Mir Hasan Mir Manqabat 2011, Ya Kareema (Masooma-E-Qoum)

Пікірлер: 79

  • @hassanmujtaba1262
    @hassanmujtaba12628 жыл бұрын

    Lyrics Ya Fatemato, Ishfaelana Fil Janna Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3 Aai Masooma E Qum (S.a.)…..2…..Aai Humsheer E Raza (A.s.)….. Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..2 Raz Ki Baat Yeh Ek Mujhko Samajh Aaie Hai…..2 Asl Me Aap Ki Mashad Mein Shahenshaie Hai Qum Se Milti Hai Jubhi…..2…..Sub Ko Mashad Ki Riza…..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..2 Aap Masooma E Qum (S.a.) Aur Woh Janabe Zainab (S.a.) ….2 Dono Behneing Hui Maroof Wilayat Ke Sabab Woh Hai Humsheeer E Husain (A.s.)…..2, Aap Humsheer E Raza (A.s.) …..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..2 Fiqh O Irfan O Jafar Par Hai Huqumat Teri….2 Ilm Ke Shaher Ke Shehri Hai Raiyat Teri Ilm Ka Shaher Tera…..2…..Uska Darwaza Tera …..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3 Apni Manind Tumhe Wahi O Yakta Rakha…..2 Tumko Is Allah (S.W.T.) Ne Is Waaste Tanha Rakha Dono Aalam Mein Na Tha…..2…..Koi Bhi Kufu Tera…..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3 Sin Bhi Atthara (18) Baras Misle Janabe Zehra (S.a.)…..2 Teri Turbat Ka Sharaf Turbat E Zehra (S.a.) Jaisa Fatemi (S.a.) Naam Tera…..2 Zainabi(S.a.) Kaam Tera …..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3 Wasta Saiyade Mazloom (A.s.) Ko Tumko Bibi, Wasta Asgar E Masoom (A.s.) Ka Tumko Bibi, Lawald Hai Jo Unhe…..2….. Kardo Aulad Aata…..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3 Aap Ke Shaher Se Tasdeeq E Gulami Le Kar…..2 Mir Jub Palta Hai Choukhat Pe Salami De Kar, Uske Kadmon Ki Taraf Aasman Jhukne Laga …..Ya kareema (S.a.) Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.), Ya kareema (S.a.)…..3

  • @auzziettude

    @auzziettude

    3 жыл бұрын

    🙏❤️

  • @rabiyabegum4720

    @rabiyabegum4720

    2 жыл бұрын

    Thankyou

  • @hussainichanalhyderabbas1600
    @hussainichanalhyderabbas16006 жыл бұрын

    ♥️🕋Bibi par jaan qurbaan ♥️

  • @faisalabbas9583
    @faisalabbas95836 жыл бұрын

    Sure bibi Fatima( SA) is beyond any appreciation because all people want to get the raza of Allah but Allah want to get the raza of Fatima(as)

  • @daddo-1988
    @daddo-19882 ай бұрын

    Qurban Jaon 🥰 Bibi masooma e qum pr ❤️❤️

  • @labaikyamehdia.s809
    @labaikyamehdia.s8095 жыл бұрын

    Love from Indian occupied Kashmir. Salaam ho Hazrat Masooma par.

  • @sehrishbabar8856
    @sehrishbabar88565 жыл бұрын

    MashAllah wah Kia Kehne me ap pe Qurban Shahzadi meri Masooma e Qum S. A ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘

  • @oppressedkashmir1142
    @oppressedkashmir11426 жыл бұрын

    Khuda ya hma jald az jald ziyarat e jinab e masuma qum s a naseeb farma👌👌👌👌

  • @waoooooo349

    @waoooooo349

    6 жыл бұрын

    Huda Zainab Allah tumme khush rakhe

  • @fusionnewgen

    @fusionnewgen

    Жыл бұрын

    Elaahi aameen

  • @ashqezehra7049
    @ashqezehra70496 жыл бұрын

    salam ya bibi masooma sa mjy moula raza as k sadqe doubra bulain......😭😭😭

  • @The_Electrifying_Guy
    @The_Electrifying_Guy4 жыл бұрын

    Salam Salam Salam Salam Salam Ya Syyeda Shahazadi E Kounain Shahazadi E Jannat Syyeda Bibi Fatima E Qum S.A.💖💖💖💖💖

