, Jazak Allah

  • @navedbijnori4751
    @navedbijnori47512 жыл бұрын

    جزاک اللّہُ خير

  • @saqibqureshi5193
    @saqibqureshi51937 ай бұрын

    Masha Allah ♥️ informative bayan

  • @ishayassmin1851
    @ishayassmin18512 жыл бұрын

    Jazak Allah khair sir 🤲🏻

  • @shakirriaz5054
    @shakirriaz50543 ай бұрын

    Jazakumullah Khairan. I appreciate Mufti Sahab explaining at 3 minutes to read and understand the Quran yourself first and ask questions to fully understand. He is right that the people who say, “don’t read Quran yourself or you will go stray” is totally false.

  • @ibnesaud3169
    @ibnesaud31698 ай бұрын

    Very good knowledge best byaan

  • @JawwadNafeesTravelogue
    @JawwadNafeesTravelogue3 ай бұрын

    بہت اچھا سمجھایاماشاء اللہ

  • @anotherweebo3950
    @anotherweebo3950 Жыл бұрын

    Mashaallah aj ap ne haq baat ki hai

  • @talhahashmi9415

    @talhahashmi9415

    10 ай бұрын

    Bilkul sahi samjhaya❤❤❤

  • @user-ks8rv3wd6x

    @user-ks8rv3wd6x

    9 ай бұрын

    Mufti sahab he hi ummat ki shi rehnumai krrne ke liye haq ke paband he

  • @uniquedostextra5

    @uniquedostextra5

    7 ай бұрын

    Bs tarjuma be Kar sakte ha Kia ?

  • @user-bo8qu9fl4y

    @user-bo8qu9fl4y

    3 ай бұрын

    Mufti Sahab Humesha Haq Ki Baat Hi Krte Hai

  • @deel311

    @deel311

    3 ай бұрын

    Write A capital of ALLAH

  • @uniquechannel789
    @uniquechannel78911 ай бұрын

    jazakAllah khyran

  • @syedyaseenali17
    @syedyaseenali1711 ай бұрын

    Masha Allah mufti sahab❤ bohot sahi kaha aap ne

  • @Noor-al-Huda786
    @Noor-al-Huda7862 ай бұрын

    Bahtreen answer dia mufti sab ny. But personally research krna boht faida mand hy es sy apko Quran ka asar Ziada hota hy.

  • @muhammadsafeerfarooqui8252
    @muhammadsafeerfarooqui82522 жыл бұрын

    جزاکللہ خیرا

  • @mariyamwadkar7219
    @mariyamwadkar72192 ай бұрын

    Nicely explained jazakallah khair

  • @EnglishADV5952
    @EnglishADV5952Ай бұрын

    Janab aap ki baat durust hai magar aap bade olmao jo well known or verified hai unke tarjume padhe taaki pata to chale ki esme likha kya hua hai or agar aap pahle hi dara denge quraan padhne se to log padhenge hi nhi jo bahot badi gumrahi hai ❤

  • @shaikhumer704

    @shaikhumer704

    4 күн бұрын

    Wo dara nahi rahe aap shukr mane ke aapki ye baat pata chali ab aap dusro ko samjha bhi sakte h aur aap khud se padhe kuch na samjhe ye confusion ho to mufti sahab ko sunle is tarha mat kahiye isse galat matlab nikalta h baato ka aur galat fehmiyan felti h 😊

  • @EnglishADV5952

    @EnglishADV5952

    4 күн бұрын

    @@shaikhumer704 jii sabhi ka quraan padhna jaruri hai tarjume ke sath, meri bhi kosis hai sabhi ko samjhane ki aap bhi kosis kare 👍

  • @kaloliyaayub1109
    @kaloliyaayub1109 Жыл бұрын

    Zazaakallaah Mufisahab Aapne Sahi Baat Bataadi Kuraan Karim Ke Baare me

  • @syednadeemulla8569
    @syednadeemulla85692 ай бұрын

    Masha Allah mufti sahab ne sahi baat ki k quran mein jaha waaz o nasihat ya qisse hain unko padhna cahiye baqi masle masail K liye alim se rujo karen ek aur baat mufti sahab quran samajh kar padhne ki targheeb den ummat ko

