Moharram ki Fazilat | Moharram ki Best Ibadat ? | मोहर्रम की खास ईबादत | A M Qasmi

Moharram ki Fazilat | Moharram ki Best Ibadat ? | मोहर्रम की खास ईबादत | A M Qasmi ‎@Muftiamqasmi

Пікірлер: 173

  • @Aaisasanwara
    @Aaisasanwara11 ай бұрын

    Ya Allah ham sab ko mohram me jyada se jyada ibadat karne ki tohfik de aameen 🤲🤲

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    Ameen 🥰

  • @ansarigirl9617

    @ansarigirl9617

    11 ай бұрын

    Aameen 🤲😊

  • @noorsadiya8617

    @noorsadiya8617

    11 ай бұрын

    Aameen🤲

  • @SHABNAM_USMANI

    @SHABNAM_USMANI

    11 ай бұрын

    امین

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah.11 ай бұрын

    *_🌜✨Ya Allah Hume Mohharam Me Jayada Se Jyada Ibaadat Karne Ki toufiq Ata farma😊🌛_* *_🌜✨Aur Hume tamam Sagira Kabira Gunahon Se Bachane ki Toufiq Ata farmaye ☺️🌟✨🌛_* _Ameen Ya Rabbul Alamin_

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Aameen summa aameen 🤲

  • @amanbabagroupaqib4245

    @amanbabagroupaqib4245

    11 ай бұрын

    Aameen🤲

  • @TajUddin-kk2ti

    @TajUddin-kk2ti

    11 ай бұрын

    9 moharram ka roza rkhna y sunnah h ya fr nafil

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    @@ansarigirl9617 unko massage krke puchho 🙄

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    @@ansarigirl9617 meri to sab fav h, aap bhi 😕

  • @suhanshaikh4037
    @suhanshaikh403711 ай бұрын

    Lasht bali baat to bhot achi lagi ye jaankar khusi huyi Allah hamari ibadat qbool farmaye

  • @Kaneez_e_Fatima220
    @Kaneez_e_Fatima22011 ай бұрын

    JazakAllah mufti sahab 😊

  • @roshnibibi789
    @roshnibibi78911 ай бұрын

    Sukriya mufti sahab Aap ke wajha se hame roz din islam ke bare main kuch sikhne or samaj ko milta hai Allha apko hamesha khush rakhe😊

  • @inshakhan6376

    @inshakhan6376

    11 ай бұрын

    Aameen

  • @qamarsultana4385
    @qamarsultana438511 ай бұрын

    Allah hame khub roze rakhne ibadat karne ki tofiq ata farmaye

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah.11 ай бұрын

    Walekum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barkatullah bhaijaan 😊

  • @Sabanrider07
    @Sabanrider0711 ай бұрын

    First comment saban Ali pune

  • @muskanfatima279
    @muskanfatima27911 ай бұрын

    Masallha masallha masallha ❤❤

  • @shabanaparveen4981
    @shabanaparveen498111 ай бұрын

    Inshallah Rahman bhai

  • @SahilKhan-fd1xs
    @SahilKhan-fd1xs11 ай бұрын

    Mashallah 🤲🏼

  • @sofiyakhan9588
    @sofiyakhan958811 ай бұрын

    Subhan ALLAH

  • @ahkambeg723
    @ahkambeg7233 күн бұрын

    Subhan allah❤

  • @sheelakhan8077
    @sheelakhan807711 ай бұрын

    Very beautiful video with beautiful message thanks for sharing app ko salam and sukariya Allah negaeban

  • @asifsuroo7613
    @asifsuroo761311 ай бұрын

    Masha Allah

  • @ruksana4708
    @ruksana470811 ай бұрын

    Subhanalla Mashaallh ❤❤❤❤❤❤❤

  • @update.raho.
    @update.raho.11 ай бұрын

    AAP HAR CHIJ KA TIME TO TIME UPDATE DETE HO.. JAZAKALLAH KHAIR

  • @alishabano9939
    @alishabano993911 ай бұрын

    Bahut acha btaya 😊❤

  • @Pathantabiskhan
    @Pathantabiskhan11 ай бұрын

    Masa allah

  • @anassid861
    @anassid86111 ай бұрын

    Masha ALLAH ap bht achi bate btate hai

  • @julekabano6310
    @julekabano631011 ай бұрын

    Subhanalla

  • @moarshada68
    @moarshada6811 ай бұрын

    Ya Allah hamare bhaiyo aur bahano ko nech raste par chalne ki taufeq de karam kar de allah❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Aameen summa aameen 🤲

