NFAk - Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan - Best of Nusrat Fateh Ali Khan

Presenting you the very best of NFAK Compositions !
Kindly Like , Share and Subscribe and Don't Forget to press the Bell Icon to see more updates from Us
Poet: Fraz Ahmed
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan
Yaad kya tuje ko dilaein tera peman janaan
Younhi mosam ki ada dekh ke yaad aya hai
Kis kadar jald badal jaate hein insaan janaan
Zindagi teri aata thi so tere naam ki hai
Hum ne jaise bhi basar ki tera ehsaan janaan
Dil yeh kehta hai ke shaid ho fasurda too bhi
Dil ki kya baat karein dil to hai nadaan janaan
Awal Awal ki muhabaat ke nashe yaad to ker
Be piye bhi tera chehra tha gulistaan janaan
Aakhir Aakhir too yeh aalam hai ab hosh nahi
Rag-e-Meena sulag uthi ke rag-e-Jan janaan
Mudatoon se yahi aalam na tawaqa na umeed
Dil pukare hi chala jata hai janaan janaan
Hum bhi kya saada the hum ne bhi samajh rakha tha
Gam-e-Doraan se juda hai gham-e-janan janaan
Ab ke kuch aise saji mefil-e-yaraan janaan
Sar be zanwan hai koi sir bigrebaan janaan
Har koi apni hi awaaz se kaanp uthta hai
Har koi apne hi saai se harasaan janaan
Jis ko dekho wohi zanjeer bapaa lagta hai
Shaher ka Shaher huwa dakhil-e-Zandaan janaan
Ab tera zikr bhi shaid hi ghazal mein aai
Aor se aor Huwe dard ke anwaan janaan
Hum ke roothi hoi rut ko bhi mana lete the
Hum ne dekha hi na tha mosam-e-hijraan janaan
Hosh aaya to sabhi khawab the reza reza
Jaise urte huwe aoraaq-e-preshan janaan

Пікірлер: 44

  • @yawarabbas2969
    @yawarabbas2969 Жыл бұрын

    یوں ہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیا ہے

  • @Mastanabrothers
    @Mastanabrothers Жыл бұрын

    रोना भी आता है

  • @kamranghafoor4015
    @kamranghafoor40153 жыл бұрын

    فراز اور پھر نصرت ❤

  • @ammarsabir26
    @ammarsabir266 жыл бұрын

    No one can Replace Nusrat Fateh Ali Khan.

  • @SoNa-oh3dg
    @SoNa-oh3dg5 жыл бұрын

    Yu hi mausam ki ada dekh kr yaad aya hy....kis kadar jald badal jaty hain insan jaana 💘❤

  • @MujeebHasanWarsi
    @MujeebHasanWarsi3 жыл бұрын

    Dont know all disliked this and why?

  • @MuhammadAwais-lw6fc
    @MuhammadAwais-lw6fc3 жыл бұрын

    ab ke tajdīd-e-vafā kā nahīñ imkāñ jānāñ

  • @Informationhub143
    @Informationhub1434 жыл бұрын

    زندگی تیری عطاء ہے سو تیرۓ نام کی ہے ہم نے جیسے بھی بسر کی ہے ہے تیرا احسان جانہ ❤️❤️❤️❤️

  • @anadilkhan4963
    @anadilkhan4963 Жыл бұрын

    यूही मौसम कीं अदा देख कर याद आया ह किस कदर जल्दी बदल जाते ह इंसाना 😢😢😢😢✌🏻✌🏻

  • @abbassyed3897
    @abbassyed38974 жыл бұрын

    Wah liknay walay nay kiya likh diya ganay walay na kya ga diya kaya Hall biyan kiya bemar e hijar ka jawab nahe lafzoon main

  • @h.m.tehmanawan4016
    @h.m.tehmanawan40165 жыл бұрын

    Another Gem of Khan sab <3

  • @salmanminhas9478
    @salmanminhas94783 жыл бұрын

    U Wil alwaye be missed.. May Allah almighty blessed u with his blessings

  • @mohdfarooqansari1693
    @mohdfarooqansari1693

    सुबहान अल्लाह आपकी तारीफ़ मे लफ्ज़ नहीं है ।

  • @sohailranjha12
    @sohailranjha122 жыл бұрын

    Hay hay Murshad g kia kehnyyy🖤 SubhanAllah

  • @jamshaidali13
    @jamshaidali13

    Super hit ghazal 💞

  • @bhatti0786
    @bhatti07862 жыл бұрын

    Wahh wahh ♥️👌

  • @Mohidsminishorts7572
    @Mohidsminishorts75723 жыл бұрын

    Kiya khnyyy khan Sb

  • @AltafKhan-qv2nz
    @AltafKhan-qv2nz2 жыл бұрын

    Allah aapko zannatul firdos me aala makam ata kare

  • @vickeyaithani2506
    @vickeyaithani2506

    2024❤

  • @zohaibmughal3056
    @zohaibmughal30564 жыл бұрын

    Aye haye haye

Келесі