  • @AA-ho2ko
    @AA-ho2ko4 ай бұрын

    Zabardast mufti sahb aj ja ke samj aye ye bat

  • @mohdanwar518
    @mohdanwar5185 ай бұрын

    Dil khush kar diya maolana ❤❤❤❤❤

  • @EMAMkaStudent
    @EMAMkaStudent Жыл бұрын

    ماشاءاللہ بہت خوب جناب مفتی صاحب

  • @AbubakarMohammadSadiq-ki8fw

    @AbubakarMohammadSadiq-ki8fw

    9 ай бұрын

    😂😂😂assalam walikum

  • @rizwansiddiqui937
    @rizwansiddiqui9373 ай бұрын

    MaaShaaAllah .. Zabardast baat ki hai aapnay...

  • @AsgharAli-hw6py
    @AsgharAli-hw6py3 ай бұрын

    Masha Allah, first time Mufti Sahib has explained why ulema say don't try to learn meanings of the Qur'an Karim on your own. Jazak Allah

  • @asramazhari3240
    @asramazhari32402 жыл бұрын

    Masha Allah 🌹

  • @NaimAiyub1507
    @NaimAiyub15072 ай бұрын

    جزاک اللہ

  • @sunnyreon7415
    @sunnyreon74153 ай бұрын

    Ap ki baat samajh arahi hai. Naik or imaandar Ulma se masail pata kerna or un k ilm se faida uthana bhi sahi baat hai. Lekin mukammal or tamam ahadees ka poora ilm + logical approach + maturity + experience + exposure or us k baad Quran ki tamam ayaat ka ilm kisi bhi baray se baray aalim ko complete to kabhi nahi tha or na hai. Shayad yehi wajha hai k jahan per ulma me ikhtelaaf ho wahan jamhoor ulma ki fiqh/samajh ko fauqiyat di jati hai. Lekin Mufti sahab ap ka andaz kafi munasib hai, bulkay is sawal ka اتنا tasalli-bakhsh jawab zyada ter baray ulma bhi is andaz se detay huye nahi nazer atay na sunai detay hain. Allah aap k ilm, amal, samajh or imaandari me mazeed izafa ata fermaein or dono jahan ki khairain ata fermaein. Aameen

  • @SaiyadFahim-
    @SaiyadFahim-11 ай бұрын

    Masha allah. Bilkul. Sahi. ❤

  • @irfananjumnagori8782
    @irfananjumnagori87823 ай бұрын

    بہترین ماشاءاللہ

  • @kanizfatima4769
    @kanizfatima47692 жыл бұрын

    SubahanAllah Alhamdulillah Allahu Akbar MasaAllah

  • @Sdiahn
    @Sdiahn2 ай бұрын

    Mufti shb ny bilkul theek kaha ye statement jo log kahty hain bilkul gahalat hain is norm ko change kerna chahye MashaAllah bht achi tafseer mujood hain Jis ki tafseer sy Ap parhy gaey to wo apka ustad howa … Quran k fahm sy mahroom rehna bht bari mahromi hain

  • @TalyaTabish
    @TalyaTabish3 ай бұрын

    bilkul sahi farmaya mufti sahab nay , ap yeh baat baqi mufti ko bhi smjhayen unhy lagta hai hum khudsw hi samjh rahy hain humay tou arbi ati hi nahi k khudse smjhlen hum ap hi logon k kiye huye tarjumay parhty hain aur tafaseer parhty hain uspay amal karty hain uskay bawajood bhi koi na koi groh ya fiqh humy gumrah samjhta hai ese mai musalman kya karen

  • @rebelhawk8368
    @rebelhawk8368 Жыл бұрын

    Maa shaa Allah

  • @yusufpatel.4910
    @yusufpatel.49103 ай бұрын

    A very well explained topic .. it was much needed Zajazkumullahu khairan May Allah increase you in faith and give you good health