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Bhai nech nahi neck raste lokho 🤗🤗

  • @bablu0970
    @bablu097011 ай бұрын

    Subhanallah🌹🌹

  • @solomaxgamingAT
    @solomaxgamingAT11 ай бұрын

    Ji shukriya

  • @TheFlyingwingsshahanaparveen
    @TheFlyingwingsshahanaparveen11 ай бұрын

    Bahut shukriya molana sahib 😊

  • @menazuddinkhan220
    @menazuddinkhan22011 ай бұрын

    Inshallah ❤❤

  • @marhabafaruki2197
    @marhabafaruki219711 ай бұрын

    Assalamualaikum. Mufti sab

  • @shanaiyahuzaine2460
    @shanaiyahuzaine246011 ай бұрын

    Wallaikumasslam bhai

  • @Saliha-qw6ye
    @Saliha-qw6ye11 ай бұрын

    Subhanallah mashallah ❤️❤️❤️❤️❤️

  • @muhmmedshahid2373
    @muhmmedshahid237311 ай бұрын

    InshaAllah☝🕋🤲😍😍😍❤❤❤

  • @ashfakkhan4003
    @ashfakkhan400311 ай бұрын

    Shukriya bhai jaan

  • @tabassumansari5691
    @tabassumansari569111 ай бұрын

    Walaikum Assalam warahmatullahi wabarakatohu

  • @MdManzarHussain-ed3zi
    @MdManzarHussain-ed3zi11 ай бұрын

    Subhnallah Mashallah ❤❤❤

  • @sainabakhan4168
    @sainabakhan416811 ай бұрын

    Valekum assalam mashallah subhanallah Alhamdulillah 🤲❤️❤️❤️🌹

  • @mdperwez8800
    @mdperwez880011 ай бұрын

    Inshallah

  • @rizwanakhan-ff1ik
    @rizwanakhan-ff1ik11 ай бұрын

    Assalaam walekum hume aapki vidio bahot achhi lagti hai aur hume deeni talimaat milti h sukriya

  • @guddushikh2176
    @guddushikh217611 ай бұрын

    Assalamu Alaikum

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Walekum assalam ❤❤

  • @sirajali7756
    @sirajali775611 ай бұрын

    Assalamu alaikum ❤❤

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Walekum assalam 😊😊

  • @sufiyaperween1069
    @sufiyaperween106911 ай бұрын

    Subhan Allah ❤ Masha Allah ❤

  • @tubaansari-ch7fn
    @tubaansari-ch7fn11 ай бұрын

    Subhanallah Alhamdulillah Allah hu akbar ❤ Allah pak hm sbko ibadat krne ki tofik ata farmaye ameeen

  • @SabiyasheikhSheikh-wm6el
    @SabiyasheikhSheikh-wm6el11 ай бұрын

    Assalamualaikum Allah barkat de apko apko sehat ata farmae kuch v masla Janna hota h to Apke video ko dekhti hu

  • @ishratsabir8335
    @ishratsabir833511 ай бұрын

    👍😇♥️

  • @sitaraparveen2613
    @sitaraparveen261311 ай бұрын

    Allah agle sal h mohharam meri job d d molla ,,jo m apne papa ko hjj kra sku🤲🤲🤲🤲ameen,mere liy duva krna ❤❤❤

  • @khadijaakhtar886
    @khadijaakhtar88611 ай бұрын

    Walaikum assalam Mufti sahab 🤲❤️

  • @user-cf5ng5yd6j
    @user-cf5ng5yd6j11 ай бұрын

    السلام علیکم مفتی صاحب

  • @user-rm3zs8ux8t
    @user-rm3zs8ux8t11 ай бұрын

    Allah humari sabki pareshani dur farmaye aameen summa aameen ❤❤❤❤

  • @Kulsum129
    @Kulsum12911 ай бұрын

    WALEKUMSALAM WA Rahmatullah WA BARAKATAHU BHAIJAN!! ❣❤❣

  • @shabanaperween6019
    @shabanaperween601911 ай бұрын

    SALLALLAAHU ALAA MUHAMMAD!

