Muzdalfah me jo Qayamat dekhi. Garam zamèen ne My 1st Hajj with Husband.

Ойын-сауық

Arafat se Muzdalfah main bus Allah ne bachaya..Gharam zameen ne apni aaghosh mein hume kase sulaya .Magrib aur isha parhte hi hum kisi aur hi Duniya main they.Muzdalfah My 1st Hajj Hajj Hajj journey with my husband Alhamdulillah 💕 ❤️.
Mina Mina Mina
Ararat Arafat Arafat
Muzdalfah Muzdalfah
Mina Mina Mina Mina.
hifz lar lo agli bari apki hai.IA

Пікірлер: 180

  • @beingYoda
    @beingYoda26 күн бұрын

    I was there in Hajj 2024, we covered all areas without any transport and Alhumdulillah the best experience of my life. Hajj me apko garam thanda nae dekhna.. Allah ko bus manana hai k Ya Allah hum se maan ja.. Insha'Allah Allah phr Hajj krne ki toufeeq dain Ameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    26 күн бұрын

    Ameen .❤ Jazakallah

  • @HAJRAARSLAN-ze6st

    @HAJRAARSLAN-ze6st

    16 күн бұрын

    Very well said I was there too, no complains Alhamdulilah Allah ney bulaya

  • @sabahatzahra5429
    @sabahatzahra542914 күн бұрын

    I was also there this year in Hajj ...It was a very good experience ..woh jagah baar baar yaad aati hai ..allah humei phir se us dar bulaye m.aameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    13 күн бұрын

    Ameen..Beautiful feeling

  • @isfiaminhas2406
    @isfiaminhas2406Ай бұрын

    Hajj aik mushakat wali ibadat hy ......thori bht to krni prti hy 20 lakh logun ko aik hi wkt me jb transfer krna hta hy to wkt to lgta hy .....

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Hajj eik bhut hi khubsurat mokamal ibadat ka naam hai.❤.but itne logon ko manage karne ke liye Saudi government ko kuch krna chahiye.

  • @sabeenzafar9189

    @sabeenzafar9189

    Ай бұрын

    Bilkul sahi , ye sabar ka kaam h aur ye bhi ibadat mn shamil h , mn bhi hajjj kr chuki hu alhumdulillah ...hum ko khud bhi ak dsre ki maded krni chai.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Bilkul theek kaha sis app ne.❤

  • @muhammadkashif4000

    @muhammadkashif4000

    29 күн бұрын

    True

  • @user-th7xw9lm3u

    @user-th7xw9lm3u

    28 күн бұрын

    Totally agreed MashaAllah tabarakallah ❤

  • @i4niable
    @i4niable22 күн бұрын

    Hajj kay duraan masail ki buhut bari wajah hamari besabri aur jahalat bhi hay.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    22 күн бұрын

    Yor are right.

  • @Arfakiduniya416

    @Arfakiduniya416

    Күн бұрын

    Agreed 💯

  • @inamqureshi292
    @inamqureshi29227 күн бұрын

    M ne 2023 m Hajj kia h ur mashallah Etna acha intezam tha mushakat tu hoty h Hajj m

  • @s.s.english9152
    @s.s.english91522 күн бұрын

    Arrangements were best....Allah is always there to see your love on the way to Him..why complaining...Hajj is not a trip.... I have also performed Hajj n found best arrangements ❤❤❤ alhumdulillah

  • @HAJRAARSLAN-ze6st
    @HAJRAARSLAN-ze6st16 күн бұрын

    Pehley log apna tent khud lagatey thay phir us tent ko mina lay kar jatey thay humara hajj to un logoon sey bohat asan tha

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    15 күн бұрын

    @@HAJRAARSLAN-ze6st g Alhamdulillah.

  • @imranrahman5064
    @imranrahman506429 күн бұрын

    Haj ke liye be inteha sabr ki zarurat hai.Allah ainda se Hajj ko jaane har insaan ko siddat wali sabr de.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    G app ne bilkul theek kaha hai..Ameen.