  • @AWMxBOT

    @AWMxBOT

    3 ай бұрын

    Ameen

  • @muhammadmukhtarsiddique336
    @muhammadmukhtarsiddique3362 ай бұрын

    Wonderful answer I ever had heard

  • @QariShahbazSahib
    @QariShahbazSahib2 жыл бұрын

    ماشاءاللّٰه ماشاءاللّٰه ماشاءاللّٰه

  • @SikandarKhan-cz1up
    @SikandarKhan-cz1up2 ай бұрын

    I am Totally Agreed - Bilkul Sahi Kaha

  • @rizwanelahi6251
    @rizwanelahi62512 ай бұрын

    I m Ahle hadees ... Aap ne bohut sahih bayan kia.. ❤❤❤❤...

  • @the_wellness_hub
    @the_wellness_hub6 ай бұрын

    MashaAllah!

  • @abdulmateen0807
    @abdulmateen08072 ай бұрын

    Jazakallah Mufti Sahab

  • @waheed9833
    @waheed98332 ай бұрын

    Superbly explained 💊

  • @Jpmechenical70
    @Jpmechenical703 ай бұрын

    Mashallha ❤❤❤❤ pehle bar devband ke aalim sahi kaha.....

  • @farhatshaikh5658
    @farhatshaikh56582 ай бұрын

    Bohot jazakallah khair hame is se bohot nafa hua Allah aap ko din or duniya ki khair nasib kare

  • @Azhan_Malik
    @Azhan_Malik3 ай бұрын

    Nice explanation 💯

  • @zaidshah5816
    @zaidshah58163 ай бұрын

    Well explained

  • @Hazik39
    @Hazik392 ай бұрын

    mufti sahab dil jeet liya love u❤

  • @existenceofgod.1927
    @existenceofgod.1927 Жыл бұрын

    Bilkul mufti sahab

  • @jalaluddinjalalu8224
    @jalaluddinjalalu8224 Жыл бұрын

    Very good

  • @AbdullahRiaz432
    @AbdullahRiaz4322 ай бұрын

    Zabardast Mufti sahb, ❤

  • @sarahrafique3361
    @sarahrafique33612 ай бұрын

    I like his explanation 👍🏼

  • @majiddar-sq6oz
    @majiddar-sq6oz3 ай бұрын

    Well said❤

  • @ramjanansari4586
    @ramjanansari45863 ай бұрын

    Masha Allah

  • @kurtaslan1511
    @kurtaslan15113 ай бұрын

    Aaj kal ye kafi logu ke taraf se aitraz tha to acha kia explain kr ke... jin logu na sirf tanz karna hai unke liy koi Daleel kafi nahi. Unka kam he ikhtelaf aur nafrat hai warna Dukan nahi chalti.

  • @waqarkhanpisces
    @waqarkhanpisces3 ай бұрын

    Good answer

  • @Mdarif.907
    @Mdarif.9072 ай бұрын

    Mashallah bilkul Mufti sb

  • @rizwanmohiuddin5007
    @rizwanmohiuddin50072 ай бұрын

    Assalam O Alaikum, mufti sahab you are blessing in this time.

  • @sxflow123
    @sxflow1233 ай бұрын

    MashaAllah

  • @AarifKhan-nw2no
    @AarifKhan-nw2no10 күн бұрын

    Allah ka sukar h ...mene pda khud se or wo muje achhe se smj aaya ....or hidayat Dene wala allah h ...or agr allah kisi ko hidayat de ki us SKS k dil me Qur'an ko padne ka khyal aaye ....to fir allah uska nigehbaan hota h ye mene khud dekha h pad k ....ku ki allah ne Qur'an me kahi b ni kaha ki tum khud se Qur'an na pdo .........balki allah ne to har ayat me kareeb yahi kaha k tum ise pdo or nasihat hasil kro .......... Kya bat krte ho sahab jo allah kisi SKS ko Qur'an ki hidayat dega wo usko kese gumrah hone dega ......gumraah insan insan ko karta h allah ni ............