  • @romanask4056
    @romanask405611 ай бұрын

    Mufti Sahab Hum 9 Aur 10 Mohram Ko Roza Rakhte Hai Insha Allah Is Baar Bhi Rakhenge ❤❤❤

  • @user-kp3vw3hh5w
    @user-kp3vw3hh5w11 ай бұрын

    Subhanallah🤲👌

  • @sonikhansupergirl9070
    @sonikhansupergirl907011 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @asbaatshaikh1421
    @asbaatshaikh142111 ай бұрын

    Walaikum assalam ustaad ji MashaAllah Allah hum sab ko amal ki tufiq de aameen Jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻‍♀️👍💯

  • @noorsadiya8617

    @noorsadiya8617

    11 ай бұрын

    Walaikumussalam meri piyari behen🌹Aameen🙋🏻‍♀️❤😊🍓

  • @shifashifa3137
    @shifashifa313711 ай бұрын

    Allha hamari ammi tabiyat achi hohaye umar daraz ho aamin plzz dua mein yaad rakhna plZ

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Allah AAP ki ammi ko sifa de aameen 🤲🤲

  • @SKFS786

    @SKFS786

    11 ай бұрын

    Ameen

  • @ishratsabir8335

    @ishratsabir8335

    11 ай бұрын

    Allah Pak apki ammi ko jld uz jld sehat ata frma dein Ameen summa Ameen

  • @SameerKhan-fc1rm

    @SameerKhan-fc1rm

    11 ай бұрын

    Ameen bilkul inshallah ❤

  • @Heenashaikh217

    @Heenashaikh217

    11 ай бұрын

    Allah shifa ata kre ji kya hua hai aunty ko

  • @JayaSahu-hi2hs
    @JayaSahu-hi2hs11 ай бұрын

    ShubhanAllh ❤❤

  • @noshadkhan2933
    @noshadkhan293311 ай бұрын

    Mashallah SubhanAllah

  • @tamannasiddiqui5377
    @tamannasiddiqui537711 ай бұрын

    MASHA ALLAH

  • @shabanabegum5266
    @shabanabegum526611 ай бұрын

    Assalamwalekum Hazrat dua me yaad rakhiye

  • @trendsfors9830
    @trendsfors983011 ай бұрын

    Alhamdulillah

  • @Shakibsaifi123
    @Shakibsaifi12311 ай бұрын

    A s w kum dua me yaad rakhna mufti shahab

  • @mdnoushadalam1006
    @mdnoushadalam100611 ай бұрын

    Assalamualaikum warahmatullah hi wa barrakatuh

  • @makhdumiyazone.9002
    @makhdumiyazone.900211 ай бұрын

    Nice clip

  • @sabiatabbusam6259
    @sabiatabbusam625911 ай бұрын

    Assalamualaikum mufti sb

  • @aslamshaikh4111
    @aslamshaikh411111 ай бұрын

    Assalamualaikum bhai jaan

  • @shahnajparveen9244
    @shahnajparveen924411 ай бұрын

    Assalam walikum aap log plzz mere liye bhi duwa karyi ga me pass ho jao... Mere suply h 2 yr me aur 1 yr me plzz duwa karyi ga is baar me pass ho jao dono yr plzz aap log dua me yaad rakna aap log ek baar ameen bol de

  • @yaseenquresh8992
    @yaseenquresh89927 күн бұрын

    Meri ammi Ke Liye Dua karna Kyunki Mushkil Aasan ho jaaye

  • @zakiyahaider7314
    @zakiyahaider731411 ай бұрын

    Assalamu alaikum Jazakallah ❤️💕💕💕💕💕💕

  • @nigarkhan8228
    @nigarkhan822811 ай бұрын

    Asslamualaikum Bhai kaise h ap Mera sawah ki Kya ham qaza rozeh moharram me 9/10 tarikh ko rakh sakte h

