Quran ke Insani Badan per Asrat | Alhamd Raqi Network

Quran ke Insani Badan per Asrat.
Quran se Allah ki qurbat quran ke parhne se insan ke jisam per musbat Rohani asrat murattab hote hain aur quran ke yeh Fazeelat hey ke parhne wale Jinnat APNA asar naheen dal sakte.
Quran na parhne walon per shaitan apni grip mazboot ker laita he.aur quran na parhne walon ki dunya ki guzran tang ho jati he aur quran ki tilawat na Karne walon sakht azab diya jaey ga quran mominon ke liay shifa bhi hai aur Rahmat bhi.
Quran ke parhne se shiyateen ghar se bhag jate hain jis Ghar main Qur'an na parha jaey wo Ghar qabristan ki Tarah he
#alhamdraqinetwork
#ruqiyahsahiah
#quran
#qurankifazeelat
#qurankeasrat
• Shiyateen se Bachney K...
• Jinnat kin Main Dakhil...
• Shaitan insan sey Jhoo...

Пікірлер