MIR HASSAN 15 ramzan reciting his rare poetry ALI(a.s) kay khoon ne) at (LIAQAT ABAD) ..!

Ойын-сауық

MIR HASSAN MIR..! 15 RAMZAN AT LIAQAT ABAD..! MARKAZI IMAMBARGAH...!
ALI K KHOON NE BATIL PE JAB BHI WAAR KIYA..!
QALAM YA TAIGH NAHI KHUD PE AITBAAR KIYA..!

Пікірлер: 20

  • @fatimanaqvi1088
    @fatimanaqvi10884 ай бұрын

    Salaam ya Mola Hassan a.s ❤

  • @fatimanaqvi1088
    @fatimanaqvi10884 ай бұрын

    MashaAllah lajwab jeeo mir hasan ❤

  • @rehanaizhar5180
    @rehanaizhar51806 жыл бұрын

    MashAllah mir bhai jeyo

  • @shababfatima9097
    @shababfatima9097 Жыл бұрын

    Mashaallah maula salamat rakhe

  • @alizaidi7284
    @alizaidi72846 жыл бұрын

    MashaAllah not a single dislike... ❤ Neither it deserve any dislike.. Jiyen Mir Bhai ❤

  • @abbasansari6334
    @abbasansari63347 жыл бұрын

    geo

  • @mujtabanaqvi3538
    @mujtabanaqvi35384 жыл бұрын

    Salamat rahein

  • @blossomlifestyle8783
    @blossomlifestyle87834 жыл бұрын

    Bhut khoob geo mola slmyt rhkyn

  • @sayedataqvi1727
    @sayedataqvi17275 жыл бұрын

    Mashallah 👍😊

  • @sajjadhussain1367
    @sajjadhussain13675 жыл бұрын

    Mashallah mir bhai Kashif Mirza thanks bhai

  • @akramfatany2074
    @akramfatany2074 Жыл бұрын

    Masha Allah Acha kalaam perha lekin public ki shore ki waja se samaj nehi araha

  • @RaqseeBismil
    @RaqseeBismil7 жыл бұрын

    Could some one please tell me the definition of "Tarahi kalam"?

  • @sahibalam877

    @sahibalam877

    5 жыл бұрын

    Ek misra (line) diya jata hai . sb us misre pr sher kahte hain h usko tarahi qalaam kahte hain

  • @Murtazahassan929
    @Murtazahassan9297 жыл бұрын

    lryics mil jae ga is kalam ka

  • @gaaziabbaszainabi

    @gaaziabbaszainabi

    7 жыл бұрын

    Murtaza Hasan 929 Ali ke qoon ney baatil pey jab bhi waar Kiya Qalam ya teyg nahi qudd pey aetebaar Kiya Sazaa mey isko nakeerain Ney shumaar Kiya Hasan ki mad'ha mey jisney bhi iqtisaar Kiya Ali sa Sher huwa Apni Sher par naazaa Qalam ki nok se shabbar Ney jab shikaar kiya Ye laash e marhab k antar bataayengey Kya Hai Hasan ke baba Ney kis tarha do se chaar Kiya Palak jhapaktey hi badbakht bangaya aurat Hasan Ney lehja e Kun aisa iqtiyaar Kiya Bagair e hubb e Husain o Hasan ke padhkey namaaz Jabee ko sheikh Ney qudd Apni daagdaar kiya Nabi Ney jaisey Kiya intezaar Hyder ka Ali Ney waisey hi shabbar ka intezaar Kiya Hasan Husain alag se Teri qabar lengey Agar Ali ke fazaayal pey tuu Ney waar Kiya Zamaaney bhar ka tabarra bhi kamm Hai uskey liye Wo jisney laasha e shabbar pey pehla waar Kiya Hasan ka jhoola bhi dey deta usko parr lekin Husain ke liye fitrus Ney intezaar Kiya

  • @gaaziabbaszainabi

    @gaaziabbaszainabi

    7 жыл бұрын

    Ali ke qoon ney baatil pey jab bhi waar Kiya Qalam ya teyg nahi qudd pey aetebaar Kiya Sazaa mey isko nakeerain Ney shumaar Kiya Hasan ki mad'ha mey jisney bhi iqtisaar Kiya Ali sa Sher huwa Apni Sher par naazaa Qalam ki nok se shabbar Ney jab shikaar kiya Ye laash e marhab k antar bataayengey Kya Hai Hasan ke baba Ney kis tarha do se chaar Kiya Palak jhapaktey hi badbakht bangaya aurat Hasan Ney lehja e Kun aisa iqtiyaar Kiya Bagair e hubb e Husain o Hasan ke padhkey namaaz Jabee ko sheikh Ney qudd Apni daagdaar kiya Nabi Ney jaisey Kiya intezaar Hyder ka Ali Ney waisey hi shabbar ka intezaar Kiya Hasan Husain alag se Teri qabar lengey Agar Ali ke fazaayal pey tuu Ney waar Kiya Zamaaney bhar ka tabarra bhi kamm Hai uskey liye Wo jisney laasha e shabbar pey pehla waar Kiya Hasan ka jhoola bhi dey deta usko parr lekin Husain ke liye fitrus Ney intezaar Kiya

Келесі