  • @shahidjaved6736
    @shahidjaved67362 ай бұрын

    Allah tala aapko juzaai khair day aapane bahut acchi baat ki hai

  • @JawwadNafeesTravelogue
    @JawwadNafeesTravelogue3 ай бұрын

    bohat khoob. zabardast

  • @shabankhan7433
    @shabankhan74333 ай бұрын

    MashaAllah 👍

  • @ticreator6364
    @ticreator63643 ай бұрын

    Zaber10 jawab diya mtlb khud pad sakty hai liken khud masail nahi samj sakty.

  • @Sahil_Aemaj
    @Sahil_Aemaj9 ай бұрын

    Mashallah ❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @muhammadsafeerfarooqui8252
    @muhammadsafeerfarooqui82522 жыл бұрын

    بیشک

  • @existenceofgod.1927
    @existenceofgod.1927 Жыл бұрын

    Mashallah

  • @matloobkashmiri435
    @matloobkashmiri4353 ай бұрын

    ❤❤❤❤❤❤❤❤ ماشاءاللہ

  • @myraakhan182
    @myraakhan1823 ай бұрын

    Subhan Allah

  • @arshadazam5871
    @arshadazam58716 ай бұрын

    Aaj aapne sahi bola h ye bag achhi h jo aapne kaha

  • @nazimmalik2564
    @nazimmalik25642 ай бұрын

    nice

  • @shahidjaved6736
    @shahidjaved67362 ай бұрын

    I agree Mufti Sahab

  • @kaisermajeed7337
    @kaisermajeed7337 Жыл бұрын

    Beshakkkkk

  • @AWMxBOT
    @AWMxBOT3 ай бұрын

    Bilkul sahi

  • @ritukhan9891
    @ritukhan9891 Жыл бұрын

    Saidatun Nessa name ka matalab Kay hai bataya plz...

  • @asifinet79
    @asifinet792 жыл бұрын

    I agree the point of mufti as Pakistani mufti also do not know the teaching of Quran word by word or in a context or they may miss lead the people by his words therefore it is not advisable to tabghleegh until you. Realize the true meaning of Quran.