  • @manokhannamo9740

    @manokhannamo9740

    14 күн бұрын

    G bilkul hujj hy hi sbr burdasht hoslay ka naam bs Allah qbool frmay hm na 2024 ma hujj kya

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    14 күн бұрын

    Ameen

  • @saeedariaz6794
    @saeedariaz679413 күн бұрын

    Aameeeeeeeen

  • @raheelmuhammad2476
    @raheelmuhammad2476Ай бұрын

    Haj pr gai hn sari zindagi k gunah b bakhshwana chahtain hn or mushkilath b face nahi kr saktai tu phir hamara Allah hi hafiz hai

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    G sister app ne sahi kaha Hajj bhut hi khubsurat ibadat hai hum ne dil se ada kiya hai apne aur sab ke liye bhi duaaein ki hain.apne gunaah bhi Arafat ke Medan main bhi bakhshyaein hain..plz app bhi duaon me yaad rakhna.❤

  • @Smollan-oq6bf
    @Smollan-oq6bf17 күн бұрын

    Me abhe wapis ayi ho Hajj se hum arafat se Muzdalifa by train 40 mints me pohanch gae alhamdolilah sb kch bht acha raha the except Mina camp management it was pathetically poor

  • @txdgdg7978
    @txdgdg797814 күн бұрын

    So its proved that now young persons should go for hajj and old concepts of last age hajj performance should be condemned.

  • @hajrabibivantra81
    @hajrabibivantra8118 күн бұрын

    Hajj sabar karnewale ke liye hai jess amal wesa barna

  • @RafiqueFaridi
    @RafiqueFaridi25 күн бұрын

    If Saudi government and respective Hajj committee,charging money in the guise of certain facilities during Hajj and they fail in doing so why not one can raised the voices against money lovers. Thanks you sister for highlighting the inept handling of mindless management.

  • @saraalisaraali8311
    @saraalisaraali831120 сағат бұрын

    Hum bhi the 2024 me kahin nhi phanse allhummdu lillah

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    17 сағат бұрын

    @@saraalisaraali8311 Hajj mubarak.

  • @shabanashaikh6909
    @shabanashaikh69095 күн бұрын

    Alhamdulillah, main bhi hajj iss saal kari, mana hajj sabr se kiya jaata hai, but be intezaami bhi kuch hoti hai ager itna Crowd manage nahi kar paate Tu q visa dete ho, iss bhen ne ground reality dikhai, allha taala Tu definitely assani dete aur sabr. But sabr ke naam pee give saudia ne bhout bura intezaam kiya, specifically medically, old people ke bhout zyada haall howe, mainne apne itraaf mein jitne moute dekhi proper first aid aur unavailability of medical treatment.

  • @swm5382
    @swm538217 күн бұрын

    We are told strictly not to mention difficulties of Hajj and Umrah..

  • @tahiryaqoob7592
    @tahiryaqoob7592Ай бұрын

    Bibi Allah apki kher karay 20lakh log hotay hain isey tarha hota he is jaga par ehtayat karain Galt alfaz se

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

  • @raiwanmemon8584
    @raiwanmemon858414 күн бұрын

    Hajj me mushaqat hoti hi he.ise lye itna ajar he.mere khayal me ap is bat se lailm he

  • @safeeraliart8407
    @safeeraliart840715 күн бұрын

    jo whel chair پر they کچھ asan thi but jo pagal thy azab man thy allah paak derjaat buland ferma ker qubool fermay aameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    14 күн бұрын

    G sahinkaha app ne.. Amenn ❤️

  • @mahrukhkhan2251
    @mahrukhkhan225120 күн бұрын

    u went to hajj have sabr hajj is the name of sabr don't say any rude words. Don't waste your sawab. Be patience. This suppose to happen.

  • @learnwithhafsa10
    @learnwithhafsa1028 күн бұрын

    Hajj aik mushaqat wali ibadat hai jo bui museebat ai khuda k liye uss ka ailaan na karein bhool jairn ta k Allah qabool kare aut agay mazeed naseeb karay

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    27 күн бұрын

    Ameen..❤

  • @mariaurduqalam8476
    @mariaurduqalam847618 күн бұрын

    آپ بہت نا شکری ہیں

  • @solatasif
    @solatasif27 күн бұрын

    From Arafat people can walk to mazladfa it's 2 hours walk ... Instead of waiting for 4 hours

  • @NasimFatima-mn8pc
    @NasimFatima-mn8pc27 күн бұрын

    AAP Hajj karwNy aai hn ya viloging karny

  • @tanveerkousar2923
    @tanveerkousar292310 күн бұрын

    Haj ko bura ni keh rhe pakistani hkumat k naqas intazam hAllah sab muslamano ko haj ki sadat ata kare 12lac lay k khud kha ge hajion ko koe sahulat ni de

  • @umernaeem8826
    @umernaeem8826Ай бұрын

    5 din Allah ke liye hote hain video banane ke liye nahi

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    G you are right...Allah mauf kare hume. beautiful hajj kiya hai .Kich family ke log nahi ja sake unke love thorium se banayi hai..