  • @yasmenbano7823
    @yasmenbano782311 ай бұрын

    Hamare liye dua karna

  • @yasmenbano7823
    @yasmenbano782311 ай бұрын

    Hamare liye dua karna ham bhi yahi hai

  • @shairansari1750
    @shairansari175011 ай бұрын

    As salaam Wale Kum mufti saheb, please bataye jume li namaz me kitni rakat sunnate muaqida hai, sher Mohammad, Lucknow

  • @shabnamzeeshan1412
    @shabnamzeeshan141211 ай бұрын

    Assalamowalekum mufti sahb Mujhe Allah shifa den mere liye plzzz duaa kriega.... Mai bhut pareshan hun

  • @NujhetPerween
    @NujhetPerween11 ай бұрын

    Aslaamualikum mufti sahab Aj mere abbu ka intekal ho gya h unke magfirat ki dua kijiye 😢

  • @sonyidreesi-on3rz
    @sonyidreesi-on3rz11 ай бұрын

    Ak bat puchni thi bhai aapse....ak ladki ka nikah Apni ammi ke chacha ke ladke se hora he to kya ye sahi he...pls javab de dijiye... ..

  • @anissheikh3283
    @anissheikh328311 ай бұрын

    Ramdan ke kaja roje kaise rakhe

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah.11 ай бұрын

    *Alhamdulillah Alhamdulillah* _I'm First 🥇😅❤_

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Congratulations ye lo trophy 🏆🍫🍫

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    @@Aaisasanwara Sath me choclate bhi h 😁🥰

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    ​@@Ya_Rasool_Allah.ha to kha lo chocolate 😅😅

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    @@Aaisasanwara 🍧🍨 Aur ye meri chhoti behen ke liye ☺️

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    ​@@Ya_Rasool_Allah.thanks Bhai 😊😊

  • @yasmenbano7823
    @yasmenbano782311 ай бұрын

    Ham bahut jyada pareshan h

  • @sabihakhatoon5018
    @sabihakhatoon501811 ай бұрын

    Ap log dua kre mere liye meri shadi last 4yr se lgi h but nikah abhi tk nhi ho rha ap sabhi se durkhast h dua kre nikha ho jye ...bhut tension me h fsmily meri ur mai khub bhut 😢😢

  • @Dazzling.Muslimah

    @Dazzling.Muslimah

    11 ай бұрын

    Pareshan na hoiye sis, In Sha Allah nikah to aapka jarur hoga...har ek cheez ka ek sahi waqt hota hai kabhi kabhi ALLAH PAAK bhi humme aazmata hai isliye sabar se kaam lijiye dear aur deen ki basis pe nikah kariye kiyuki kabhi kabhi hum khud kamiya nikaalte reh jaate fir aakhir me akele reh jaate hai isliye jo accha ladka ka rishta aaye aap nikah kar lijiye ALLAH aapka jald se jald nikah karwa de aur khair o barkat waala nikah banaye Ameen 🙂

  • @sabihakhatoon5018

    @sabihakhatoon5018

    11 ай бұрын

    @@Dazzling.Muslimah shukriya bhai but aisa nhi mojhme hi kamiya nikali ja rhi Allah jnta h mai namazpadhti hu Quran bhi sare kaam padae sb krti hu but Mera Allah humse naraj h 😢..etne time ka rista tute jyega to kese rehge hm ur ghar wale 😢

  • @Dazzling.Muslimah

    @Dazzling.Muslimah

    11 ай бұрын

    @@sabihakhatoon5018 meri behen me bhi ladki hi hu...aap aise mat kahiye please ki ALLAH PAAK aapse naraz hai agar aap deen ka Sara kaam kar rahi hai...kisi ke liye bura nhi soch rahi hai jaise ALLAH paak ne aur hamare Nabi ﷺ ne bataye hai waise zindagi guzaar rahi hai ye bataiye ALLAH Paak aapse kyu naraz honge...ye duniya hai meri sis ALLAH paak duniya me sabko sab kuch nhi deta hai vo aazmata hai apne bando ko vo dekhna chahta hai ki Mera Banda itna sabar karta hai, kiyuki ek musalman ko har haal me shukr Ada karna chahiye dear ALLAH paak ke har kaam me khair hai, ho sakta hai vo rishta hi aapke liye accha na ho isliye toote gaya kabhi bhi positive sochiye aur aap jaanti hai na ALLAH paak ki zaat se kabhi bhi humme mayus nhi hona chahiye, samajh rahi hai aap. Aap bohot special hona isliye koi special person aapke zindagi me aane hi waala hai thoda sa aur bas sabar kariye aur ALLAH paak par pura pura yakeen kariye, dekhiyega gaib se madad aayegi dear aap har namaz me dua kariye tahajjud me dua maangiye namaz ke baad 100 times durood Sharif padhke dua maangiye ALLAH jarur sunega. ALLAH paak aapke liye Behtareen rishta bheje Ameen😊