  • @umarmanzoorshah2498
    @umarmanzoorshah24983 жыл бұрын

    Be misl o be nazir bawad Khandaan -e-tu Bar Tarze Aasmaan Bawad Aasmaan-e-tu Qudsi Malak Imaam o Nabi Qadradaan-e-tu Mann Zaara Qabr Ha Falagul Jannah shaan-e-tu

  • @zeranbaykatchera3788
    @zeranbaykatchera37885 жыл бұрын

    SALAM YA BIBI MASSOUMA E KOOM ❤❤ FROM MADAGASCAR

  • @syedaasmat5710
    @syedaasmat57108 жыл бұрын

    awesome ... just recalling the time spent in Qum .. really bibi masooma a.s is kareeeema

  • @arceus51214

    @arceus51214

    4 жыл бұрын

    U r really lucky you went there

  • @zainabisa9670
    @zainabisa96705 жыл бұрын

    ماشاءاللہ جزاك اللهُ‎ سبحان الله الحَمْدُ ِلله اللہ نگہبان اللہ آپکو صحت دے ھمیشہ خوشں رھو

  • @AleenaAli110
    @AleenaAli1102 ай бұрын

    Aye masooma e qum, aye hamsheer e raza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 1. Raaz ki baat ye ek mujhko samajh aayi hai..(2) asl me aapki mash'had me shehen shahi hai qum se milti hai jabhi..(2) sab ko mash'had ki reza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 2. Aap masooma e qum aur wo janabe zainab..(2) dono behne hui ma'roof wilayat ki sabab wo hai hamsheer e husain..(2) aap hamsheer e raza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 3. Fiqh o irfaan o jafar par hai huqumat teri..(2) ilm ke shehr hai shehri ye raiyyat teri ilm ka shehr tera..(2) uska darwaza tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 4. Apni manin tumhe wahid o yakta rakha tumko allah ne is waaste tanha rakha dono aalam me na tha..(2) koi bhi ufwu tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 5. Sin bhi athara baras misle janabe zehra..(2) teri turbat ka sharaf turbat e zehra jaisa fatimi naam tera..(2) zainabi kaam tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 6. Waasta sayyade mazloom ka tumko bibi waasta asghar e masoom ka tumko bibi la walad hai jo unhe..(2) kardo aulaad ataa ya karima, ya karima, ya karima..(2) 7. Aapke shehr se tasdeeq e ghulami lekar..(2) meer jab palta hai chaukhat pe salami dekar uski qadmo ki taraf aasma jhukne laga..(2)

  • @ErMohdyusufAbbas
    @ErMohdyusufAbbas6 жыл бұрын

    Mashallah jazakalha .

  • @FiqahEJaffaria
    @FiqahEJaffaria6 жыл бұрын

    maha Allah

  • @hasninshah5126

    @hasninshah5126

    3 жыл бұрын

    Hasan sah

  • @henazia9598
    @henazia95986 жыл бұрын

    👌naic veri naci

  • @hussainichanalhyderabbas1600
    @hussainichanalhyderabbas16004 жыл бұрын

    Rozy py bulalen plzz_zzzzzzzz😩🤧😭🤲😩📿

  • @ruqaiyafatima777
    @ruqaiyafatima7776 жыл бұрын

    Mashaallah😘😘😘😘😘😘😇😇😇😇😇😇😇😇

  • @muzammilshah1288
    @muzammilshah12886 жыл бұрын

    Salam ya zahra

  • @zaheerhussainsharife9893
    @zaheerhussainsharife98937 жыл бұрын

    Asalamu aleka ya dukhtare Muhammad a.s

  • @Amirali-vj1gs
    @Amirali-vj1gs3 жыл бұрын

    Mashallah🤲🏻🤲🏻🤲🏻

  • @waoooooo349
    @waoooooo3494 жыл бұрын

    Hazrat e Fatima Masooma as per salam

  • @liaqatkhawab8317
    @liaqatkhawab83176 жыл бұрын

    Very Nice

  • @ismaabbasawan3995
    @ismaabbasawan39959 ай бұрын

    MA SHA ALLAH ❤

  • @fusionnewgen
    @fusionnewgen Жыл бұрын

    Salam ya Bibi masooma (s. a) imam Reza a.s ke waaste se hum sabko jald az jald aapki ziyarat ka Sharaf naseeb ho🤲🤲🤲