  • @user-xk8jr1io5t
    @user-xk8jr1io5t19 күн бұрын

    Bilkul Sahi Keh rahy hain k haj mushaqat ka nam Hy likin Saudi foj or police ka Kam hrghis hajion sy bdtamizi krna in ko ghald gaid krna Jo log beyhosh horah thy unhaian Kory k dher py dal dena jb k unhain fori Tor py hospital pohchna UN ki zidari thana k kry k dher py dal kr UN ki mot ka intazar krna jb k rash ki wajah sy reshydar becher jaty Hain Pani ka intazam nah I apny mqtab tk pohnchny k ley lamby rot sy bhejna jbk chora rood Hy drmian Mey sy agr 2hisy kr dety to adhy log aaty or adhy wapis chly jaty 1km ky fasly ko inhon ney 3km ka fasla bana dia or grmi or Pani ki kami ki wajah sy log beyhosh hoy or us py zulm ki had ye k agr aembolanse k ley kaha bhi to inkar kr dia ham Kesy Keh sakty Hain hajion ko saholiat dei gain srf macca or Madina Mey rehaish achi thi muzdalifa sy mina tk log peydal safe kr ky fasly gay koi transport ka intazam nahi thajb k base Khali khri thinis sy hazar drjy krbala ka intazam hota Hy grmi Hy aab dekhty Hain k waHan kitny log mrt Hain PATA chal jaay ga k kis ki na aehli ki wajah sy amwat hoin

  • @SeemaMunir-pq2kw

    @SeemaMunir-pq2kw

    Күн бұрын

    U r right dear Saudis bohat zalim ho gye hain Allah k mehmano ko takleef dety hain rastoon ko lamba kar k kaheen se rasty band kar k pehly achy thy ab tu bas Allah poochy

  • @angeliqra7165
    @angeliqra7165Ай бұрын

    ❤behtreen video mujhe mera Hajj yad agaya im Indian

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Jazakallah ❤ duaon me yaad rakhna 🙏.

  • @abdulhafeezadam830
    @abdulhafeezadam830Ай бұрын

    The smile is on your face only because you are recording vlog.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    It's not fair.ap meri sari videos dekhein face par smile hi mulegi ❤thanks😊

  • @mahrukhkhan2251

    @mahrukhkhan2251

    5 күн бұрын

    @@Sadaf_786 u r so drama queen when u r doing Hajj u should consantrate with Hajj not making video Astagfrullah 😌

  • @Picturetaless
    @PicturetalessАй бұрын

    Mai NY 2015 Mai Hajj Kiya tha or almost 35 lakh log thy but tamam arrangements buht achy thy

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Is year I think 22 to 24k ne hajj kiya hai...

  • @pakistanimomnorway
    @pakistanimomnorway18 күн бұрын

    2018 main hum b gy ty Allah ta’ala hum sb ka Haaj qabool farmay

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    18 күн бұрын

    @@pakistanimomnorway Ameen

  • @mintuali3866
    @mintuali3866Ай бұрын

    masha allah . aap ko haj bhut bhut mubarak me india se hu aap ne maire haj ki yaad taza kar di 2017 ki maine bhi metro se kya tha safare haj dua me yaad rakhna baji

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    G zaroor sister.Allah apko dubara bilayer ga.IA.❤

  • @mubeenshahid9476
    @mubeenshahid9476Ай бұрын

    Is safar میں bardasht honi chahiye

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    G app sahi keh rahe hain.Hajj bhut hi bardasht aur sabar wali abadat hai jo ke meine ki...Saudi gvrt ko point out kiya hai.

  • @secretingredientskitchen5153
    @secretingredientskitchen5153Ай бұрын

    Masha Allah

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Jazakallah.

  • @ranatariq4825
    @ranatariq482513 күн бұрын

    Bibi hajj kay paisay you tube say puray kuray hay .Hajj kur kay kisi pay Ehsan kiya hay kiya

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    13 күн бұрын

    Jazakallah ❤️ Alhamdulillah

  • @ahmedmustafa7361
    @ahmedmustafa736120 күн бұрын

    Sirf intizar ke tkleef ha baqi to sab sahe ha.or hajj main to rash hota he ha.ap k leya hajj muharam main krday tay to sahe tha

  • @anilarashid4482
    @anilarashid448228 күн бұрын

    ap haj krne gai thi k vlog bane.boht ajeeb legte the wo log jo mobile pe video bana rahe hote the.bhei dua mang lo kahi to is mobile ki jan chor do

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    G app ne theek kaha.

  • @HAJRAARSLAN-ze6st
    @HAJRAARSLAN-ze6st16 күн бұрын

    Ap kaisi batain kar rahi hain 1960 ka hajj daikahin puraney logoon ka hajj dakhain ap ko pata chaley ga kitna asan tha ap ka hajj. Mein bhi 2024 mein ap key sath hajj kiya, hajj sabar hey to yeh ap kiya batain kar rahi hain.

