Naam Hai Mera Sakina Mai Hoon Bint E Shabbir || Manqabat || Qasida || Ghulaman e 14 Masoomeen

Naam Hai Mera Sakina Mai Hoon Bint E Shabbir
#GhulamanE14Masoomeen

Пікірлер: 5

  • @Zak29340
    @Zak293405 ай бұрын

    Mashallaha

  • @sohilterwadiya529
    @sohilterwadiya5295 ай бұрын

    Naam hai Mera sakina Mai hun binte shabbir Qalam e Noor se likhi gayi meri taqdir Mere baba ki zamane me nahi koi nazir Moh e Quran e mubeen our Mai uski tafseer Fakhr iss baat pe hai barsar e Seena mai hu Sabr sarvar ki anguthi ka Nagina mai hun Mere baba hai hussain our hai dada Haider Dadi zahra hai to naana hai shafi e maheshar Bhai sajjad hai akbar hai our hai asgar Ek hi Abbas hai our doosre ammu shabbar Karbala meri Najaf mera madina Mera Mukhtesar ye hai ki hai naam sakina mera Koi kahede mera Bhai Ali Asgar roya Hurmala roya teri foj ka afsar roya Tir bhi roya hai talwar bhi khanjar roya Zikr ek do ka nahi Sara hi lashaqar roya Ek tabsoom se teri foj ko woh maar Gaya Jang chhe mah ki besheer se tu haar gaya Fazla mai hun fazail bhi fazilat mai hu Hun Mai aqram kareema bhi qaramat mai hun Shahe qounain ke bete ki zaroorat mai hun Par ziyarat meri shabbirki bad'at mai hu Mai bhi bigadi huwi taqdeer bana sakti hun Apni thoukar se mai murde ko jila sakti hun Farsh e majlis meri khwaish hai Bichhai rakhana Apni palko pe sada ashaq sajai rakhana Taziya sar pe Alam dil se lagai rakhna Apni palko pe sada ashaq sajai rakhana Koun kaheta hai batil hai tumhare aasu'n Khuld mai rakhne ke qabil hai tumhare aasu'n Ay musibat ke girftaar paresha'n na ho Khaq ho jayege sab khar paresha'n na ho Honge sab raste aasan paresha'n na ho Mere baba ke Azadar paresha'n na ho Bahere imdad tere paas chale aainge De mera wasta Abbas chale aainge

  • @_jennie_qt
    @_jennie_qt5 ай бұрын

    Masha Allah Jazak Allah salamat rahen sarey maulayee🎉🎉

  • @Ghulamane14Masoomeen

    @Ghulamane14Masoomeen

    5 ай бұрын

    dua main yaad rakne ka sukria

  • @komal_Z
    @komal_Z5 ай бұрын

    Beautiful voice 👍👍👍

Келесі