  • @moosamustafa1648
    @moosamustafa16486 жыл бұрын

    jazakallah

  • @sajjadhaider361
    @sajjadhaider3612 жыл бұрын

    Mashallah Mashallah

  • @Asadali12d
    @Asadali12d2 ай бұрын

    Ya karima

  • @mohdghaziabbas7927
    @mohdghaziabbas79276 жыл бұрын

    Subhanallah

  • @shahrukhhusain623
    @shahrukhhusain6237 жыл бұрын

    jiyo bhai

  • @saimazehra1927
    @saimazehra19276 жыл бұрын

    Mashallah

  • @najamabbas
    @najamabbas4 жыл бұрын

    اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وآلِ مُحَمَّدٍ وعَجِّلْ فَرَجَهُمْ ..

  • @humarizvi8447
    @humarizvi84475 жыл бұрын

    Beshak biibi masuma quam

  • @hasansayed7564
    @hasansayed75643 жыл бұрын

    dislike karne waalo pe beshumaar laaanat ta qayamat laaaanat beshumaaar.... jisne koi bhi nauha aur manqabat,majlis zikre Ahlabait(a.s) ko dislike kiya Allah kare gunga bhaira ho ke mare maloon log..laaaaanat beshummaaaarrrr

  • @coffeequeen8383
    @coffeequeen83833 жыл бұрын

    اسلامُ علیک یا بنت موسیٰ ابنِ جعفر ورحمتہ اللہ وبرکاتہ🥺❤️😭🙏

  • @mohdsarfraz2104
    @mohdsarfraz21043 жыл бұрын

    subhanallah ap jiye bhai mir sahab

  • @rizvi921
    @rizvi921 Жыл бұрын

    SubhaanAllah

  • @sajidabbas4565
    @sajidabbas45652 ай бұрын

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ birthday of bibi Masooma qum Mubarak