  • @Arfakiduniya416

    @Arfakiduniya416

    Күн бұрын

    Agreed

  • @Arfakiduniya416

    @Arfakiduniya416

    Күн бұрын

    Hm NY last year Hajj Kya tha yahi. Haal hota hai Hajj tu Naam hi sabr ka hai hamara Hajj qubool kaisey hoga agar takleef ka zikr hm sb ko bAtayen

  • @shab1758

    @shab1758

    Күн бұрын

    Only word of Qayamat is incorrect. Otherwise this year Hajj is the toughest. Every one can not bear such a heatwave. Also Allah has not forbidden to discuss hardships of Hajj. He only sees intention (Niyat)

  • @fathimabibi3630
    @fathimabibi363027 күн бұрын

    Assalamualaikum warahmatullah wabarakatuhu. Haj tho ek ibaadath hai. Thodi se mushkil hota hai, lekin us ko badha Chadha ke bayan karoge tho , apna anewala nasal jo hai, haj ke namonishan hi chode dengey. Isliye meri ek daraquasth hai ke haj tho haj hi hai. Mushkilo me bhi raheth, dil ka sukoon mil jatha hai, agar hum Allah se jo yeqeen ke sath manglethe wo miljatha hai. Didi kabhi mang ke tho dekho, ur thode log jo guzar gaye un ke baare may batha rahe hai. Uthni neak mouth milthi kithneko hai?

  • @inamqureshi292
    @inamqureshi29227 күн бұрын

    Thora saber krna parta h rash ko Thora km hone den pr a jaen tu bhot achi ebadat Hoti h

  • @azizaazhar1697
    @azizaazhar169727 күн бұрын

    حج مشقت کا ہی نام ہے

  • @HashmiPhotosOnline
    @HashmiPhotosOnline24 күн бұрын

    Zabardast intizam tha mashaAllah se.. or zada facility k liye Maktab A be lay sakti thi ap 😂

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    24 күн бұрын

    G you are right

  • @iffatkhan3448
    @iffatkhan3448Ай бұрын

    Hajj Mubarak.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Jazakallah

  • @rozinasoomro8797
    @rozinasoomro8797Ай бұрын

    As sal boht badmazgi lg rahi h wrna 2016 m mene hajj keya tha to asa kuch nh tha mushaqat to krni party h bt atna nh tha jo ab dekh rahi hn y dekh kr dukh bhe boht horha hi k log atni muhabat se y fariza ada krni jarahi hn or saholat nh ho khemon m atni log mina m nh rakhni chahye wo km karen Allah pak sab ka hajj kabol farmaie❤

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Ameen..Hajj bhut hi Acha hua but raston me rukawaton ki wajah se hum apni saas ki whealchair ko bhi chala rahe they husband and wife ko...Allah hidayat dey Saudi Government .ko.Ameen

  • @tahiryaqoob7592
    @tahiryaqoob75926 күн бұрын

    Bibi aap haj karnay gay hain 20lakh log hotay hain eik time main apnay alfaz ka chunaw ahtyat se karian

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    6 күн бұрын

    Jazakallah

  • @abidmangrio6680
    @abidmangrio668027 күн бұрын

    Sis hajj tha ,agr thory bht tklef aai bi ....hmen apny gunah bi dehkny chheye

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    27 күн бұрын

    G app ne theek kaha..Allah hum sabko mauf kare.Ameen

  • @EditswithTanjiro
    @EditswithTanjiro23 күн бұрын

    Rumana salam faaz pathan hamare liye dua kariye please hamara salam pesh kariye

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    23 күн бұрын

    G zaroor.

  • @yusrasiddique1570
    @yusrasiddique157023 күн бұрын

    Maine is baar hajj kiya hai sab jagah paidal hi chali hoon alhamdulillah bht accha raha humko takleef bayan nhi krna hai balki Allah ko razi krna hai please aise non sense videos na daala karen love u from India

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    23 күн бұрын

    It goes without saying Hajj is the 5th pillar of Islam and faith isn't intact until Hajj is performed once in a lifetime Indeed,One has to endure difficulties as Deen dictates there is great salvation for this in hereafter. People who pilgrim once in a lifetime they are the people who keep saving every penny for Hajj and after coming here they are mistreated in the name of Hajj by sheer Government of Saudi People have no clue what they are facing during pilgrimage.I am simply highlighting the fact what's happening here so they should know what to do or what not to do. Jazakallah ❤️

  • @s.h8838
    @s.h883819 күн бұрын

    What are you all waiting on ??