  • @khalilahmed2662
    @khalilahmed26623 ай бұрын

    Right❤

  • @abbasansari6754
    @abbasansari67542 ай бұрын

    Mashaaall

  • @Shehzadi880
    @Shehzadi8803 ай бұрын

    Sahii bat❤😊

  • @Akbarkhan-xz5oo
    @Akbarkhan-xz5oo2 ай бұрын

    Right

  • @hasanbashahasanbasha693
    @hasanbashahasanbasha6939 ай бұрын

    AAP haq baat kaha hai

  • @cbsacademy994
    @cbsacademy9943 ай бұрын

    He is Love 💞💞💞

  • @usmanakbar2032
    @usmanakbar20323 ай бұрын

    ماشاءاللہ اپ نے بہت اچھی بات کی ہے اپ نے صحیح صحیح بتا دیا ہے لیکن اتنا اچھا کوئی بھی نہیں بتاتا کئی چیزیں جو علماء چھپا رہے ہوتے ہیں اگر لوگ خود پڑھنا شروع کر دیں تو وہ ترجمہ پڑھ کے لاکے انہی علماء کو کہیں گے کہ اس میں تو یہ لکھا ہوا ہے اپ کیسے یہ کہہ سکتے ہو اگر تھوڑا بہت پتہ چل جائے تو پھر اپ جا کے علماء سے بحث کرو گے اور علماء یہ تھوڑی چاہیں گے کہ کوئی لوگ ا کے ہمارے کوئی مسلک کا جو غلط پہلو ہے وہ ا کے ہم سے بحث کریں۔ یہ جو علماء کہتے ہیں کہ اپ نے ڈائریکٹ قران مجید نہیں پڑھنا تو ڈائریکٹ قران مجید پڑھ کے ہر کوئی فتوے نہیں دینا شروع کر دیتا وہ صرف اپنے علم کے لئے پڑھ رہا ہوتا ہیں اور اگر کوئی وہ ایتیں بھی پڑھ لے جو مسئلے مسائل ہیں شریعت کے احکام وہ بھی پڑھ لے تو اس سے کوئی مسئلہ نہیں ہوتا اس کے علم میں اضافہ ہوگا اور جب اس کو وہ چیز استعمال کرنی ہوگی تو وہ کسی مفتی سے جا کے پوچھے گا کہ میں نے ترجمے میں یہ پڑھا ہے اپ اس بارے میں میری رہنمائی کر دیں یہ نہیں ہوگا کہ وہ ایتیں پڑھ کے اور وراثت کے مسائل نکالنا شروع کر دے گا اور طلاق کے مسائل نکالنا شروع کر دے گا کہ طلاق کب دی جائے گی کیسے دی جائے گی یہ علماء نہیں کام کرنا ہے لیکن علماء کو چاہیے کہ وہ کہیں اپ پڑھیں جہاں سے اپ کو سمجھ نہیں اتی اپ ہمارے پاس ائیں ہم اپ کو سمجھائیں گے یہ نہیں کہنا چاہیے کہ اپ ڈائریکٹر پڑھو یہاں کہنا یہ چاہیے کہ اپ اؤ پڑھو ہمارے پاس اؤ جب اپ کو کوئی چیز سمجھ نہ ائے تو اپ ہم سے اکے اس کو ڈسکس کرو پہلے پڑھو تو سہی خود

  • @kurtaslan1511

    @kurtaslan1511

    3 ай бұрын

    Bhai rozay be hain aur logu ke pas time short hota hai is liy short ma btain aur logu ke liy asani karen...thanks Example...yehi clip mufti sab 20 30 minutes ka be kr sakty thy pr hus se wo baat nahi rehti.

  • @mustakbagwan8938
    @mustakbagwan89388 ай бұрын

    تفسیر سننے والے کو صرف ایک طرف نہیں سننا چاہئے، دوسری طرف کو بھی سننا چاہئے اور ضروری ہے کہ صرف ایک ہی بات نہ کرے اور صرف ایک شخص کو خوش کرے۔

  • @shahidalishahidali6358
    @shahidalishahidali63588 ай бұрын

    ❤❤

  • @mariyaanjum369
    @mariyaanjum3699 ай бұрын

    Assalamualaikum

  • @arsalanchandio5189
    @arsalanchandio51892 ай бұрын

    3:15 lazmi h mufti sahab poncha pare magr ek alim se 2 ya 3 alim take haq waze hojai😊

  • @ghauriofficial2172
    @ghauriofficial2172 Жыл бұрын

    Masail wali ayah hasheya main likhy hoty hain so ghar main reh k bhi Parh skty

  • @mdabdulakbar8746
    @mdabdulakbar87462 жыл бұрын

    0:20, 4:00

  • @mohammedyusufshaikh2537
    @mohammedyusufshaikh25372 ай бұрын

    ان شاءاللہ خود پڑھنے اور غوروفکر کرنے سے ہدایت ملے گی لیکن علماء سو ومسلک سے گمراہ ہوگے

  • @uzairmuhammad3371
    @uzairmuhammad33712 ай бұрын

    Tableegh k baad hi, mene MAdarsa gya or Arabic seekhi, sirf shoq se. No force.

  • @MdSameerShah-tb9vg
    @MdSameerShah-tb9vg3 ай бұрын

    ❤❤❤❤❤

  • @Alhamdulillah_..
    @Alhamdulillah_..9 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @sayedfaiyu7070
    @sayedfaiyu70705 ай бұрын

    Some of the points I agree.. some of the points I disagree

  • @islamicvideos-ml7dk
    @islamicvideos-ml7dk3 ай бұрын

Келесі