My First Day in Maulana Azad National Urdu University || Hyderabad || MANUU

#manuu
Manuu is located in Gachibowli Hyderabad

Пікірлер: 145

  • @Mashafraaz
    @Mashafraaz Жыл бұрын

    Ooo.... mashallah awesome.., ❣️

  • @HatkEfacts679
    @HatkEfacts679 Жыл бұрын

    Love froom your pajiii(Sahir)❣️❣️❤❤

  • @shaikhnaush8835
    @shaikhnaush883518 күн бұрын

    👌

  • @riyaj4283
    @riyaj4283 Жыл бұрын

    Awesome

  • @xialoislive
    @xialoislive Жыл бұрын

    🥰🥰🥰🥰

  • @zubairirfan2009
    @zubairirfan2009 Жыл бұрын

    Whhh whhh🥰

  • @ubaidirfan1751
    @ubaidirfan1751 Жыл бұрын

    ❤️

  • @AtiqurRahman-ze1np
    @AtiqurRahman-ze1np Жыл бұрын

    Waw

  • @marshmello___09
    @marshmello___09 Жыл бұрын

    🥰🥰

  • @zubairirfan2009
    @zubairirfan2009 Жыл бұрын

    ❤😘😘😘

  • @sahibag8495
    @sahibag8495 Жыл бұрын

    May Allah bless you ♥️♥️♥️

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Thanks dee

  • @salman5906

    @salman5906

    11 ай бұрын

    @@ZahidRaheem assalam alaikum bhai mughe mca ke bare puchna tha ki manuu me mca kitne year ka h Or yha mca ki pdai urdu me hoti ya english me plz reply

  • @aqibateeq5918
    @aqibateeq5918 Жыл бұрын

    Best of luck.👍

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Thanks brother

  • @xx_noor16
    @xx_noor16 Жыл бұрын

    Swalat kaise aate h kuch btaiy

  • @pujabehera6594
    @pujabehera659410 ай бұрын

    Is University mei konsi language mei padhai ho rahi he

  • @xx_noor16
    @xx_noor16 Жыл бұрын

    Mass communication ke bare me kuch btaiy or videos dikhai

  • @yasiryazdaniy
    @yasiryazdaniy11 ай бұрын

    Bhai delhi se aana h...sabse pass wala railway station bata do please?????

  • @UniqueSajad
    @UniqueSajad Жыл бұрын

    Asalamualikum bro Jo cse rca coaching academy hai uska hostel alag hai ya pg waloon k saath h woh ek vlog banawo

  • @AbdulLatifkhan4220
    @AbdulLatifkhan422010 ай бұрын

    Welcome to Hyderabad brother 🫶🏻❤💐

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    10 ай бұрын

    Thanku❤

  • @thedanish3024
    @thedanish302410 ай бұрын

    Bro maanu se MBA karna kesa hai

  • @Alibrother_04
    @Alibrother_04 Жыл бұрын

    I am also studying in Manuu university

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ok☺️

  • @BLOODLiNE959
    @BLOODLiNE959 Жыл бұрын

    Awesome ❤️

  • @idrispattar1438
    @idrispattar1438 Жыл бұрын

    Hum bhi urdu college me padha chateh hi bhai

  • @romanaanjum1776
    @romanaanjum1776 Жыл бұрын

    Addmission ke baad ka processor kya hota h ?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Online documents submit

  • @mehakkhan4740
    @mehakkhan47405 ай бұрын

    Geography department hai kya ?

  • @sadiqueanwar6733
    @sadiqueanwar6733 Жыл бұрын

    Bhai college me urdu medium se padhai hoti hai ya English medium se...?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Dono see aur exam bi dono medium main da sktee ho

  • @dua9595
    @dua9595 Жыл бұрын

    Assalamu alaikum Mai v MANUU se pg krna chah rhi hun in MSW... kya MSW ke liya wahan pr krna behtr hoga ....PLZZ tell or kya process hai..

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Hmm yaar thk rahe gaaa, lakin urdu medium hain

  • @niserffgamer4964
    @niserffgamer49645 ай бұрын

    Brother i need join that collage can u give little info☝🤝

  • @luckyk8569
    @luckyk856911 ай бұрын

    Bhai manuu hostel fee kitni hai 😊

  • @tasmimsubhani6800
    @tasmimsubhani6800 Жыл бұрын

    Bhai lecture kis language me hota hai jise telugu nahi aati use kya kya pareshani ho skti hai plzzzz tel mee

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Bascially MANUU university is located in Gachibowli Hyderabad and you don’t need to learn telugu but you have to atleast learn urdu because this is urdu university and you have to write papers in urdu language and Teaching medium is both urdu and English.