  • @EditswithTanjiro
    @EditswithTanjiro23 күн бұрын

    Please dua kariye

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    23 күн бұрын

    G zaroor

  • @uzzikage
    @uzzikageАй бұрын

    Assalam o alikum. Me neither note Kia he Jo train par thay wo bohot pareshan hue. Jo 🚌 par ya paidal thay unhe muzdalifa me sakoon se space mil gai.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    WAS...you are right.hum 4 hours phasey rahe q k hum whealchair wale lifts se train main jana tha.eik jahad tha tealy.

  • @aajmanshaheen6338

    @aajmanshaheen6338

    Ай бұрын

    Hum train py gy or humay space b Mili ,Pani b ,washroom b

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Alhamdulillah ❤ Hajj Mubarak ho apko.

  • @uzmasunesra5644

    @uzmasunesra5644

    Ай бұрын

    Hum bhi train se muzdalifah gaye the, arafat se muzdalifah ka safar humne 2 ghantey me tay kr liya tha

  • @accountsbymtb3736
    @accountsbymtb373628 күн бұрын

    Hajj tou naam hi mushaqqat ka hy Shukar karyn AC transport yh saari facilities mili hui thi na milti tou kia hangar hota aapka

  • @sadafkhan8829
    @sadafkhan882925 күн бұрын

    Pehli bat Tu ya hy vedios SE behtar hy app ibadat Karo dusri bat hajj mey mushkilat hotel hen sabar karna chayia.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    25 күн бұрын

    G app theek keh rahe hain. Jazakallah ❤️

  • @th.0r_744

    @th.0r_744

    24 күн бұрын

    ❤❤❤❤

  • @accountsbymtb3736
    @accountsbymtb373628 күн бұрын

    Aunty ji paydal.safar krlyti Ya bus say chali jaati

  • @iram.anwar.3150
    @iram.anwar.315015 күн бұрын

    Ap log government package k sath gye thy sister?

  • @et8759
    @et875915 күн бұрын

    Why are they pushing

  • @mubeenshahid9476
    @mubeenshahid9476Ай бұрын

    Hajj mushaqat ka naam

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Haj mushkilat ka naam nhi... hajj to aram se ho gaya...mushkil bnaya gaya hai

  • @Nida.AliKhan
    @Nida.AliKhan29 күн бұрын

    Sister apne her jagah muzdarfah likha ha jbke Muzdalifah ha asal me.. Allah apki ibadat apka hajj qabool fermae.... Inki govt ko hidayat De K better arrangements kren.... Hum jese log jo abtk nhi gae unko hajj pe jald bulaye Allah Pal... Aameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    Thanks alot. Mere Sare vlogs Sach mein inhi ke liye hain jo abhi tak nahi gaye app sab meri ankhon se dekhein .meri choti si koshish hai.duaon.me yaad rakhiyega plz 🙏

  • @user-gz7tv7gt5p
    @user-gz7tv7gt5p25 күн бұрын

    Nahi. Hashr ka maidan mulk sham m hoga

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    25 күн бұрын

    Arafat me hoga

  • @th.0r_744

    @th.0r_744

    24 күн бұрын

    ❤❤

  • @sohanashamim9029
    @sohanashamim902927 күн бұрын

    Ye log bnaya ka waqt hy ya Allahpak sy maghfirat mangny ka

  • @asps270
    @asps27029 күн бұрын

    Ab kya Arafat sey Muzdafilah buses nahi chalti ya sirf metro or dono? 2015 mein toh buses sey aaram sey muzdalifah puhach gaye they.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    29 күн бұрын

    Itna rush huta hai roads par only merto hi possible hai.VIPs ke liye cars bhi huti hai. Alhamdullah hajj ho Jane ke baad wo takalif yaad bhi nhi rehti but Arabian ke lehje chubte rehte hain.Allah unko hidayat dey .Ameen

  • @asps270

    @asps270

    29 күн бұрын

    @@Sadaf_786 oh ok ,shayed woh pehla ya dusron saal tha jab metro sharu huee thi. Hameray package mein nahi tha Alhamdullilah humlog har jagah bus sey hi gaye. Alhamdullilah bahut aaram sey bus Muzdalifah, Arafat , Mina har jagah puhcha de thi.

