Meri Sakina Ko - Syed Raza Abbas Zaidi

KautharWaNahr

Пікірлер: 7

  • @viralshort_077
    @viralshort_0773 ай бұрын

    meri sakina ko neend arahi hai. baanu ye aabid ko batla rahi hai meri sakina ko neend aa rahi hai kehdo hawaon se ahista aaye kehdo parindo se ghul na machae kehdo andhero se wapas na jaye...x2 Jaagi huwi chain kuch paa rahi hai meri sakina ko....... Shayad rasan ki aziyat huwi kam madham karo bibiyo shore matam sajjad zanjeer bole na is dam..x2 shayad ghamo ki ghadi jaa rahi hai meri sakina ko neend.... Shaame gharibaa ki jaagi huwi hai tamachon ke dar se nahi so saki hai zara phir gale se rasan jo khuli hai.x2 suku se jo ab saans le pa rahi hai meri sakina ko neend.... zindaan ka dar zorse ab na khole Ay pehredaaro ab ahista bolo tum bhi to jaage ho kuch der solo...x2 baba ki khushbu ise aa rahi hai meri sakina ko neend..... ke ab dharkane bhi phir is pe giraa hai na bhaayi hai nazdik na is ki maa hai kaano se khun ho ke ab bhi rawaan hai...x2 magar aankh bojal ye samja rahi hai meri sakina ko neend... main khush hun ke soyegi meri dulaari main qurbaan is ke main ab is ke waari bohat seh chuki dukh ye ghaazi ki pyaari.x2 magar nabz kuch aur batla rahi hai meri sakina ko neend.. magar ye huwa kya ke zindaan roya badan rooh ke saath bachi ka soya na jaagi wo aabid ne shaana hilaaya..x2 maa aaj kehte bhi sharma rahi hai meri sakina ko neend..

  • @farahali9918
    @farahali99185 жыл бұрын

    MashaAllah

  • @bushrafatima7247
    @bushrafatima7247 Жыл бұрын

    Mashaallah

  • @muzamilnotkani5866
    @muzamilnotkani5866 Жыл бұрын

    hy hy 😭😭😭😭

  • @_psycho_shot
    @_psycho_shot Жыл бұрын

    Haye sakeena

  • @muhammadayanshah844
    @muhammadayanshah844 Жыл бұрын

    😭😭😭😭😭

  • @naziyafatma1356
    @naziyafatma1356 Жыл бұрын

    😭 😭 😭 😭