  • @aabidahmalik
    @aabidahmalik11 ай бұрын

    What's the hostel fee of boys hostel for bcom course???

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    11 ай бұрын

    Email pa rply kiya hai bro tension mt loo fee boht kam hai aur hostel bi mile gaaa

  • @aabidahmalik

    @aabidahmalik

    11 ай бұрын

    @@ZahidRaheem ok bai thnk you

  • @Albert-wl4cf
    @Albert-wl4cf9 күн бұрын

    Bhai manuu kr faculties ka baare m btao for btech course

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    9 күн бұрын

    Achi faculty hai bro

  • @sam8117
    @sam81173 ай бұрын

    kya wahan english mein bhi studies karwate hain?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    3 ай бұрын

    Jii

  • @stoppinghateismydutyandres6832
    @stoppinghateismydutyandres6832 Жыл бұрын

    Assalamualaikum warahmatullah brother..need ur help... wishes to take admission for MBA course... can you share ur contact details...

  • @civileye
    @civileye Жыл бұрын

    Assalamualaikum How are you?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Walikum asalam

  • @civileye

    @civileye

    Жыл бұрын

    I want talk with you please send me your contact number.

  • @mdgulfam685
    @mdgulfam685 Жыл бұрын

    College me rahne ke leye camrah hai

  • @gulsheransari5340
    @gulsheransari5340 Жыл бұрын

    Does Hostel provide by university & every one?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    You have to fill hostel form first.

  • @shaheenjamaln.c.c9153
    @shaheenjamaln.c.c915310 ай бұрын

    Bhaiya pg ka kya price tha aapke time

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    10 ай бұрын

    5300

  • @JahangirAlam-ed8ln
    @JahangirAlam-ed8ln4 ай бұрын

    Secendrabad se kaise waha Jaya jata hai

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    4 ай бұрын

    Railway station se auto book karna hota hai

  • @JahangirAlam-ed8ln

    @JahangirAlam-ed8ln

    4 ай бұрын

    Result ke silsile me kam krwana hai kon sa block me hoga zra btaye

  • @sarasabi1892
    @sarasabi1892 Жыл бұрын

    Mass communication and journalism mai admission merit based hota hai??? Or Is course mai admission lene k baad kiya hostel campus mai provide hoga?? Plzzz reply and course kb tk complete hota hai plzz????

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Merit based nhi hota hain, CUCET Exam dena hoga, aur course 3 saal hain

  • @sarasabi1892

    @sarasabi1892

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem Jazak Allah ab to 2023 session CUCET ka date khatam ho gaya na?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@sarasabi1892 jii

  • @xx_noor16
    @xx_noor16 Жыл бұрын

    Plzz entrance mcj ke bare me video bnay plzzz

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ab see CUCET Deena pade gaa, usi ke base par hogi selection. Aur MCJ department sab sa acha department ha is university ka

  • @xx_noor16

    @xx_noor16

    Жыл бұрын

    Next year aane ke liye kaise taiyari kre question kha se ready kre kuch hint btay

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@xx_noor16 12th ke ncerts ache see padoo

  • @AliAli-gi7iw
    @AliAli-gi7iw Жыл бұрын

    Kis chiz mai addmission liya hai Bhai aap ne

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Journalism and mass communication

  • @j-musiccompany1222
    @j-musiccompany1222 Жыл бұрын

    Aap konsa course kar rahe ho manuu se ??

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ba(hons)Journalism and Mass Communication

  • @j-musiccompany1222

    @j-musiccompany1222

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem B tech computer science ka kya criteria hai ??

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@j-musiccompany1222 11th and 12th main Science hona chahiye aur Urdu ap na padee ho gi, ya 10th tak ya 12th ya agar ap na koi course kiya hain urdu main

  • @j-musiccompany1222

    @j-musiccompany1222

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem entrance exam kase hoga or kitne marks ka hoga or kitne marks par b tech computer science me ho jayga

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@j-musiccompany1222 Cucet ka form fill karna pade gaa, wahi par pata chale gaa, aur 12 ko last date hain form ka

  • @sadiyasuhana4656
    @sadiyasuhana4656 Жыл бұрын

    Apke clg timing kya hai?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    9 to 5

  • @unhappyguy6030
    @unhappyguy6030 Жыл бұрын

    Acha wha pr part time job kr sakte hai

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Hmm bhai

  • @shaiksumaiya2131
    @shaiksumaiya2131 Жыл бұрын

    Aap kahan k rehne wale ho...pls reply

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Handwara, Kashmir

  • @shaiksumaiya2131

    @shaiksumaiya2131

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem thnk u for replying my comment