  • @saraalisaraali8311

    @saraalisaraali8311

    20 сағат бұрын

    Hum pedal gae the allhummdu lillah bilkol pareshani nhi hoi muzdalifa pohanch kar thori si hoi thi

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    17 сағат бұрын

    @@saraalisaraali8311 MA...Hajj mubarak

  • @NasimFatima-mn8pc
    @NasimFatima-mn8pc27 күн бұрын

    Ahram me face par hath lagany ka mana Kya Jata he

  • @iffatkhan3448
    @iffatkhan3448Ай бұрын

    Please don’t say bad things about Hajj; Allah ka Shukr Karen key Allah ney aap ko bolaya

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    Ай бұрын

    Alhamdulillah...Hajj bhut hi Acha hua. But Saudi gvrt ne managments sahi nhi.ki..Allah hume aur app sab ko baar baar bilayer.Ameen

  • @user-th7xw9lm3u

    @user-th7xw9lm3u

    28 күн бұрын

    @iffatkhan3448 exactly. Jithna mushakkath utni hi qabooliyat Allah Kabool karre encourage others to go prepare them mentally phslysically with positive words jazakillah kheir nice video Allah take us once atleast or again and again in sha Allab

  • @mariaurduqalam8476
    @mariaurduqalam847618 күн бұрын

    آپ کی ویڈیو نا شکری پے مبنی ہے۔میں نے خود حج کیا ہے اس سال ۔بہترین تھا۔ باقی آپ نے مشقت نے تو کرنی ہے۔صبر اور شکر کریں

  • @anilarashid4482
    @anilarashid448228 күн бұрын

    haj saholoton ka nam nhi h.haj mushqat wali ibadt h

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    Hajj bhut hi khubsurat ibadat ka naam hai.

  • @rifashorts6208
    @rifashorts620829 күн бұрын

    Sister, this is TRUE, that a hajee has take many difficulties during hajj, that is why is made to be done once in your life time, millions of people are coming, it is a great task for the government to provide comfort to everyon., The difficulty, that a hajee gets in hajj, insha allaha , Allaha will pay back during his life and no dout in the last day of judgement, So Sister, after seeing your video, if any one change his mind about his journey to hajj, you will be directly responsible before Allaha, my request to you is kindly remove this video, and encourage people to do hajj in there youth, and accompany youth with there parents during hajj , so that there journey be a memorable,

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    It goes without saying Hajj is the 5th pillar of Islam and faith isn't intact until Hajj is performed once in a lifetime Indeed,One has to endure difficulties as Deen dictates there is great salvation for this in hereafter. People who pilgrim once in a lifetime they are the people who keep saving every penny for Hajj and after coming here they are mistreated in the name of Hajj by sheer Government of Saudi People have no clue what they are facing during pilgrimage.I am simply highlighting the fact what's happening here so they should know what to do or what not to do. Jazakallah ❤️

  • @Mr-What

    @Mr-What

    28 күн бұрын

    You said it Sis May Allah reward you for this act of kindness and guiding us via your video. Please ignore these idle people who just come here and utter words based on feelings and emotions and simple put things under carpet due to negligence of the fact they will escape from this reality. Thanks for the video. May Allah accept your Hajj and also give us Taufeeq. Ameen 🙏

  • @Mr-What

    @Mr-What

    28 күн бұрын

    Bro why you even try to pose as judge jury and executioner. You are trying to bring doomsday here with words. Resurrection day Will come when Allah pleases not when you mind it. Stop taking people into account by spreading fear in the name of Allah.

  • @user-xk8jr1io5t
    @user-xk8jr1io5t19 күн бұрын

    Jitny mon. It I batain JIS ka koi mrta Hy os sy pocho or JIS trhan Kory k dehron pry daith body's prein thi en Toba Toba dosry mulk Mey koi madad krny Wala na ho Jawan log to is tamam mushakt ko brdasht kr gy likin borhy log thank k chor chor ho gy bus Allah ki hi madad thi Jo bohat sy log kheriat sy AA gy Saudi hakomat ko is py abhi or mehnat or Kam krny ki Hajj pey itna paisa lety Hain to saholiat bhi dain foj or police bey intha hay likin battamiz or jahi k Kesy bat krni chahiy kher baton bohat Hain likin samjh dar logon k ley itna kafi hay ye tanked nahi blky islah k ley mashwarah Hy k behtarin lain aek hi Sally Hajj ka moqa atta Hy or us ko bhi ye log agr Sahi tarha sy nahi kr sakty to Kisi dosry mul ko theka ya tandar day dain

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    18 күн бұрын

    @@user-xk8jr1io5t yehi to Main kehna chah rahi thi....jinke marey hain unse poncho. Sari zindagi ki jamah ponjhi hajj par lag gayi aur hajj bhi sahi se nahi kar paye gareeb log..zindagi mein eik baar jayega na gareeb banda .Muqam e Ibrahim tak bhi pohnch na ho to .kiya pata yeh unka fist or last vist ho...bhut kuch dekha wohan. Eik video bnaongi jo maine dekha hai us par app sab ke liye. Jazakallah ❤️