  • @asadabbas2168
    @asadabbas21685 ай бұрын

    یا فاطمہ معصومہ قم سلام اللہ علیھا 😢😢😢

  • @samanrubab9560
    @samanrubab95608 жыл бұрын

    subhnAllha

  • @syedazahra9568
    @syedazahra95684 жыл бұрын

    salam ya imam raza as

  • @user-bf1er8di7v
    @user-bf1er8di7v4 жыл бұрын

    💓💓🙏🙏🙏 ya Fatimato sa ishfae Lana fil Janna,,t .. 😭🙏🙏🙏🙏🙏

  • @AbidaAzad15
    @AbidaAzad152 жыл бұрын

    ya kareemma 😭🤲🙏🙏🤲💓💓

  • @masoomazainab1808
    @masoomazainab18083 жыл бұрын

    Mashallah great manqabat hai

  • @hussainbrothersnyofficial8403
    @hussainbrothersnyofficial84032 жыл бұрын

    Ya fatimato..(2) ishfa'ee lana fil jannah ya karima, ya karima, ya karima..(4) Aye masooma e qum, aye hamsheer e raza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 1. Raaz ki baat ye ek mujhko samajh aayi hai..(2) asl me aapki mash'had me shehen shahi hai qum se milti hai jabhi..(2) sab ko mash'had ki reza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 2. Aap masooma e qum aur wo janabe zainab..(2) dono behne hui ma'roof wilayat ki sabab wo hai hamsheer e husain..(2) aap hamsheer e raza ya karima, ya karima, ya karima..(2) 3. Fiqh o irfaan o jafar par hai huqumat teri..(2) ilm ke shehr hai shehri ye raiyyat teri ilm ka shehr tera..(2) uska darwaza tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 4. Apni manin tumhe wahid o yakta rakha tumko allah ne is waaste tanha rakha dono aalam me na tha..(2) koi bhi ufwu tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 5. Sin bhi athara baras misle janabe zehra..(2) teri turbat ka sharaf turbat e zehra jaisa fatimi naam tera..(2) zainabi kaam tera ya karima, ya karima, ya karima..(2) 6. Waasta sayyade mazloom ka tumko bibi waasta asghar e masoom ka tumko bibi la walad hai jo unhe..(2) kardo aulaad ataa ya karima, ya karima, ya karima..(2) 7. Aapke shehr se tasdeeq e ghulami lekar..(2) meer jab palta hai chaukhat pe salami dekar uski qadmo ki taraf aasma jhukne laga..(2) ya karima, ya karima, ya karima..(2)

  • @rehanabegum5613
    @rehanabegum56134 жыл бұрын

    Salamalaikum yaa kareema imamkhumeni karoza tameer ka moujuza dekhauo elahiameen

  • @khizirbangash9040
    @khizirbangash90404 жыл бұрын

    Be misel ki behtreen sana

  • @oppressedkashmir1142
    @oppressedkashmir11423 жыл бұрын

    Ya kareema s a ❤️❤️❤️❤️😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @hasanunaizazahrah4277
    @hasanunaizazahrah42774 жыл бұрын

    MashaAllah

  • @tcstalagang6371
    @tcstalagang63715 жыл бұрын

    mashallah

  • @zahirkassamali7660
    @zahirkassamali76602 жыл бұрын

    MashaAllah ❤❤

  • @hassanmujtaba1525
    @hassanmujtaba15255 жыл бұрын

    Ya kreema s.a 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢

  • @sarfarazhaider2066
    @sarfarazhaider20664 жыл бұрын

    Mashalla ❤️😘 😘😘❤️

  • @ImmyandTani
    @ImmyandTani Жыл бұрын

    Hey can we please use this sound track? We have mentioned it in the description of our video and also linked your original video

  • @vasiqabano3438
    @vasiqabano34384 жыл бұрын

    Mashalla

  • @FaseehRezavi
    @FaseehRezavi Жыл бұрын

    ❤️

  • @alihaidermehdi3096
    @alihaidermehdi30965 жыл бұрын

    MASHALLAH

  • @syedafarwabatool4735
    @syedafarwabatool47352 жыл бұрын

    Heat touching 😍

  • @jararnayyer406
    @jararnayyer4063 жыл бұрын

    🙏🙏😢😢😢🙏🙏

  • @saqlainabbas4549
    @saqlainabbas45492 жыл бұрын

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @coffeequeen8383
    @coffeequeen83833 жыл бұрын

    ❤️❤️❤️❤️❤️

  • @najamabbas
    @najamabbas4 жыл бұрын

    🌷🌷⚘🌷🌷

  • @zikar_e_karbala94
    @zikar_e_karbala944 жыл бұрын

    Just correct it this is not song this is manqabat. Plz whoels see my text convey my message

  • @zikar_e_karbala94
    @zikar_e_karbala944 жыл бұрын

    Mir bhai plz correct this mistake not say those is song this is manqabat

  • @HussainAli-bj7bq
    @HussainAli-bj7bq2 жыл бұрын

    Zźz

  • @qbaghani
    @qbaghani7 жыл бұрын

    I can only see one dislike... lakh lanat

  • @waoooooo349

    @waoooooo349

    6 жыл бұрын

    tum per lanat

  • @hussainichanalhyderabbas1600

    @hussainichanalhyderabbas1600

    6 жыл бұрын

    Qadir Bux tum par laanat besumar

  • @hasanunaizazahrah4277
    @hasanunaizazahrah42774 жыл бұрын

    MashaAllah

  • @habihaw
    @habihaw4 жыл бұрын

    Mashallah

  • @hasanunaizazahrah4277
    @hasanunaizazahrah42774 жыл бұрын

    MashaAllah