  • @idrispattar1438
    @idrispattar1438 Жыл бұрын

    Fees kitna bhai

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Boht kam hain almost 7000 per year

  • @mdrizwanop2770
    @mdrizwanop2770 Жыл бұрын

    Bro btech karne aaye ho

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Journalism bro

  • @didikavlog
    @didikavlog4 ай бұрын

    Kya ye University recognised hai mujhe iss University ki degree hai kya ye legal hai

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    4 ай бұрын

    Hm

  • @paramountpedagogy243
    @paramountpedagogy243 Жыл бұрын

    PG krne gy ho aap,

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ba In journalism

  • @umisalma9030
    @umisalma9030 Жыл бұрын

    Bhaiya yaha btech cs h kya?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ji hain

  • @umisalma9030

    @umisalma9030

    Жыл бұрын

    Placement hota h ?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@umisalma9030 hota hain aur student pa bi depend karta hain

  • @fatimaumairasaeed4765
    @fatimaumairasaeed4765 Жыл бұрын

    Is there a masjid for girls or any place where a girl can offer salah?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    yes inside the girls hostel there is some space where you can offer namaz

  • @Towards_Islam590
    @Towards_Islam5909 ай бұрын

    Bhaiya aapse contact kaise karu ???

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    9 ай бұрын

    Insta through

  • @Towards_Islam590

    @Towards_Islam590

    9 ай бұрын

    @@ZahidRaheem phone number de sakte h kya ? ... please

  • @tasteofalisha7179
    @tasteofalisha7179 Жыл бұрын

    Mera bhopal me hua tha bed ka addmission v le li but nhi ja ski

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Kui

  • @tasteofalisha7179

    @tasteofalisha7179

    Жыл бұрын

    Wha hostel nhi tha ye mjhe nhi pta tha or us tym ticket v available nhi tha

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@tasteofalisha7179 Ab kaha hoo

  • @tasteofalisha7179

    @tasteofalisha7179

    Жыл бұрын

    Bihar

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@tasteofalisha7179 😔central university

  • @user-tw4wy5tp7k
    @user-tw4wy5tp7k Жыл бұрын

    Bhai plzzz tell me mannu se bcome krna h or mai cuet ka exam de chuki hu to admission kaise hoga reply de dijiye

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Manuu ka form jaldi fill karo manuu ke website see, 6 june last date hain

  • @user-tw4wy5tp7k

    @user-tw4wy5tp7k

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem bhai ji maine urdu sirf 8th tak hi pdi h to koi bat nhi h n plzzz tell me

  • @user-tw4wy5tp7k

    @user-tw4wy5tp7k

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem bhai plzz btaiye urdu 8 tak pde hai to form bhar sakte hai plzz reply dijiye plzzz

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@user-tw4wy5tp7k sorry for late rply, thoda busy rehte hain,, hmm form bar sktee hoo aram see,, lkin ek aur kaam karnaa urdu course karnaa aur phir certificate lana us kee, kam aya gaa

  • @user-tw4wy5tp7k

    @user-tw4wy5tp7k

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem aap call se bat kar sakte h plzz mai confused hu

  • @yasiryazdaniy
    @yasiryazdaniy11 ай бұрын

    Sabse pass railway station bata do

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    11 ай бұрын

    Sikandarabad railway station

  • @MohdFahad-fy1kw
    @MohdFahad-fy1kw Жыл бұрын

    Bhai M. Com me merit pr kitne % pr admission hota h

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Almost 85 above

  • @MohdFahad-fy1kw

    @MohdFahad-fy1kw

    Жыл бұрын

    Okk thank u

  • @MohdFahad-fy1kw

    @MohdFahad-fy1kw

    Жыл бұрын

    In graduation? Or 12 th

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    @@MohdFahad-fy1kw graduation

  • @MohdFahad-fy1kw

    @MohdFahad-fy1kw

    Жыл бұрын

    @@ZahidRaheem I have got 79 any chance is there ?

  • @heebafaizan_12
    @heebafaizan_12 Жыл бұрын

    Aap MANUU me kon si course krrahe hai ?

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    Жыл бұрын

    Ba hons in Mass communication and journalism

  • @tasmimsubhani6800

    @tasmimsubhani6800

    11 ай бұрын

    Kitne sal ka course h ye bhai 3 or 4

  • @ZahidRaheem

    @ZahidRaheem

    11 ай бұрын

    @@tasmimsubhani6800 3

Келесі