Medu Vada | Easy Urad Dal Vada | मेदू वड़ा बनाने की विधि | South Indian Vada | Radhe's Kitchen Hindi

Medu Vada | Easy Urad Dal Vada | मेदू वड़ा बनाने की विधि | South Indian Vada | Radhe's Kitchen Hindi
#meduvada #meduvadarecipe #uraddalvada #meduvadainhindi #radheskitchenhindi #southindianrecipes #medubada #nariyalchutney #indianvegrecipes #breakfastrecipe
Ingredients-
Washed Urad Dal - 200-250 Gram ( 6 Hours Bhigana hai )
Chopped Onion- 1/2
Ginger- 2 Inch
Green Chili- 2-3
Jeera- 1 Tsp
Chili Flakes- 1 Tsp
Salt as Per Taste
Peanut Oil for Frying Vada
Chopped Hara Dhaniya- 2 Tsp
Chopped Curry Leaves- 2 Tsp
Vadon ko Nariyal ki Chutney ke sath Serve karen
Namaste,
Kese hai aap Sab log, aasha karti hu aap sab achhe honge.
Aaj mai aapke apne Radhes kitchen hindi mai South India ki bahut hi famous aur tasty recipe aapke sath share kar rahi hu. Medu Vada is recipe ko aap Sambhar ke sath bhi bana sakte hai aur Coconut Chutney ke sath bhi. Iska taste bahut Unique hota hai aur sabko pasand bhi aata hai. ISako maine bahut aasan tarike se hatho se banana bataya hai. Aap chahe to iska Sancha bhi aata hai usse bana sakte hai.
To Chaliye sath Milkar Banate hai.
Video achhi lage to Like, Share aur Subscribe karna Na Bhule. Mai aesi hi healthy aur tasty alag alag tarah ki Recipes aapke liye lati Rahungi.
Thanks for Watching
Keep Cooking and Watching Radhe’s Kitchen Hindi
My Instagram Page : - rb.gy/3wbj6
My Facebook Page :- profile.php?...

Пікірлер: 7

  • @anjaliadhikari5733
    @anjaliadhikari573323 күн бұрын

    Maza aa gaya ❤

  • @Mway77
    @Mway7723 күн бұрын

    Wow

  • @VodaKitchen
    @VodaKitchen23 күн бұрын

    Nice recipe 😋👌

  • @user-bk7qo5gp2q
    @user-bk7qo5gp2q23 күн бұрын

    Unbelievable 😍

  • @user-dm7bk1xn4k
    @user-dm7bk1xn4k23 күн бұрын

    Bahut Badhiya

  • @anuradhaadhikari1540
    @anuradhaadhikari154023 күн бұрын

    Hmmm niceeee niceeee ❤

  • @opco9450
    @opco945022 күн бұрын

    Yummy

Келесі