  • @shaikmansoor397
    @shaikmansoor39711 ай бұрын

    Mere Shaharko paralysis hai kuch ilaj batavo

  • @sabiatabbusam6259
    @sabiatabbusam625911 ай бұрын

    Mere bete ki tabiyat kharab rahti hai uske liye dua farma de

  • @meerajahmed5489
    @meerajahmed548911 ай бұрын

    Assalamualaikum. Mufti sahab mere kuch sawal hai please answer dijiye. 1. Kis imam ka piche namaz nahi hoti hai? 2.kin haal me jamat chode sakte hai? 3.Agar wuzu toot gaya ho aur pata na chala to kya namaz hojayagi 3.

  • @meerajahmed5489
    @meerajahmed548911 ай бұрын

    Assalamualaikum. Mufti sahab mere kuch sawal hai please answer dijiye. 1. Kis imam ka piche namaz nahi hoti hai? 2.kin haal me jamat chode sakte hai?

  • @IftekharAlam-qv4nl
    @IftekharAlam-qv4nl11 ай бұрын

    اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ مفتی صاحب خیر یت سے ہیں افتخار عا لم چہارکہنڈ میرا سوال ہے میں امامت کرتاہوں مہینہ میں چار چہٹیاں ہیں چار دن کے پیسے لینا جائز ہے کل اتوار کو ضرور بتائیے گا

  • @noorsadiya8617
    @noorsadiya861711 ай бұрын

    Assalamualaikum bhai Allah pak ham sab ko moharram me ziyada se ziyada roza rakhne ki taufiq de Aameen🍓

  • @Aaisasanwara

    @Aaisasanwara

    11 ай бұрын

    Aameen 🤲

  • @asbaatshaikh1421

    @asbaatshaikh1421

    11 ай бұрын

    Walaikum assalam meri pyari bhen❤ aameen 🙋🏻‍♀️

  • @SanuKhan-nl1du
    @SanuKhan-nl1du11 ай бұрын

    Ya allah hamara sara karja utar jay aameen summa aameen

  • @jeetendra0199
    @jeetendra019911 ай бұрын

    Mufti sahab kya imam jab namaz mein dua karte hai to Muktadi ko ameen kehna chahiye to kya har namaz mein imam dua magenge aur ham ameen kahenge phir hame apni dua kab magni chahiye please bataye

  • @Atifumood
    @Atifumood11 ай бұрын

    Assalamu alaikum Hmare yaha log aksar kahte hai muharram ke 3 tarikh yani tiza ka chand nhi dekhna chahiye isse gam o paresani milti hai kya y sach hai please reply me

  • @afsanamustufadiwan7330
    @afsanamustufadiwan733011 ай бұрын

    AssalaMu_Aleykum mufti sahab me namaj padh rahi thi pehli rakaat me galti se hasi aagayi to mene wo rakat tod kar fir se rakat bandh li aur namaj padhi kya ye sahi hai plz jawade

  • @Sanakasafar1311
    @Sanakasafar131111 ай бұрын

    Mufti sahab mene muhraam k 1-10 roje continue rkhe or ab ek chhodkr ek kr skte h

  • @syedasufiya
    @syedasufiya11 ай бұрын

    Jazakallah

  • @Nagmakhatoon0786
    @Nagmakhatoon078611 ай бұрын

    10 muharam kb hota hai ya fir kb hai..