  • @shehrnazsyed
    @shehrnazsyed29 күн бұрын

    Har Safar me mushkilat ati hain apko Allah ne bulaya to ap waqt zaya na Karti sabar Ka nam he haj umra kindly Jo ye msg read kare mere lye dua Karen Allah Pak mjy mere bacho k sath haj naseeb kare or ap sabko bhi ameen sum ameen.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    Hajj bhut hi Acha hua.but hum whealchair ke sath they jagah jagah rukawatein rakhi gyi thi .unse thori mushkil huyi. Whealchair ka tyre bhi toot gaya Roads kharab they.So many things around was. Allah apko with Family karayega.IA

  • @user-th7xw9lm3u

    @user-th7xw9lm3u

    28 күн бұрын

    Exactly so true. I agree to this. Sabr Sabr Sabr and that's y all your sins r forgiven in sha Allah

  • @shehrnazsyed

    @shehrnazsyed

    28 күн бұрын

    @@Sadaf_786 Ameen sum ameen ❤️

  • @zahirshaikh1994
    @zahirshaikh199423 күн бұрын

    Arafat hashar Medan hoga AISA Kuch confirm Nahi Hain

  • @zulfeekarahmad453
    @zulfeekarahmad45329 күн бұрын

    Hajj par jane se pahle,proper training Lena chahiye,jinhone current Hajj kiya hai usse malumat karna chahiye,keonki aane/jane(Hajj ke douran)ke raste me badlav karte rahte hain.tabhi dushvarion se bacha ja sakta hai.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    G hume ne UK main session Liya tha...but itna bura haal hoga yeh ksi ko nhi pata tha.but Hajj bhut hi khubsurat ibadat ka naam hai MA bhut Acha hua.

  • @ayeshan478
    @ayeshan47826 күн бұрын

    If you have so much complaint than why went for hajj. You could go for umrah only. Hajj is the biggest religious gathering in world and it involves hardship , walking, physical activity etc. if you recording video and telling ppl oh it was qiyamat in Muzdulfah you are not getting any blessings of hajj.

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    26 күн бұрын

    It goes without saying Hajj is the 5th pillar of Islam and faith isn't intact until Hajj is performed once in a lifetime Indeed,One has to endure difficulties as Deen dictates there is great salvation for this in hereafter. People who pilgrim once in a lifetime they are the people who keep saving every penny for Hajj and after coming here they are mistreated in the name of Hajj by sheer Government of Saudi People have no clue what they are facing during pilgrimage.I am simply highlighting the fact what's happening here so they should know what to do or what not to do.. Jazakallah ❤️

  • @Mr-What

    @Mr-What

    22 күн бұрын

    You are talking as if you are the King of Saudia Arabia Do you think people should take your suggestions before they go for Hajj.? What makes you think she should be doing what she's doing.? What do you do when you face a problem? How do you react when you lose your money? She's not actually complaining rather she's sharing what she's going through. How come they are charging huge sum of money and still not getting facilitated by Government. It's people's hard earned money they are paying to do Hajj. Regardless of what she's doing One should be vigilant enough to take precautionary action next time they go for Hajj.

  • @TalatAbbasi-lu7oy
    @TalatAbbasi-lu7oy15 күн бұрын

    Jee aap ka muqsad Allah pak kae ghar ja kar ibdat kana tha ya kah wahan video banakar paisa kamana tha Allah subhan o talah kae mahman ban kar bhe wahan ki khamio ko highlights karna tha please aap logoon sae darkhawast hae kah apni ibadaat ko khalis Allah kae leay keejeay

  • @wajihawaseem9493
    @wajihawaseem949326 күн бұрын

    Log Haj Per jakr bi kise videos banarhe h waha ibadat kre 😢

  • @sabahatahamad8200
    @sabahatahamad820028 күн бұрын

    Bauahat buri baat hai logon ko dekhke afsoos hota hai .Haj ibadat hi mushaqqat ki hai.Usmain mushaqqat ko itna bayan karna achchi at nhn.Wahan ghusse pe qabu rakhna bhi ibadat hai. Allah saare hujjaje karam ka haj qubool farmaye Aameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    It goes without saying Hajj is the 5th pillar of Islam and faith isn't intact until Hajj is performed once in a lifetime Indeed,One has to endure difficulties as Deen dictates there is great salvation for this in hereafter. People who pilgrim once in a lifetime they are the people who keep saving every penny for Hajj and after coming here they are mistreated in the name of Hajj by sheer Government of Saudi People have no clue what they are facing during pilgrimage.I am simply highlighting the fact what's happening here so they should know what to do or what not to do.