  • @saiyadkadapi5234
    @saiyadkadapi523411 ай бұрын

    Maharram ke roza ka niyat kya Karana please reply

  • @Dazzling.Muslimah

    @Dazzling.Muslimah

    11 ай бұрын

    Bas aap dil me iraada kar lijiye ki aap is din Muharram me roza rakh rahe hai ho gayi niyat ya to ramzanul Mubarak me jo dua padhi jaati hai vo bhi padh sakte hai

  • @samirkharaj4524
    @samirkharaj452411 ай бұрын

    Assalamu alaikum Mufti shaheb Mere 3 saval hai 1. Kya hum dargah (mazaro) par nagada (nobat) bajana shirk hai, 2. Or kya dargah par jana shirk hai, 3. Or dargah par jake kya karana chahiye or kya nahi. Please reply kijiye please

  • @Ya_Rasool_Allah.

    @Ya_Rasool_Allah.

    11 ай бұрын

    Walekum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barkatullah, Ji dargah nagada nhi bachana chahiye Or dargah par Jana shirk nhi h, waha ja kar shirk k kaam krna woh shirk h Dargah par Jaa kar sirf ishalesabab karna chahiye, waha Jaa kar sajda karna, chadar chadana, aur bhi bahut se shirk k kaam hai, woh nhi krne chahiye

  • @samirkharaj4524

    @samirkharaj4524

    11 ай бұрын

    @@Ya_Rasool_Allah. sookariya

  • @MysteriousGamingM
    @MysteriousGamingM11 ай бұрын

    Aapne jo bola wo mujhe naam smajh nahi aaya janab ji zikada zilhajja ka matalab please iski details dijiye

  • @Trouvaille_91z

    @Trouvaille_91z

    11 ай бұрын

    Muharram Safar Rabiul Awwal Rabiul Aakhir Jamadil Awwal Jamadil Aakhir Rajabul Morajjab Shabanul moazzam Ramadanul Mubarak Shawwalul Mukarram Zul qadah Zul hajj

  • @Trouvaille_91z

    @Trouvaille_91z

    11 ай бұрын

    Ashurul Huroom : Zul Qadah Zul Hajj Muharram Rajab

  • @shizranoor6474
    @shizranoor647411 ай бұрын

    Assalamu Alaikum Mujhe aapse ek masle per Baat Baat karna hai aur vah private hai Kuchh gharelu baat hai Mujhe Meri Bahan Ke Rishte per aapse ek baat Kahani Hai .

  • @sabiatabbusam6259
    @sabiatabbusam625911 ай бұрын

    Mere bete ka naam aman wasim hai

  • @MysteriousGamingM
    @MysteriousGamingM11 ай бұрын

    Janab ji wo 4, konse mahine please un charo ke naam batayn mujhe Janna hai mujhe nahi pata pleas janab ji

  • @Dazzling.Muslimah

    @Dazzling.Muslimah

    11 ай бұрын

    Dhu al-Qadah, Dhu'l-Hijjah, Muharram and Rajab ye four months ko kaha Gaya hai sacred months

  • @GulzarSyed.
    @GulzarSyed.11 ай бұрын

    आप लोग मेरी बीवी के लिए दुआ कर देना कि उन्हें अल्लाह ताला जन्नतुल फिरदोस में आला से आला मक़ाम अता फरमाए। आज उन्होंने एक बेटे को जन्म देकर इस दुनिया से रुखसत हो गई।

  • @sunflower9959

    @sunflower9959

    11 ай бұрын

    Allah sabr ataa kre aapko

  • @TajUddin-kk2ti
    @TajUddin-kk2ti11 ай бұрын

    9 moharram ka roza rakhna sunnat h kya

  • @Dazzling.Muslimah

    @Dazzling.Muslimah

    11 ай бұрын

    9 ya 10 rakh sakte hai ya fir 10 or 11 2 roze rakhne chahiye sunnat se hi saabit hai

  • @SameerKayamkhani
    @SameerKayamkhani11 ай бұрын

    10 moharam ka Roja kitni tarikh ko h

  • @alamgazi8010
    @alamgazi801011 ай бұрын

    मौलाना साहब इसका जवाब बता दीजिए हमें मोहर्रम में बच्चा पैदा होने वाला खुशकिस्मत नहीं होता कोई ना कोई मर जाता है क्या ऐसा हो सकता है मौलाना साहब इसका जवाब जरूर दीजिए

Келесі