  • @amirhamza6610
    @amirhamza661029 күн бұрын

    Muzdarfa nahi muadalifa hota h

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    Thanks alot

  • @shahidperwaiz5
    @shahidperwaiz511 күн бұрын

    یہ جو کچھ بھی ھوا ھے اسکی وجہ وہاں کا بادشاہ اور vip حج کا ڈرامہ تھا حج اور عمرہ vip کب سے ھو گیا ھے عبادت صرف عبادت ھے بس کوئی vip نہی

  • @muhammadmasoodhumamasood6067
    @muhammadmasoodhumamasood60678 күн бұрын

    20 lakh person k Sath m Bhi AAP suchti h k rash na milay,, please Hajj ka itna barak event h ,,, rush tu huga na,,, aur title AAP n diya h k qayamat Dekhi ,,, 😮😮😮 mujhe tu AAP k vlog m alhumdulillah Khai qayamat nahi Dekhi,,, AAP n tu bohat facility k Sath hujj kia h,,, wo Bhi waqt tha ,, jab ye registan tha 40 saal phale ,,, aur Kuch nahi tu nabi pak ka Hajj soche ,,,, AAP ka hasher Kuch Bhi nahi,,,, jab hum per koi mushkil aaye tu hum ko nabi pak saw ,, aur sahaba ki zindaio ko yaad kerna chahe. Hum ko tu Deen Islam Apne khandn s Mila free m,,, Allah pak AAP k hujj ko qabool fermai Aameen summa Ameen

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    5 күн бұрын

    APP NE SAHI KAHA.. Ameen. JAZAKALLAH ❤️

  • @ansershahzad2951
    @ansershahzad295124 күн бұрын

    Hajj sabr ka nam hai ap To bht gabrah gai

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    24 күн бұрын

    Gabrah nhi gayi .Hajjj bhut hi Acha tha.Muzdarfah

  • @user-pt4rb5tf6y
    @user-pt4rb5tf6y14 күн бұрын

    Ye to ap ny station k qreeb VIps ka muzdalfa dikhaya hy ap hm aam pakistani aur indian ka muzdalfa dikhayn na jo un ny hmy aik ghati k andar mountains k drmian bnd kr dia ta jo rasta open ta wahan steel ki chadryn lga k bnd kr dia ta aur jo side open ti wahan gate lga ta q k in ki pre planning ti k hmy subha 2 ghanty bnd rkhyn gy subha pehly vips ko jamrat krai gai live aa raha ta aur us wqat hm aam govt scheme waly pakistani aur indian ko 2 ghanty tk bnd rkha aur isi liy fotgiyan hoin

  • @i4niable
    @i4niable22 күн бұрын

    Wheel chair walon nai paidal chalnay walon ka jeena haram kiya rakha. Takarrain mar mar kar hamarai tangain zakhmi kardi. 😢

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    22 күн бұрын

    Yeh hum ne bhi dekha hai.Allah pak apka Hajj qabool farmaye .Ameen.

  • @i4niable

    @i4niable

    22 күн бұрын

    @@Sadaf_786 Allah hum sab ka hajj qabool farmain. Ju takleefein thee wu waqti thein aur aazmaish thein.

  • @zaidpatel2912
    @zaidpatel291223 күн бұрын

    Paheli bat ke aap hajj ke liye gaye the ke video banane ke liye nahi dusri bat ke hamare nabi ki taklif se to taklif kuchh bhi nahi Allah iska ajar dega aapko aap aese video na banaye zaif validen ko akela na bhejo

  • @anilarashid4482
    @anilarashid448228 күн бұрын

    ye jo logo ki vedio bana rahi spko sharam ani chahiye kuch aurtein sharai pardah krti hon gi.muje khud itni mushkil hoti thi logo k mobile se apna face chupna parta tha

  • @azizaazhar1697
    @azizaazhar169727 күн бұрын

    سرودی عرب کا نہی آپ کے ملکوں کی حکومتوں کا قصور ہے

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    22 күн бұрын

    You are right.

  • @majeedkhan1117
    @majeedkhan111728 күн бұрын

    Haj karne Gaye ya video bana ne gaye pagal log

  • @Sadaf_786

    @Sadaf_786

    28 күн бұрын

    Jazakallah ❤️

  • @majeedkhan1117

    @majeedkhan1117

    28 күн бұрын

    @@Sadaf_786 shukriya samaj ne ke liye

Келесі